Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kisi ki madad karnay say agar .....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kisi ki madad karnay say agar .....?

    assalamalikum

    aik sawal hai kisi ki madad karnaay say agar aapna nuksaan hoo to kia us ki madad karni chaye ? :-) :rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

    madad hi is ko kehte hain.............:)
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

      Originally posted by YAARAM
      madad hi is ko kehte hain.............:)

      :cc:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

        hahaha heheheh hoho :D::D:
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

          depends ke nuksan ki noyet kia ho gi?madad karna chaey ye ham ka ikhlaki fariza he par nuksan ko bhi samne rakhna chaey.

          Comment


          • #6
            Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

            Khosis ho gi kay madad kar doon :-s
            Zindagi Thak Gaye ..!!

            Comment


            • #7
              Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

              Originally posted by Aanchal
              assalamalikum

              aik sawal hai kisi ki madad karnaay say agar aapna nuksaan hoo to kia us ki madad karni chaye ? :-) :rose
              Aap ki baat clear nahin Aanchal. Yeh bohat si doosri baton per depend karta hai:

              1) Maddad ki noayyat
              2) Maddad KIS ki ki jaa rahi hai
              3) Apna kya nuqsaan ho ga
              4) Nuqsan ki consequences hain? to kya?
              5) ......

              Agar aap apna point clear karein to behas ho sakti hai :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                Originally posted by Masood
                Aap ki baat clear nahin Aanchal. Yeh bohat si doosri baton per depend karta hai:

                1) Maddad ki noayyat
                2) Maddad KIS ki ki jaa rahi hai
                3) Apna kya nuqsaan ho ga
                4) Nuqsan ki consequences hain? to kya?
                5) ......

                Agar aap apna point clear karein to behas ho sakti hai :)
                han noyeeat to har jaga mukhtlif hoti hai ...acha faraz karain aap aik class room main hain ...aap ki teacher nay aap ko aik kaam dia hai karnay ko ...or yeh kaha hoo kay sab ka kaam different or sab say acha hoo ......class main or students bhi houn ......
                ab aap kay zehan main us kaam ko karnay ka koi acha tareeka zehan main hai.......aap nay woh kaam kia ....buhat acha kar lia .....aap kay friend kay zehan main koi thora sa idea hoo is baray main ab aap ka koi friend yeh chaye kay aap nay jo idea apnaya hai woh usaye bhi bata daian ......to app ko batana chaye usaye kia ?????? kayoukay is say yeh hoo ga kay donoo ki aik jasi cheez hoo jaye gee to app kay idea kay ehmeyat nahi rehaye gee pher ....maybe teacher yeh soochaye kay woh idea aap ka nahi aap kay friend ka tha kayoukay kuch us nay aap say lia or kuch apn idea apnaya or zabardast cheez ban gai .... :)
                koi bhi profession ho app ka is taraha kay halaat aap kay samnaye aty hain zarori nahi kisi school kay bachaye kay sath hi aisa hoo :)
                aksar bachaye dosroun ka classwork kartay kartay un ka apna reh jata hai ...woh yeh samjhtay hain apnay doost ki madad kar rehaye hain ......
                to aisaye halat main kia karna chaye ??? kia yeh waqai main madad hai ya sarasar aap ka nuksaan ???
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #9
                  Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                  Main koi dialouuge to nahi maron ga koi bari bari baatein nahi karon ga ..!! Haan agar wo insaan mujhey acha lagta ho ga to main apna nuqsan kar kai bhi madad keron ga us ki

                  Comment


                  • #10
                    Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                    Originally posted by ForumAdmin
                    Main koi dialouuge to nahi maron ga koi bari bari baatein nahi karon ga ..!! Haan agar wo insaan mujhey acha lagta ho ga to main apna nuqsan kar kai bhi madad keron ga us ki
                    achaa to fer jaldi se bataen ke me aap ko achi lagti hun ya buri? :cc: mujhe help chaey na :embarasse

                    Comment


                    • #11
                      Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                      Originally posted by shy
                      achaa to fer jaldi se bataen ke me aap ko achi lagti hun ya buri? :cc: mujhe help chaey na :embarasse
                      achi ho bolo kya help chayeh :-s

                      Comment


                      • #12
                        Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                        Originally posted by ForumAdmin
                        achi ho bolo kya help chayeh :-s
                        mera net kharab he theek kar den pleejjj :D

                        Comment


                        • #13
                          Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                          Originally posted by shy
                          mera net kharab he theek kar den pleejjj :D
                          Chalo main yahan sai bethey kasey ker sakta hoon ?

                          Comment


                          • #14
                            Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                            hmm well main kar sakta hoon abhi banda bhijwata hoon address do ?

                            Comment


                            • #15
                              Re: kisi ki madad karnay say agar .....?

                              Originally posted by ForumAdmin
                              hmm well main kar sakta hoon abhi banda bhijwata hoon address do ?
                              oohhoo add to mujhe v nai pata :tauba

                              Comment

                              Working...
                              X