Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

    :(
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

    :donno:
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

      :slap:
      Attached Files
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4
        Re: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

        hmmmmm Nice Sharing Masood Bhai!:thmbup:

        apny jo bhi likha hai.....main us sy 100% agreed hoon!
        wonderful n superb sharing!

        pr bus ik baat kehna chahti hoon........hamary haan.....jab tak ye log rahin gy ye wo wo rasty chunty hi rahin gy jo inhy iqtidaar k qareeb ly jain!

        apko pta hai election n voting mai kis qadar dhandlii hooti hai....?
        gaaon or qasboon sy logoon ko pakar pakar k laya jaata hai jinhy even ye tak pta nahi hoota k angootha bhi kidhar lgana hai...!
        muthian bhar bhar k to ye log votings karaty hain phr bataye hum AWAAM kia karin??

        main to khud bhi yahi soochti hoon k ba'shaaor log in mai sy kisy ko koi chance nahi dain gy.....adding 1 thing "her koi inkilaab chahta hai or usky intizaar mai hai"......pr main ye kehti hoon k koi bhi inkilaab ab ik "Mu'ajza" hi saabit ho ga ALLAH TAALA ka hum pr or Pakistan pr!

        KHUSH RAHYYE
        :) :)
        4 a nice sharing!
        MA'ASSALAM!

        Comment

        • #5
          Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

          Wahhhhhhhhhhhhh Masod Bhii Sallooooooooooooot :salam::salam:

          Comment

          • #6
            Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

            Goo kay Mera Taluq PML(N) Say hai Lihaza Me b PPPP kay Kilaf he rahoon gaaaa Nazriyati toor per muje Nawaz-Shareef Passand hain.........BB Kay Kilaf to kai Cases Hain Laykin Masood Bahi App nay Nawaz Shareef ko Lootayra Kaha App kis Behalf per aisa keh rahay hain ? Ager Nawaz Shareef nay Kuch Loota Hota To us ka Dushman Number 1 Musharraf usay Aasani say Chorta nae us k kilaf aik b case nae bana sakay ....Any Proof ? Sirf batoon say Inqilab nae Aatey hain or na he Aisi Chat-Pati Batoon say Tehreer Mazboot Banti hai Sorry To say that laykin Muje Shadeed Ilfaz may Iktilaf hai App say....Ager App k Pass Proofs hain too App ki muj per Mehrbani hogi Ta-kay Baqool app kay Nawaz Sahreef jo Lootayra hai us say mein b Bach sakoon gaaa
            Last edited by *Roomi*; 27 November 2007, 22:18.

            Comment

            • #7
              Re: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

              اسلام علیکم بھائی میں آپ کی اس بات سے اتفاق کروں گا کہ اس ملک کے باسیوں کو انقلاب کی ضرور ہے مگر مجھے اس بات سے اخلاف ہے کہ وہ انقلاب کوئی خونی انقلاب ہو انقلاب کے لیے ضروری نہیں کہ وہ خون بھانے کے زریعے ہی سے آئے بلکہ وہ ہم سب کو اپنا آپ تبدیل کرلینے سے بھی آسکا ہے اصل قصور ہماری عوام کا ہے جو کہ اس قدر بے حس ہوچکی ہے کہ اُس کے کان پر جوں تک نہیں رینگتی ہے یہاں پر ہر شخص صرف اور صرف اپنے مفاد کی سوچتا ہے اور اسی بنیاد پر ووٹ بھی ڈالتے ہیں زاتی مفاد کے آگے کسی کو کچھ نظر نہیں آتا جب تک ہماری سوچ ہمارے پیٹ سے آگے نہیں بڑھتی ہمارا کچھ نہیں ہوسکتا ۔ رہی تلوار اُٹھا کر اپنے حق کے لیے لڑ نے اور انقلاب برپا کرنے کی بات مجھے نہایت افسوس ہے کہ ابھی ماضی قریب میں جامعہ حفصہ والوں نے یہی راستہ اختیار کیا تھا ہم میں سے اکثریت نے ان کے اس اقدام کی مخالفت کی تھی۔
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                Originally posted by *Roomi* View Post
                Goo kay Mera Taluq PML(N) Say hai Lihaza Me b PPPP kay Kilaf he rahoon gaaaa Nazriyati toor per muje Nawaz-Shareef Passand hain.........BB Kay Kilaf to kai Cases Hain Laykin Masood Bahi App nay Nawaz Shareef ko Lootayra Kaha App kis Behalf per aisa keh rahay hain ? Ager Nawaz Shareef nay Kuch Loota Hota To us ka Dushman Number 1 Musharraf usay Aasani say Chorta nae us k kilaf aik b case nae bana sakay ....Any Proof ? Sirf batoon say Inqilab nae Aatey hain or na he Aisi Chat-Pati Batoon say Tehreer Mazboot Banti hai Sorry To say that laykin Muje Shadeed Ilfaz may Iktilaf hai App say....Ager App k Pass Proofs hain too App ki muj per Mehrbani hogi Ta-kay Baqool app kay Nawaz Sahreef jo Lootayra hai us say mein b Bach sakoon gaaa
                .................

                Romi bhii ma app ka Jazbat ke kadar karta hu per Kuch such hamray

                taraf sa bi sun lu.........

                Bhi jan hmra Taluk KOHAT sa hat aor abe 2 haftay pahlay ke bat ha

                ka MNA PML(N) ka Rukan Ibrahim Parcaha Kohat log mantay

                2 haftay pahlay jalsa keya Main Bazar ma serf 20 admey ta ma guzar raha

                ta Us na ya Bat ke ka MUSHARAF na ya chez Mahnga keya ya mahnga keya

                Ma Jawab danay wala ta Lekn per kaha ka Ku en sa mu lagtay hu...

                Mara jawab ya ta ka tum jab MNA ta ATTA ka Neshan bi hota

                Romi tum ko kya malom Ka hum pa wo din kasay guzray Awo Kohat

                ma Pochu ......Mar Mar ke Jey ham Ha Albata Sir Javid Hasmi Ko Sallot

                karuga ku ka wo baga nehi Mulk sa Jail kabol key us na

                Nawaz Sharif jab Elec ke din agay tu zor laga ka ma mulk jana chahta hu

                essay pahlay ku zor nehi lagya........:fuming:

                Hamrey Bato ka Bura na Mannna bhii jan hamra masla ya ha ka

                hum such boltay hay chaye Apnay Baba Jan ka khelaf ku nehi hu

                Comment

                • #9
                  Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                  Originally posted by Nokia_Afridi View Post

                  App ki kesi Baat say Na to Nawaz-Shareef Lootayra Sabit Ho raha hai or na He Nawaz Shareef ki koi Khami App Paish ker Rahay hain...........App muje Batain Nawaz Shareef nay kia Ghalt kia Aawam k sath ? Jab Nawaz Shareef nay ( Shuger ) 1998 ko INDIA ko Deee to sab nay kaha Nawaz Shareef INDIA say Dosti ker raha hai jo Mulk say Gadrai hai or Ajj yeh waqt b Aana tha Jab Humain INDIA say ( Shuger, Aalo , Piaz , Tamater ) Or pata nae kia kia INDIA say laytey hain Doob mernay ka Muqam hain humare liye

                  Comment

                  • #10
                    Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                    Originally posted by *Roomi* View Post
                    Goo kay Mera Taluq PML(N) Say hai Lihaza Me b PPPP kay Kilaf he rahoon gaaaa Nazriyati toor per muje Nawaz-Shareef Passand hain.........BB Kay Kilaf to kai Cases Hain Laykin Masood Bahi App nay Nawaz Shareef ko Lootayra Kaha App kis Behalf per aisa keh rahay hain ? Ager Nawaz Shareef nay Kuch Loota Hota To us ka Dushman Number 1 Musharraf usay Aasani say Chorta nae us k kilaf aik b case nae bana sakay ....Any Proof ? Sirf batoon say Inqilab nae Aatey hain or na he Aisi Chat-Pati Batoon say Tehreer Mazboot Banti hai Sorry To say that laykin Muje Shadeed Ilfaz may Iktilaf hai App say....Ager App k Pass Proofs hain too App ki muj per Mehrbani hogi Ta-kay Baqool app kay Nawaz Sahreef jo Lootayra hai us say mein b Bach sakoon gaaa
                    :) Pehli baat to yeh hai Khurram key jin nazron sey aap Nawaz Shareef ko dekhtey hain, unhi nazron sey BB key chahney waly ussey dekhtey hain - Haqeeqat yeh hai keh na koi kabhi BB key khilaf koi case sabit kar sakta hai aur na Nawaz Shareef key khilaf! Chahey aap kuchh bhi kahein.

                    Doosri baat Nawaz Shareef ko lootera main ney kyun kaha hai? Iska proof aap ko chahiyey to aap mujhey yeh btaiyey keh PROOF kya hota hai??! Duniya mein woh kaun sa idara hai jo PROOF key tehat kaam karta hai? CIA? FBI? KGB? Scotlandyard? America ney jo kuchh kiya hai woh PROOF key tehat kiya hai? Qatan nahin, duniya ka qanoon hai keh Paisey wala ya taqat wala apney peechey nishan nahin chhorrta! Agar Nawaz Shareef key KHILAF 2 kitabein chhapti hain to 3 uskey haq mein chhap jati hai - proof ko kaun poochhta hai?

                    Aqal proof mangney ki aadi hai, jabkeh aksar jo nazar aata hai woh jhoot hota hai. Tasleem karna dil ka kaam hai aur dil ki tasleem key liyey proof ki zaroorat nahin rehti!

                    Anyhow main ney jo kitabon mein parha hai, woh aap key samney laoun ga, just give me a bit time.

                    Aur aik baat yaad rakhiyey ga, merey qalm sey wohi nikalta hai jo mera dil kehta hai :) Merey nazdeek Nawaz Shareef koi siyasatdan nahin balkeh aik dolatmand hai jo apni dolat aur asar-o-rasookh ki bina per insaan key siyah-o-saped ka malik baneney ki koshish karta hai. Uskey muqabley mein BB aik pure siyasatdan hai, kyunkeh uski ragon mein aik siyasatdan baap ka khoon hai jo sadiyon sey apney elaqey mein siyasat ki gaddi per bethey huwey they. Magar BB bhi Asif Ali Zardari ki badolat currupt ho gaii hai.
                    Last edited by Masood; 28 November 2007, 14:41.
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #11
                      Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                      Romi bhii jao Kohat ka MNA Ibrahim Paracha sa pocho ketna zulm keya

                      ha.........Kaha ka INSAF yar 7 sal UK ma Moj masti karu awo jab

                      Elec nazdek hu tu Bag Kar ao per QASAM be Kao ka

                      KHUDA KE QASAM MA MULK BACHANAY AYE HU (27 Nov Daily Expres)

                      Romi ma BB ko be Sahi nehi kehta

                      Laken yaha bat ap na Nawaz Sharif ke key esley.......

                      Kuch tora sa Aj rat ko soch lu Zamer ko Jagao.......

                      Ka Asay Admey ka ley ma mar mateu.....

                      7 sal tak mara Hal nehi pocha ab kya pochay ga.....

                      Nawaz Sharif ka Acount ma Pasay Khatam hogay eslay agay...

                      Ha ma Javed Hashmi ke Kadar karta hu ....

                      ma ALLAH sa ya Dua karunga ka marey Baki zaindage Sif Javed Hashmi
                      ku da di

                      umed hay marey bato ka bura nehi manay gay.......

                      Comment

                      • #12
                        Re: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        اسلام علیکم بھائی میں آپ کی اس بات سے اتفاق کروں گا کہ اس ملک کے باسیوں کو انقلاب کی ضرور ہے مگر مجھے اس بات سے اخلاف ہے کہ وہ انقلاب کوئی خونی انقلاب ہو انقلاب کے لیے ضروری نہیں کہ وہ خون بھانے کے زریعے ہی سے آئے بلکہ وہ ہم سب کو اپنا آپ تبدیل کرلینے سے بھی آسکا ہے اصل قصور ہماری عوام کا ہے جو کہ اس قدر بے حس ہوچکی ہے کہ اُس کے کان پر جوں تک نہیں رینگتی ہے یہاں پر ہر شخص صرف اور صرف اپنے مفاد کی سوچتا ہے اور اسی بنیاد پر ووٹ بھی ڈالتے ہیں زاتی مفاد کے آگے کسی کو کچھ نظر نہیں آتا جب تک ہماری سوچ ہمارے پیٹ سے آگے نہیں بڑھتی ہمارا کچھ نہیں ہوسکتا ۔ رہی تلوار اُٹھا کر اپنے حق کے لیے لڑ نے اور انقلاب برپا کرنے کی بات مجھے نہایت افسوس ہے کہ ابھی ماضی قریب میں جامعہ حفصہ والوں نے یہی راستہ اختیار کیا تھا ہم میں سے اکثریت نے ان کے اس اقدام کی مخالفت کی تھی۔

                        Jab kisi awwam mein be'hisi is qadar phail jaey keh ussey apney siwa kisi key interests ki parwa na ho to wahan per aisa KHOONI INQILAB must ho jata hai. USA, Britton, France, Germany, Spain, China, Russia, Italy yeh sab aisey inqilabat ki misaal hain, jinkey baad in mumalik mein taraqi ney arooj paya hai. Insaan apney aap ko kabhi nahin badalta, ussey badalney per majboor kiya jata hai! Ham us muqaam per pohanch chukey hain keh insaan insaan per bhaorsa nahin karta, aisi soorat-e-haal ho to khoon bahan waqt ki zaroorat ban jata hai.

                        Rahi baat Jameya Hifsa ki to mujhey un sey mukhalfat is liyey hai keh jab tak aap key paoun key neechey koi mazboot platform na ho, aap sahib-e-iqtidaar key saath panga nahin ley saktey. Pehley apney paoun taley zameen ko mazboot bnana chahiyey phir hathyar uthana chahiyey - MOMIN mein aur MUSALMAN mein farq hai, MOMIN ki zarb kabhi raigaan nahin jati!
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #13
                          Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                          Inqillab Inqillab Inqillab
                          meree khiall main yehh Lafzz sirrf kitaboo afsanooo aoor kahaniion main hee achhaa laggtaa haiiiii ajj aissaa hoonaa booht mushkill haiii kehh koii inqilabb aaieyy aoor sabb kuchh sahee hoo jaiieyyyyy................
                          main samjhttaa hoo koo inqillab lannay wallee sabb se baree taqat Awam kee hotee haiiii jabkehh aaj hamaree Ghareeb Awam koo Mehngaiee naieyy iss qabill nahee chooraa kehh wohh kisee Inqillab kaay naam parr sarkoon parrr aajieyyyyyy....Ghurbat kaa chakar unhain kuch bhee nahee karrnayy dayy gaaaaaa ..aoor yehee hamarray leaders kee sooch haii kehh awamm koo 2 waqtt kee Rootee kamannay kayy chakkar main phannssaa diaa jaiieyy takehh unn kayy pass itnaa waqqt hee naa hoo kehh wohh kisee inqlaab kayy barrree main sooch sakkay
                          i think its impossible
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment

                          • #14
                            Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                            Originally posted by *Roomi* View Post
                            Laykin Masood Bahi App nay Nawaz Shareef ko Lootayra Kaha App kis Behalf per aisa keh rahay hain ? Ager Nawaz Shareef nay Kuch Loota Hota To us ka Dushman Number 1 Musharraf usay Aasani say Chorta nae us k kilaf aik b case nae bana sakay ....Any Proof ? Sirf
                            Jaisa keh main ney pehley bhi kaha hai keh PROOF is nothing in now days world... Darj-e-zel main jo kuchh likh raha hoon iska aik aik lafz kitabon sey liya geya hai aur khaas kar is kitab sey:

                            Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
                            Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
                            Ashaat: March 2000
                            Aehtemaam: H. A. Wattu
                            Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

                            01
                            Attached Files
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #15
                              Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                              Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
                              Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
                              Ashaat: March 2000
                              Aehtemaam: H. A. Wattu
                              Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

                              02
                              Attached Files
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X