Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

IN4MATION: Vallentine Day Ki Haqeqat..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: CURRENT: Valentine Day or Cheaper Love

    Originally posted by TheMask View Post
    Bohat acha likha Hai or Such lika aik baat Bohat Bheyanak hai or Buri b lakin Bohat Soch ki bat kay.....

    14th FEB = Valintine Day n 14th NOVEMBER = Children Day ...????????

    Kia Yeh Kafiroon kay saray Plane ka Moh Bolta Saboot nahe kay Valintine Day kay Asal Maqasid kia hain ???????

    ji thiik kaha:blush:

    Comment

    • #17
      Re: IN4MATION: Vallentine Day Ki Haqeqat..

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      meri nazar mein ST. Valentine ki ijat aur bhi bhar ghai he :heh:
      g haan bhi aap nay sahi kaha keh us nay acha kam kiya.lakin bhi g woh aik ghair muslim tha.main umed kerta hon keh aap ko meri baat say ittefaaq nahi ho ga.lakin meray bhi mujhay aik baat batao aap kay nazar main is ''esaai paadri'' ki buhat ziada qadr hai too meray bhi kia aap ki nazr main ap kay kisi muslim hero ki qadr hai.halankeh unhoon nay hamaray liyae buhat ziada kam kiyae.jaisa keh
      ''muhammad bin kasim,tariq bin ziad,teepu sultan.aur bhee buhat saray.lakin masla yeh hai keh hamain too in kay baray main kuch maloom bhee nahi hai.halankeh yahi hamaray asal hero hain.
      aur yahi hamari saqaffat ki bunyaad rakhnay walay hain.
      aur doosri baat yeh hai keh hamaray joosheelay jawaan is din per aik larki say izharay muhabbat kernay kay liyae kam as kam 100 rupees spend ker daitay hain.ager wohi rupees aap kisi gareeb ko dfain too sawaab alag aur duain alag.chalain ager hum apni saqaffat ka mazaak uratay huay ager isay mana bhee lain too sirf izhaar achi chez hai.
      kion keh''muhabbat kisi tuhfay ya rupees ki muhtaaj nahi hoti'''.
      :shh:
      Last edited by abdulwahab; 16 February 2007, 18:08.
      Fight for Khilafah
      :insha:

      Comment

      • #18
        Re: IN4MATION: Vallentine Day Ki Haqeqat..

        Originally posted by abdulwahab View Post

        Bhai apk ye views perh ker sach mai dili khushi hoi hai:)
        really nice views:salam:
        BUHAT KHUSH RAHYEE!

        Comment

        • #19
          Re: IN4MATION: Vallentine Day Ki Haqeqat..

          shuker hai yahan per mujh say koi too kush hai.
          Fight for Khilafah
          :insha:

          Comment

          Working...
          X