Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

CURRENT: Lal-Masjid My Views

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

    Originally posted by Ambreen View Post
    salaam
    Takheer ke liyemazrat..Ayat ka hawala yeh hai ..Surae Albaqarah Ayat 256
    aap ke mufasil jawab ki muntazer rahon gi:)
    ok

    Comment


    • #92
      Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

      Sura Al-Baqra Aaya 256 Para 3
      Attached Files

      Comment


      • #93
        Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

        jazakAllah
        mujhey yaqeen thaa App yehi jawabden ge kiun keh aap kajawab Haq per hai aur Haq ki baat aik hi hoti hai yani sachi aur khalis...
        Muhtaram main ne Ayat ka aik hi hissa is liye bayan kiya thaa keh Ayat ke is hissey ka tarjumah har aik ke liye hai musalman ke liye bhi aur gair muslim ke liyebhi
        musalman ke liye is tarha keh ager kisi musalman ko kisi bhi qisam ki burai kertey howey dekho tau usey roko lakin sakhti se nahin Afham o tafheem se kiun keh sakhti kisi bhi aisey gunhagar musalman ke liye nuqsan deh ho sakti hai jo pehley hi Deen ki rah se bhatak gaya ho..main bazat e khud is cheez ke khilaf hoon keh khawateen be pardah hoon ya musalman mard rizq e halal ke liye video jaisa kam shoro kerey..aur main yeh bhi chahon gi keh mein in burayoon ke khatme ke liye apni kidmat bhi paish keron lakin phir wohi baat aa jati hai keh sakhti ki bajae narmi se lakin ager woh shakhs baazna aye tau phir apne daera e ikhtiyar ko istemal kertey howey is masley ka khatma kiya jae..mera khayal hai keh aap merey point of view ko samajh gaey hon gey lakin zarori nahin keh itefaq bhi keren

        Comment


        • #94
          Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

          [QUOTE]
          Originally posted by Ambreen View Post
          jazakAllah
          mujhey yaqeen thaa App yehi jawabden ge kiun keh aap kajawab Haq per hai aur Haq ki baat aik hi hoti hai yani sachi aur khalis...
          Muhtaram main ne Ayat ka aik hi hissa is liye bayan kiya thaa keh Ayat ke is hissey ka tarjumah har aik ke liye hai musalman ke liye bhi aur gair muslim ke liyebhi
          Muslim or Ghair Muslim kay liye Kesay ? Mein Nay to Pas-e-Manzar b Biyan kia jesa kay Tafseer may likha howa hai or us say yehi zahir ho raha hai yeh Kufar kay liye Hukam tha,hai,rahey ga Insha Allah....
          musalman ke liye is tarha keh ager kisi musalman ko kisi bhi qisam ki burai kertey howey dekho tau usey roko lakin sakhti se nahin Afham o tafheem se kiun keh sakhti kisi bhi aisey gunhagar musalman ke liye nuqsan deh ho sakti hai jo pehley hi Deen ki rah se bhatak gaya ho..main bazat e khud is cheez ke khilaf hoon keh khawateen be pardah hoon ya musalman mard rizq e halal ke liye video jaisa kam shoro kerey..aur main yeh bhi chahon gi keh mein in burayoon ke khatme ke liye apni kidmat bhi paish keron lakin phir wohi baat aa jati hai keh sakhti ki bajae narmi se lakin ager woh shakhs baazna aye tau phir apne daera e ikhtiyar ko istemal kertey howey is masley ka khatma kiya jae..mera khayal hai keh aap merey point of view ko samajh gaey hon gey lakin zarori nahin keh itefaq bhi keren
          in Nuqat say mera b itifaq hai kay kesi per koi bat musalt nahe kerni chaye Pyar o sakoon kay sath us ko samja-na chaye just like ( Tablig Jamat ) Like ( Mulana Tariq Jameel ) un-hoon nay JJ per sakti nahe ki balke Afham o Tafheem say samjaya or aj ka JJ kal k JJ say totaly Diffrent hai Jabraan koi b cheez waqti hoti hai aisa kero kay agle k dil may Allah ka Dar hona chaye ap ka ya mera nahe

          Comment


          • #95
            Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

            [quote=TheMask;409425]

            Muslim or Ghair Muslim kay liye Kesay ? Mein Nay to Pas-e-Manzar b Biyan kia jesa kay Tafseer may likha howa hai or us say yehi zahir ho raha hai yeh Kufar kay liye Hukam tha,hai,rahey ga Insha Allah....

            in Nuqat say mera b itifaq hai kay kesi per koi bat musalt nahe kerni chaye Pyar o sakoon kay sath us ko samja-na chaye just like ( Tablig Jamat ) Like ( Mulana Tariq Jameel ) un-hoon nay JJ per sakti nahe ki balke Afham o Tafheem say samjaya or aj ka JJ kal k JJ say totaly Diffrent hai Jabraan koi b cheez waqti hoti hai aisa kero kay agle k dil may Allah ka Dar hona chaye ap ka ya mera nahe

            Comment


            • #96
              Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

              u r right... but kuchh baatain aisi hoti hain that v have 2 impose on others. loke in case of zakkah sys.hazerat abu baker did jahad aginst those ppl who were nt tnteresrwd in payin zakkah...n then he overcome on that situation.... n o dont think so that our nation iz on dat stage dat can easily turn 2wards islam.wat u say

              Comment


              • #97
                Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

                Originally posted by Marya View Post
                u r right... but kuchh baatain aisi hoti hain that v have 2 impose on others. loke in case of zakkah sys.hazerat abu baker did jahad aginst those ppl who were nt tnteresrwd in payin zakkah...n then he overcome on that situation.... n o dont think so that our nation iz on dat stage dat can easily turn 2wards islam.wat u say
                Nice Bravo!:clap:

                Comment

                Working...
                X