Aik Lerki
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "
Collapse
X
-
Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "
Walikum Assalam!
Nice Article:)
ji bilkuul saheee......or mere khyal main jab koi person PARENT ban jata hai to usko buhat dihaan se her qadam uthana hota hai q k bachoon k liye unk PARENT hi role model hooty hain
n bachoon ki tarbiyat main ISLAMI BOOKS zaroor perhni chahiyin taaky hum acchi perwarish ker sakin q k hamare babies hi new generation banate hain.....
waase lerkion ki perwarish mai zara ziada ahtiaat kerni perti hai q k FEMALES MAKE THE NATION.....ye meri bio ki teacher kaha kerti thiiin....us time sahee samajh nahi aata tha:blush: per ab main kehti hoon wo bilkuul thiik kehti thin:)
KHUSH RAHYEE
Waiting more 4om ur side!:salam:
-
Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "
Originally posted by TheMask View PostAik Lerki
g aap ki baat kuch had tak too tekh hai lakin ziada tar larkian ziada laad piyyar ki wajah say galat rah ikhtiar ker laiti hain.
aur doosri baat yeh keh bachon main khaas too per larki ki terbiyyat maan ki zemadaari hai kion keh baap saraa din ka gia raat ko lot'ta hai kama ker.isi liyae kaha gia hai keh
'maan ki gaod bachay ki pehli dars gah hai''
:roseFight for Khilafah
:insha:
Comment
-
Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "
Originally posted by Me Here View PostWalikum Assalam!
Nice Article:)
ji bilkuul saheee......or mere khyal main jab koi person PARENT ban jata hai to usko buhat dihaan se her qadam uthana hota hai q k bachoon k liye unk PARENT hi role model hooty hain
n bachoon ki tarbiyat main ISLAMI BOOKS zaroor perhni chahiyin taaky hum acchi perwarish ker sakin q k hamare babies hi new generation banate hain.....
waase lerkion ki perwarish mai zara ziada ahtiaat kerni perti hai q k FEMALES MAKE THE NATION.....ye meri bio ki teacher kaha kerti thiiin....us time sahee samajh nahi aata tha:blush: per ab main kehti hoon wo bilkuul thiik kehti thin:)
KHUSH RAHYEE
Waiting more 4om ur side!:salam:
Comment
-
Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "
very good article
aap nee baliol sahee likhaa haii girls sirf aor sirf ghar waloon kee adam tawajhee ka shikarr hoo kerr aisaa kertee hain and parents koo iss cheeze parr tawajahh denee kee zaroorat haiii
secondly sirff yehee wajaa nahee heyy larkion kee aisaa kernee keee aaj kall joo roshan khialee kaaa door aa giaa haii wohh bhee iss kee baree wajaa haiii
larkionn koo haqooq kee naam perr gharoon see bahir nikalaa jaa rahaa haii magar bahir kee duniaa koo eik mard hee rightly samjh saktaa haii banisbat eik aorrat yaa larkeee kee jiss kee wajaa see nateejaa hamm sabb kee samnay haii"Can you imagine what I would do if I could do all I can? "
Comment
-
Re: ARTICLE: Aik Lerki " A Girl "
bahut khobsurat article lika hay aaj ki dunia kay hisab sey baley yeh poorani baatay lagey lakin bahut sary logo ki zindagia aaj bhi aisi hi hogi aur bahut eham nukaat ko aap ney article kay zaryee ujagar kia hay
bahut shukriya
wasalaam...
Comment
Comment