Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: ~!~ azaadi ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ARTICLE: ~!~ azaadi ~!~

    aslam alykum dosto aaj ye email mosool hui soucha aap sab k sath shar karoon aur aap ka view bhi jan sakon to aap kaya kehty hian...?

    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #2
    Re: ~!~ azaadi ~!~

    :em:Her Pakistani k dill kee awaz likh dee aap ny great sharing parr ker kuch hosila huwa hay

    Comment

    • #3
      Re: ~!~ azaadi ~!~

      hooon!

      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

      Comment

      • #4
        Re: ~!~ azaadi ~!~

        Yaar jis ne yeh tehreer likhi he usay kaho ke pakistan moojooda bohraan ka shikaar he us mein se kese nikal sakay...Bani banai tasweer per tankeed sabi ker saktay hein lekin us ghalti ko apnay haathon se sahi kerne ki kabliyat her koi nahi rakhta.

        Tehreer-kunanda ki bohat se points se mein agree nahi kerta
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: ~!~ azaadi ~!~

          Originally posted by munda_sialkoty View Post

          acha krty ho

          Comment

          • #6

            to my dear aap nay bhi to bilkul wohi kaam kiya hy jo k sahbe tehreer nay kiya hy yani tanqeed......:khi:
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #7
              Re: ~!~ azaadi ~!~

              Originally posted by aabi2cool View Post
              to my dear aap nay bhi to bilkul wohi kaam kiya hy jo k sahbe tehreer nay kiya hy yani tanqeed......:khi:
              Tanqeed aur Ekhtalaaf-e-Raye mein faraq hota he , usay samjo :comfort:
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: ~!~ azaadi ~!~

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Tanqeed aur Ekhtalaaf-e-Raye mein faraq hota he , usay samjo :comfort:
                yara koi baat bee to behas krny wali khamkhwa hee lagy ho

                Comment

                • #9
                  Re: ARTICLE: ~!~ azaadi ~!~

                  :(

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~!~ azaadi ~!~

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Yaar jis ne yeh tehreer likhi he usay kaho ke pakistan moojooda bohraan ka shikaar he us mein se kese nikal sakay...Bani banai tasweer per tankeed sabi ker saktay hein lekin us ghalti ko apnay haathon se sahi kerne ki kabliyat her koi nahi rakhta.
                    :thmbup:Agree to you.60 saal se ham sirf tanqeed per iktifa kar rahay hain,kabhi kisi ne hal ki baat nahin ki,balke tanqeed karnay walaay aksar auqaat loot khasoot aur discipline tornay mein sab se agay hotay hain.:rose
                    Mind Sciences

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~!~ azaadi ~!~

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Tanqeed aur Ekhtalaaf-e-Raye mein faraq hota he , usay samjo :comfort:

                      acha jeee bari gal kiti jay..
                      to kaya aap batana pasand kareen gay k ikhtilaf aur tanqeed main kaya farq hota hy..?
                      kaya tanqeed ki ibtada ray k ikjhtilaf hi say naheen hoti..?
                      aur ye jo aap mutlaqan taqeed hi ko moroode ilazam tehra rahy hain to kaya aap ki nazar main tanqeed koi buri shay hay? agar buri shay hy to phir ye jo itnay bary bary log jo mukhtalid shobon main bahasiat naqqad pehchanay jatay hain un ki kaya hasiat hy aap ki anazr main k jin ko har kisam ka media bari coverage deta hy...?
                      aur aap nay kaha k aap ko is tehreer se ikhtilaf hy to kaya aap ye batana pasan kareen gay k aap aya is tehreer se ikhtilaf hy ya andaz e tehreer..? mera matlab hy k is tehreer k zaria jo haqeeqat samnay lai gai hy kaya aap us se inkari hain ya faqat aap ye chahat hain k haqeeqat is tarah bayan na ki jaya karay..? aur agar aap waqe hi is tehreer se ikhtilaf rakhtay hain to plz is k kis hisay se aap ko ikhtilaf hy zara tafseel se bataye ga.. aur baray meharbani apni baat urdu main kijiye ga kion k raqam ki engrazi zara kamzoor hy:wk..
                      aap k jawab ka muntazir.. aabi
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~!~ azaadi ~!~

                        Originally posted by zapk7 View Post
                        :thmbup:Agree to you.60 saal se ham sirf tanqeed per iktifa kar rahay hain,kabhi kisi ne hal ki baat nahin ki,balke tanqeed karnay walaay aksar auqaat loot khasoot aur discipline tornay mein sab se agay hotay hain.:rose
                        maray khial main agar aap is tehrere ka baghoor mutalia farmateen to aap ko is tehreer main serf tanqeed ki bajay jis nazam par tanqeed ki gai hy us k hal ki taraf jo ishara kiya gaya hy wo bhi nazar aajata...
                        aur ye bhi yad rahay k mutliqan tanqeed ko buri cheez naheen balk tanqeed agar baray islah honi chaiye serf baray tanqeed naheen kaya kehti hian aap?
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~!~ azaadi ~!~

                          Originally posted by Khalil View Post
                          yara koi baat bee to behas krny wali khamkhwa hee lagy ho
                          Tu pup ker ke dekh :tasali:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~!~ azaadi ~!~

                            Originally posted by zapk7 View Post
                            :thmbup:Agree to you.60 saal se ham sirf tanqeed per iktifa kar rahay hain,kabhi kisi ne hal ki baat nahin ki,balke tanqeed karnay walaay aksar auqaat loot khasoot aur discipline tornay mein sab se agay hotay hain.:rose
                            ji baja fermaya aap ne :)
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~!~ azaadi ~!~

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              acha jeee bari gal kiti jay..
                              to kaya aap batana pasand kareen gay k ikhtilaf aur tanqeed main kaya farq hota hy..?
                              kaya tanqeed ki ibtada ray k ikjhtilaf hi say naheen hoti..?
                              aur ye jo aap mutlaqan taqeed hi ko moroode ilazam tehra rahy hain to kaya aap ki nazar main tanqeed koi buri shay hay? agar buri shay hy to phir ye jo itnay bary bary log jo mukhtalid shobon main bahasiat naqqad pehchanay jatay hain un ki kaya hasiat hy aap ki anazr main k jin ko har kisam ka media bari coverage deta hy...?
                              aur aap nay kaha k aap ko is tehreer se ikhtilaf hy to kaya aap ye batana pasan kareen gay k aap aya is tehreer se ikhtilaf hy ya andaz e tehreer..? mera matlab hy k is tehreer k zaria jo haqeeqat samnay lai gai hy kaya aap us se inkari hain ya faqat aap ye chahat hain k haqeeqat is tarah bayan na ki jaya karay..? aur agar aap waqe hi is tehreer se ikhtilaf rakhtay hain to plz is k kis hisay se aap ko ikhtilaf hy zara tafseel se bataye ga.. aur baray meharbani apni baat urdu main kijiye ga kion k raqam ki engrazi zara kamzoor hy:wk..
                              aap k jawab ka muntazir.. aabi
                              Hmmm...

                              Ekhtalaaf-e-Raye ka matlab aik suljay tareekay se kisi ki raye, kisi ki sooch se nafi kerne ka naam he, is mein jis ki raye se ekhtalaaf kiya jaye wo be-zarar rehta he...jub ke tankeed mein kuch aisay anasar hotay hein jin jo ke apnay aap mein baaz aukaat bohat tameeri bhi waqeya hotay hein aur bohat tehreebi bhi. Faraq in dono ki simat ka aur shidat ka he.

                              Yeh takreer jo aap ne pesh ki he, is mein beja jazbaatiyaat ka anser he her jagah dikhai deta he.

                              Mein ne waqt se, halaat se, tajarbay se aik cheez seekhi he aur Alhamdullilah mein samajta hoon ke mein ne us cheez ke seekhnay se bohat kuch seekh liya he aur wo cheez he Tahamal mazaji se halaat-o-waqeyaat se parakh...aap jaantay hoon ge ke aik tasveer ke sirf aik rukh nahi hota. Aap apnay dekhnay ka zaviya badlein to cheez ki mahiyat badal jati he.

                              Mein bohat ziada lambi baatein kerne ke mood mein to nahi hoon, haan albata aap ko yeh zaroor recommend karon ga ke aap Politics ko ager janana chahtay hein to aap News suna keejiye, Political talk shows dekha keejiye, kisi mehsoos muday per loogon ki aara suna keejiye, Geo pe capital talk dekhiye, Aaj kamran khan ke saath dekhiye, Dr. Shahid ke tajziyaaat ko suniye, 50 Minutes dekhiye, ARY ONEWORLD per bohat se political talkshows lagtay hein aap unhein dekhiye, aap ko pata chal jaye ga ke everything is not at the two extreme poles. You may find many things in b/w the two opposite poles.

                              Ager aap muj se ziada wazahat chahte hein aik aik point pe to i think last time ki tarah is baar bhi phone pe discuss ker lein ge...i think aap ko phone pe mein aap ko aik aik event ke baray mein bohat achay tareekay se samja sakta hon.
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X