Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

    Asslamo ALikum :)
    Note :- is thread se kisi aisi behas ka aghaz na kya jae jis se pegham k rules ki khilaf warzi ho - Comments will be appreciated :)
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: Sab BaraBar heiN.!!

    ..............
    Attached Files
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

      MASHALLAH Yaaram Bhai! :clap:

      Buhat acchi or buhat sacchi tehreer :thmbup:
      sach yahi hai k is mulk mai her qism ka system implement krny waaly "Pakistan ki Bhalae" ka nahi balky us cheez ka soochty hain jin sy unki apni zaat ko faeda ho.....ye sab sirf iqtidaar ki jang lerr rahy hain or us jang mai unhy koi fark nahi perta ager be-gunnah janin zaya hoon ya even unka "MADHAB" ki roonda jae......unhy sirf iqtidaar ki pyaar hai jesy ik bhook se bilakta hoa bacha dosron se cheen kr bhi khaa leta hai....fark sirf itna hai k ik bhooka baccha "Masoom" hoota hai or anjaany mai yuun bhook mitata hai jabky hamary siyasat daan......"Jaanty Boojhty" hoe roz apni Anaa ki khatir apni values,Relegion,relations or insanyat ko pamaaal krty hain!

      Thx 4 ur sharing!
      KHUSH RAHYYE
      MA'ASSALAM!

      Comment


      • #4
        Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

        Ji Shukrya :)
        Siasat naam hi awam ke naaroN ka jawaB dhoke main dene ka Hay :) main ne aaj tak koi aisa siasatdan nahi dekha jis ne Pakistan ke aham masael per tawajah di ho - Even main sochta hota hoN yeh iqtidar main aa kese gaye hattake in ke awam khilaf bhi itni hi hay - phir inheiN iqtidar main lane wala kon hay ?? :(
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

          hemmm Acha Tahrer leka hay Yaram Bhii....

          Per PAKISTAN apna Mulk nehi kya Es ko bachaana Sarku per nekalna

          Seyysat ha ?.......

          Hum es Azam ka sat neklay na Serf ALLAH aor bad ma Apnay Watan PAkistan

          ka ley Qurbani da.........Kese Party ka ley Jadujehad nehi..........

          Ya Behas nehi serf ak chota sa Coment ha.....

          Comment


          • #6
            Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

            BIlkuL sahe kaha Afridi bhai :) Main aap se agree karta hoN :)
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

              janaab aap aik buhat buhat buhat hee bari aor aham baat choor gay hain.kiya???
              pakistani awaam......jis main main bhee hon aap bhee hai aorr hum sab hain
              jahil hai ghulaam hai aoor beebas hai .......bebas woh hain jo kuch karna chahtay hain lakin kar nahi sactay.
              hun sach pura hoya wa
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

                Originally posted by suffard View Post
                janaab aap aik buhat buhat buhat hee bari aor aham baat choor gay hain.kiya???
                pakistani awaam......jis main main bhee hon aap bhee hai aorr hum sab hain
                jahil hai ghulaam hai aoor beebas hai .......bebas woh hain jo kuch karna chahtay hain lakin kar nahi sactay.
                hun sach pura hoya wa
                JI aap ne theek kaha per in siasat danoN ne in ko in ke masloN main uljha dya hay.agar awam khush'hal ho to woH keun na socheiN ke un ke ird gird kya ho raha hay... keuN na woH aik siasi jamat ko support kareiN' un ko ROti'Kapra'Makan jese masael se hi fursat nai
                Allah

                Comment


                • #9
                  Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

                  @ Awaam

                  Ehteyjaaj kyun karey awaam? aur kis liye karey? kaun hai aeysa banda ya kuan si aeysi jamat hai jis ko support kerney key liye wo gharoN sey bahar saRkoN pey ayeiN???

                  aur phir jab Musharraf mey ya kisi aur doosrey leader mey koi farq hi nahi hai to phir mehz "Naam" key badalney sey kya farq perh jana hai??
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

                    Originally posted by Xenya View Post
                    @ Awaam

                    Ehteyjaaj kyun karey awaam? aur kis liye karey? kaun hai aeysa banda ya kuan si aeysi jamat hai jis ko support kerney key liye wo gharoN sey bahar saRkoN pey ayeiN???

                    aur phir jab Musharraf mey ya kisi aur doosrey leader mey koi farq hi nahi hai to phir mehz "Naam" key badalney sey kya farq perh jana hai??
                    Absoloutly Right :) sab equal haiN :( Awam kya kare :) apni bhook ki tarf tawajah kare ya yeh dekhe ke humare siasat danoN ne humeiN kis muuqaaam pe la khara kya hay
                    Allah

                    Comment


                    • #11
                      Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

                      Originally posted by Yaaram View Post
                      Absoloutly Right :) sab equal haiN :( Awam kya kare :) apni bhook ki tarf tawajah kare ya yeh dekhe ke humare siasat danoN ne humeiN kis muuqaaam pe la khara kya hay
                      students ney kiya hai protest aur in key darmayan Imran khan they.........aik aeysey insaan jin per aaj ki youth ki nazreiN ruk jati heiN .....magar jab wo baat kertey hein fauji Aamreeyat ki aur ye kehtey hien key logon ko iss fauji aamriyat key khilaf khara hona chahiye aur uss key bar'aks haqeeqi jamhuriyat ka sath deyna chahiye......... to her aqal rakhney wala shaks aik baar kam sey kam sey zaroor sochey ga key kaun si haqeeqi jamhuriyat hai hamarey mulk mey jiss ka ham sath deiN.....

                      aur ye aik bohot afssoss ki baat hai key aaj ham kaheeN nahi kharey heiN ... hamarey saamney aeysa koi rassta nahi hai aeysi koi "direction" nahi hai jiss pey chala ja sakey.....aur "behtari" lai ja sakey....
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #12
                        Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

                        Well said :)
                        Allah

                        Comment


                        • #13
                          Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

                          Adnan! Bohat khoob likha hai.Chand alfaaz mein bohat si haqeeqaton ko bayaan kar diya hai.Hamara sab se bara alamia yehi hai ke har koi sirf apna mafaad daikhta hai.Baray baray programmes paish karta hai,awam ka dard apnay dil mein honay ke da'away karta hai.TV per baith kar awam ke liay rota hai.Islam ki sarbulandi ko apna nasb-ul-ain qaraar daita hai laikin haqeeqat mein sab apni gharz poori kartanay ke liay awaam ko bewaqoof banatay hain.
                          Shaid poori tareek-e-insaani mein koi doosri qoum is tarah ke alamiay se dochaar na hui hogi.Allah ham sab per raham farmain.Amen:dua
                          Mind Sciences

                          Comment


                          • #14
                            Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

                            Originally posted by Xenya View Post
                            @ Awaam

                            Ehteyjaaj kyun karey awaam? aur kis liye karey? kaun hai aeysa banda ya kuan si aeysi jamat hai jis ko support kerney key liye wo gharoN sey bahar saRkoN pey ayeiN???

                            aur phir jab Musharraf mey ya kisi aur doosrey leader mey koi farq hi nahi hai to phir mehz "Naam" key badalney sey kya farq perh jana hai??
                            Chalu hum ap ke bat man bi ley laken ak bat hamre bi man lu

                            1:wo ya ka PAKISTAN serf Seyast karnay walu ka ha ?

                            2: Kya Kal ko Jab India ya Angraiz Pakistan par Raj kargey tu

                            serf Seyasat karnay walu per kargey ? ya per hamarey Ma Behan ka

                            bi Galez Negah sa dakey ge ha ?..........

                            Bhii meray PAKISTAN Ka Example

                            Behrey Jahaz ka ha

                            2 portion hay Ak Nechay Wala Portion jesay (SEYASAT DANO KA NAM DU)

                            Aik Oper wala Portion Jesay hum (AWAM ) ka Portion da

                            Seysat Dan Nechay sa Oper Paney ka ley atay hay Samandar sa pane

                            lena hay Je .......Hum kuch be nehi khagay Per bi


                            Nechay walay Khagay Kya bar Bar jatay hey Eder Nechey hey

                            Portion ma Surakh kar datay hay Shorcute paney ayga ?....

                            Ab App na Kya Socha kya Hat par Hat hum Aram sa batangay ya

                            kahgay Surakh kar un ka kam ha hamara kya jata hay ?

                            Comment


                            • #15
                              Re: ARTICLE: Sab BaraBar heiN.!!

                              mere bhai humari awam ko in siasatdanoN ne is qabil chora hi nahi ke woh saissi jamatoN ko support kar sakeiN ya in ki himayat kar sakeiN. aaap mujhey yeh atain Afridi ke aap kya kar sakeiN haiN infiradi tor pe mulK ki is sort-e-haal pe ya ijtimai tor per kisi plateform per khary ho ker kya kar sakeiN haiN ??
                              Allah

                              Comment

                              Working...
                              X