Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

    Originally posted by zapk7 View Post
    Adnan! Bohat khoob likha hai.Chand alfaaz mein bohat si haqeeqaton ko bayaan kar diya hai.Hamara sab se bara alamia yehi hai ke har koi sirf apna mafaad daikhta hai.Baray baray programmes paish karta hai,awam ka dard apnay dil mein honay ke da'away karta hai.TV per baith kar awam ke liay rota hai.Islam ki sarbulandi ko apna nasb-ul-ain qaraar daita hai laikin haqeeqat mein sab apni gharz poori kartanay ke liay awaam ko bewaqoof banatay hain.
    Shaid poori tareek-e-insaani mein koi doosri qoum is tarah ke alamiay se dochaar na hui hogi.Allah ham sab per raham farmain.Amen:dua
    Thank You - Well Said :)
    Allah

    Comment


    • #17
      Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

      Originally posted by Yaaram View Post
      mere bhai humari awam ko in siasatdanoN ne is qabil chora hi nahi ke woh saissi jamatoN ko support kar sakeiN ya in ki himayat kar sakeiN. aaap mujhey yeh atain Afridi ke aap kya kar sakeiN haiN infiradi tor pe mulK ki is sort-e-haal pe ya ijtimai tor per kisi plateform per khary ho ker kya kar sakeiN haiN ??
      Yaram Bhii ma kuch bei nehi mara Infardi kuch nehi manta hu

      Per KUCH tu Karna hoga ? Aor KUCH ka ley Yaha Sochna hoga

      ka SAB PG apney Ray da ka Os KUCH ke ley kya karay ?

      Comment


      • #18
        Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

        Humare pass kya power hay - Jo Kuch karna chahta hay use Arrest kar lia jata hay :( Koi kya kare - Zaalim ka hath main talwar hay - Hum kya kar sakte haiN ?? Kuch bhi nahi :(
        Allah

        Comment


        • #19
          Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

          Yaram Bhii ya Bat na karu................

          KHUDA hamay bohat sa Mesal di hay..........

          Abey Abey ke Bat hay

          France ma Kasa Enqalab Aya ta ?

          Ukrine ku dako.......Hakumat ko Jar sa Ukar deya.......

          Comment


          • #20
            Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

            bilkul sahi kaha ap ne yaraam :thmbup:yahan sab aik braber hi hen ab to kisi par etebaar nahi ata.

            Comment


            • #21
              Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

              Originally posted by Nokia_Afridi View Post
              Yaram Bhii ya Bat na karu................

              KHUDA hamay bohat sa Mesal di hay..........

              Abey Abey ke Bat hay

              France ma Kasa Enqalab Aya ta ?

              Ukrine ku dako.......Hakumat ko Jar sa Ukar deya.......
              Government has power and they can do what they want - If government is affected with the protest of masses, maybe we will see another musharraf in future ruling on us in upcoming governments.
              Last edited by Yaaram; 20 November 2007, 02:41.
              Allah

              Comment


              • #22
                Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

                Buhat sahi kaha aap nay Adnaan Bhai! ......Kuch samjh kash pakistani awaam ko aa-ja-ay tu shyd wo Kabhi b kam az kam inn mojooda siyasat k naam per awam k jazbaat aur lahoo se kehlnay waloun ko pehchaan sakein ,,Kash ..Inn Ko yaad rahay k ..Yeh loag kia kartay aa-aey hein aur onn ki kin kin ghlitiyun ka khamyaza ...AWAM ko othana para magar ...AWAM jazbaat mein aa kar khud hee apnay paoun per kulhari marti hai ..Kion k Inn ki sochein maflooj ho chuki hein ....MAY ALLAH BLESS PAKISTAN..ameen

                Comment


                • #23
                  Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

                  Hamein na Marshal LAW ki hakoomat chahiyay na hee inn Beghiarat siyast daboiun ki jo apnay ghar mein apnay supporters k lahoo se Charagh jalatay hein onn ki roohoun ka soadaaa kar k bahir k mumalik mein AYYASHI kartay hein .....humein inn se nafrat hai ..
                  NAFRAT ....PAKISTAN ALLH K NAAM per baan tha inshaALLAH ALlah taalah hee iss ki hifazat karay ga....
                  Mein hairaan hoti hoon k ..itnay dhamakay hotay hein itni be qasoor janein zaya hoti hein ..Beyhsak Zindgee Mout Allah k hath mein hai ..IN SIYSAT DANOUN ko khuda khoafi phir b nahi ..............! agar kisi mazloom ki inn ko AAH lag gai tu...Oh MY GOD....BeyShak Allah taalah inn ki rassi daraz kar raha hai ..! KHUD K LIYAY ABHI B SAMBHAL JAO>>>:dua!!!!!!!!!!!!! :(:(:(

                  Comment

                  Working...
                  X