Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

    Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
    Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
    Ashaat: March 2000
    Aehtemaam: H. A. Wattu
    Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

    03
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #17
      Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

      Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
      Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
      Ashaat: March 2000
      Aehtemaam: H. A. Wattu
      Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

      04
      Attached Files
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #18
        Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

        Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
        Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
        Ashaat: March 2000
        Aehtemaam: H. A. Wattu
        Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

        05
        Attached Files
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #19
          Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

          Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
          Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
          Ashaat: March 2000
          Aehtemaam: H. A. Wattu
          Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

          06
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #20
            Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

            Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
            Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
            Ashaat: March 2000
            Aehtemaam: H. A. Wattu
            Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

            07
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

              Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
              Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
              Ashaat: March 2000
              Aehtemaam: H. A. Wattu
              Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

              08
              Attached Files
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #22
                Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
                Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
                Ashaat: March 2000
                Aehtemaam: H. A. Wattu
                Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

                09
                Attached Files
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                  Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
                  Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
                  Ashaat: March 2000
                  Aehtemaam: H. A. Wattu
                  Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

                  10
                  Attached Files
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #24
                    Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                    Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
                    Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
                    Ashaat: March 2000
                    Aehtemaam: H. A. Wattu
                    Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

                    11
                    Attached Files
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #25
                      Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                      Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
                      Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
                      Ashaat: March 2000
                      Aehtemaam: H. A. Wattu
                      Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

                      12
                      Attached Files
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #26
                        Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                        Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
                        Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
                        Ashaat: March 2000
                        Aehtemaam: H. A. Wattu
                        Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

                        13
                        Attached Files
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #27
                          Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                          Naam Kitab: TAYYARA SAZISH CASE
                          Musanif: ATTIQ-UL-REHMAN ADVOCATE
                          Ashaat: March 2000
                          Aehtemaam: H. A. Wattu
                          Publisher: Daar-ul-Shaoor Lahore

                          14
                          Attached Files
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #28
                            Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                            :fuming::fuming: Ya En ke Aslyat hay aor QASAM asay Katay hay jasay

                            QOOM en ke Bat man lagay......

                            Comment

                            • #29
                              Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                              Inqillab Inqillab Inqillab
                              meree khiall main yehh Lafzz sirrf kitaboo afsanooo aoor kahaniion main hee achhaa laggtaa haiiiii ajj aissaa hoonaa booht mushkill haiii kehh koii inqilabb aaieyy aoor sabb kuchh sahee hoo jaiieyyyyy................
                              main samjhttaa hoo koo inqillab lannay wallee sabb se baree taqat Awam kee hotee haiiii jabkehh aaj hamaree Ghareeb Awam koo Mehngaiee naieyy iss qabill nahee chooraa kehh wohh kisee Inqillab kaay naam parr sarkoon parrr aajieyyyyyy....Ghurbat kaa chakar unhain kuch bhee nahee karrnayy dayy gaaaaaa ..aoor yehee hamarray leaders kee sooch haii kehh awamm koo 2 waqtt kee Rootee kamannay kayy chakkar main phannssaa diaa jaiieyy takehh unn kayy pass itnaa waqqt hee naa hoo kehh wohh kisee inqlaab kayy barrree main sooch sakkay
                              i think its impossible

                              :D: Sarfraz kya kahoon? Pehla reaction to mera yeh hai keh hansi aa gaii per hansna achha nahin laga.

                              Merey bhaii agar awwam key paas do waqt ki roti ho, sakoon ho, aaram ho to awwam inqilaab laaney ka sochey HI KYUNKER????

                              Sir inqilaab wohi aata hai jahan aisey halaat hon keh insaan ko saans tak leney mein dushwari ho.

                              Magar main aap ko mazeed btata hoon keh hamari awwam HI nahin chahti keh halaat badley jaein, kyun? Aagey parhiyey:

                              Aala satah ko aik tarf kar dijiyey - aap sab sey nichli satah per aa jaiyey. Jhugiyon mein rehney walon ki misaal letey hain. Jhugiyon mein rehney walon mein sey jin key paas doosron sey ziyada paisa hai woh doosron ko apney paoun ki maeil samajhtey hain, unhein agar qanoon sey koi kaam ho to woh apney paison sey apni istidaad key mutabiq apney sey nichley bandey key khiyalf kaam nikalwa letey hain!

                              Koi meerasi hai, uskey paas dolat hai jo doosrey meerasiyon key paas nahin, kya woh doosrey meerasiyon ko insaan samjhey ga? Hargiz nahin!

                              Isi tarha hamarey mua'ashey mein har tabqey mein aik kashmakash chal rahi hai. Jiskey paas doosrey sey ziyada paisa hai, woh apney aap ko na'khuda samajhta hai.

                              Yeh taqseem hamari sadiyon sey chali aa rahi hai. Iskey khilaaf aawaz uthana aasan nahin, kyun keh na jhugi mein basney wala "ameer" apney sey kamtar ko woh haq dey ga jo uska insaani haq hai, na koi "ameer" meerasi kisi ghareeb meesai ko dey ga.

                              To ham kaisey samajh lein keh Nawaz Shareef, Benazir, Musharraf in halaat ko badlein gey? Aaj tak kisi ney Law and Order ki baat nahin ki keh jab tak qanoon sab key liyey yaksaan nahin ho ga, halaat nahin badlein gey. Siraf aik bandey ney yeh kaha hai: Imran Khan. Magar ham log Imran ko abhi tak Playboy samajhtey hain - kya Sarfraz Sahib aap Imran ko vote dein gey? Baqi sab ko to aazma chukey hain, kyun na aik baar Imran ko bhi aazma liya jaey?

                              Magar nahin, hamarey haan vote uska hai, jo chand hazar rupey dey ga. Agar awwam inqilab chahey to Imran ko aazmaya jaey keh woh kis paani mein hai.
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              • #30
                                Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!

                                Originally posted by Masood View Post

                                Massood sahib sabb see pehhllay too main nihayyat mazzrrat kaayy sathh yehh kehnnaa chahoon gaa kehh everyman has his own poit of view or way of life...aap kissee parr zabardasttee appnaa point of view musallat nahee karr saktaay ,,,haaann albattaa apnayy point of view kayy haqq main dalaiill dee sakkttayy hainn aoor wooh bhee eikk hadd main rehh karrrrrr ...aap kissee doosrray kayy point of view koo ghallattt samjh too sakkttay hain magarr yehh kehhnaa mujhaay BOHHT HANSEE AAIEE waghairaa waighraa thats not gooddddddd....
                                secondly iss thread main joo baat hoo rahee thee wohh Inqollab kayy hawwallay see thee main samjhtaa hoo abb PK main kissee kissam kaa inqillab aanaa possibe nahee wajoohat main nayy biiann karr dee thee kehh kuuunnnn,,,,,,,,,,,,,,,,,
                                aoor jahhan tak Imran khan kaa talooq haiiii tooo wohh joo ann insaaf kee baat karrtaa haii yaa law and order kee baat karttaa haii app kabhee uss see poochain kehh jabb Musharraf naii Law and order koo toorttay hoeyyy Nawaz Sharif koo iqtadar see allag kiaa thaa too Janab Imran Khan sahb nayy uss koo right kuuunn kahaa aoor mushharff ke favour kuunnn keeeee.....
                                aoor jahhan tak vote cast karrnay kaa tallq haii iss sall main first time vote cast karroon gaa aoor kamazkam main apnee gaurantee aap koo dee saktaa hoo kehh main vote apnaa uss koo doonn gaa jo iss kaa right haqdarr hooo gaa
                                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                                Comment

                                Working...
                                X