Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kuch Baatin....adhori C!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kuch Baatin....adhori C!!

    Originally posted by Masood
    Hmmmm Shammo behna aap kabih bhi aasan baat na ley kar aana - sochney per hi majboor karti ho har baar :D


    Kabhi bhi koi bhi baat kaheen na kaheen sey zaroor shuru hoti hai ya ki jati hai. Lekin aisey morr bhi aatey hain jahan per asal mudaa biyaan karney sey baat key bigarney ka andesha ho to "waisey hi" "aisey hi" "samajh jao na" kehna parrta hai. Mumkin hai keh us baat ka asal pehloo na samney laya jaey aur baat ko warghlana chaha ho. Honey ko to "WAISEY HI" kuchh bhi ho sakta hai :lol


    Yeh albeta aik bohat alag baat hai keh "kisi bhi baat mein siraf apni marzi count nahin karti".. lekin yeh masla samajhney ka hai, shayid samjhaney ka nahin. Agar aik insaan yeh kah kar apni jaan chhurra raha hoon keh "meri marzi" to iska matlab yehi huwa na keh
    1) woh aap sey is masley/mantaq per baat nahin nahin karna chahta (mumkin hai kisi ney manna kiya ho, ya khof ho, ya shaitani per utra huwa hai keh kuchh baat btani kuchh na.
    2) woh haqeeqat ko chhupa raha hai jis sey mazeed kasheedgi pedah karna chahta hai ya jab baat aik aisey rukh peh aa jaey jahan per agla qadam uthana ya agli baat karney sey halaat mein kasheedgi pedah ho jaey to insaan wahan sey fraar talaashta hai, aur kisi bahaney ki talaash mein hota hai
    3) ya is baat/mantaq mein koi haqeeqat shuru mein hai hi nahin jo "meri marzi" kah kar baat khatam kar raha hat


    Yahan per masla yeh hota hai keh har baat kah dena achha nahin hota. Kuchh batein kehney sey kisi ki dil-aazari hoti hai, aisi baton sey parhez karna hi chahiye aur koi bahana talaash lena chahiye. Magar is ammar ko apni aadat nahin bnaa lena chahiye. Haqeeqat agar majority key liye nuqsaan deh ho to ussey zahir kar dena chahiye. Phir yah nahin sochna/kehna chahiye keh "patah nahin" - aakhir aap ko pattah tha/hai jabhi aap mulavvis ho na.

    that's what I think :)
    :lol :lol Sochne per is liye majboor kia take mujhko sochna na paree kesa?

    hmmm to WASE HI ka istimal bus wase hi ho jata hai:D
    jab humko kuch na pata chal raha ho tab hum bus wase hi keh ker taal dete hain:(
    kia ap bhi aisa kerte hain?:eek:

    MERI MARZI ki xplanation apne bari drawni de hai bhai!:eek:
    per i think sahe kaha hai....GOOD:clap:
    per jab koi bat nahin kerna chahta to straight4wardly kahe na isharon main q?:(


    nahin na bhai her bat keh dena hi accha hai.....kise se kuch chupana nahin chahiye:shh: dil azari waqti tor per hoin gi per bat jitni crystal clear ho utni hi ziada purity berti hai rishton main:)

    hmmm ur thoughts r nicooo bhai!
    atleast ik plateform to dia apne in baton ko:)

    KHUSH RAHIYE:rose :salam:

    Comment


    • #17
      Re: Kuch Baatin....adhori C!!

      Originally posted by Spy009
      PATA NAHIN
      :hathora :hathora :hathora
      ye thread main ne is liye banaya tha kia?:devilsmil :fuming:

      Comment


      • #18
        Re: Kuch Baatin....adhori C!!

        Originally posted by barg.e.gul
        bachi, sabhi ney itney achey tareeqey sey bayaan ker diye hein ye teen lafz key aagey kya kahein :-)

        Pata nahi :- jab kabhi log mujhey kehtey hein key "tum yun kyoon sochti ho" ya phir "tumhein kya ho jata hai" aur ya "tum kyoon yun rehti ho" in sab sawalon key jawab mey "pata nahi " keh ker baat khatam kerna mujhey asaan lagta hai

        Waisey hi:- ye lafz aksar jab mey sara sara din kuch na khaon aur jab meyri bhook ki hawaley sey koi baat ho to "waisey hi " :D:

        Meyri marzi:- ye sab sey mazzey ka lafz hai ..... bhaion ko chiraaney key liye bohot kaam ata hai :D Allah bhala karey jis ney ye lafz ijada kiya ...
        leykin issey seriously nahi use kerti ...kyoon key ye bohot rude lagta hai ...
        hmm ye to hai gul sis!:cc:
        hmmm CHUTKARA hasil kerne k liye? :eek:
        per q sis?bat clear ker deni chahiye na?:cc: :maan:

        ye buhat nicoo bat kahee apne gr8:lol :wk bhook lage to BUS WASE HI

        hmm nice mashwara bus aj se main bhi bhaion ko aise hi TANG karon gi

        thx sis 4 ur rai!:rose :salam:

        Comment


        • #19
          Re: Kuch Baatin....adhori C!!

          Originally posted by khurram_shaikh
          Assalaam o alekum,


          bahooot khooob bachchi bahoot hi umdeh sawaal kiyaa :) waise jahaan tak mainien dekhaa hai in saare alfaazoon kaa humaari haqeeqi zindagi mien kam hi istemaal hoote hain lekin chand dostoon nien jo vajoohaat bataayin hain bilkool durusta bataayi hain kuch hud tak mainien dekhaa hai ke aise alfaaz insaan tab hi istemaal kertaa hai jab woh moood mien naa ho bass
          w.salam!!

          hmmm thx bhai!:)

          sahee kaha main bhi to itni der se yahi keh rahi thi k HAQEEQI LIFE main koi maani nahin inka bus aise hi ye words ijaad ho gai....:( pata nahin kese?:cc: :eek:

          thx 4 ur reply bhai!:salam:

          Comment


          • #20
            Re: Kuch Baatin....adhori C!!

            Originally posted by YAARAM
            yeh alfaz be ikhtyar moon se nikal jate hain jab kuch explian na karne ka jee chah raha ho
            hmmmmmm
            per aise bhi kia BE-IKHTIARI....jo be maini ho yani widout any matlab k.... :cc: ....
            aisa q hota hai? :hathora

            Comment


            • #21
              Re: Kuch Baatin....adhori C!!

              Originally posted by KON?
              Mere khiyall mai jab hum koi baat express na kar pa rahe hon, zarori nahi k hum chupana chahte hon magar hume express karne mai problem ho tu hum aise alfaz tab bhi istimaal karte hain.
              Kabhi kabhi hum ulajh bhi jate hain kisi baat mai aur apni hi baat nahi samajh a rahi hoti tab bhi aise alfaz ate hain zaban par.
              Har kisi ko aap har baat bata bhi nahi sakte aur batana chahte bhi nahi aise moqon par bhi aise alfaz aise ghair logon k liye ate hain...
              Asal mai yeh be maini lafz apne andar buhut gehre maini rakhte hai......Faraq sirf itna hota hai k aap kis se baat karte howe istemaal kar rahe hain........bas.
              welcome 2 my thread Aapi!:welcome:

              hmmm phir tum to use nahin kia karo na ye wirds:( tum kia xpress nahin ker pati ho mujhse?haan?

              ooooops ulajhna nahin hai Aaapi!:eek: :shh:

              HER KISE matlab?

              usse GEHRAI ko to jan'na chahti hon Aapi!:)
              tell me na.....:maan:

              thx 4 ur precious n sweet reply!:phool: :rose :rose :rose :rose :rose :phool:

              Comment


              • #22
                Re: Kuch Baatin....adhori C!!

                Originally posted by aik_lerki
                umm kiya question hai
                mai bhe bohaat use kerte hon ye words

                Wesy he
                yay word main mostly jab use kerte hon jab mai kise ko koe bat batana nahe chahte hon :eye:

                Pata nahe
                yae mai mostly jab use kerte hon jab mai khud bhe conform na hon us bat k bary main ise liay mai kise ko batana nahe chahte hon.jab mujhy khud bhe smajh na aa raha ho kuch ..:)

                meri merzii
                ye mai us time kehte hon jab mai koi kaam galat keron aur mujhy pata bhe ho ye galat ha aur phir bhe mai keron aur koi mujh sy pocha aisa kio kera...to..:wink
                thx ik lerki sis!:salam:

                :eek: qqq sis ?aise kia bat hoti hai?:wk :eye:

                hmmm tab thiik hai PATA NAHIN ka use jab ap ko khud nahin pata ho sirf tab:)

                :D :D apk replies REALITY k khaase qareeb lagte hain:clap:

                thx sis 4 sweet se replies!:salam: :rose

                MUJHKO JAWAB MIL GAI!

                Comment


                • #23
                  Re: Kuch Baatin....adhori C!!

                  Originally posted by MASHOOM BACCHI
                  atleast ik plateform to dia apne in baton ko
                  PLATEform to nahin diya PLATFORM diya hai :zuban: aur meri mashooooom si behna tum aati bhi saal mein aik do din hi ho na, is tarha to bhai naraz rahey ga na :(
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: Kuch Baatin....adhori C!!

                    ^lol @ Plateform
                    Originally posted by MASHOOM BACCHI
                    hmm ye to hai gul sis!:cc:
                    hmmm CHUTKARA hasil kerne k liye? :eek:
                    nahi bachi, kuch baatein nahi na hoti clear kerney key liye
                    abhi aap bachey ho jab barhey ho gey to aap ko samjh a jaye gi :wink
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: Kuch Baatin....adhori C!!

                      Originally posted by MASHOOM BACCHI
                      welcome 2 my thread Aapi!:welcome:

                      hmmm phir tum to use nahin kia karo na ye wirds:( tum kia xpress nahin ker pati ho mujhse?haan?

                      ooooops ulajhna nahin hai Aaapi!:eek: :shh:

                      HER KISE matlab?

                      usse GEHRAI ko to jan'na chahti hon Aapi!:)
                      tell me na.....:maan:

                      thx 4 ur precious n sweet reply!:phool: :rose :rose :rose :rose :rose :phool:
                      Thanks chotoooo:eye:
                      Are zarori tu nahi k mai har bar express na kar pa rahi hon isi liye use karon.....kabhi kabhi khud bhi tu ulajha hota hai na banda...:donno:
                      ok tum saath ho tu mai kabhi bhi nahi ulajh sakti par tum sath hi rehna mere han.....:maan:
                      Are yeh tum pooch rahi ho???? Kiya har baat har kisi ko batane k liye hoti hai. Bande ki privacy bhi tu hoti hai na.......Maslan mai aur tum apni koi personal baat kisi se share karna chahen ge kiya????
                      gehrai matlab is lafz k unginat maini hote hain.....har moqe pe shaid mukhtalif aur har insaan se jab aap baat karte ho tu us k saath in alfaz k istimal mai hamara matlab bhi mukhtalif hota hai........mere khiyaal mai aur zati raye k mutabiq :wk
                      Phir wohi thanks wali formality.........
                      Tum in alfaz mai itna uljho mat aur apna khiyal rakha karo bas.:phool:
                      Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

                      Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

                      Comment

                      Working...
                      X