Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: aaakhir kiun...!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: aaakhir kiun...!

    SALAM

    mujay kuch zyada nai kehna ...bus yeh arz kerni this kay america nay pakistan per attack ka poora poora mansooba bana liya hai...

    dat is happnd first time in the history ..dat some country ike sooper power challenged the integrirty of pakistan..

    aap say yay poochna hai kay hamari govt aakhir kab jaagay gi...kab hum aaazaad zehn kay saath aazaad fizza main jahan baarood ki boo na hoo ,waha chal phir sakain gay...

    yay america kon hota hai ...?

    hummain challange kernay wala...!

    hum isss ki zubaan ko lagam kiun nai daaaltay aaakhir....???

    kiun....?aakhir kiuh...?
    aik farzi character usama ko her daffa use ker kay muslims ka naahaq khoon bahata hai...
    whrz musharaffs"UMMAH"....whr is united alliance of muslim countries..??

  • #2
    Re: aaakhir kiun...!

    jab afghanistan par mr musharaf ne U turn lia tha tab sab se pehle pakistan ka nara lagaya tha or bohat se logon ne kaha musharaf ne pakistan ko bacha lia ab mr musharaf hi bata sakte hen k kese pakistan bacha lia unhon ne???:mm:jald ya bader ye hona hi tha,apne dost or dushman me pehchan na karne ka yehi natija he.

    Comment


    • #3
      Re: aaakhir kiun...!

      Originally posted by hamzad View Post
      jab afghanistan par mr musharaf ne U turn lia tha tab sab se pehle pakistan ka nara lagaya tha or bohat se logon ne kaha musharaf ne pakistan ko bacha lia ab mr musharaf hi bata sakte hen k kese pakistan bacha lia unhon ne???:mm:jald ya bader ye hona hi tha,apne dost or dushman me pehchan na karne ka yehi natija he.
      sahi kaha app nay yeh ( U ) Jab Ulta Hoga to Pakistan ka Ruk keray ga Kash Musharaf ko yeh b Pata Hota Kair Nashay may Dhuth Rehnay walay Logoon ka kia Kehna ?? Yeh Musharaf he sab kuch nae Yeh Awam q nae nikalti Sarkoon per ????? Awam q Ehtijaj nae kerti ? Jab tak Awam kud Bedar nae Hoti Kufar humain Dhumkyab b dain gay or marain gay b

      Comment


      • #4
        Re: aaakhir kiun...!

        aap dono nay sahi kaha ...
        aakhir haamaray hukmaran first time he america ki offer ko refuse kiun nai ker daytay...
        aour aik aour baat iss daffa agar jang hui to china kay siwa humara koi dost nai hai...!

        wo russia jo past main hummain frndshp offers kerta raha hai...wo b pakistan kay khatmay ki mohim main america ka itehaadi hai...!

        Comment


        • #5
          Re: aaakhir kiun...!

          Originally posted by sher ali View Post

          wo russia jo past main hummain frndshp offers kerta raha hai...wo b pakistan kay khatmay ki mohim main america ka itehaadi hai...!
          aur iss ko refuse kerney ko mey issey Pakistan ki pehli ghalti kehti hun......



          @Hamzad!

          Jab America ney Afghanistan pey attack ker raha tha to uss ney pakistan ko sirf do options di thein....

          ya hamra sath do ya terrorists ka sath do

          to Musharraf ki jaga koi bhi hota wo yahi kerta ...hamarey pass to tessri koi option hi nahi thi
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: aaakhir kiun...!

            bloo u r right...!

            lakin afghan -america waar main ..hamaray pass aik tesri option the kay..america ko saaf inkaar ker dain..
            after al we are muslims..!

            Comment


            • #7
              Re: aaakhir kiun...!

              Originally posted by sher ali View Post
              bloo u r right...!

              lakin afghan -america waar main ..hamaray pass aik tesri option the kay..america ko saaf inkaar ker dain..
              after al we are muslims..!
              Teesri option ye honi chahiye thi key Pakistan neutral hota. Iss per ab baat kerney sey kuch nahi ho ga balkey ab key jo halaat hain uss hisaab sey Pakistan kahan stand kerta hai aur aagey Pakistan ko kya step leyna cahhyie? iss per baat ker saktey hein inshAllah.
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: aaakhir kiun...!

                G janab os ka pora hakk hay pak per hamla kary aakher hamara wadda wadaira wohi to hay:(

                Comment


                • #9
                  Re: aaakhir kiun...!

                  khalil nay b bilkul theak kaha...!

                  bloo sab say pehlay to present situation main escape way talaash kerna hai..!
                  wo kia ho sakta hai..?

                  Comment


                  • #10
                    Re: aaakhir kiun...!

                    Originally posted by bloo View Post



                    @Hamzad!

                    Jab America ney Afghanistan pey attack ker raha tha to uss ney pakistan ko sirf do options di thein....

                    ya hamra sath do ya terrorists ka sath do

                    to Musharraf ki jaga koi bhi hota wo yahi kerta ...hamarey pass to tessri koi option hi nahi thi
                    aik nuclear power hote huey bhi kia america ki dhamkion me ajana darust tha??:mm:Iran ko hi dekh lein america 100 bar soche ga us par attack se pehle lekin ham

                    Comment


                    • #11
                      Re: aaakhir kiun...!

                      Nice Topic!

                      KHUSH AMDEED @ BEHES O MUBAHISA N HALAAT E HAZRA!

                      Baat ye hai Bhai k humin jab se Pakistan azad hoa sahee LEADERS nahi mily....koi bhi aisa shakhs jo Pakistan k sath sincere hoota....jo sirf seat ki lalach se nahi balky mulk ko sanwarny ki gharz se aya hoota,

                      jahan tak baat hai mojooda hakoomat ki......to afsoos k sath kehna perta hai k humin ik aisa person as a leader mila hai jo western culture se impressed hai or apni tehzeeb or culture ko mayoob samajhta hai thatz y us mai innovations kr k usko western mai convert krna chahta hai.

                      America knows k jo person apni country k sath sincere nahi wo kise or k sath kiya ho ga......so America is using him or ye unki kam-aqli or na-ehli hai k wo use ho rahy hain.

                      wo president ki post k qabil nahi hai....jab tak unhy khud ye sab realize nahi hoota hum yuunhi shikaar hooty jain gy........like the case of Lal Masjid!

                      the only solution.........ALLAH se DUA k wo humin ik accha MUSLIM n ik qabil LEADER de AMEEN!

                      Comment


                      • #12
                        Re: MUBAHISA: aaakhir kiun...!

                        ammen...

                        Comment


                        • #13
                          Re: MUBAHISA: aaakhir kiun...!

                          assalam alekum

                          Allah Subhanahu wa Tala ka farman hai mafhoom kuch yun hai k jis tarha ki awam hoti hai hum us par usi tarha ka hukmaran musalat kartay hain.

                          baqi hum sab samjhdar hain.
                          jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
                          yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

                          Comment


                          • #14
                            Re: MUBAHISA: aaakhir kiun...!

                            Originally posted by zahid View Post
                            assalam alekum

                            Allah Subhanahu wa Tala ka farman hai mafhoom kuch yun hai k jis tarha ki awam hoti hai hum us par usi tarha ka hukmaran musalat kartay hain.

                            baqi hum sab samjhdar hain.
                            kia saaaray aik jaisay hotay hain..>>!:tauba

                            Comment


                            • #15
                              Re: MUBAHISA: aaakhir kiun...!

                              Originally posted by sher ali View Post
                              kia saaaray aik jaisay hotay hain..>>!:tauba
                              well he is right,
                              mey ney bhi yahi perha hai key "jab qaumeiN nafarmaan ho jati hein to un per zalim hukumran musalat ker diya jata hai"

                              Allah T'ala hamarey haal pey reham farmayeiN ameen.
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              Working...
                              X