Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Islam aur Ham??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: Islam aur Ham??

    Itney payarey madhab key hum ney 1000 tukrey ker diye hein? Hamarey Ulma ney issey itna interpret kiya hai key hamein wo Islam jo Prophet Muhammad(s.a.w) ney seykhaya tha kaheen nazar hi nahi aata hai---Hamein ye to kaha jata hai key namaz perho ? magar ye nahi bataya jata key kyun perho? hamein ye bhi nahi bataya jata key Islam ka aghaaz sirf namaz perhney sey nahi hota hai balkey is sey pehley bhi bohot kuch kerna hota hai? Hamein bachpan mey Quran seykhaya jata hai leykin sirf Perhna? aur poori zindagi hum issey sirf perhtey rehtey hein without knowing key jo kuch hum perh rahey hein us ka matlab kya hai?
    filhaal mey issey yaheen khatam kerti hun

    just pause for a while and think key hum kahan kharey hein?aur ye bhi key jab aap sey ye kaha jaye key Islam kya hai to aap us ka jawab kaisey do gey?

    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Islam aur Ham??

    Originally posted by yellowsky View Post

    ASLAM O ALIKUM SAB SY PEHLY AAP KA SHUKERIA K IK ACHA THREAD LAGAYA HAY JIS PER BEHAS HU SAKTI HAY
    MAIN KHUDH AISA SOCH RAHA THA K BALKY AKSER MAIN SOCHTA REHTA HUN K AISA KIUN HUTA HAY........
    MAIN :insha: YEHAN APNY REPLY DONGA PER THORI DAIR K BAAD
    AGAIN THANKS:em:

    Comment

    • #3
      Re: Islam aur Ham??

      Originally posted by Khalil View Post
      ASLAM O ALIKUM SAB SY PEHLY AAP KA SHUKERIA K IK ACHA THREAD LAGAYA HAY JIS PER BEHAS HU SAKTI HAY
      MAIN KHUDH AISA SOCH RAHA THA K BALKY AKSER MAIN SOCHTA REHTA HUN K AISA KIUN HUTA HAY........
      MAIN :insha: YEHAN APNY REPLY DONGA PER THORI DAIR K BAAD
      AGAIN THANKS:em:

      take your time :thmbup:
      Last edited by Z.; 14 February 2007, 14:02.
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Islam aur Ham??

        Originally posted by yellowsky View Post
        Itney payarey madhab key hum ney 1000 tukrey ker diye hein?

        just pause for a while and think key hum kahan kharey hein?aur ye bhi key jab aap sey ye kaha jaye key Islam kya hai to aap us ka jawab kaisey do gey?
        1000 TukRay bhi khoob kaha, yahaN har shaks kay pass he islam ki defination alag hai.... aur us kay nazdeek woh he saheh islam hai....
        APNI defination kaysath jald hazir honay ki koshish karonga
        That's Enough...!!

        Comment

        • #5
          Re: Islam aur Ham??

          Zinia bohat nazuk ragg ko chherra hai bacha :) - beharkaif kuchh na kuchh kehney ji ijazat chahoon ga - inshaAllah bohat jald.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: Islam aur Ham??

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

            ok :insha:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #7
              Re: Islam aur Ham??

              Originally posted by Masood View Post

              • #8

                isay yeh bhi to batao kay hum donoN intezar kesa karwatay haiN :hehe:
                That's Enough...!!

                Comment

                • #9
                  Re: Islam aur Ham??

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  isay yeh bhi to batao kay hum donoN intezar kesa karwatay haiN :hehe:
                  :shh: danda parrey ga
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: Islam aur Ham??

                    Originally posted by Masood View Post
                    :shh: danda parrey ga
                    mujhay aisa lag rha hai jesay is naam kay sath maiN nay bhi aik thread shoro kia thaa :cc:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Islam aur Ham??

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      mujhay aisa lag rha hai jesay is naam kay sath maiN nay bhi aik thread shoro kia thaa :cc:
                      ahan ......

                      aur ussey talash lein...:thmbup:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Islam aur Ham??

                        Originally posted by Masood View Post
                        :shh: danda parrey ga

                        mey waqai sudher gai hun bro.
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: Islam aur Ham??

                          Aik arsa howa hum ne behas karna kum ker di hai.... per phir bhi..:insha: hum apne view zaror share kareinge...
                          khush rahiye...

                          Comment

                          • #14
                            Re: Islam aur Ham??

                            Originally posted by ummid View Post
                            Aik arsa howa hum ne behas karna kum ker di hai.... per phir bhi..:insha: hum apne view zaror share kareinge...
                            khush rahiye...
                            i'll be waitin Ummid :insha:
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #15
                              Re: Islam aur Ham??

                              Originally posted by yellowsky View Post
                              Itney payarey madhab key hum ney 1000 tukrey ker diye hein? Hamarey Ulma ney issey itna interpret kiya hai key hamein wo Islam jo Prophet Muhammad(s.a.w) ney seykhaya tha kaheen nazar hi nahi aata hai---Hamein ye to kaha jata hai key namaz perho ? magar ye nahi bataya jata key kyun perho? hamein ye bhi nahi bataya jata key Islam ka aghaaz sirf namaz perhney sey nahi hota hai balkey is sey pehley bhi bohot kuch kerna hota hai? Hamein bachpan mey Quran seykhaya jata hai leykin sirf Perhna? aur poori zindagi hum issey sirf perhtey rehtey hein without knowing key jo kuch hum perh rahey hein us ka matlab kya hai?
                              filhaal mey issey yaheen khatam kerti hun

                              just pause for a while and think key hum kahan kharey hein?aur ye bhi key jab aap sey ye kaha jaye key Islam kya hai to aap us ka jawab kaisey do gey?

                              MERI BAHAN MERI IN BATOON KO AAP NAY AS A TANQED NAHI LAINA PLZ
                              AAP ALLAH KO HAZIR NAZIR JAN KER YEH BATAIN KEH
                              ''KIA AAP NAY YEH BAAT BEGHAIR TASDEEQ KIYAE NAHI KI HAI''?
                              AUR AIK BAAT AUR KEH
                              ULMAH HUM KO SAB KUCH BATATAY HAIN NAMZ KION PERHI JATI HAI YEH BHEE AUR ISLAM KI BUNYAAD BHEE AUR QURAN KA TERJAMAH BHEE.
                              SAB SAY PEHLAY TOO YEH BAAT MAIN AAP KO BATA DON KEH HUM LOG TOO ''ULMAH'' KAY PAAS JANAY KI ZEHMAT HE GAWARA NAHI KERTAY,HUM MAIN MAJOOD ROSHAN KHIAL LOG ''TV'' PER AUR DIFFERENT CHANNELS PER BAITH KER YEH RATTI RATTAI BAAT KEH DAITAY HAIN KEH
                              ''YEH SAB ULMAH AUR MOLVION KA QASOOR HAI''
                              MAIN AAP LOGON SAY POOCHTA HON KEH AGER YEH MOLVION AUR ULMAH KA QASOOR HAI TOO AAP LOG IN KAY PEECHAY NAMAZ KION PERHTAY HAIN?
                              AUR DOOSRI BAAT MERI BAHAN YAAD RAKHO KEH
                              ''TUM ULMAH KAY BARAY MAIN NAHI JANTI KEH ULMAH KI QADAR KIA HAI''?
                              YEHI ULMMAH HAIN JINHON NAY SIRF AIK LAFAZ ''ALLAH'' KI TASHREEH PER 10000 SAY ZAID BOOKS LIKH DEE HAIN.AUR IS KAY MUKABLAY MAIN TUM MUJHAY BATAO KEH ALLAH KA MATLAB KIA HAI?
                              CHALOO MUJHAY NA BATAO BELKEH KHUD KO BATA LO KIA BATA SAKOO GEE?
                              AUR INHI ULMAA KI QADAR KERTAY HUAY ALLAH KAY RASOOL HAZRAT MUHAMMAD(PBUH) NAY FERMAYA HAI KEH
                              ''JO ALIM KI QADR KERTA HAI WOH MERI QADR KERTA HAI''
                              PHIR FERMAYA
                              ''ULMMAH ANBIYYAH KAY WARAS HAIN''
                              PHIR FERMAYA
                              ''ALIM KI FAZEELAT ABID PER AISI HAI JAISA KEH CHODHAVIN RAAT KI CHANDANI KO SARAY SATAROON PER'''
                              ABHI TOO MAIN SIRF YEHI BAYAN KER RAHA HON LAKIN ULMAAH KI QADR AAP KI SOOCH SAY BHEE BUHAT OONCHI HAI.
                              AAP JO KEH RAHI HAIN KEH ULLMAH NAY ISLAM KAY TUKRAY KER DIYAE HAIN .AAP MUJHAY KISI AIK AISAY ALIM KA NAM BATAIN JIS NAY ISLAM KA KOI TUKRA KIYA HUA HO.
                              CHALAIN YEH BHEE CHOR DAIN MUJHAY KISI AIK AISAY ALIM KA NAM BATA DAIN JIS KAY PAAS AAP LOGON NAY JANA GUWARA KIA HAI?

                              Fight for Khilafah
                              :insha:

                              Comment

                              Working...
                              X