Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

    Originally posted by Aanchal View Post
    baki replies bad main ..
    or baki team members kahan gay ?
    ham 2,3 loog hi boltay ja rehay hain

    WO beycharay shayd kisi ek baat per mutafiq ho gay houngay ....:):wk:D:


    Originally posted by Masood View Post
    :tauba aur tum 2 - 3 log hi kitna boltey ho keh 7 page bhar diyey :lol
    Aap shamil ho jatay tu shyd 14 safhay ho ja-at DOST! :) ... ab aap kijay nazaraa door dooor se :)
    Originally posted by Aanchal View Post
    aap kis khushi main andar aye ?:hathora
    shabash jaoo or sunday ko ana :zuban:

    :) Chalein inn beycharay ghareeb maskeen awaam ko b kuch kehnay dein na ! :)

    Comment


    • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

      Originally posted by Originally Posted by Aanchal
      aaj ki aurat khila ki bhi sair kar chuki hai woh ghar say bahir nikli hai to usay yeh maqaam mila na ? us nay taleem hasil ki pher usi taleem ko practical life main use kia pher usay woh maqaam mila ...ghar main rehnay wali aurat kabhi ghar beathay beathay chaand par pounch sakti hai?


      :rose Kia manaa giya aurat ko ? ek aurat,,,bass ..JAB WO GAHR MEIN REH KAR APNAY AAP KO NA MANWAA SAKI jo muqamaat oss ko Qudrati tur per diyay gay hein...... tu bahir wo kia sabit karna chahti sab per? K wo BUHAT MODERN HAI BUHAT PARHI LIKHI HAI >>>> awaful situation ..aray baab apnay GHAR ko tu deykhein kidher ja raha hai ...!!!!!!!!!!

      Comment


      • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

        Originally posted by hamzad View Post
        bilkul theek kaha shaimor Allah ne orat or mard ko alag alag duties de kar dunya me bheja he mard par orat or bachon ki kafalat farz he jab ke orat par esi koi zimadari nahi.us par apne bachon ki tarbeyat or parwarsih ki zimadari daal kar dono ki duties ko banta gya he pata nahi orat kion ehsas-e-kamtari ka shikar he jo mard ki braberi karne ki dor me lag gai he jab ke us ka apna aik mukam heme en akser oraton ko ye kehte suna he k ham koi mardon se kam hen ya peeche hen jo ham ye kaam nahi kar sate jab ke dekha jaey to Allah ne orat mard ka mukabla to dala hi nahi.dono ki alag alag field he to mukabla kesa?jo kaam orat karti he wo mard nahi kar sakta.aik baby ko sambhalna serf orat hi kar sakti he.jo wo kahin se nahi seekhti ye Allah ne us ko salaheyat ata ki he
        Originally posted by hamzad View Post
        konsa mukam mila?mujhe lagta he hamara moashra maghribi moashre se mutaser he life stantard buland karne ke leay madi doar me shareek log..kia ye taraki he?ager yehi taraki ka mayaar he to batao maghribi orat aaj taraki ke kis buland mukam par he??wahan to sabhi gharon se nikal kar mard ke baraber pohanch chuki hen?
        :welcome:Aap nay sahi kaha ! :thmbup: Hamara Moashraa ! Kis taraf ja raah hai andha dhundh behr chaal mein K hamari khawateen iss ka anjaam kabhi soach b nahi sakti ..chand per janay ka soachnay wali paksitan mein chand gariyun mein hee ...................! beychaari idher se odher khwar hoti hein , JO MUKAN KO GHAR nahi ...banati bul keh NIA MUQAM ban-nay ka saochti hein ..! Oh GOD :dua

        Comment


        • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

          Originally posted by jia View Post
          g sis app nay bilkul theek kaha hay k yhaan phir say agr wali he situation hay ...or jab khwateen ko zaroorat parti hay aisy kamoon ke to us k dil main or us ki zuban per yehi hota hay k agr woh thora bohat job ka experience rakhti to woh ajj zaroorat k wqt job kr sakti thi....abhi to app easly is agr or sakte hain to ignor kr rahi hain laikin is agr or sakte main bohat kuch ho jata hay jis ka illam khwateen ko baad main hota hay or woh apny app say he bohat swaal krti reh jati hain...to acha nahi k hum log un swaloon k liay intezar na krain or apny app main khud ko tiyar rkhain.......main yeh nahi kehti k future main job ke he zarorat per sakti hay ...or bhi bohat sari zaroriyat hoti hain...agr woh khud job nahi kary ge or mushkil wqt main agr or sakte hain ka swaal un ki zubaan per ho ga to wohi next generation ki zuban per bhi ho ga k agr hum log yeh kr laiti to yeh sab bhi kr sakte theen:):rose

          ap ko apni salahiyutun per kion yaqeen nahi JIA jee ! k aap ksii b mushkil waqt mein sab Kuch kar sakti hein :)
          Oh GOD aap aaj mein zinda rehan sikhiyay pehlay ! kal jab aaj banay gee na Tu khud ba khud ....aasaani rahay gee kion k aap AAJ mein rehna janti houn gee ! PLZ LIVE IN PRESENT ..:) LOTS OF MUSKANZ :):):):):):):)

          Comment


          • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

            Originally posted by jia View Post
            to app ka kia khiyal hay dear k mushkil wqt main apna kaam kr laina behtr hay yaan gadhy ko baap bnana behtr hy...........is ka mtlb hay k zarorat k wqt sirf haath he phaila'ay ja'ain..na k khud apny liay koi kaam kr lain or na to humain muhtaji ho or na he kisi ko gadhy ko baap bnana pary:)
            agr koi aurat mushkil wqt main hoti hay to us ka mushkiloon main aik mushkil yeh bhi aa sakti hay k usay kmaana par jata hay to is ka mtlb yeh to nahi hay k woh job krny ki bja'ay dosroon k agy haath phail'ay aik to dusroon ki mohtaj ho or ooper say logoon ke batain sunay...

            App zarrorat k waqt hath KION phailaein ...haan magar haath mila-ein ..bhar kar glaya lagaein PROBLEMS ko Face karein aur MAAT dein ...KION K AAP EK AURAT HEIN ..aap ko fakhar hoan chahiay k AAP AIK AURAT HEIN JO HARMUSHKIL MEIN APNI BAQAA K LIYAY SAB KUCH FACE KAR SAKTI HAI ..............!

            Comment


            • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

              Originally posted by jia View Post
              g haan hr koi apny life style say ukta jata hay or us main koi chaneg chahta hay ...laikin agr woh during job change chay to usay ba'assani rest mill sakta hay...kion k yeh humian sari zindagi nahi krni hoti...
              or jis aurat ko apny ghar per aa ker sakoon milly ga woh usi sakoon ki base per ghar k baqe kaam bhi kr lay ge:)

              JIS GHAR MEIN AURAT KHUD hee na Ho gee wo KAISY JANNAT BAN SAKTA HAI ....!

              Comment


              • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                Originally posted by jia View Post
                no dear hum log yhaan per kisi ki abilities per shaq krny nahi aa'en..hum log to bohat achi freinds hain to yeh sab humain nahi krna ok...b happy:rose
                main ajnti hoon k jab insan per mushkil aati hay to woh hr marhly ka samna kr laita ahy laikin is ka mtlb yeh to nahi k hum log mushkilaat ka intezar krain k jab mushkil sr per aan pary ge tabhi hum log hath pair marain gay otherwise kuch nahi krna...
                or rahi MILK etc ke baat to app plz zra dubara us reply ko prhain jis ke base per app nay yeh kaha hay k yeh sab chezain raato raat mill sakte hain laikin job itni aasani say nahi milti or agr mill ja'ay to bghair kisi experience k hum say kuch nahi ho pa'ay ga....mainy yeh nahi kaha k yeh sab chezain raat-oraat nahi mill sakteen yaan store nahi ho sakteen...
                Sirf ek Msukarahat! :)
                ratoun rat ki baat tu hoi hee nahi !

                Comment


                • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                  Originally posted by Gul View Post
                  :welcome:Aap nay sahi kaha ! :thmbup: Hamara Moashraa ! Kis taraf ja raah hai andha dhundh behr chaal mein K hamari khawateen iss ka anjaam kabhi soach b nahi sakti ..chand per janay ka soachnay wali paksitan mein chand gariyun mein hee ...................! beychaari idher se odher khwar hoti hein , JO MUKAN KO GHAR nahi ...banati bul keh NIA MUQAM ban-nay ka saochti hein ..! Oh GOD :dua
                  Allah ham par rehem kare:dua

                  Comment


                  • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                    Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                    well 100 main say 2 loog he aisa kuch sochtay hoon gaye..jahan tak mera khayal hai.....jahan tak khayal rakhnay ki baat hai tu......i think keh yeh ik haath day or ik haath lay wali baat hai..keh ap kisi ka karo gaye tu koi ap ka karay ga.....kaya khayal hai...
                    main nay kab kaha kay sirf aik side say baat mani jaye ? :khi:donoo sides say compromise hona chaye ....:thmbup: tabhi sab kuch balance hoo kay chal sakta hai :thmbup:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                      Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                      i m agree wid u....

                      but ap ko yeh nahi lagta keh....shadi say pehlay urat ager chahye tu job ker sakti hai....jo us nay perha hai..itni mehnat ki hai..us ko kuch tu use kerna chaiye na us ka...keh Allah na karay keh life main agay chal keh us ko koi prob ho.....tu wo eaisly kuch ker sakti hai apnay liye apnay gahar walon k liye.....ager us main confidence ho ga....himmat ho gi......

                      :thmbup: is sawal ka jawaab humye Team B ki taraf say abhi tak nahi mila :)
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                        Originally posted by hamzad View Post
                        bilkul theek kaha shaim:thmbup:or Allah ne orat or mard ko alag alag duties de kar dunya me bheja he mard par orat or bachon ki kafalat farz he jab ke orat par esi koi zimadari nahi.us par apne bachon ki tarbeyat or parwarsih ki zimadari daal kar dono ki duties ko banta gya he pata nahi orat kion ehsas-e-kamtari ka shikar he jo mard ki braberi karne ki dor me lag gai he jab ke us ka apna aik mukam he:donno:me en akser oraton ko ye kehte suna he k ham koi mardon se kam hen ya peeche hen jo ham ye kaam nahi kar sate jab ke dekha jaey to Allah ne orat mard ka mukabla to dala hi nahi.dono ki alag alag field he to mukabla kesa?:donno:jo kaam orat karti he wo mard nahi kar sakta.aik baby ko sambhalna serf orat hi kar sakti he.jo wo kahin se nahi seekhti ye Allah ne us ko salaheyat ata ki he:)
                        ham nay yeh kab kaha kay jo aurat ghars ay bahir jati hai woh bahir ki hi zimmdareoun ko poora karay ghar ko choor daye?:)

                        or ham nay yeh bhi nahi kaha kay aurat kay ghar main kaam paray hain to zabradsti bahir jaye :khi: ham nay kaha aurat ko job karni chaye shadi say pehlay kar sakti hai , shadi kay theek hai baby chotay houn us waqat time nahi to baby nay bara to hona hai na bad main pher start kar sakti hia :rose
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          ham nay yeh kab kaha kay jo aurat ghars ay bahir jati hai woh bahir ki hi zimmdareoun ko poora karay ghar ko choor daye?:)

                          or ham nay yeh bhi nahi kaha kay aurat kay ghar main kaam paray hain to zabradsti bahir jaye :khi: ham nay kaha aurat ko job karni chaye shadi say pehlay kar sakti hai , shadi kay theek hai baby chotay houn us waqat time nahi to baby nay bara to hona hai na bad main pher start kar sakti hia :rose
                          to ham bhi to yehi keh rahe hen na k ager zarurat nahi he job ki to na kare na esi bhi kia majburi khwar hone ki:taubaab parh likh lia or digree le li he to nokri bhi zarur karni he ye kis hakeem ne kaha he:khi:

                          Comment


                          • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            agar woh donoo zimdaaroeoun ko sahi sanbhaal sakti hai ..apna talent donoo jaghoun pay sahi istamal kar sakti hai pher kia masla hai ?:lpop:

                            sisso......peir ager do alag alag kishtion mai hoon........to kesy balance rahy ga.......:lpop:

                            Comment


                            • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                              Originally posted by hamzad View Post
                              to ham bhi to yehi keh rahe hen na k ager zarurat nahi he job ki to na kare na esi bhi kia majburi khwar hone ki:taubaab parh likh lia or digree le li he to nokri bhi zarur karni he ye kis hakeem ne kaha he:khi:
                              :na:aap loog yeh keh rehay hoo kay woh job karay hi na :lpop:
                              ham keh rehay hain woh job karey ....yeh nahi keh rehay sari zindagi hi karni hai ...:khi: bas parh likh lia or baat khutem ?:D


                              pehlay main pechli post ka jawab day doun pher yaha ati houn :D:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                                Originally posted by hamzad View Post
                                konsa mukam mila?:)mujhe lagta he hamara moashra maghribi moashre se mutaser he life stantard buland karne ke leay madi doar me shareek log..kia ye taraki he?ager yehi taraki ka mayaar he to batao maghribi orat aaj taraki ke kis buland mukam par he??wahan to sabhi gharon se nikal kar mard ke baraber pohanch chuki hen?:)
                                science ki taraqqi koi taraqqi nahi aap ki nazar main ? pher ham is sadi main yaha kia kar rehay hian :tauba ham pechli sadi hi main sahi they pher :khi:

                                aap nay maghrabi mushray ki baat ki hai woh un ka apna zamhab bhi unhay allowed karta hai sab kuch or society bhi tab hi to woh aisi hain :khi: is main science or techonology ka koi qasoor nahi hai :D:
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X