Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~!~

    :roseاسلام علیکم
    کیسے ہیں آپ سب امید ہے سب ٹھیک ٹھاک ہوں گے ۔مجھےآپ سب سے کچھ سوالات کرنے ہیں آج۔
    یہ ویلنٹائین ڈے کی کیا حقیقت ہے اور برائے مہربانی کوئی اس کی تعریف بھی بیان کردے۔
    اور یہ کیا یہ ہمارا مسلمانوں کا کلچر ہے کیا یہ ہماری تہذیب اور تمدن سے کوئی تعلق رکھتا ہے؟
    اور تیسر اور آخری سوال یہ کے کیا یہ مغربی خرافات میں سے نہیں ہے؟
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #2
    Re: ~!~

    Originally posted by aabi2cool View Post

    w/ salam

    Ans No. 1:- Yaar agar is main agar haqeeqat hai bhi tu hamaray liey nahein hai

    AnsNo. 2:- Jee nahien yeh muslim cilture her giz nahien haiaur na hi hamaray tahzeeb o tamadun ka hissa hai Yeh Sirf aik Magrabi khurafat hai jis main ham log rangay ja rahay hain

    Ans No. 3:- aap k QNo.2 & 3 ka aik hi jawab hai
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: ~!~

      jazak ALLAH...........................aabi yaar kia swal ker dia hay...............i love you

      Comment

      • #4
        Re: ~!~

        Originally posted by sccorpion81 View Post
        w/ salam

        Ans No. 1:- Yaar agar is main agar haqeeqat hai bhi tu hamaray liey nahein hai

        AnsNo. 2:- Jee nahien yeh muslim cilture her giz nahien haiaur na hi hamaray tahzeeb o tamadun ka hissa hai Yeh Sirf aik Magrabi khurafat hai jis main ham log rangay ja rahay hain

        Ans No. 3:- aap k QNo.2 & 3 ka aik hi jawab hai

        Pichhley saal iss subject pe lambi choudi bahas ho chuki hai,
        Last edited by Spy009; 11 February 2007, 12:05.
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment

        • #5
          Re: ~!~

          Originally posted by aabi2cool View Post
          :roseاسلام علیکم

          کیسے ہیں آپ سب امید ہے سب ٹھیک ٹھاک ہوں گے ۔مجھےآپ سب سے کچھ سوالات کرنے ہیں آج۔
          یہ ویلنٹائین ڈے کی کیا حقیقت ہے اور برائے مہربانی کوئی اس کی تعریف بھی بیان کردے۔
          اور یہ کیا یہ ہمارا مسلمانوں کا کلچر ہے کیا یہ ہماری تہذیب اور تمدن سے کوئی تعلق رکھتا ہے؟

          اور تیسر اور آخری سوال یہ کے کیا یہ مغربی خرافات میں سے نہیں ہے؟
          Waalaikumasalam aabi bhai.....
          hum kitne farmabardar hei ke aap ne Aaj hi sawal kiye uar hum aaj hi jawab bhi de rahe hain..:blush: lolzz.. khair.......

          valentine day... 14th feb ko celbrate kiya jaata hai.... aur yeh Romi (roman ke rehne waale) log karte hain.....
          is din ko woh log VALENTINE naami priest ko phansi diye jaane ki wajah se yaad karte hain.... is ki story hum bata dete hain... jo ke hume kuch kuch yaad hai... per woh badsha aur us larke larki ka naam ab yaad nahi....kahani kuch yun hai ke

          yeh hai puri kahani....
          ab kahani perhne ke baad aap ko aap ke dosre aur teesre sawal ka jawab bhi mil hi gaya hoga ke in ka musalmanu ki tahzeeb se koi taalooq nahi...... aur yeh magreebi khoorafat hai ya nahi. is ke liye yahi kaheinge ke jis tarah humare kuch leaders wagairah ke paidaish aur moat ke din hum yaadgaar ke tor per manate hain... ya un ke kisi karname waale roz chutti karte hain... bilkul usi tarah yeh roam waale apne priest ke liye yeh din celebrate karte hain.. ab isey khoorafat ka rang hum lgon ne de diya hai..... aur kuch nahi..
          Last edited by ummid; 11 February 2007, 12:49.

          Comment

          • #6
            Re: ~!~

            Originally posted by Spy009 View Post
            Pichhley saal iss subject pe lambi choudi bahas ho chuki hai,
            ham jald bhol jany wali qoam hain gar is sal ussi mozu ko dohra lia jay to is main yaqeenan koi qabahat na hogi.:rose
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #7
              Re: ~!~

              Originally posted by ummid View Post
              Waalaikumasalam aabi bhai.....
              hum kitne farmabardar hei ke aap ne Aaj hi sawal kiye uar hum aaj hi jawab bhi de rahe hain..:blush: lolzz.. khair.......

              valentine day... 14th feb ko celbrate kiya jaata hai.... aur yeh Romi (roman ke rehne waale) log karte hain.....
              is din ko woh log VALENTINE naami priest ko phansi diye jaane ki wajah se yaad karte hain.... is ki story hum bata dete hain... jo ke hume kuch kuch yaad hai... per woh badsha aur us larke larki ka naam ab yaad nahi....kahani kuch yun hai ke

              yeh hai puri kahani....
              ab kahani perhne ke baad aap ko aap ke dosre aur teesre sawal ka jawab bhi mil hi gaya hoga ke in ka musalmanu ki tahzeeb se koi taalooq nahi...... aur yeh magreebi khoorafat hai ya nahi. is ke liye yahi kaheinge ke jis tarah humare kuch leaders wagairah ke paidaish aur moat ke din hum yaadgaar ke tor per manate hain... ya un ke kisi karname waale roz chutti karte hain... bilkul usi tarah yeh roam waale apne priest ke liye yeh din celebrate karte hain.. ab isey khoorafat ka rang hum lgon ne de diya hai..... aur kuch nahi..
              bohat shukria ummeed sis k aap nay is mozu k tareekhi hawaly se hameen kafi sanjeedgi k sath jawab dia aur qeemti maloomat faraham keen jo main yaqeenan pehly naheen janta tha...:rose
              laikin jis tarz se aaj kal ye din manaya jata hy wo tarz kisi bhi tareeky se us history se mail naheen khati jo k aap nay biyan ki...
              aur aap nay kaha k issy roman log manatay hain laikin mujhy to lagta hy k sari dunia issi bukhar main mubtala hy kaya roman hindu kya sikh eshai aur muslims...
              baqi is ko gar serf roman hi manaty to ham ye keh sakty thy k wo pani kisi aham shaksiayt ko khiraje tehseen peesh kar rahy hain likin turfa to ye hy k muslim bhi is ko manaty hain is par ab main is ko khurafaat na kahoon to kaya kahoon?:lpop:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8

                Is mein shukriya ki kya baat hai.. yeh tu humara farz tha... :blush:
                aur yeh din jo log bhi jis taraz se manate hain.. woh log bhi is history se kum w besh na waaqif hi hote hain... saare ke saare bhair chaal chalte hain.. aik ke peeche aik.. khud humari college mein bara maza aata hai jub larke larkiyan rose aur cards exchange karte hain..aur un mein se kisi se pooch liya jaye jaa ker ke bai yeh din kyun manate hain.. tu bare romani andaz mein jawab dete hain.."yeh muahbbat karne waalon ka din hai"... aur hume sakhat chir hai ke usey kuch batayen jo kuch sunna hi na chahe so hum usey us ke haal per chor ker apne kaam mein lag jaate hain.....
                aur raha sawal khurafat ka tu bhai I do agree ke yeh huamre mashore ke liye khoorafat hai... un beechare romiyon ka kya qoosor is mein..... waise such kahe.. college mein is roz bara maza aata hai..... hum tu waqai enjoy karte hain...... :blush:

                Comment

                • #9

                  hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm:lpop:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~!~

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm:lpop:
                    lagta hai aap ki baat mein sumjh aa gai hai.......:blush:

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~!~

                      Originally posted by ummid View Post
                      Is mein shukriya ki kya baat hai.. yeh tu humara farz tha... :blush:
                      aur yeh din jo log bhi jis taraz se manate hain.. woh log bhi is history se kum w besh na waaqif hi hote hain... saare ke saare bhair chaal chalte hain.. aik ke peeche aik.. khud humari college mein bara maza aata hai jub larke larkiyan rose aur cards exchange karte hain..aur un mein se kisi se pooch liya jaye jaa ker ke bai yeh din kyun manate hain.. tu bare romani andaz mein jawab dete hain.."yeh muahbbat karne waalon ka din hai"... aur hume sakhat chir hai ke usey kuch batayen jo kuch sunna hi na chahe so hum usey us ke haal per chor ker apne kaam mein lag jaate hain.....
                      aur raha sawal khurafat ka tu bhai I do agree ke yeh huamre mashore ke liye khoorafat hai... un beechare romiyon ka kya qoosor is mein..... waise such kahe.. college mein is roz bara maza aata hai..... hum tu waqai enjoy karte hain...... :blush:
                      yep ... :D

                      ham jaisey students key liye ye fun day hota hai :hehe:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~!~

                        Originally posted by yellowsky View Post
                        yep ... :D

                        ham jaisey students key liye ye fun day hota hai :hehe:
                        :khi: Fun day boley to...
                        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~!~

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          ham jald bhol jany wali qoam hain gar is sal ussi mozu ko dohra lia jay to is main yaqeenan koi qabahat na hogi.:rose

                          ASSALLAM_U_ALLIAKUM.
                          MAIN SIRF AIK BAAT HEE KAHOON GA
                          ''HAMARI QOOM PHIR SAY GULAAMI KI TARAF JA RAHI HAI.BALKEH MUBARAK HO ROSHAN KHIAL HAZRAAT KO KEH HUMARI QOOM HINDU AUR ANGRAIZ KI GULAAM HO CHUKI HAI TEHZEEB_O_TAMADAN KAY LIHAAZ SAY .HAMARAY LABBAS,HAMARAY AMMAL,HAMARAY NAZRIAT SAB UN KAY GULLAM HO CHUKAY HAIN''
                          KAISAY MUSLIM JAWAAN HAIN KEH
                          ''APNA IDEAL AIK HINDU,KAFIR ACTOR KO MANTAY HAIN.''
                          AB TOO IS ''MAQBOOZA PAKISTAN'' MAIN BHEE MUSICAL CLASSES HO RAHI HAIN.
                          MUBARAK TUM KO ROSHAN KHIAL LOGO MAGAR HISAAB ABHEE BAQI HAI
                          Fight for Khilafah
                          :insha:

                          Comment

                          Working...
                          X