1
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
CURRENT: Saniha Lal Masjid
Collapse
X
-
Re: Tanaziya Lal Masjid
Well main kiya kahoon............u know all
bus itna hi k buhat khoof o haraas poory ISB mai pheea hoa hai.....
govt jitna tool de sakti hai wo de rahi hai
main sochti hoon hum citizens pr itna khoof hai to jo Madarse k ander hain unka kiya haal hoga
is mamly pr buhat kuch kehna chahoon gi
pr INSHALLAH tab.........jab waqt or halaat ijazat dein gy
abhi bus itna hi......k govt jo in logoon k saath itna bura saook kr rahi hai........wo kis bina per???
wo non muslims nahi
wo insaan hain
in 2 cheezon k bhi kuch haqooq hooty hain pr wo to aisa salook kr rahy hain jese wo insaan bhi nahi
unki electricity,pani,gas sab band..........!
this is the big issue
or bhi buhat kuch hai..........i ll discuss later INSHALLAH!
Comment
-
Re: Tanaziya Lal Masjid
I do agree with you....:thmbup:
aap ne teenu hi jo baatein ki hai woh bilkul sahi hai... ke aisa hi hoga.. infact aisa hochuka hai... humare madrse mein bhi aik baar police investigation hoi thi... ke yahan hathyaaron ki training tu nahi di jaati...:) humare pass bhi kaihne ko bauaht kuch hai.. per kaihte is liye nahi ke faydah kuch nahi hai... yahan akser baatein sirf behas ban ker reh jaati hai.. so hum chup rehte hain... anywayzz hume aap ke teenu points se itefaaq hai...
khush rahiye...:rose
Comment
-
Re: Tanaziya Lal Masjid
Madrassa aik dars gah hoti hai jahan students ko taleem di jati hai.Agar yahan aslaha ikhata hona shuru ho jaye to yeh madrassa nahin terrorist camp ban jata hai.Aik student ko shaid yeh baat na samajh aye laikin aik ustaad ko iski samajh honi chahiyay.
Mujhay nahin maloom kay ghazi baradraan kisi kay haathon istaimaal huay ya nahin laikin deen ka parchaar karnay walon ko itna maloom hona chahiyay kay khud unka amal deen kay mutabiq hai ya nahin.Lihaza main ghazi bradraan ko bari-uz-zimma nahin samajhti.
Khud mask bhai thora arsa pahlay tak in bhaiyon ki jihaad ki definition ki himayat kartay rahay hain.Aaj woh definition kiyun ghalat ho gai hai.Kal tak yeh state kay andar state bananay ko darust kah rahay thay aaj "Khalid khuaja" nami fard ko iska zimma daar tahra rahay hain.
Baat yeh hai kay bohat say naam nihaad ulema nay islam ko ghalat interpret karna shuru kar diya hai aur islam ko badnaam karnay per tullay huay hain.agar yeh aala-e-kaar bhi hain to un ghair islami anasir kay hain jo islam kay barhtay huay asar se khofzada hain aur chahtay hain kay log islam say mutnaffir ho jain.
Yeh log masoom logon ki brain washing kar kay unhain apnay maqasid kay liyay istaimaal kartay hain aur jab jan per ban aati hai to abdul aziz ki tarah bhag jatay hain.Abdul aziz kay farar ki kahani media suna raha hai is liyay is baray main kuch aur keh kar haqaiq ko badalnay ki koshish karna ghalat hoga.Usama bin laden bhi yunhi karta hai,logon ko phansa kar khud farar ho jata hai.
Is kay illawa agar in naam nihaad jihadi ulema kay farar ki puri tafseel parhna ho to uska link darj-e-zail hai:
http://www.bbc.co.uk/urdu/miscellane...lumn_sen.shtml
Ummed hai naqab uth jain gay.
Comment
-
Re: Tanaziya Lal Masjid
اسلام علیکم جناب خرم اعجاز صاحب ۔میرے خیال میں اس مسئلے کو اب اس طرح دیکھنے کی بجائے کہ غلطی کس کی تھی؟ یہ دیکھنا چاہیے کہ اب کیا کیا جائے؟ گذشتہ چار پانج دن سے پوری قوم جس اذیت کا شکار ہے آخر اس کا کیا حل ہوگا ؟ ان والدین کا کیا قصور ہے کہ جن کی معصوم بچیاں اور بچے اندر جامعہ حفصہ میں موجود ہیں ؟ کیا وہ سب بچے اور والدین اس ملک کے شہری نہیں ؟ ۔ خرم بھائی میں نے تو پہلے بھی اس فورم پر آپ کی ایک پوسٹ کے جواب میں جو کہ جامعہ حفصھ کے حوالے سے چینی باشندوں کے اغوا کے بارے میں لگی تھی۔ اس میں کہا تھا کہ غازی برادران جو کررہے ہیں اسکی اجازت نہ تو شریعت دیتی ہےاور نہ ہی اس ملک کا آئین اور قانون ۔ میری نظر میں موجودہ حالات کی سب سے بڑی وجہ خود مشرف حکومت ہےاور اس کے بعد یہ دونوں بھائی ہیں زمھ دار ہیں اس ساری صورتحال کے۔ لیکن مسئلہ اسوقت یہ نہیں ہے کہ غلطی کس نے کی؟ مسئلہ اس وقت یہ ہے کہ ان سینکڑوں بے گناہ جانوں کیسے بچایا جائے جو حکومت اور غازی عبدالرشید دونوں کی ضد اور ہٹ دھرمی کی بھینٹ خدا نخواستہ چڑ جانے والی ہیں ۔ یہ معصوم بچے اور بیچیاں کتنے دنوں سے بغیر پانی ، بجلی اور دیگر سہولیات کی کمی کے ساتھ اس حبس زدہ ماحول میں گولیوں کی بوچھاڑ کے تلے زندگی کی سانسیں پوری کررہے ہیں ۔
کبھی ہم نے سوچا کہ وہ سب کھاتے کس وقت ہوں گے؟ پیتے کیا ہونگے ؟ جب کے اس حبس کے موسم میں اگر ہمارے ہاں بجلی بند ہوجاے تو سب لوگ باہر نکل آتے ہیں کھلی جگہوں اور پارکوں میں پناہ ڈھونڈتے ہیں ۔ جب کےاﹸدھر جامعہ حفصہ کی حالت یہ ہے کہ سب بچے اور بچیاں اندر تحہ خانوں میں بغیر بجلی اور پانی کے کئی دنوں سے پناہ لیے ہوئے ہیں۔
اور وہ معصوم لوگ حکومت اور غازی صاحب دونوں کی ھٹ دھرمی کا تماشہ دیکھ رہیں ہیں ۔ آخر ان سب کو کس جرم کی سزا مل رہی ہے ؟
یہی نا کہ وہ ایک ایسے اسلامی ملک کے شہری ہیں کے جس کے سربراہ کو مغرب کی خوشنودی حاصل کرنے کے لیے روشن خیالی کا دورہ پڑا ہوا ہے اور وہ اپنی اس روشن خیالی کے خواب کو پورا کرنے کے لیے اپنے ہی ملک کی فوج کو اپنے ہی ملک کے شہریوں کے خلاف بے دریغ استعمال کر رہا کبھی وانا میں کبھی وزیرستان میں کبھی سوات میں اور کبھی جامعہ حفصہ پر۔ اور اسے روکنے والا کوئی نہیں کیونکہ وہ امریکہ کی آشیر باد حاصل کرکے مطلق العنان بن بیٹھا ہے۔ اور دوسری طرف ان معصوم بچے اور بچیوں کا کیا صرف یہی قصور ہے کہ اﹸنھیں اﹸن کے والدین نے خالصتا دینی جذبے کے تحت ایک ایسی درس گاہ میں علم دین کی پیاس بجھانے کے لیے بھیجا کہ جس مدرسے کا انتظام دو ایسے خود غرض بھائیوں کے ہاتھ میں تھا کہ جن کو دین کی آڑ میں اصل فکر اپنے ذاتی مفادات کی تھی۔
اوریہاں میں یہآپکی بات سے اتفاق کرتا ہوں کہ یہ دونوں بھائی حکومت کے ہاتھوں یا پھر خفیہ ایجنسیوں کے ہاتھوں استعمال ہوئے اور کھلونا بنے مگر ان کا اس کھیل میں شامل ہونا اسلام کی سربلندی کے لیے نہیں بلکہ اپنے زاتی مفادات کے لیے تھا۔۔
بحر حال بات لمبی ہوگئی میں اس بین الاقوامی فورم کی توسل سے حکومت پاکستان سے درخواست کرتا ہوں کہ خدارا ہم سب پر رحم کیجیے ہم سب آپکی رعایا ہونے کی حیثیت سے آپ کی عیال کی مانند ہیں خدارا ان سب والدین کو کہ جن کے بچھ اندر محصور ہیں اور ان کی آہ بکاہ کو کون سننے والا کوئی نہیں؟ آخر وہ اپنی فریاد کس کے پا س لیکر جائیں ؟
کیا پاکستان کے شہری ہونے کی حیثیت سے اس پرویز مشرف کے پاس کہ جس کو اپنی روشن خیالی کے سوا کچھ سوجتا ہی نہیں ؟یا پھر بچوں کے والدین ہونے کی حییثیت سے اس غازی عبد الرشید کے ہاس کہ جس کو اپنی جان کے سوائے کسی کی فکر نہیں اور جس کے آگے زاتی مفادات ہی سب کچھ تھے اور ہیں ۔۔ میری حکومت پاکستان سے گذارش ہے کہ اللہ کے واسطے اس سارے ڈرامے کو ختم کریں اور ان معصوم جانوں کی فوری رہائی کا بندو بست کریں کہ جن کی جانیں آپ حکومت اور مولوی عبدالرشید غازی دونون کی ہٹ دھرمی کی بھینٹ چڑھنے کو جارہی ہیں ۔۔ اگر آپریشن ہوا اور ایک بھی معصوم جان ضایع ہوئی تو اس کا سب سے بڑی زمھ دار خود حکومت اور حکومت کرنے کے لحاظ سے پرویز مشرف ہوگا اور اس کے بعد مولوی عبدالرشید غازی۔۔۔۔۔ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Tanaziya Lal Masjid
this is fact Xenya
n i do agree with this
pr jo ho raha hai............iska kise ko bhi khyaal nahi na America ko na hi kise or ko jinko "JIHAD" "MADARSE" "TALYBAN" ye sab terrorism lgta hai
jo kuch MADARSE n G6 mai ho raha hai kiya wo kise terrorism se kam hai?
or ye terrorism to govt kr rahi hai........:)
per ye kise ko terrorism q nahi lg raha?
Even America bhi isko "SHARAFAT" hi kahy ga na?
Comment
-
Re: Tanaziya Lal Masjid
Originally posted by Me Here View Postthis is fact Xenya
n i do agree with this
pr jo ho raha hai............iska kise ko bhi khyaal nahi na America ko na hi kise or ko jinko "JIHAD" "MADARSE" "TALYBAN" ye sab terrorism lgta hai
jo kuch MADARSE n G6 mai ho raha hai kiya wo kise terrorism se kam hai?
or ye terrorism to govt kr rahi hai........:)
per ye kise ko terrorism q nahi lg raha?
Even America bhi isko "SHARAFAT" hi kahy ga na?
Islamabad mey jo ho raha hai wo bohot ghalt hai iss leyhaz sey key wahan key log jo ye sab suffer ker rahey hein halaankey un ka is mey koi qasoor nahi hia.
Gov. jo ker rahi hai wo bhi ghalt hai aur jo Lal masjid inteyzamiya ney kiya hai wo bhi ghalt hai.
leykin seriously barish gov. meyra concern nahi hai ..... meyra concern sirf aur sirf Masjid hai..aap ney deykha hai unhoN ney kya kiya hai? aap deykh rahey ho wo kya ker rahey heiN? ye log shariat nafiz kerna chahtey they na aur ab khud kya ker rahey hein? jo key apney students they un ko ye sab ab kyun use ker rahey hein, un ko jaaney kyun nahi deytey hein???un sab bachoN ka iss mey kya qasoor banta hai?
Meyra concern ye log iss liye bhi hein key ye wo log hein jinheiN islam ka pata hai jo islam ko represent kertey heiN, isss liye in ko iss maamley mey bohot careful rehna chahiye tha
aur iss sab ka end bhi pata nahi kya ho ga magar islam aik baar phir sey badnaam ho gaya hai.
Allah T'ala ham sab ko naiki ki heydayat dey Ameen." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Tanaziya Lal Masjid
Originally posted by yellowsky View Postbarish!
Islamabad mey jo ho raha hai wo bohot ghalt hai iss leyhaz sey key wahan key log jo ye sab suffer ker rahey hein halaankey un ka is mey koi qasoor nahi hia.
Gov. jo ker rahi hai wo bhi ghalt hai aur jo Lal masjid inteyzamiya ney kiya hai wo bhi ghalt hai.
leykin seriously barish gov. meyra concern nahi hai ..... meyra concern sirf aur sirf Masjid hai..aap ney deykha hai unhoN ney kya kiya hai? aap deykh rahey ho wo kya ker rahey heiN? ye log shariat nafiz kerna chahtey they na aur ab khud kya ker rahey hein? jo key apney students they un ko ye sab ab kyun use ker rahey hein, un ko jaaney kyun nahi deytey hein???un sab bachoN ka iss mey kya qasoor banta hai?
Meyra concern ye log iss liye bhi hein key ye wo log hein jinheiN islam ka pata hai jo islam ko represent kertey heiN, isss liye in ko iss maamley mey bohot careful rehna chahiye tha
aur iss sab ka end bhi pata nahi kya ho ga magar islam aik baar phir sey badnaam ho gaya hai.
Allah T'ala ham sab ko naiki ki heydayat dey Ameen.
sis ye to wo hai jo apny media k zarye govt ki baatin sunin
ab main apko batati hoon jo media ne Maulana Ghazi ka biyaan bataya is sab mai
he said k ager humin rokna hi tha to hum sabko rook sakty thy 1200+ talbaat n talba ko surrender kerny na dety
humne sab k samny khuli option rakhi hai jo jana chahy ja sakta hai
or jo log abhi MASJID mai hain wo apni marzi se hain
ik taliba jo bahir ain to unho ne kaha k main parents ki waja se bahir ai hoon
Comment
Comment