Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    Originally posted by Aanchal View Post
    team A... behavior 5/4
    theory.....20 /15
    total 25/19
    Miyaan marks to seedhay do :tauba tumharay ultay marks dene pe mein tere marks bhi kaat sakta hoon :khi:

    Leave a comment:


  • Soulmate
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    Yahooo............................................ ....
    Congratulations Team A

    Leave a comment:


  • .
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    Thanx to judges jinhoo nay apna time nikal kay sari post's ko parha or apna tajzeya pesh kia :phool: :phool: :ghug:

    or competition main hissa leenay wali donoo teams ka bhi thanx :em:
    good luck

    yeh thread ab open kar dia gia hai ..:rose

    Leave a comment:


  • .
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    hamaray judges ka Result a chuka hai :D:
    yeh raha Result :thmbup:

    hamaray judges hain Me here n abbicool


    Me here ka tajzeya

    Marks Distribution:


    Team A

    4 marks 4 behaviour
    1 mark is lye deduct k Dani Bhai ne ik jaga special salam Team A ko pay ker k apna mark deduct kiya..........+ Gul sis bhi kuch jaga harsh hoin

    baqi 20 mai se i wud like to give them 14 marks.......
    their way of describing the facts n figures were superb:):thmbup: as well as logical

    Another point is

    Team A mai Naqsh k ilawa sab hi members ne bharpoor contribute kiya


    now 4 Team B

    Munda bhai ka way of xpression mujeh kaafi harsh + rule k khilaaf lga.........buhat c jagah per he tried to attack on personals

    so behaviour mai 2/5 marks wud b given

    2ndly Team B mai se contribution jo k bharpoor hoi wo sirf munda_sialkoty bhai,Aquari sis n Musaddaq bhai hain Musaddaq bhai beshak end mai aye per he contributed good points
    while snobish bhai to thread mai aye hi nahi
    scorpio81 bhai n Neha ka contribution bhi ziada nahi tha:)

    so 20 mai se i wud give them 10 marks....

    mere khyal mai Team A should b the winner:)
    per dono hi ki presentation acchi rahi :)



    abbicool ji ka tajzeya
    Marks yaha say deekh saktay hian aap loog or tajzeye key leye attachment deekhian:rose


    team A... behavior 5/4
    theory.....20 /15
    total 25/19
    [/B]
    [B]team B
    behavior5/3
    theory.20/13
    total 25/16




    Ab atay hian Total marks ki taraf :D:



    Total Marks=50
    Topic=40
    behavior=10


    Team A ka score hai
    Topic=29
    behavior=8
    Total=37


    Team B ka score hai
    Topic=23
    behavior=4
    Total=28

    Team A=37
    Team B=28

    Congratulations to Team A
    dinoo teams ka shukria jinhoo nay time nikal kay is competition main participate kia :clap: :clap: :clap: :phool:
    Attached Files

    Leave a comment:


  • .
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    yeh thread ab close hoo raha hai ...
    jald hi result post kar dia jaye ga ..us kay bad yeh thread open kar dia jaye ga :thmbup:
    tab tak aap loog dosray thread ka chakkar lagaian or pegham ki birthday kay thread deekhian :wk
    to intazaar farmaian ...............:rose

    Leave a comment:


  • .
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    5 min bad yeh thread close hoo jaye ga :D:

    Leave a comment:


  • Z.
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    Our Last words
    Attached Files

    Leave a comment:


  • Z.
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    @ Gul :rose

    Bravo! :clap:

    Leave a comment:


  • Gul
    replied

    Leave a comment:


  • Gul
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    So my dears education Has not make any difference To our educated Individuals ..Let me clear here ..that ..These HUJRAZ

    Leave a comment:


  • Shaim
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    :)

    Very nice reallly heart touching stuff:)

    Leave a comment:


  • Shaim
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    Originally posted by Gul View Post
    Hum Ko chahiyay K hum Zatiyat se hutt kar baat karein ...Team A mein aap se request karoon gee :) K Aap Jaisa ...Respectfully behave kar rahay hein waisy hee rahiyay :) May Allah bless U ppl..ameen
    :thmbup: :) :thmbup:

    Leave a comment:


  • Soulmate
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    welldone all

    Leave a comment:


  • Shaim
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    Originally posted by Gul View Post
    Jee Sialkoti Sahib
    YellowSky nay ibteda ki Picture Submittion say and Zabradast Photographs Ko Dikhaya...Actually aap yahin per haar gay I thin...Kher ..Harnay ki baat tu hai hee nahi ..I mean K apnay Concept mein reh gay...Yeh EK tipical Village Ka Image hai Kia howa Jo Yeh Asian nahi... tu Bhiya Jee ab Hum aur kia kahein .....:zuban:

    :na: :na:

    Leave a comment:


  • Shaim
    replied
    Re: game b/w Team A n B.... Dehai zindagi V shehre zindagi

    Originally posted by aquari View Post

    Shorrow Allah k naam sey jo bara mehrban nehyata rehm kerney wala haii
    Shehri Zindagi

    Hum shehroo main rehney waley loogo ko loog bemurawat,khud gharz ,adam bezar etc etc is qism k alfazoo sey nawaztey hain ...kunk humari zindagiya bauht fast chal rahi haii..hum waqt k saath qadm sey qadm mila ker chalney ki koshish main kabhi kabhi apni zaati zindagi ko peechey choor detey hain...hum is main huqbajanib bhi tu haii kal ko koi bura waqt aye gaa tu kon kifalat ki zimdari bharey gaa....shehri zindagi kum sey kum humain apney pairoo main khara kerti haii ,humari imlak kisi jagirdar k pass qarz main liya howey $ k awez girwi nahi parii hoti ..hum sey ghalat kaghazoo per anghootey nahi lagwayee jateyy k ,larkiyoo k gher k under taleem sey dur nahi rakhaa jata na hi kisi jhagrey ko sort out kerney k liyaa humaain khoon baha main diya jata haii...aurtoo k liya sirf faraiz ki adayegii ki baatnahi ki jatii haqooq bhi bataye jatey hain...
    Is shehr ki bheer main her koi masroof zaroor hai pr woh janta haii kis simt ko jaraha hai,ussey itna sha'or apni taleem ,apney ird gird k mahool sey milta haii k woh poori duniya main kahi bhi asani sey move krsakain ...
    ager sirf larkkiyoo ki taleem k hawaley sey hi baat ki jayee tu saaf farq nazar ata haii dehat ki larki ager 4jama'tain bhi parh jaye tu bari baat hai jub k yahan larkiya school colleges universities her jaga talemm asani sey hasil ker sakti hai or kisi bhi gher ko chalney k liyaa isrf $ hi tu nahi chhayeaa us ki gher ki aurat ko bhi taleem k zewar sey arsta hona zaroori hai..werna woh sahi tarbiyat kaisey karey gii jub khud hi us ko haqooq ka nahi pata tu woh baqioo ko kya sikhaye gii...us ek k taleem yafta or bashao'or honey per poora konba depend kerta haii..
    Is k elawa shehrii mahool insan ko sha'or deta haii ...kum sey kum khandani jhagroo ki bhent nahi charhta koi nau'jawan...na hi jaidad ki masloo main parta haii ussey maloom hota hai k virasat k kya usool haii....jirga k hatdharam or janibadrana faisloo k agey ussey sir nahi jhukana partaa..woh apni zindagi k faisley khud ley sakta haii ..zaberdsati k faisley koi musalat nahi kerta kunk woh itna basha'our hota haii k sahi or ghalat dekh sakain or jis ghr main tarbeet pata haii us k parents bhi ager taleem yafta or sensible loog hai tu woh apni aulad ko is maqam tak poohnch adetey hain k un ki aulad sahi or ghalat main tameez ker sakain na k khandi jhagroo or faltoo ki baatoo main woh apni aulad ki khushi ka hi gala khount dey ...k ager tum ney baat na manii tu humain nuqsan hojaye gaa ya etc etc
    Meri nazar main shehri zindagi ka sub sey behtren faida taleem,aurat ka maqam or sha'or haii



    :thmbup: :thmbup:

    Leave a comment:

Working...
X