Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

CURRENT: Saniha Lal Masjid

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #32
      Re: Lal-Masjid

      Originally posted by Madiha kanwal View Post
      well ye sab perh ker tu dil khoon k aansoo rou raha hai :cry
      govt. ney pori duniya k samney Pakistan ka kitna bura image bana dia hai :(

      Allah hamen sahi baat ko samajhne ki toofeeq dey :dua
      shukriya reply kernay ka :)

      Comment


      • #33
        Re: Lal-Masjid

        Originally posted by hamzad View Post
        govt kehti he lal masjid walon ne kanoon tora or gher islami harkat ki to aik baat zehen me ati he k musharaf khud kis kanoon ke tehet 8 saal se pakistani kom par muasalat he???:mm: or jis roshan khayali ka wo tarjuman he wo kitni islami he????:mm: or jab wo kehta he k itne fouji shaheed ho gaey to mujhe samjh nahi ati ke kia mushraf un ko sath me shahadat ke certificates de kar bhejta he???:mm: me khasi roshan khial hun lekin abhi ye sab baten mujhe pareshan kar rahi hen or jab america pakistani border par attack karta he to wahan halka sa buzdilana sa ehtejaj record karya jata he or bas........kia hamari army ki yehi bahaduri he k apne hi logon par attacks kare:mm:
        App ka b Bohat Shukriya ( Hamzad ) Roshan Kiyali Honi chaye Lakin Apne Mazhab kay Ifkar or Daira kay Ander Rehtay Howe ...... Be-Sharmi ka Naam Ager Roshan Kiyali Hai To Aisi Roshan Kiyali Say Door ki Achi Hai

        Comment


        • #34
          Re: Lal-Masjid

          Originally posted by aabi2cool View Post
          انا للہ وانا علیہ راجعون

          آخر وہی ہوا جسکا مجھے ڈر تھا میرے بھائی خرم اس سانحہ پر سرف آپ ہی کا دل نہیں بلکہ پوری قوم کے ہر اس فرد کا دل خون کے آنسو رو رہا ہے جسے اللہ نے زرا سی بھی بصیرت سے نوازا ہے۔۔۔۔آہ لیکن کیا کیا جائے یہ ملک جب سے پرویز یت کے قبضے میں چلا گیا ہے تب سے اس ملک میں آٓگ و خون کی ہولی بے دریغ کھیلی جارہی ہے۔۔۔پرویز مشرف اپنے امریکی آقاوں کو خوش کرنے کے لیے اور صرف اپنے اقتدار کے طول کے لیے سب کچھ کرسکتا ہے حتٰی کےا س ملک کو بیچ بھی سکتا ہے مگر شرط صرف اتنی ہے کہ اس کی وردی اور کرسی سلامت رہے چاہے یہ ملک سلامت رہے یا نہ رہے۔۔۔

          آپ نے اعجاز الحق ، طارق عظیم، درانی اور دیگر کے نام لیکر کہا کہ کاش وہ آپ کے سامنے آجائیں تو آپ انکی تکہ بوٹی کردیں۔ میں آپ کو اپنے دل کی بتاوں کے جب یہ لوگ میڈیا پر آکر عوام کی آنکھوں میں کھلے بندھوں دھول جھونکنے کی ناکام کوشش کرتے ہیں تو مجھے ان کی شکلیں کافی مضحکہ خیز لگتی ہیں اور مجھے بے دریغ ان لوگوں پر ہنسی آتی ہے کہ ان لوگوں کے پاس کچھ بھی نہیں سوائے نام کی وزارت کے یہ سب پرویز مشرف کے ہاتھ کٹ پتلیاں ہیں ان کو کسی سے کوئی غرض نہیں نہ پاکستان سے نہ پاکستانیوں سے ان کو تو بس اپنی وزارت پیاری ہے اور اس کے نتیجے میں ملنی والی لاکھوں کی تنخواہ پیاری ہے اور وہ بڑی بڑی جھنڈے والی گاڑیاں پیاری ہیں جن کے اندر یہ دن رات گھومتے ہیں اور پرویز مشرف کے گرد دم ہلاتے نظر آتے ہیں اصل مجرم اس سب بربادی کا ایک ہی ہے جو جب سے آیا ہے آگ اور خون سے کھیل رہا ہے اور وہ ہے پرویز مشرف ۔۔۔
          عابد بھای بجا فرمایا آپ نے بھی ہم افسوس کر سکتے ہیں ہمیں فخر ہے غازی عبدالرشید کو شہادت نصیب ہوی اللہ ہمیں بھی ایسی موت نصیب فرماے آمین ثم آمین

          Comment


          • #35
            Re: Lal-Masjid

            آپ کو جواب میں چند اشعار ہی کہوں گا
            ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
            یہ بات عیاں ہے دُنیا پر ہم پھول بھی ہیں تلوار بھی ہیں
            یا بزمِ جہاں مہکایں گے یا خوں میں نہا کر دم لیں گے
            سوچا ہے ابھی اب کچھ بھی ہو ہرحال میں اپنا حق لیں گے
            عزت سے جیا تو جی لیں گے یا جام شہادت پی لیں گے
            ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
            یہ بازی خون کی بازی ہے یہ بازی تم ہی ہارو گے
            ہر گھر سے غازی نکلے گا تم کتنے غازی مارو گے

            Comment


            • #36
              Re: Lal-Masjid

              Originally posted by TheMask View Post
              App ka b Bohat Shukriya ( Hamzad ) Roshan Kiyali Honi chaye Lakin Apne Mazhab kay Ifkar or Daira kay Ander Rehtay Howe ...... Be-Sharmi ka Naam Ager Roshan Kiyali Hai To Aisi Roshan Kiyali Say Door ki Achi Hai
              islam ke sab kawanin par amal karne wale se barh kar kon roshan khyal ho ga?roshni ka lafz serf islam ko hi suit karta he,or jahan tak musharaf ka istemal kia hua roshan khiyali ka lafz he sorry me us ko nahi manti.

              Comment


              • #37
                Re: Lal-Masjid

                Ahhhhh....Kia kahooon .... alfaz nahien miltay ... Govt kehti rahi k Ghazi sahib nay aur un k sathion nay bachon aur aurton ko yarghmal bnaya hoowa hai aur ham un ko bchana chahtay hain....laikin kia Govt ka koee aadmi yeh btanay k liey aagay aaey ga k agar unhon nay un ko yarghmal bnaya hoowa tha tu un ka faida kiun nahien uthaya....kiun k agar koee kisi ko yarghmal bnata hai tu us k peechay yahi maslihat darpaish hoti hai k waqt anay per in ko istamal ker k apni jaan bcha sakain laikin Ghazi shaheed nay aisa nahein kia agar unhon nay un ko yarghmal bnaya hotatu sainkron main say 2 ya 3 ko mar ker Govt ka samnay phaink daitay aur kehtay k agar tum agay aay aur hamain janay na diya tu ham sab ko mar dalain gay....laikin duniya janti hai aur Rab gawah hai k unhon nay kisi aik ko bhi goli nahien mari jitnay bhi beqasoor maray gay hain sab hamari armi nay maray hain...sab k khoon k cheentay Govt (Musharaf) k haton per daikhay ja saktay hain....un logon nay tu martay dam tak sirf un ki hifazat ki thee...tu kaisay keh saktay hain k wo Deshat gard thay
                Jab Wafaq ul Ulma k wafd aur chodri shujat k saath muzakirat tay pa gay thay tu aiwan e Sadar say kiun change ker diey gay aur us k baad jab sadar sahib nay daikha k muzakrat kamyab honay lagay hain tu un ko marwa diya...kiun????

                Jis Islami Jamhoori Mulk ka Sadar Gen Musharaf ho ga jis ki ideal shaksiat Hazrat Mommad (PBUH) nahien Koee Sahabi Jernail nahi Slahudin Ayoobi nahien Mohammad bin Qasim, Yoosuf Bin Tashfain ya Tariq Bin Ziyad nahi aur hi Allama Iqbal Ya Qaid e Azam main say koee hai Bal k jis ka Ideal Mustafa Kamal Ata Turk hai (Yeh Musharaf Sahib nay apne Interview main Khud Kha tha) us say ham kia tawaqu karain gay....us ki Govt main regtay hooway hamara future kia ho ga??? Mustafa Ata Kamal Turk nay Apne mulk k tumam Ulma ko Hajj k bhanay Behri Jahaz say Saudi Arabia Bhaija aur rastay hain wo ship Dabo diya aur sb k sab ulama shaheed ho gay us k chahnay walay nay bhi apna idealisam ko proof ker diya k Allah ssay aur us k qanoon say piyar kernay walon ko Allah k Ghar main Khoon main dabo diya....Agar yahi Hukamran Musalat Raha is Mulk per tu shayad hamari anay wali naslon say jab yeh sawal kia jaey ga k aap muslim ho tu wo kahain gay Ham muslim nahien Pakistani hain
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: Lal-Masjid

                  Abdul Rasheed Shaheed
                  Attached Files
                  Last edited by *Roomi*; 12 July 2007, 13:18.

                  Comment


                  • #39
                    Re: Lal-Masjid

                    waqqie aap thik kehte hain yeh hukumati bheriye hain jo na jane kub tuk in begunha logoon ka khoon pete rahenge yeh mazakrat ka keh k phir peeche hut jate hain in ko sirf goli chalani ati hai or agar koi apni hifazat k liye hathyar uthae to us ko ghddar qarar diya jata hai yeh kahan ka insaaf hai akhir jo shehri hain woh insaf mangne kis k paas jaein jahan khud kanoon hi andha ho wahan insaaf kya hoga
                    KHAN

                    Comment


                    • #40
                      Re: Lal-Masjid

                      salam khurram bhai meh aap k jazbaat ki dil se qadar karti hoon koi to hai jo is na insaafi k khilaaf awaz utha raha hai agar hum log aj bhi chup rahe to shayed phir apni nazroon se kabhi na uth paengein
                      KHAN

                      Comment


                      • #41
                        Re: Lal-Masjid

                        Originally posted by TheMask View Post
                        آپ کو جواب میں چند اشعار ہی کہوں گا

                        ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
                        یہ بات عیاں ہے دُنیا پر ہم پھول بھی ہیں تلوار بھی ہیں
                        یا بزمِ جہاں مہکایں گے یا خوں میں نہا کر دم لیں گے
                        سوچا ہے ابھی اب کچھ بھی ہو ہرحال میں اپنا حق لیں گے
                        عزت سے جیا تو جی لیں گے یا جام شہادت پی لیں گے
                        ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
                        یہ بازی خون کی بازی ہے یہ بازی تم ہی ہارو گے

                        ہر گھر سے غازی نکلے گا تم کتنے غازی مارو گے
                        Itna jazbati koi nahi hota hai. Agar yahi msg her aik ki zaban pey aney lagey to kya ho ga??? khoon kharaba aur bas? aik civil war?? kal mulk key mukhtalif hissoN mey jo blasts huye heiN wo sab issi ka nateeja haiN....leykin nuqsaan kis ko phonch raha hai? ghareeb awam ko???

                        Allah T'ala ki aik bohot barhi azmaish hai hum pey.......aur Allah karey key sab khair hi ho. Ameen.
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #42
                          Re: CURRENT: Tanaziya Lal Masjid

                          Rasheed ghazi ki shahdat sey islam pakistan main mukamal tur per khatam honey sey bach gia
                          un ki shahadat ney bata dia key yeh mukamal taur per drama naeen tha , jo key main ,and bohat sey log samj rahey they

                          Rasheed Shaheed ko 22 golian lageen and aik leg jisam sey alag ho gai thee, lakin chehra na sirf salamat raha balkey muskara raha tha

                          zarrar company jo key army main apni bahaduri key liya mashoor thee, victory sign to masjid main bana gai , lakin ab army circles main bi us ki izat khatam ho gai
                          Last edited by tauruskhan; 16 July 2007, 23:57.
                          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                          Comment


                          • #43
                            Re: CURRENT: Tanaziya Lal Masjid

                            Originally posted by tauruskhan View Post
                            Rasheed ghazi ki shahdat sey islam pakistan main mukamal tur per khatam honey sey bach gia
                            un ki shahadat ney bata dia key yeh mukamal taur per drama naeen tha , jo key main ,and bohat sey log samj rahey they

                            Rasheed Shaheed ko 22 golian lageen and aik leg jisam sey alag ho gai thee, lakin chehra na sirf salamat raha balkey muskara raha tha

                            zarrar company jo key army main apni bahaduri key liya mashoor thee, victory sign to masjid main bana gai , lakin ab army circles main bi us ki izat khatam ho gai
                            sahi kaha :)

                            Comment


                            • #44
                              Re: CURRENT: Tanaziya Lal Masjid

                              :( :( :( ik or blast :( :( :(

                              Comment


                              • #45
                                Re: CURRENT: Tanaziya Lal Masjid

                                Originally posted by Me Here View Post
                                :( :( :( ik or blast :( :( :(
                                and every one start blaming lal masjid :(

                                Allah plz save islam in Pakistan
                                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                                Comment

                                Working...
                                X