Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

CURRENT: Lal-Masjid My Views

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

    Originally posted by TheMask View Post
    Muj say Bhes Nahe Kero Waqt ka Intizar Kero
    yehh to scorpion Rulzz walee batt sahee sabitt hoo rahee haiii
    jabb behss hee nahee karnee aorr apnee batt mannwanee haii too yarr iss thread ko Lock karr dooo
    looser
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment

    • #77
      Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
      yehh to scorpion Rulzz walee batt sahee sabitt hoo rahee haiii
      jabb behss hee nahee karnee aorr apnee batt mannwanee haii too yarr iss thread ko Lock karr dooo
      looser

      buri baat......:)

      no 1 is winner n no 1 is looser
      sumtimes insaan apni baat convey ker k itna thak jata hai k further discussion ka koi maqsad ya faida nazar nahi aata

      just defend ur views
      n do no pass these sort ov comments....
      meri request hai apse

      KHUSH RAHIN!:thmbup:

      Comment

      • #78

        brother maiN nay aisi koi baat nahi ki...!! jo baat mujhay rulzz kay khilaf lagi thi sirf us ki nishandahi ki thee magar us par bhi apni ghalti tasleem karli kay har forum kay alag rulz hotay haiN lazmi nahi mera tajurba he behtar ho...!! aur maiN musalsal isi raweay kay khilaaf bool raha jis par aap bhi shoro ho gaiy haiN... mery khayal maiN mask nay achi tajweez di hai kay waqt ka intezar karo... waqt bohot say masail khud suljha deta hai, is leay aap bhi aagaiy aagaiy dekheay hota hai kia...!!
        That's Enough...!!

        Comment

        • #79
          Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

          Jis ka jo jee chata hai wo keh sakta hai lal-masjid ya meri zat per muje Atraz nahe :)

          Comment

          • #80
            لال مسج

            App ka ees bary main keya Kayal hay?
            تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
            تو لہریں شور مچاتی ہیں،
            لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

            ~Mujay Vote Dain~
            پاکستانی کا خواب

            Comment

            • #81
              Re: لال مسج

              kis baray main?
              sigpic

              Comment

              • #82
                Re: لال مسج

                ama Lal Masjid yani Jamie-a-Hafsa kay baray main
                تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                ~Mujay Vote Dain~
                پاکستانی کا خواب

                Comment

                • #83
                  Re: لال مسج

                  Originally posted by Abdul Qudoos View Post
                  ama Lal Masjid yani Jamie-a-Hafsa kay baray main
                  Yeh Bahas tu ooper ho chuki

                  http://www.pegham.com/showthread.php?t=23557
                  Last edited by sccorpion81; 23 April 2007, 08:16.
                  sigpic

                  Comment

                  • #84
                    Re: لال مسج

                    gud

                    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                    Comment

                    • #85
                      Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

                      Originally posted by Me Here View Post
                      buri baat......:)

                      no 1 is winner n no 1 is looser
                      sumtimes insaan apni baat convey ker k itna thak jata hai k further discussion ka koi maqsad ya faida nazar nahi aata

                      just defend ur views
                      n do no pass these sort ov comments....
                      meri request hai apse

                      KHUSH RAHIN!:thmbup:
                      may be u r saying right but meraa yehh sabb likhnay kaa maqsad yehh thaa kehh iss thresd main hamm kisee bhee topic perr apnaa apna view rakhtay hain aorr har shakhs kaa apnaa alehdaa view hotaa haii aoor aap kisee parr zabardastee kuch bhee zabrdstee lagoo nahee kerr saktay ok jee dekhtay hainn
                      by the way aaj wazeer e mazhabee amoor aijaz ul haq sahib kaa yehh bian thaa kehh unn kaa pass iss cheezee kee pakee reporat haii kehh Jamia kayy andar KALLADAM TANZEEMOON kayy Musslah loog chupayy haeeyy hainn agarr unn kee wajahh see kuchh bhee ghalat hoo saktaa haii unhoon nayy Abdulrashhed ghazee sahib koo mukhatib karr kayy kahaa kehh unhain chahiey kehh wohh hakoomat kee sath dialouge see iss Masaall koo jald az jald hall karr lain warnaa badd main hoo saktaa haii kehh yehh mammaalaa Khood unn kayy yaaa Ch Shujjaat kayy hath main naa rahay
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      • #86
                        Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        brother maiN nay aisi koi baat nahi ki...!! jo baat mujhay rulzz kay khilaf lagi thi sirf us ki nishandahi ki thee magar us par bhi apni ghalti tasleem karli kay har forum kay alag rulz hotay haiN lazmi nahi mera tajurba he behtar ho...!! aur maiN musalsal isi raweay kay khilaaf bool raha jis par aap bhi shoro ho gaiy haiN... mery khayal maiN mask nay achi tajweez di hai kay waqt ka intezar karo... waqt bohot say masail khud suljha deta hai, is leay aap bhi aagaiy aagaiy dekheay hota hai kia...!!
                        ok jee Dekhtay hainn kiaa hoo gaa aagay aagay
                        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                        Comment

                        • #87
                          Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

                          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                          may be u r saying right but meraa yehh sabb likhnay kaa maqsad yehh thaa kehh iss thresd main hamm kisee bhee topic perr apnaa apna view rakhtay hain aorr har shakhs kaa apnaa alehdaa view hotaa haii aoor aap kisee parr zabardastee kuch bhee zabrdstee lagoo nahee kerr saktay ok jee dekhtay hainn
                          by the way aaj wazeer e mazhabee amoor aijaz ul haq sahib kaa yehh bian thaa kehh unn kaa pass iss cheezee kee pakee reporat haii kehh Jamia kayy andar KALLADAM TANZEEMOON kayy Musslah loog chupayy haeeyy hainn agarr unn kee wajahh see kuchh bhee ghalat hoo saktaa haii unhoon nayy Abdulrashhed ghazee sahib koo mukhatib karr kayy kahaa kehh unhain chahiey kehh wohh hakoomat kee sath dialouge see iss Masaall koo jald az jald hall karr lain warnaa badd main hoo saktaa haii kehh yehh mammaalaa Khood unn kayy yaaa Ch Shujjaat kayy hath main naa rahay

                          :)........ALLAH TAALA se bus hum REHEM maangte hain
                          her cheez ko sabse BEHTER jan'ne waali sirf wahi zaat hai:)
                          or apk cooperation ka buhat buhat shukerya:)
                          KHUSH RAHYYE ALWAYS!:salam:

                          Comment

                          • #88
                            Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

                            thanx Me here
                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment

                            • #89
                              Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

                              Lal-Masjid May CH-Shujat ka Dora Ab to saf saf sab kuch samnay hai Insha Allah Haq ki Fath Hogi

                              Comment

                              • #90
                                Re: CURRENT: Lal-Masjid My Views

                                salaam
                                Takheer ke liyemazrat..Ayat ka hawala yeh hai ..Surae Albaqarah Ayat 256
                                aap ke mufasil jawab ki muntazer rahon gi:)

                                Comment

                                Working...
                                X