Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kisi ki madad karnay say agar .....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

    Originally posted by shy
    oohhoo add to mujhe v nai pata :tauba
    Acha phone number dey do main khud address pata karwa loon ga :D ab jaldi kero mujhey madad kerni hai :D

    Comment


    • #17
      Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

      OH bachey ye anchal ka serious thread hai idher kyun mazaq kar rahee ho phir anchal nai a kar kehna hai main nai post serious lagai thi aur in dono nai post ki kichri bana di :D

      Comment


      • #18
        Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

        Originally posted by ForumAdmin
        Acha phone number dey do main khud address pata karwa loon ga :D ab jaldi kero mujhey madad kerni hai :D
        nai ab anchal aa kar danten gi is leay madad fer kabhi sahi :tang:

        Comment


        • #19
          Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

          Originally posted by shy
          nai ab anchal aa kar danten gi is leay madad fer kabhi sahi :tang:
          dantna kiney kis ko hai o tey meenu nahi pata par madad tey reh gaii na :D

          Comment


          • #20
            Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

            yaha kia hoo raha hai ? :tauba main danti nahi seedha :hang:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #21
              Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

              Originally posted by Aanchal
              han noyeeat to har jaga mukhtlif hoti hai ...acha faraz karain aap aik class room main hain ...aap ki teacher nay aap ko aik kaam dia hai karnay ko ...or yeh kaha hoo kay sab ka kaam different or sab say acha hoo ......class main or students bhi houn ......
              ab aap kay zehan main us kaam ko karnay ka koi acha tareeka zehan main hai.......aap nay woh kaam kia ....buhat acha kar lia .....aap kay friend kay zehan main koi thora sa idea hoo is baray main ab aap ka koi friend yeh chaye kay aap nay jo idea apnaya hai woh usaye bhi bata daian ......to app ko batana chaye usaye kia ?????? kayoukay is say yeh hoo ga kay donoo ki aik jasi cheez hoo jaye gee to app kay idea kay ehmeyat nahi rehaye gee pher ....maybe teacher yeh soochaye kay woh idea aap ka nahi aap kay friend ka tha kayoukay kuch us nay aap say lia or kuch apn idea apnaya or zabardast cheez ban gai .... :)
              koi bhi profession ho app ka is taraha kay halaat aap kay samnaye aty hain zarori nahi kisi school kay bachaye kay sath hi aisa hoo :)
              aksar bachaye dosroun ka classwork kartay kartay un ka apna reh jata hai ...woh yeh samjhtay hain apnay doost ki madad kar rehaye hain ......
              to aisaye halat main kia karna chaye ??? kia yeh waqai main madad hai ya sarasar aap ka nuksaan ???

              Dekhein aanchal.

              Is mein apna nuqsaan karwaney ya uska bhalley karwaney ki baat nahin. Aap key zehan mein idea hai aur aap ney apna kaam us idea par kar liya hai to theek hai. Agar aap key dost ney aap sey maddad mangi hai to zaroor karein. Magar USKEY idea per amal kartey huwey. Uski maddad is tarha honi chahiye keh usi key idea sey aik neya idea nikley. Aap apni sochein us per kam thonsein balkey uskey chhotey sey chhotey idea ko bhi is andaaz mein ubharein keh usi ka idea laggey. Apna idea uskey aagey mat "baichein" balkey usi key idea mein jaan daalney ki koshish karein. Khud USKA KAAM NA KAREIN balkey uskey kaam mein HELP karein. Is tarha ussey aik new angle sey sochney aur dekhney ka hosla pedah ho ga. Khud kam "bolein" aur uskey ander baat hi baat mein ziyada sochein ubharein. Keh agar tum issey yun kar lo to kaisa ho, yun kar lo to kaisa ho. Apna kaam kar key ussey dey dena na us ki maddad ho gi na aap ki apni :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                Originally posted by Aanchal
                yaha kia hoo raha hai ? :tauba main danti nahi seedha :hang:
                hahhahaa lovely smile it is gala dabaney wali :D :D :D

                Comment


                • #23
                  Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                  Originally posted by Aanchal
                  yaha kia hoo raha hai ? :tauba main danti nahi seedha :hang:
                  Assalaam o alekum,



                  haan haan meri naani seedhaa :hang: hi dabaati hain mujhse behter koee nahin jaan saktaa :)
                  :tang: RISK IS MY BUSINESS

                  DANGER IS MY GAME

                  DONT PLAY WITH ME
                  BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                  Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                  Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                  Comment


                  • #24
                    Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                    Masood bahi ki baat se agree hooN :)
                    Allah

                    Comment


                    • #25
                      Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                      Originally posted by Aanchal
                      assalamalikum

                      aik sawal hai kisi ki madad karnaay say agar aapna nuksaan hoo to kia us ki madad karni chaye ? :-) :rose
                      Originally posted by Aanchal
                      han noyeeat to har jaga mukhtlif hoti hai ...acha faraz karain aap aik class room main hain ...aap ki teacher nay aap ko aik kaam dia hai karnay ko ...or yeh kaha hoo kay sab ka kaam different or sab say acha hoo ......class main or students bhi houn ......
                      ab aap kay zehan main us kaam ko karnay ka koi acha tareeka zehan main hai.......aap nay woh kaam kia ....buhat acha kar lia .....aap kay friend kay zehan main koi thora sa idea hoo is baray main ab aap ka koi friend yeh chaye kay aap nay jo idea apnaya hai woh usaye bhi bata daian ......to app ko batana chaye usaye kia ?????? kayoukay is say yeh hoo ga kay donoo ki aik jasi cheez hoo jaye gee to app kay idea kay ehmeyat nahi rehaye gee pher ....maybe teacher yeh soochaye kay woh idea aap ka nahi aap kay friend ka tha kayoukay kuch us nay aap say lia or kuch apn idea apnaya or zabardast cheez ban gai .... :)
                      koi bhi profession ho app ka is taraha kay halaat aap kay samnaye aty hain zarori nahi kisi school kay bachaye kay sath hi aisa hoo :)
                      aksar bachaye dosroun ka classwork kartay kartay un ka apna reh jata hai ...woh yeh samjhtay hain apnay doost ki madad kar rehaye hain ......
                      to aisaye halat main kia karna chaye ??? kia yeh waqai main madad hai ya sarasar aap ka nuksaan ???

                      Madad karne se insaan ki apni qabiliyat aur quwat mein kami nahin aati, aur yeh nahi sochna chahiye ke meri "masterpiece" aur dusre ko haath lag jaye to mere andar kami aa jayege, balke uss se bhi behtar quality mere andar aa jayegi. Aap dusre k liye kitne fayede mand yeh tab pata chalta hai ke aap shatranj ka aisa mohra ban jaayen, jis khane mein fit ho jayen, jeet ho jaye. Aap ne school student ki example di hai yeh to chhoti moti chiz hai, log isse bhi badi qurbani dete hain.
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment

                      Working...
                      X