Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

CURRENT: filtered water in your area ???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: CURRENT: filtered water in your area ???

    Mey bilkul aap ki baat samaj sakti hun, ye bhi to ho sakta hai key jin areas mey abhi plant nahi lagey wo log apney ghar mey filter laga lein, jo mini filter hota hia jis ki cartrage hum kuch Ma'h baad tabdeel kertey hein (mujhey exact is ka naam nahi ata hai ), iss tarhan atleast peeney ka paani saaf miley ga

    doosra hal ye ho sakta hai key log baar baar iss baat ki sheykayat karein, newspaper mey dein, matlab her tareekey sey gov. ka deyhan iss baat ki taraf layeiN

    This all i can say!
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #17
      Re: CURRENT: filtered water in your area ???

      Originally posted by yellowsky View Post
      Mey bilkul aap ki baat samaj sakti hun, ye bhi to ho sakta hai key jin areas mey abhi plant nahi lagey wo log apney ghar mey filter laga lein, jo mini filter hota hia jis ki cartrage hum kuch Ma'h baad tabdeel kertey hein (mujhey exact is ka naam nahi ata hai ), iss tarhan atleast peeney ka paani saaf miley ga

      doosra hal ye ho sakta hai key log baar baar iss baat ki sheykayat karein, newspaper mey dein, matlab her tareekey sey gov. ka deyhan iss baat ki taraf layeiN

      This all i can say!
      100% correct
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment

      • #18
        Re: filtered water in your area ???

        Originally posted by filbahere View Post
        itna menga pani jo pee rahi haan , pesay jo zeada aa gaey haan
        ameer log hi menga pani petay haan
        ab gareeb bechary to menga pani afford naeen ker saktay na

        :budhu: :budhu: :budhu: :budhu:

        Comment

        • #19
          Re: CURRENT: filtered water in your area ???
          Water ( pani ) Allah ki Aik Bohat Bari Nemat Hai Lakin Pakistan May es Nimat ko Kafi Zaiya kia jata hai or Phir Sonay per Suhaga Kay GOVT Members ko Filter water jab-k Aam Admi ko ganda Pani frahim kia jata hai GOVT Members may Wazir log shamil hain baqi nahe......

          Usman Bahi Saf pani kay Plants to lagay hoey hain lakin un may b ( Dead Mouse ) Nikaltey Hain or es sab ki zimidar yeh Awam kud b hain sab kuch Govt B ghalt nahe kerti GOVT ki b ghalti hai Lakin es Awam ki us say b zaida Ghaltiyan hain

          Comment

          • #20
            Re: CURRENT: filtered water in your area ???

            Originally posted by TheMask View Post

            beshak esa kabi kabar ho jata hay
            lakin amomi tor per filter ho ker pani pir saaf ho jata hay.

            lakin overall wo pani , dosra amm tanki key pani sey behtar hota hay specially for drinking
            jahan tak app ney baat ki filter water Govt Members and waziron ko milta hay to main kahoon ga , un ko to neslay and degar companies ka pani milta hay
            yeh plant ka pani to awam key lia hota hay
            main rozana , 502 waley plant per jata hoon pani barhnay
            and app soch naeen saktey key wahan pani barney waloon ki tadad
            akhir din key bil barney wali line sey zeada lambi hoti hay
            waja sirf yeh hay , key itnay sarey ilaqoon , askari 7, khuaja co-orporation, dahma moor, sadiq town, gulishana bad and bohat sey degar ilaqoon key liya sirf yahi plant hay
            jo key zarorat sey bohat kam hay
            yeh plant to sirf gov hi laga sakti hay
            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

            Comment

            • #21

              Usman yeh 502 kay pass say kai martaba guzra hoon ga lakin muje maloom nahe 502 Exit kahan hai khair yehi hala hamare Area kay plants ka b hain Hamre Haan Westridge 1,2,3 kay 2 Plants hain Lakin yahaan problem zaida nahe hota coz yahaan per zaida ter logoon nay apne ghar may ( Filter ) laga rakhey hain thats y

              Comment

              • #22

                Westridge kafi porana area hay and kafi develop ho chuka hay
                gher main filter motabadil zariya hay, jo key zaroor kerna chayeh
                but think , most of people of paksitan don't afford that
                keeon key wo bi her kuch arsay key baad change kerna perta hay

                ab un areas main 2 plants haan , kuch to burden kam hota ho ga
                yahan to itnay sarey areas key liya sirf aik
                boring ka pani , niyat karab and kam hay is ilaqey main , jo key aik alag problem hay
                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                Comment

                • #23
                  Re: filtered water in your area ???

                  Originally posted by filbahere View Post
                  wah cantt main bi kafi cases ayeh haan
                  ab to wahan bi filterd plant lag rahey haan
                  go and check in officer colony
                  POF hotel ki side road jo jati hay and us key pechay ground hay , check wahan bi plant laga hoa hay

                  problem yahi hay , hmm bazahir saaf nazar aney waley pani ko saaf samj ker petay rehtay haan , lakin jab bemarian ati haan to pata lagta hay

                  wah cantt key pani ka aik advantage zaroor hay key wahan chashmon ka pani hota hay jo minerally rich hota hay
                  lakin pir bi filtered ker kay dehk lia kerain , app ko khod andaza ho ga key app kia pee rahey haan

                  yeh government ki na ahli hay key logon ko is barey main batati naeen , keeon key ager bataey gi, to log demand karen gay key un key ilaqey main bi plant lagaya jaey and nateja un ko kam kerna parey ga
                  jo governmnet naeen chati

                  Yaar pata nahein ab tu 3 years ho gay hain mulk say bahir peeche kia kia tabdeelian aaiee hain kuch pata nahien..main bhi officer colony main hi rahta hooonn jab main wahan tha tu us time tu koee aisa plan nahein tha laikin ab ka pata nahien jab Pakistan jana hoowa tu tab hi sare halat pata chlain gay .. abhi tu sirf sun hi rahe hain
                  Last edited by sccorpion81; 5 May 2007, 09:26.
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: filtered water in your area ???

                    Originally posted by sccorpion81 View Post
                    Yaar pata nahein ab tu 3 years ho gay hain mulk say bahir peeche kia kia tabdeelian aaiee hain kuch pata nahien..main bhi officer colony main hi rahta hooonn jab main wahan tha tu us time tu koee aisa plan nahein tha laikin ab ka pata nahien jab Pakistan jana hoowa tu tab hi sare halat pata chlain gay .. abhi tu sirf sun hi rahe hain
                    mera last month wahan chakar laga tha to dekha tha main ney , us sey pehlay naeen dekha tha
                    and dehk ker ajeeb laga tha key basti jahan zarorat hay , wahan naeen tha
                    and jahan sub logon key gher filter lagey hoey haan , us ilaqey main filter plant bi laga dia gia hay

                    Working...
                    X