Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Islam aur Ham??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Islam aur Ham??

    Originally posted by abdulwahab View Post
    MERI BAHAN MERI IN BATOON KO AAP NAY AS A TANQED NAHI LAINA PLZ
    AAP ALLAH KO HAZIR NAZIR JAN KER YEH BATAIN KEH
    ''KIA AAP NAY YEH BAAT BEGHAIR TASDEEQ KIYAE NAHI KI HAI''?
    AUR AIK BAAT AUR KEH
    ULMAH HUM KO SAB KUCH BATATAY HAIN NAMZ KION PERHI JATI HAI YEH BHEE AUR ISLAM KI BUNYAAD BHEE AUR QURAN KA TERJAMAH BHEE.
    SAB SAY PEHLAY TOO YEH BAAT MAIN AAP KO BATA DON KEH HUM LOG TOO ''ULMAH'' KAY PAAS JANAY KI ZEHMAT HE GAWARA NAHI KERTAY,HUM MAIN MAJOOD ROSHAN KHIAL LOG ''TV'' PER AUR DIFFERENT CHANNELS PER BAITH KER YEH RATTI RATTAI BAAT KEH DAITAY HAIN KEH
    ''YEH SAB ULMAH AUR MOLVION KA QASOOR HAI''
    MAIN AAP LOGON SAY POOCHTA HON KEH AGER YEH MOLVION AUR ULMAH KA QASOOR HAI TOO AAP LOG IN KAY PEECHAY NAMAZ KION PERHTAY HAIN?
    AUR DOOSRI BAAT MERI BAHAN YAAD RAKHO KEH
    ''TUM ULMAH KAY BARAY MAIN NAHI JANTI KEH ULMAH KI QADAR KIA HAI''?
    YEHI ULMMAH HAIN JINHON NAY SIRF AIK LAFAZ ''ALLAH'' KI TASHREEH PER 10000 SAY ZAID BOOKS LIKH DEE HAIN.AUR IS KAY MUKABLAY MAIN TUM MUJHAY BATAO KEH ALLAH KA MATLAB KIA HAI?
    CHALOO MUJHAY NA BATAO BELKEH KHUD KO BATA LO KIA BATA SAKOO GEE?
    AUR INHI ULMAA KI QADAR KERTAY HUAY ALLAH KAY RASOOL HAZRAT MUHAMMAD(PBUH) NAY FERMAYA HAI KEH
    ''JO ALIM KI QADR KERTA HAI WOH MERI QADR KERTA HAI''
    PHIR FERMAYA
    ''ULMMAH ANBIYYAH KAY WARAS HAIN''
    PHIR FERMAYA
    ''ALIM KI FAZEELAT ABID PER AISI HAI JAISA KEH CHODHAVIN RAAT KI CHANDANI KO SARAY SATAROON PER'''
    ABHI TOO MAIN SIRF YEHI BAYAN KER RAHA HON LAKIN ULMAAH KI QADR AAP KI SOOCH SAY BHEE BUHAT OONCHI HAI.
    AAP JO KEH RAHI HAIN KEH ULLMAH NAY ISLAM KAY TUKRAY KER DIYAE HAIN .AAP MUJHAY KISI AIK AISAY ALIM KA NAM BATAIN JIS NAY ISLAM KA KOI TUKRA KIYA HUA HO.
    CHALAIN YEH BHEE CHOR DAIN MUJHAY KISI AIK AISAY ALIM KA NAM BATA DAIN JIS KAY PAAS AAP LOGON NAY JANA GUWARA KIA HAI?

    Respected bro. in Islam

    Allah T'ala bakhoobi waqif hein meyri soch sey ....meyri saari intentions sey...Alhumdulillah

    Ye thread mey ney yahan Ulma pey tanqeed kerney key liye nahi lagaya hai
    mey un sab logon ki dil sey Qadr kerti hun jo Islam as it is aagey phonchatey hein key jaisey Islam ka haq hai

    Sirf meyra sawal ye hai

    Originally posted by yellowsky
    jab aap sey ye kaha jaye key Islam kya hai to aap us ka jawab kaisey do gey?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #17
      Re: Islam aur Ham??

      Originally posted by abdulwahab View Post
      YEHI ULMMAH HAIN JINHON NAY SIRF AIK LAFAZ ''ALLAH'' KI TASHREEH PER 10000 SAY ZAID BOOKS LIKH DEE HAIN.

      Kya hi achha hota keh 10000 tashreehat karney ki bajey siraf AIK ALLAH ko duniya mein apney QOL-O-FAIL sey roshnaas karwatey!!!!

      Merey nazdeek ALLAH ko 10000 tashreehat sey nahin siraf insaan apney aemalon sey pehchaan sakta hai!!!
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #18
        Re: Islam aur Ham??

        Originally posted by Masood View Post

        ager aap un main say kisi aik kitaab ko bhee perhna gawara ker lain too aap ko pata chal jay ga keh aap ki haqeeqat kia hai aur allah ki haqeqat kia hai.
        beshak insaan apnay amaal say alah ko pechan sacta hai lakin amaal bhee ilam kay beghair nahi sahi ho sactay.
        Fight for Khilafah
        :insha:

        Comment

        • #19
          Re: Islam aur Ham??

          Originally posted by abdulwahab View Post
          ager aap un main say kisi aik kitaab ko bhee perhna gawara ker lain too aap ko pata chal jay ga keh aap ki haqeeqat kia hai aur allah ki haqeqat kia hai.
          beshak insaan apnay amaal say alah ko pechan sacta hai lakin amaal bhee ilam kay beghair nahi sahi ho sactay.
          Hamarey haan kitabein likhney waley ka naam, uskey maslak pehley poochha jata hai kitab ko baad mein parha jata hai aur yeh baat bhi ulmaa ney hi seekhaii hai....

          Jab insaan ka ander saaf na ho to woh laakh kitabein parh ley woh kisi ROSHAN KHIYALI ko nahin pohanch sakta - aur ALLAH ko pehchaneny key liye DIMAGH KO ROSHAN karney ki zaroorat hoti hai
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #20
            Re: Islam aur Ham??

            Originally posted by yellowsky View Post
            Respected bro. in Islam

            Allah T'ala bakhoobi waqif hein meyri soch sey ....meyri saari intentions sey...Alhumdulillah

            Ye thread mey ney yahan Ulma pey tanqeed kerney key liye nahi lagaya hai
            mey un sab logon ki dil sey Qadr kerti hun jo Islam as it is aagey phonchatey hein key jaisey Islam ka haq hai

            Sirf meyra sawal ye hai
            phir meri bahan aap nay ulma ko islaam ka tukray kernay wala kion kaha?
            meri bahan mujhay jaan ker buhat khushi hui keh aap ulma ki qadr kerti ho.
            Fight for Khilafah
            :insha:

            Comment

            • #21
              Re: Islam aur Ham??

              Originally posted by Masood View Post
              Hamarey haan kitabein likhney waley ka naam, uskey maslak pehley poochha jata hai kitab ko baad mein parha jata hai aur yeh baat bhi ulmaa ney hi seekhaii hai....

              Jab insaan ka ander saaf na ho to woh laakh kitabein parh ley woh kisi ROSHAN KHIYALI ko nahin pohanch sakta - aur ALLAH ko pehchaneny key liye DIMAGH KO ROSHAN karney ki zaroorat hoti hai
              masood sahib
              allah aik hai
              ZIADA NAHI KEH US KI TAREEF MAIN ULMMAH APAS MAIN LAR PARAIN
              HUM LOG BISTER SAY UTHNA HEE NAHI CHAHTAY NAHI TOO HAMARAY PAAS KERNAY KAY LIYAE BYHAT KUCH HAI
              Fight for Khilafah
              :insha:

              Comment

              • #22
                Re: Islam aur Ham??

                Originally posted by abdulwahab View Post
                masood sahib
                allah aik hai
                ZIADA NAHI KEH US KI TAREEF MAIN ULMMAH APAS MAIN LAR PARAIN
                HUM LOG BISTER SAY UTHNA HEE NAHI CHAHTAY NAHI TOO HAMARAY PAAS KERNAY KAY LIYAE BYHAT KUCH HAI
                To phir mujhey yeh baat btaa saktey hain keh aap hi key kuchh musalman bhai hain jo kehtey hain Allah siraf aasmano per mojood hai aur woh duniya mein nahin aata - yeh aqeedah kis ney mash'hoor kiya hai???
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: Islam aur Ham??

                  Originally posted by abdulwahab View Post
                  phir meri bahan aap nay ulma ko islaam ka tukray kernay wala kion kaha?
                  meri bahan mujhay jaan ker buhat khushi hui keh aap ulma ki qadr kerti ho.
                  kisi aik line sey jissey aap ko perh ker ye laga ho key mey ney aeysa kaha?

                  aur aap ney meyra sawal ka jawab nahi diya?
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #24
                    Re: Islam aur Ham??

                    Originally posted by Masood View Post
                    Hamarey haan kitabein likhney waley ka naam, uskey maslak pehley poochha jata hai kitab ko baad mein parha jata hai aur yeh baat bhi ulmaa ney hi seekhaii hai....

                    Jab insaan ka ander saaf na ho to woh laakh kitabein parh ley woh kisi ROSHAN KHIYALI ko nahin pohanch sakta - aur ALLAH ko pehchaneny key liye DIMAGH KO ROSHAN karney ki zaroorat hoti hai

                    MASOOD SAHIB
                    DAMAGH ILM SAY ROSHAN HOTA HAI AUR ILM ULMA SAY HASIL HOTA HAI.YA UN KI LIKHI GAI KITABOON SAY
                    Fight for Khilafah
                    :insha:

                    Comment

                    • #25
                      Re: Islam aur Ham??

                      Originally posted by Masood View Post
                      To phir mujhey yeh baat btaa saktey hain keh aap hi key kuchh musalman bhai hain jo kehtey hain Allah siraf aasmano per mojood hai aur woh duniya mein nahin aata - yeh aqeedah kis ney mash'hoor kiya hai???

                      KIA AAP KO NAHI PATA KEH ALLAH SHEHRAG SAY BHEE ZIADA KAREEB HAI
                      AIK MUSLIM AISA NAHI KEH SACTA .
                      YAAD RAHAY KEH NAM KAY MUSLIM AUR ASAL MUSLIM MAIN BUHAT FARAQ HOTA HAI.
                      Fight for Khilafah
                      :insha:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Islam aur Ham??

                        Originally posted by abdulwahab View Post
                        MASOOD SAHIB
                        DAMAGH ILM SAY ROSHAN HOTA HAI AUR ILM ULMA SAY HASIL HOTA HAI.YA UN KI LIKHI GAI KITABOON SAY
                        Merey bhai aaj kal jo ILM hai woh ILM nahin MALOOMAT hai - ILM kab ka khatam ho chuka hai - Nabi Kareem SAW ki aik pasheengoi yeh bhi thi keh qurb-e-qayamat ILM aam ho jaey ga magar amal kam - main ney aik doosrey thread mein likha tha shayid aap ney nahin dekh:

                        ilm be'amal jahalat hai aur amal be'ilm andherey mein thokrein khana hai

                        Ham log JAHALAT mein doobtey jaa rahey hain aur dawa kartey hain keh HAMARA ilm sahih hai!!! Hamarey paas SIRAF MALOOMAT KA ZAKHEERA HAI ILM NAHIN!!!
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #27
                          Re: Islam aur Ham??

                          Originally posted by abdulwahab View Post
                          KIA AAP KO NAHI PATA KEH ALLAH SHEHRAG SAY BHEE ZIADA KAREEB HAI
                          AIK MUSLIM AISA NAHI KEH SACTA .
                          YAAD RAHAY KEH NAM KAY MUSLIM AUR ASAL MUSLIM MAIN BUHAT FARAQ HOTA HAI.
                          :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: YEHI TO WOH SAB SEY BADI beemari hai ham musalmano mein keh ham ney ASAL aur NAQAL rakhey huwey hain aur hamein to yeh bhi nahin patah keh ASAL KYA HAI AUR NAQAL KYA HAI - kyun keh har FIRQA doosrey FIRQEY ko NAQAL kehta hai - Please Please ISLAM PER REHAM KIJIYE!!!! ISLAM KO APNEY FIRQON SEY BACHAIYEY.

                          aur jahan tak meri baat hai to yeh thread parhiyey:
                          http://www.pegham.com/showthread.php?t=10280
                          Last edited by Masood; 14 February 2007, 21:24.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #28
                            Re: Islam aur Ham??

                            Originally posted by Masood View Post
                            :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: YEHI TO WOH SAB SEY BADI beemari hai ham musalmano mein keh ham ney ASAL aur NAQAL rakhey huwey hain aur hamein to yeh bhi nahin patah keh ASAL KYA HAI AUR NAQAL KYA HAI - kyun keh har FIRQA doosrey FIRQEY ko NAQAL kehta hai - Please Please ISLAM PER REHAM KIJIYE!!!! ISLAM KO APNEY FIRQON SEY BACHAIYEY.

                            aur jahan tak meri baat hai to yeh thread parhiyey:
                            http://www.pegham.com/showthread.php?t=10280

                            MERA KEHNAY KA MAQSAD SIRF ITNA HAI KEH
                            ''MUSLIM WOH JO ISLAM KI TALEEMAT PER AMAL KERAY WOH NAHI JO AAJ KAL KHUD KO ROSHAN KHIAL KEHTAY HAIN''
                            AUR DOOSRA YEH KEH
                            AAP KO PATA BHEE HAI KEH IN FIRQOON MAIN KIA KIA IKHTILAAF HAIN.
                            JAB KEH ALAH BHEE AIK RASOOL BHEE AIK QURAAN BHEE AIK.
                            TOO MASOOD SAHIB IN MAIN SIRF ''FAROOHI'' IKHTALAFAAT HAIN YANI BUHAT MAMOOLI.
                            WOH AAP KO TABHI PATA CHALAY GA JAB AAP UN KA ILM HASIL KARAIN GAY.JIS KO HUM ASAN ALFAAZ MAIN ''TEHQEEQ'' KEHTYA HAIN.
                            Fight for Khilafah
                            :insha:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Islam aur Ham??

                              Originally posted by abdulwahab View Post
                              MERA KEHNAY KA MAQSAD SIRF ITNA HAI KEH
                              ''MUSLIM WOH JO ISLAM KI TALEEMAT PER AMAL KERAY WOH NAHI JO AAJ KAL KHUD KO ROSHAN KHIAL KEHTAY HAIN''
                              AUR DOOSRA YEH KEH
                              AAP KO PATA BHEE HAI KEH IN FIRQOON MAIN KIA KIA IKHTILAAF HAIN.
                              JAB KEH ALAH BHEE AIK RASOOL BHEE AIK QURAAN BHEE AIK.
                              TOO MASOOD SAHIB IN MAIN SIRF ''FAROOHI'' IKHTALAFAAT HAIN YANI BUHAT MAMOOLI.
                              WOH AAP KO TABHI PATA CHALAY GA JAB AAP UN KA ILM HASIL KARAIN GAY.JIS KO HUM ASAN ALFAAZ MAIN ''TEHQEEQ'' KEHTYA HAIN.
                              Aur yeh mamooli sa farq kaafi hai aik doosrey per KAAFIR tak ka fatwaa laganey ka???????????????????????? (ab yeh mat kahiyey ga keh firqon ney aapis mein aik doosrey ko kaafir nahin kaha). Aur shayid aap ney mera thread nahin parha KAHAN SEY SHURU KAROON aik baar ussey parh lijiye ho sakta hai keh aap ko kuchh aur sochney per majboor kar dey....
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              • #30
                                Re: Islam aur Ham??

                                Originally posted by Masood View Post
                                Aur yeh mamooli sa farq kaafi hai aik doosrey per KAAFIR tak ka fatwaa laganey ka???????????????????????? (ab yeh mat kahiyey ga keh firqon ney aapis mein aik doosrey ko kaafir nahin kaha). Aur shayid aap ney mera thread nahin parha KAHAN SEY SHURU KAROON aik baar ussey parh lijiye ho sakta hai keh aap ko kuchh aur sochney per majboor kar dey....

                                CHALAIN MASOOD BHI AAP FIRQA BANDI KAY KHILAAF HAI NA TOO AAP MUJHAY BATAIN KEH
                                ''AIK MUSLIM KO KAISA HONA CHAHIYAE?'
                                Fight for Khilafah
                                :insha:

                                Comment

                                Working...
                                X