Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

IN4MATION: Modernization

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • IN4MATION: Modernization

    Modernization

    Modernization lafz "modern" sey hai jo simply refer kerta hai lafz "Haal" ko ---yani modernization ka matlab hua"to change for the sole purpose of improvement" "aur ye bhi key "move or live in Present---and adopt changes accordingly" plus "apney aap ko waqt key mutabiq badalna"
    doosrey lafzon mey ye aik musalsal amal hai yani "Haal " mey jeeney key liye ya yun keh lein waqt key sath chalney key liye jo bhi tabdiliy'an hum layein wo "modernization" ka amal ho ga

    ab ye sari baat lagu kahan hoti hai? Meyrey khayal mey
    • Soch per bhi
    • Taleemi ma'yyar pey
    • Rehan seyhan per (living style)
    • badalti hui soorat-e-haal mein aap ki pohanch
    • Science mey behtari
    • Technology mey behtari
    • logon key sath milney julney ka andaaz
    • aur nayi tabdeeliyon ko jazb kerney key liye aap ki wussat(capacity)
    aur phir aik aur cheez bhi jo hamarey customs aur traditions hein un per bhi ye term lagu hoti hai wo aisey key ham wo cheezein chor dein jo key hamein waqt key sath chalney sey rokti hain

    Akhir mey ye aik musalsal amal hai jo bohot ziada flexibility chahta hai
    Last edited by Z.; 14 February 2007, 20:32.
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Modernization

    mehrbani ker k ya sara english likhain ya urdu..........mujy kuch chezon kee samaj bilkul nahi arai k kia jawab don...shukeria

    Comment

    • #3
      Re: Modernization

      Originally posted by Khalil View Post
      mehrbani ker k ya sara english likhain ya urdu..........mujy kuch chezon kee samaj bilkul nahi arai k kia jawab don...shukeria
      okay :thmbup:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Modernization

        Originally posted by Khalil View Post
        mehrbani ker k ya sara english likhain ya urdu..........mujy kuch chezon kee samaj bilkul nahi arai k kia jawab don...shukeria
        done!!
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: Modernization

          Originally posted by yellowsky View Post
          Modernization

          Modernization lafz "modern" sey hai jo simply refer kerta hai lafz "Haal" ko ---yani modernization ka matlab hua"to change for the sole purpose of improvement" "aur ye bhi key "move or live in Present---and adopt changes accordingly" plus "apney aap ko waqt key mutabiq badalna"
          doosrey lafzon mey ye aik musalsal amal hai yani "Haal " mey jeeney key liye ya yun keh lein waqt key sath chalney key liye jo bhi tabdiliy'an hum layein wo "modernization" ka amal ho ga

          ab ye sari baat lagu kahan hoti hai? Meyrey khayal mey
          • Soch per bhi
          • Taleemi ma'yyar pey
          • Rehan seyhan per (living style)
          • badalti hui soorat-e-haal mein aap ki pohanch
          • Science mey behtari
          • Technology mey behtari
          • logon key sath milney julney ka andaaz
          • aur nayi tabdeeliyon ko jazb kerney key liye aap ki wussat(capacity)
          aur phir aik aur cheez bhi jo hamarey customs aur traditions hein un per bhi ye term lagu hoti hai wo aisey key ham wo cheezein chor dein jo key hamein waqt key sath chalney sey rokti hain

          Akhir mey ye aik musalsal amal hai jo bohot ziada flexibility chahta hai
          More than present, the word "Modernization" refers to transformation, innovation or change for the betterment. Its a harsh fact that the nature is very much pitiless for the frail-beings and always tend to promote the better individual. You might come accorss a phrase "Survival of the fittest" i.e. the the nature always tend to encourage those species who transform or adapt theirselves and make competibility with the environment. So change is the must and so the Modernization. If we being orthodox always remain sticky to our old customs and so-called traditions and deny to go ahead with time then we must be prepared to suffer in all respect. I believe in change and innovation and this is the only way to survive in today's world. Now it is the time to change our thinking
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Modernization

            Pehley ki life black & white thi, abhi colorful ho gaya, pehle bail gadi, tonga ki sawari kartey thay, abhi tayyarah (aeroplane) se,

            Modernization se duniya simat ke 'finger tips' pe agayi hai,

            Aisa waqt ayega ke kisi ka mama, uncle, ya sasural 'moon' pe hoga.
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment

            • #7
              Re: Modernization

              Originally posted by Spy009 View Post
              Aisa waqt ayega ke kisi ka mama, uncle, ya sasural 'moon' pe hoga.

              iska kiya matlab bhai?:cc:

              Comment

              • #8
                Re: IN4MATION: Modernization

                sister wo keh rahay hein ke

                Aisa waqt ayega ke kisi ka mama, uncle, ya sasural 'moon' pe hoga :hehe:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Modernization

                  Originally posted by Me Here View Post
                  iska kiya matlab bhai?:cc:
                  Modernization

                  Development

                  :tasali:
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment

                  • #10
                    Re: IN4MATION: Modernization

                    Originally posted by yellowsky View Post
                    Modernization
                    • Soch per bhi
                    mery khayal maiN roshan khayali ka tal'luq deen say nahee dimagh say hota hai, aur jis kay pass dimagh nahee hota woh isay deen maiN talash karta hai,

                    filhaal itna he kafi hai :blush:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: IN4MATION: Modernization

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                      Working...
                      X