Modernization
Modernization lafz "modern" sey hai jo simply refer kerta hai lafz "Haal" ko ---yani modernization ka matlab hua"to change for the sole purpose of improvement" "aur ye bhi key "move or live in Present---and adopt changes accordingly" plus "apney aap ko waqt key mutabiq badalna"
doosrey lafzon mey ye aik musalsal amal hai yani "Haal " mey jeeney key liye ya yun keh lein waqt key sath chalney key liye jo bhi tabdiliy'an hum layein wo "modernization" ka amal ho ga
ab ye sari baat lagu kahan hoti hai? Meyrey khayal mey
Akhir mey ye aik musalsal amal hai jo bohot ziada flexibility chahta hai

- Soch per bhi
- Taleemi ma'yyar pey
- Rehan seyhan per (living style)
- badalti hui soorat-e-haal mein aap ki pohanch
- Science mey behtari
- Technology mey behtari
- logon key sath milney julney ka andaaz
- aur nayi tabdeeliyon ko jazb kerney key liye aap ki wussat(capacity)

Comment