Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

    Aik Lerki
    Attached Files

  • #2
    Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

    Walikum Assalam!

    Nice Article:)
    ji bilkuul saheee......or mere khyal main jab koi person PARENT ban jata hai to usko buhat dihaan se her qadam uthana hota hai q k bachoon k liye unk PARENT hi role model hooty hain
    n bachoon ki tarbiyat main ISLAMI BOOKS zaroor perhni chahiyin taaky hum acchi perwarish ker sakin q k hamare babies hi new generation banate hain.....
    waase lerkion ki perwarish mai zara ziada ahtiaat kerni perti hai q k FEMALES MAKE THE NATION.....ye meri bio ki teacher kaha kerti thiiin....us time sahee samajh nahi aata tha:blush: per ab main kehti hoon wo bilkuul thiik kehti thin:)

    KHUSH RAHYEE
    Waiting more 4om ur side!:salam:

    Comment


    • #3
      Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

      Originally posted by TheMask View Post
      Aik Lerki


      g aap ki baat kuch had tak too tekh hai lakin ziada tar larkian ziada laad piyyar ki wajah say galat rah ikhtiar ker laiti hain.
      aur doosri baat yeh keh bachon main khaas too per larki ki terbiyyat maan ki zemadaari hai kion keh baap saraa din ka gia raat ko lot'ta hai kama ker.isi liyae kaha gia hai keh
      'maan ki gaod bachay ki pehli dars gah hai''
      :rose
      Fight for Khilafah
      :insha:

      Comment


      • #4
        Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

        Bhai aap kis zamany kee baat ker rahy hian???

        aaj kal yeh sab kuch nahi huta...................aap ny Islamabad aur Lahore kee markets nahi dekhai.......................kitny hum azaad hian?

        Comment


        • #5
          Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

          Originally posted by Me Here View Post
          Walikum Assalam!

          Nice Article:)
          ji bilkuul saheee......or mere khyal main jab koi person PARENT ban jata hai to usko buhat dihaan se her qadam uthana hota hai q k bachoon k liye unk PARENT hi role model hooty hain
          n bachoon ki tarbiyat main ISLAMI BOOKS zaroor perhni chahiyin taaky hum acchi perwarish ker sakin q k hamare babies hi new generation banate hain.....
          waase lerkion ki perwarish mai zara ziada ahtiaat kerni perti hai q k FEMALES MAKE THE NATION.....ye meri bio ki teacher kaha kerti thiiin....us time sahee samajh nahi aata tha:blush: per ab main kehti hoon wo bilkuul thiik kehti thin:)

          KHUSH RAHYEE
          Waiting more 4om ur side!:salam:
          Thanks 4 Detail Reply :)

          Comment


          • #6
            Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

            very good article
            aap nee baliol sahee likhaa haii girls sirf aor sirf ghar waloon kee adam tawajhee ka shikarr hoo kerr aisaa kertee hain and parents koo iss cheeze parr tawajahh denee kee zaroorat haiii
            secondly sirff yehee wajaa nahee heyy larkion kee aisaa kernee keee aaj kall joo roshan khialee kaaa door aa giaa haii wohh bhee iss kee baree wajaa haiii
            larkionn koo haqooq kee naam perr gharoon see bahir nikalaa jaa rahaa haii magar bahir kee duniaa koo eik mard hee rightly samjh saktaa haii banisbat eik aorrat yaa larkeee kee jiss kee wajaa see nateejaa hamm sabb kee samnay haii
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment


            • #7
              Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

              :jazak:

              your efforts are much much appreciated :thmbup:
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

                thanks Sarfaraz n Qamar

                Comment


                • #9
                  Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

                  waha waha kiya baat ki hay app nay!
                  Shakeel and co
                  ab allover the pakistan
                  E.mail
                  shakeelnco
                  mk_shakeel
                  @hoamil.com

                  Comment


                  • #10
                    Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

                    bahut khobsurat article lika hay aaj ki dunia kay hisab sey baley yeh poorani baatay lagey lakin bahut sary logo ki zindagia aaj bhi aisi hi hogi aur bahut eham nukaat ko aap ney article kay zaryee ujagar kia hay
                    bahut shukriya
                    wasalaam...

                    Comment


                    • #11
                      Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "

                      nice article
                      keep sharing
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment

                      Working...
                      X