Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Poll: Pakistan should have 12 provinces

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Poll: Pakistan should have 12 provinces

    Asalam-0-Alikum
    jub bi Pakistan main disaster ata hay
    to yahi kaha jata hay key disaster ka area bohat bara hay , hum itnay areas ko cover naeen ker saktay etc etc
    lakin jub bi funds lenay ki baat ati hay to sara funds province key sirf capital city per lagta hay and jis ki waja sey pora province neglect hota hay

    khabrain dehk lain , karachi , lahore , islamabad , queta , peshawar key ilawa kis bi city ka zikar hota hay to esay jesay , wo door daraz ka koi city ho

    in cities and in 5 barey cities ki halat main bi hazar guna farak hay

    is ka bazahir jo aik hal hay key intazami lehaz sey her province ko 3 smaller provinces main break ker dia jaey
    jis ki waja sey in ilaqoon ka intazam achi tarah chal sakey ga
    and concentration sirf 5 cities ki taraf naeen ho gi and pakistan as a whole taraqi ki rah per chal sakey ga

    whats yours view on this
    6
    YES
    16.67%
    1
    NO
    83.33%
    5
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

  • #2
    Re: Poll: Pakistan should have 12 provinces

    voted for no
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: Poll: Pakistan should have 12 provinces

      Originally posted by aabi2cool View Post
      voted for no
      any views on this plz
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment

      • #4
        Re: Poll: Pakistan should have 12 provinces

        mary khial main is hamry mulk main lisani aur qomiyat ki bunyad par jo alehdgi pasand tehreeken hain un ko taqviat mily gi apna issu uthany main aur uno ye silsala zoor pakar lay ga aur na rukny ki taraf chal nikly ga..
        mary khil main aap nay jo shubhat peesh kiye hain un ka koi aur proper hal hona chaiye na k ye jo aap nay tajveez kiya hy...
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #5

          hmm ager un province ko semmi autonomous (khodmukhtar) ker dia jaey , jesa key dunia main nizam hay , to kia yeh faida naeen deen gay

          and kia app is baat sey inkar ker sakeen gay key Pakistan main mostly tumam budget 5 big cities per lagta hay, chaleen punjab key chand mazeed cities ki halat pir bi behtar hay , but just see towards sindh, balochistan
          wahan taraqi ka nam o nishan kaheen naeen milta

          nateeja , tumam subay ki population rush ker rahi hay , in 5 big cities ki taraf
          jis ki waja sey yeh bi kharab ho rahey haan and as a result Pakistan overall kharab ho raha hay

          tuhra is per bi roshsni dal deen
          thanx
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment

          • #6
            Re: Poll: Pakistan should have 12 provinces

            no

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

            Comment

            • #7
              Re: Poll: Pakistan should have 12 provinces

              Originally posted by tauruskhan View Post
              hmm ager un province ko semmi autonomous (khodmukhtar) ker dia jaey , jesa key dunia main nizam hay , to kia yeh faida naeen deen gay

              and kia app is baat sey inkar ker sakeen gay key Pakistan main mostly tumam budget 5 big cities per lagta hay, chaleen punjab key chand mazeed cities ki halat pir bi behtar hay , but just see towards sindh, balochistan
              wahan taraqi ka nam o nishan kaheen naeen milta

              nateeja , tumam subay ki population rush ker rahi hay , in 5 big cities ki taraf
              jis ki waja sey yeh bi kharab ho rahey haan and as a result Pakistan overall kharab ho raha hay

              tuhra is per bi roshsni dal deen
              thanx
              Aslam o alykum bhai
              mary khial main main apni baat keh chuka magar aap ki yad dahani kiliye phir arz kardeta hon k agar tamam sobon main k budget ka bara hissa panch baary shehron mainlaga diya jata hy to mery khila mian is ka ye halk naheen hy k sobon ko mazeed sub classifiction kark choty choty mazeed tukroon main bant diya jay balk us ka koi proper hal sobai hakomatoon ko karna chaiye ..
              aur budget ki taqseem tamam sobay apny tamam shehron aur un ki abadi ko samny rakhty huy insaaf se kiya kareen .......
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: Poll: Pakistan should have 12 provinces

                voted NO.

                Meyrey khyal mey jitni divisions hon gi utni politics games ziada hon gi aur second point aabi2cool ney bayan ker diya hai:thmbup:

                Agar Inteyzamiya theek ho to ye depend nahi kerta hai key jaga kitni choti ya kitni barhi hai, aur suboN mey abhi kuch arssa pehley koi nazim system bhi to raij kiya gaya tha.....??
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: Poll: Pakistan should have 12 provinces

                  Lal Masjid ka prob solve ho to INSHALLAH i ll think abt it.....:thmbup:

                  Comment

                  Working...
                  X