Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

CURRENT: filtered water in your area ???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • CURRENT: filtered water in your area ???

    Asalam-0-Alikum
    app logon sey swal hay key kia app key ilaqey main filtered water available hay
    aj kal Pakistan main gastro ka marz bohat pehal raha hay jis ki asal waja
    filtered water ka na hona hay

    for example main jis area main rehta hoon pindi key wahan sey 4 kilometer per ja ker plant ata hay
    any one can check key adyala road pay 502 workshop key baad agey koi filtered water plant naeen hay
    jis ki waja sey tumam abadi tang hay and kharab pani penay per majboor hay and ager filtered water lena ho to bohat takleef uttani perti hay

    -------------------
    when we were in multan , to koi problem naeen tha
    keeon key wahan zameen ka pani bi filtered hota hay, intahi saaf pani
    lakin yahan pindi main to halat bohat kharab haan

    ----------------------

    app log bataein key app key haan pani ki kia sorat e haal hay
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

  • #2
    Re: filtered water in your area ???

    Nahi
    hum ny apny gaoon main nalky ya pher kooean ka pani hee p ty hain.

    Comment


    • #3
      Re: filtered water in your area ???

      hum tu India mein hai... aur humare area mein tu filtered water hi aata hai... per phir bhi aquagaurd laga howa hai.. koi maslah nahi :alhamd: ... per paak ka tu hume ilm nahi na...:embarasse
      Last edited by ummid; 3 May 2007, 11:23.

      Comment


      • #4
        Re: filtered water in your area ???

        Originally posted by Khalil View Post
        Nahi
        hum ny apny gaoon main nalky ya pher kooean ka pani hee p ty hain.
        yeh to bohat acchi baat hay key app key ilaqey main zameen ka pani accha hay

        lakin yahan pindi main zameen kay pani ki halat bohat kaharab hay
        and jahan filtered pani key plant naeen haan , wo bi usi pani ko penay per majboor haan
        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

        Comment


        • #5
          Re: filtered water in your area ???

          Originally posted by ummid View Post
          hum tu India mein hai... aur humare area mein tu filtered water hi aata hai... per phir bhi aquagaurd laga howa hai.. koi maslah nahi :alhamd: ... per paak ka tu hume ilm nahi na...:embarasse
          mineral water ki to yahan bi bohat companies haan
          lakin mostly log afford naeen ker saktay
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment


          • #6
            Re: filtered water in your area ???

            Originally posted by filbahere View Post
            yeh to bohat acchi baat hay key app key ilaqey main zameen ka pani accha hay

            lakin yahan pindi main zameen kay pani ki halat bohat kaharab hay
            and jahan filtered pani key plant naeen haan , wo bi usi pani ko penay per majboor haan
            yakeen karian etna acha pani hay k minral water bhool jata hay

            Comment


            • #7
              Re: filtered water in your area ???

              Originally posted by Khalil View Post
              yakeen karian etna acha pani hay k minral water bhool jata hay
              haan karian cantt ka to pani main ney bi pia hoa hay , that was good just like multan
              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

              Comment


              • #8
                Re: filtered water in your area ???

                yah app kasi batain kar rahay ho keya ham Goray hain??? jo hamray Molak main Filtered water aye
                :D ham tu Pakistani haina ur hamra kam sirf aur sirf Ganda Pani pena hay:D
                تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                ~Mujay Vote Dain~
                پاکستانی کا خواب

                Comment


                • #9
                  Re: filtered water in your area ???

                  Originally posted by Abdul Qudoos View Post
                  yah app kasi batain kar rahay ho keya ham Goray hain??? jo hamray Molak main Filtered water aye
                  :D ham tu Pakistani haina ur hamra kam sirf aur sirf Ganda Pani pena hay:D
                  mazak urana chorain
                  serious ho jaeen

                  filtered water ki adam dastiabi ki waja sey gastro ka marz bohat pehal raha hay hamary country main
                  and jin cities main filtered plants lagay bi gaey haan wo bohat kam hay
                  halan key her kilometer kay bad aik plant zaroor hona chayeh
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment


                  • #10
                    Re: filtered water in your area ???

                    Haan waqi sharon main yeh problem ziyada hai .. main choon k aik gaown ka rahne wala hoon tu mere ghar main zameeni pani hai jo ham nay boar ker k lagwaya hoowa hai aur mere khyal main us say bahtar pani hamain kahien aur nahien mil sakta gaown main bhi Govt. ki taraf say pani aata hai laikin Garmion main us ki shakal kabhi kabhi hi daikhne ko milti hai aur jin login k gharon main zameeni pani nahien hai wo bechare bhot museebtain uthatay hain aur her doosre din jaghra ho raha hota hai aur kabhi kabhi tu pani itna ganda hota hai k wo peene k qabil tu door ki baat us say insan haath bhi nahien dho sakta...Baqi main jitni bhi meri city life rahi hai main wahcantt main rahta hoon tu wahan per aaj tak main nay aisi koee prob nahien daikhi laikin bare shahron main main nay yeh problem bhot suni hai laikin abhi tak is ka samna kerne ka moqa nahien mila .... aur baat wohi hai k jis per beet chuki ho usay is chees ki qadar ziyada hoti hai... mujhe bhi ahsas tu hai laikin shayad us ki wo qadar na ho jo un logon ko hai..
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: filtered water in your area ???

                      Walikum Assalam.....

                      Hawwwww
                      waasy drinking water mai hum log nestle use kerte hain is lye ye nahi pata k drinking water k kiya side effects hain
                      waase dekhne mai saaf hi lgta hai tab water

                      Comment


                      • #12
                        Re: filtered water in your area ???

                        Originally posted by Me Here View Post
                        Walikum Assalam.....

                        Hawwwww
                        waasy drinking water mai hum log nestle use kerte hain is lye ye nahi pata k drinking water k kiya side effects hain
                        waase dekhne mai saaf hi lgta hai tab water
                        good bohat ameer haan app:tauba

                        tab water key sath filter lagaeen dekhain kitni jaldi dirt sey bahr jaey ga wo

                        bazahir saaf nazar aney wala pani bi saaf naeen hota
                        problem us wakat hoti hay jab mukhatalif bemarian attack kerti haan
                        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                        Comment


                        • #13
                          Re: filtered water in your area ???

                          Originally posted by sccorpion81 View Post
                          Haan waqi sharon main yeh problem ziyada hai .. main choon k aik gaown ka rahne wala hoon tu mere ghar main zameeni pani hai jo ham nay boar ker k lagwaya hoowa hai aur mere khyal main us say bahtar pani hamain kahien aur nahien mil sakta gaown main bhi Govt. ki taraf say pani aata hai laikin Garmion main us ki shakal kabhi kabhi hi daikhne ko milti hai aur jin login k gharon main zameeni pani nahien hai wo bechare bhot museebtain uthatay hain aur her doosre din jaghra ho raha hota hai aur kabhi kabhi tu pani itna ganda hota hai k wo peene k qabil tu door ki baat us say insan haath bhi nahien dho sakta...Baqi main jitni bhi meri city life rahi hai main wahcantt main rahta hoon tu wahan per aaj tak main nay aisi koee prob nahien daikhi laikin bare shahron main main nay yeh problem bhot suni hai laikin abhi tak is ka samna kerne ka moqa nahien mila .... aur baat wohi hai k jis per beet chuki ho usay is chees ki qadar ziyada hoti hai... mujhe bhi ahsas tu hai laikin shayad us ki wo qadar na ho jo un logon ko hai..
                          wah cantt main bi kafi cases ayeh haan
                          ab to wahan bi filterd plant lag rahey haan
                          go and check in officer colony
                          POF hotel ki side road jo jati hay and us key pechay ground hay , check wahan bi plant laga hoa hay

                          problem yahi hay , hmm bazahir saaf nazar aney waley pani ko saaf samj ker petay rehtay haan , lakin jab bemarian ati haan to pata lagta hay

                          wah cantt key pani ka aik advantage zaroor hay key wahan chashmon ka pani hota hay jo minerally rich hota hay
                          lakin pir bi filtered ker kay dehk lia kerain , app ko khod andaza ho ga key app kia pee rahey haan

                          yeh government ki na ahli hay key logon ko is barey main batati naeen , keeon key ager bataey gi, to log demand karen gay key un key ilaqey main bi plant lagaya jaey and nateja un ko kam kerna parey ga
                          jo governmnet naeen chati
                          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                          Comment


                          • #14
                            Re: filtered water in your area ???

                            Originally posted by filbahere View Post
                            good bohat ameer haan app:tauba

                            tab water key sath filter lagaeen dekhain kitni jaldi dirt sey bahr jaey ga wo

                            bazahir saaf nazar aney wala pani bi saaf naeen hota
                            problem us wakat hoti hay jab mukhatalif bemarian attack kerti haan

                            is mai ameer ki kiya baat?:embarasse
                            ameer insaan pani se nahi nature or dil se hoota hai:):blush:

                            yupz ye to hai or main aj kal poverty per kaam kr rahi hoon us mai bhi drinking water ka factor ho ga then i l tell u alongwid facts n figures! :insha: :)

                            Comment


                            • #15
                              Re: filtered water in your area ???

                              Originally posted by Me Here View Post
                              is mai ameer ki kiya baat?:embarasse
                              ameer insaan pani se nahi nature or dil se hoota hai:):blush:

                              yupz ye to hai or main aj kal poverty per kaam kr rahi hoon us mai bhi drinking water ka factor ho ga then i l tell u alongwid facts n figures! :insha: :)
                              itna menga pani jo pee rahi haan , pesay jo zeada aa gaey haan
                              ameer log hi menga pani petay haan
                              ab gareeb bechary to menga pani afford naeen ker saktay na
                              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                              Comment

                              Working...
                              X