Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

    اسلام علیکم محترم عبدالوہاب صاحب۔
    سب سے پہلی بات تو یہ کہ آپ نے جتنے بھی سوالات اٹھائے میں نے کوشش کی کہ آپ کو جواب دوں مگر آپ نے میرے اٹھاے گئے کسی ایک سوال کا بھی جواب نہیں دیا۔۔میں نے آپ سے پوچھا تھا کہ ایک تو آپ اپنی عبارت کی وضاحت فرمائیں کہ کیا چیز عقیدے کا مسئلہ ہے اور یہ کہ عقیدہ کہتے کسے ہیں ؟ اس کے بعد میں نے آ پ سے کہا تھا ک مامں اور والدہ میں جو زمین آسمان کا فرق ہے اسے بھی دلائل کی رو سے بیان کریں۔ مگر آپ کی طرف سے اسکا بھی کوئی جواب نہیں آیا سوائے اس کے کہ آ پنے ایک ہی رٹ لگا رکھی ہے کہ جنت ماں کے قدموں تلے ہے اس لیے کوئی کافر ماں نہیں ہوسکتی ۔اور اب آپ نےمزید یہ فرما دیا ہے کہ۔۔
    AUR DOOSRI BAAT JO MAIN YAHAN KERNAY JA RAHA HON WOH SHYD AAP KAY LIYAE BILKUL NAI HO GI

    WOH YEH HAI KEH
    ''MAAN KI BUNYAAD RABOOBIYYAT HAI AUR RABOOBIYYAT KI BUNYYAD SIRF ALLAH HAI AUR ALLAH KAISAY KISI CHEEZ KO KUFFAR TAK JANAY DAY SACTA HAI JIS KI BUNYAAD KHUD ALLAH HEE HO''

    ایک تو آپ پہلے اپنے اس جملے کی وضاحت فرمائیں کے ماں کی بنیاد ربوبیت سے آپکی کیا مراد ہے ؟ اور دوسرا ربوبیت کی بنیاد اللہ ہے سے آ پ کیا کہنا چاہتے ہیں ، آپ سے گفتگو کرکے تو میں اسی نتیجے پر پہنچا ہوں کہ آ پ سے مزید گفتگو نہ کی جائے کیونکہ آ پکو پتا ہوتا نہیں کہ آ پ کیا کہہ رہے ہیں ایسے میں مجھے لگتا ہے کہ ہم زیادہ گنہگار ہوں گے آ پ نے بات کا رخ اللہ پاک کی زات اور صفات کی طرف موڑ دیا ہے اب اگر میں آ پ سے اس بارے میں سوال کروں تو یقیننا آپ کا زہن مزیدمنتشر ہوگا گے اس لیے میں اس نتیجہ پر پہنچا ہوں کے بھائی ہمیں اس ڈسکشن کو یہاں روک دینا چاہئیے۔۔
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #17
      Re: MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

      Originally posted by Khalil View Post
      bhai mery aap mashaALLAH kafee zaheen nazer aray hain picture main lakin mujy lagta hay k aap ka zehan shareef mashtahal hugia hay yehni k aap k zehan main kafee es tarah kee uljhanain hain bhai aabid ny aap ko suljhani kee koshash main shaid aap ko aur bee uljha dia hay...
      meri aik choti see baat ap ko bata don k janat wakee maaan key qadmoon k taly hain

      chayee wo koi bee maan aur ..jis kee bee janwar kee hu ya insaan kee ..aur shaid janat ka tasawar aap key zehan main kuch aur hu...

      bitch k bachon kee janat os k maan k qadmon main hee hy ..aap ny dekha nahi k jitni bee mothers hain dunia main apny oalad sy kitna piyar kerti hain aur wo piyar hee to asal main jannat hay.............

      aur ager aap ko koo es kisam prblem hy to tab bee aap rajoo ker sakty hian
      ASSALLAM_U_ALLAIKUM.
      JANAB KHALIL BHI MUJHAY APNAY SAY ZIADA TOO AAP AKALMAND LAGTAY HAIN LAKIN LAGTA HAI KEH AAP NAY BEGAIR KUCH SAMJHAY HEE ABID BHI KI TAQLEED KER DEE HAI.JABKEH AP KO SAB SAY PEHLAY PURI BAAT KO ALAF SAY LAY KER YAY TAK PERHANA CHAHIYAE THA.MASLA YEH NAHI HAI KEH AAP NAY ABID BHI KI TAQLEED KI HAI MASLA YEH HAI KEH AAP KAY AUR ABID BHI KAY BIYYANAT MAIN ZAMEEN ASMAN KA FARAQ HAI JIS SAY LAGTA HAI KEH AAP NAY BAHAS KO SHURU SAY PERHNA GAWARA HEE NAHI KIA HAI.JAISA KEH AAP NAY KAHA KEH
      ''JANNAT MAAN KAY KADMOON TALAY HAI CHAHAY MAAN JONSI MERZI HO YANI INSAN YA HEEWAN''
      JAB KEH ABID BHI NAY KAHA THA KEH
      ''
      حدیث میں صرف لفظ ماں ہی آیا ہے لیکن اس سے مراد صرف اور صرف مسلم ماں ہے اور جنت بھی تب اس کے قدموں تلے ہے جب وہ خود بھی تقویٰ والی ہواور اسکی اولاد بھی اسی کے نقش قدم پر چلے۔۔۔۔''
      SAB SAY PEHLAY TOO AAP DONO APNAY BIYYANAT KO AIK KERAIN PHIR MUJH SAY BAAT KARAIN.
      DOOSRI BAAT YEH HAI KEH AAP NAY KAHA KEH
      ''
      JANNAT MAAN KAY KADMOON TALAY HAI CHAHAY MAAN JONSI MERZI HO YANI INSAN YA HEEWAN''
      AAP APNI IS BAAT KO DALAIL SAY SABIT KARAIN.
      AUR PHIR AAP NAY KAHA KEH
      ''AAP KI NAZAR MAIN JANNAT KA TASAWER HEE KUCH AUR HAI''
      TOO MERAY BHI MERAY ZAHAN MAIN JANAT KA WOHI TASAWER HAI JO KEH AIK MUSLIM KAY ZEHAN MAIN HOTA HAI AB AAP KAY ZEHAN MAIN JANNAT KA KIA TASAWER HAI JO AAP NAY US KO AIK HEEWAN MAAN AUR INSAAN MAAN DOONOO KAY KADMOON KAY NEECHAY QARAR DIYA HAI.''
      AAP IS KO BHEE DALAIL SAY SABIT KARAIN.
      IM WAITING
      Fight for Khilafah
      :insha:

      Comment

      • #18
        Re: MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

        bhai simple aap batain k aap kia chahty hian....kia kehty hian es bary main..
        aur abid mera dost hay aur hamsaya hay hamari ger main be es k bary main baat hui thee....
        dont mind plz..........ager koi lafz ghalt laga hu too.

        Comment

        • #19
          Re: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

          Originally posted by aabi2cool View Post
          اسلام علیکم محترم عبدالوہاب صاحب۔

          سب سے پہلی بات تو یہ کہ آپ نے جتنے بھی سوالات اٹھائے میں نے کوشش کی کہ آپ کو جواب دوں مگر آپ نے میرے اٹھاے گئے کسی ایک سوال کا بھی جواب نہیں دیا۔۔میں نے آپ سے پوچھا تھا کہ ایک تو آپ اپنی عبارت کی وضاحت فرمائیں کہ کیا چیز عقیدے کا مسئلہ ہے اور یہ کہ عقیدہ کہتے کسے ہیں ؟ اس کے بعد میں نے آ پ سے کہا تھا ک مامں اور والدہ میں جو زمین آسمان کا فرق ہے اسے بھی دلائل کی رو سے بیان کریں۔ مگر آپ کی طرف سے اسکا بھی کوئی جواب نہیں آیا سوائے اس کے کہ آ پنے ایک ہی رٹ لگا رکھی ہے کہ جنت ماں کے قدموں تلے ہے اس لیے کوئی کافر ماں نہیں ہوسکتی ۔اور اب آپ نےمزید یہ فرما دیا ہے کہ۔۔
          AUR DOOSRI BAAT JO MAIN YAHAN KERNAY JA RAHA HON WOH SHYD AAP KAY LIYAE BILKUL NAI HO GI
          WOH YEH HAI KEH
          ''MAAN KI BUNYAAD RABOOBIYYAT HAI AUR RABOOBIYYAT KI BUNYYAD SIRF ALLAH HAI AUR ALLAH KAISAY KISI CHEEZ KO KUFFAR TAK JANAY DAY SACTA HAI JIS KI BUNYAAD KHUD ALLAH HEE HO''

          ایک تو آپ پہلے اپنے اس جملے کی وضاحت فرمائیں کے ماں کی بنیاد ربوبیت سے آپکی کیا مراد ہے ؟ اور دوسرا ربوبیت کی بنیاد اللہ ہے سے آ پ کیا کہنا چاہتے ہیں ، آپ سے گفتگو کرکے تو میں اسی نتیجے پر پہنچا ہوں کہ آ پ سے مزید گفتگو نہ کی جائے کیونکہ آ پکو پتا ہوتا نہیں کہ آ پ کیا کہہ رہے ہیں ایسے میں مجھے لگتا ہے کہ ہم زیادہ گنہگار ہوں گے آ پ نے بات کا رخ اللہ پاک کی زات اور صفات کی طرف موڑ دیا ہے اب اگر میں آ پ سے اس بارے میں سوال کروں تو یقیننا آپ کا زہن مزیدمنتشر ہوگا گے اس لیے میں اس نتیجہ پر پہنچا ہوں کے بھائی ہمیں اس ڈسکشن کو یہاں روک دینا چاہئیے۔۔
          ASSALLAM_U_ALLAIKUM
          MERAY PIYARAY ABID BHI AAP NAY YEH ACHA TAREEQA NIKALA HAI BEHAS SAY JAAN CHURWANAY KA MAIN NAY KION LIKHA THA KEH YEH BAAT AAP KAY LIYAE BILKUL NAI HO GI KIUON KEH JAB AAP KAY ZEHAN MAIN BUNYAADI BATAIN HEE NAHI BAITH RAHIN TOO AAP AGAY KIA SAMJHAIN GAY.
          AAP BAJAY MERAY SAWAALAT KA JAWAAB DAINAY KAY BAAT KA RUKH DOOSRI TARAF MOOR RAHAY HAIN LAKIN AIK BAAT YAAD RAKHAIN KEH AAP KABHI HAQEEQAT SAY MON NAHI MOOR SACTAY.
          LAKIN AAP KO MERA MASHWARA HAI KEH AAP ZAROOR KISI BARAY ALIM KAY PAAS JAIN JO AP KO SAB KUCH SAMJHA DAY KION KEH AAP AB MERI BAAT SAMJHNA HEE NAHI CHAHTAY KION KEH SHYD AAP NAY IS KO APNI IZZAT AUR BEIZZATI KA MAMMLA BANA LIYA HAI.
          KION KEH ''FIQAH SECTION'' MAIN BHEE JAB MAIN NAY AAP SAY SUDD PER SWALLAT POOCHAY THAY TOO AAP NAY JAAN CHERWANAY KAY LIYAE YEH KEH DIYA THA KEH YEH KOI BEHAS KA SECTION NAHI HAI
          MAIN AAP KI KAMAL HOSHIYARI KI TAREEF KERTA HON.
          UMEED HAI AAP KISI BARAY ALIM KAY PAAS ZAROOR JAIN GAY
          AAP KA HAMDARD AUR MUSLIM BHI
          ABDUL WAHAB.
          Fight for Khilafah
          :insha:

          Comment

          • #20
            Re: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

            اسلام علیکم محترم عبد الوہاب صاحب۔
            میرے بھائی سب سے پہلی بات تو یہ ہے کہ میں کوئی جان نہیں چھڑا رہا آپ سے بات اصل میں یہ ہے کہ مجھے بہت سے کام ہوتے ہیں ، میں یہاں اسلام سیکشن کا زمے دار ہوں اسلام سیکشن کی سب پوسٹنگ پر نظر رکھنا پھر درس قرآن ، درس حدیث اور درس فقہ پر بھی توجہ دینی ہوتی ہے اس کے ساتھ ساتھ فقہ سیکشن میں سوالات کے جوابات بھی دینے ہوتے ہیں ۔ اور اوپر سے میں نوکری پیشہ آدمی ہوں ڈیوٹی سے آنے کے بعد اور بھی سو کام ہوتے ہیں کے اس لیے اتنا وقت نہیں ہوتا میرے پاس ورنہ بحث و مباحثہ تو میرا پسندیدہ سیکشن ہے۔فقہ سیکشن میں آپ نے جو بات کہی تھی اس پر بھی میں نے آپکو یہی سمجھا یا تھا کہ فقہ سیکشن میں صرف سوالات کے جوابات دیے جاتے ہیں کیوں اور کیسے کا جواب وہاں نہیں دیا جاتا اور ہم نے فقہ سیکشن اس لیے نہیں شروع کیا تھا کے وہاں پر بحث کی جائے بلکہ ا سلیے شروع کیا تھا کہ روز مرہ کے عامی مسائل کے بارے میں کچھ معلومات سب لوگوں تک پہنچیں۔اسی لیے آپ کے سوالات کا جواب نہیں دیا تھا اور آپ کو کسی عالم سے رجوع کا کہا تھا۔
            اس پر آپ کا یہ کہنا کہ میں نے کمال ہوشیاری سے کام لیا ہے تو یہ آپ کی اپنی سوچ ہے۔اب آتا ہوں اسل مسئلہ کی جانب بھائی میرے میں نے بحث کو اس لیے نہیں روکا تھا کے آپ کی باتوں ک جواب نہیں ہے میرے پاس بلکہ اس لیے روکا تھا کہ آپ نے علم کلام کے مسائل کو چھیڑ دیا ہے اور آپ کو خبر بھی نہیں کہ علم الکلام کسے کہتے ہیں ۔اب جب کے آپ باز نہیں آرہے تو آئیے پھر ٹھیک ہے یوں ہی سہی۔ لیکن سب سے پہلےگفتگو کے کچھ اصول طے کر لیتے ہیں۔ سب سے پہلی بات تو یہ کے جو بھی بات کرنی ہے دلیل کے ساتھ کرنی ہے اور دلیل کے طور پر یا تو قرآن کا یا پھر سنت کا حوالہ دینا ہے اور اگر کہیں تفسیر یا حدیث کی شرح کی بات آئی تو معتبر تفاسیر اوت شروحات حدیث کی بنیاد پر بات ہوگی یہ نہیں کے کوئی آیت پڑ ھ کر جو مفہوم آپکی سمجھ میں آئے یا کوئی حدیث پڑھ کر جو مفہوم میری سمجھ میں آئے وہ دلیل کہلائے گا ۔ہاں تو اب آ پ میرے ایک سوال کا سیدھا سیدھا جواب دیں کے یہ کہان لکھا ہے کہ ایک ماں صرف وہی عورت کہلا سکتی ہے جو کہ مسلمان ہے۔ آپ نے اس سوال کے جواب میں جو بھی آیت یا حدیث پیش کرنی ہے وہ با حوالہ اور اس حدیث سے جو مفہوم آپ لین گے اسکی بھی سند پیش کرنا ہوگی اور وہ سند انھی علاماء کی ہونی چاہیے کہ جن کے پاس جانے کے لیے آپ بار بار مجھے مشورہ دے رہے ہیں ۔۔ ہاں تو سوال یہ ہے کیا ماں صرف مسلم عورت ہی کہلا سکتی ہے کیا کافر عورت یا پھر جانور جو کہ غیر انسانی مخلوق ہیں ان پر ماں کا اطلا ق نہیں ہوگا ؟ امید ہے آ پ باحوالہ جواب دیں گے۔۔۔۔
            Last edited by aabi2cool; 24 January 2007, 16:39.
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #21
              Re: MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

              Assalam-o-Alikum All.....!

              mere khyal main her wo Aurat jo bacche ko birth de wo MAAN hai
              MAAN.........ka matlab hi ye hai k wo aurat jo bache ko birth de wo MAAN hai.....

              wat should i say more?
              per koi aise Aurat jiski shadi nahi hoi zahir hai k she cant b a mother.....?:pagal:
              mayb i m not getting ur ques in a rite way so plz xplain....if u r thinking i m not clear

              Comment

              • #22

                ASSALLAM_U_ALLAIKUM ABID BHI.
                SAB SAY PEHLAY MAIN MAAFI CHAHTA HON KEH MERA ILM ITNA KAMIL NAHI HAI MAIN AAP KO 3 YA 4 TEHREEROON MAIN MUTMAIN KER SACOON LAKIN MAIN MAAFI CHAHTA HON AIK BAAR PHIR AAP BHE MUJHAY MUTMAIN NA KER SACAY.YANI YEH MOZOO TASHNAY LAB HAI
                PHIR AAP NAY KAHA KEH
                '''ہے میرے پاس بلکہ اس لیے روکا تھا کہ آپ نے علم کلام کے مسائل کو چھیڑ دیا ہے اور آپ کو خبر بھی نہیں کہ علم الکلام کسے کہتے ہیں
                TOO MERAY BHI ZARA SUN LAIN ILM_UL_KALAM KISAY KEHTAY HAIN
                ''
                ILAM_UL_KALLAM KHALISTUN ''NEHAJ AUR BILAGAT'' AMMER AUR NAHI ''ILLAT_O_MALOL'' KA RASTA HAI''.MAIN NA IS ILAM KA NA TOO MAHIR HON AUR NA HEE YEH RASTA APNANA CHAHTA HON KION KEH JAB KOI ALIM YEH RASTA APNAY GA TOO AAP KO US KI SAMAJH NAHI AY GI.
                PEHLAY TOO MAIN AAP KAY PURANAY SAWAAL KA JAWAAB DAY DOON PHIR AGAY CHALON GA.
                AAP KA SAWAAL THA
                ''ایک تو آپ پہلے اپنے اس جملے کی وضاحت فرمائیں کے ماں کی بنیاد ربوبیت سے آپکی کیا مراد ہے ؟ اور دوسرا ربوبیت کی بنیاد اللہ ہے سے آ پ کیا کہنا چاہتے ہیں
                TOO MEREAY BHI IS KA JAWAAB HAZIR HAI.
                AAP KAY SAWAL KA AIK ASOOL AUR AIK JUZV AUR DOOSRA US JUZV KA FEHAM HAI.ASOOL ALLAH HAI ALLAH KI SIFT RAB(RABOOBIYAT:ISM SIFT(ADJECTIVE)) HAI.RAB KA LAFZI MATLAB ''PALNAY WALA'' HAI. ALLAH APNI TAMAAM SIFFAT KA MEJAAZ (NOT MIZAJ) BASHER KO APNANAY KA HUQAM DAITA HAI.JAISAY WOH KEHTA HAI (SURAH FATIHA AYAT NO.1)
                ''KHAAS TAREEF US KI JO JAHANOO KO PALNAY WALA HAI ''
                AB YAHI SIFT RAB MAAN KAY LIYAE BHEE ISTAMAL KI JATI HAI KEH WOH BACHAY KO PALTI HAI JIS MAIN MUHABBAT, TERBIYYAT (AQAID) US KI ZAHRI JISMANI HALAT PER NAZAR KHURAK KAY ZAREEYAE AUR BATNI JISMAANI HALAT PER NAZER TERBIYYAT KAY ZAREEYAE DALTI HAI.
                JAB ALLAH NAY APNI SIFT RAB BASHER KO ATA KI TOO FERMA DIYA MAIN AIK BASHER SAY 70 MAON JITNA PIYAAR KERTA HON IS SAY MURRAD SIFT RAB KAY 70% MAIN SAY 1% AIK AORAT KO DEE GAI MAGER SHART US KA AQEEDA HAQ PER RAKHA GIA .
                KOI BHEE SAHAKS APNAY RAB KO PEHCHANNA CHAHTA HAI TOO WOH APNI MAAN KA IDRAAK(RECOGNIZATION) KERAY GA.AGER WOH AORAT NIKAH HEE NA KARAY AUR BADKAARI KAY BAAD BACHA JAN DAY TOO US NAY RAB KAY ASOOLON KA INKAAR KIA(EDHI HOMES MAIN AKSER AORTAIN APNAY NAJAIZ BACHAY CHOR KER BHAAG JATI HAIN KIA WOH MAAN HAIN:9 BACHAY JANNAY WALI AORTAIN APNAY ASHNA KAY SAATH FARAAR HO JATI HAIN KIA WOH MAAN HAIN?IN SWALLAT KO TANDHAY TAREEQAY SAY SOOCHAIN JAWAB DAIN AGER MAIN GALAT HUA TOO MAIN MAN LON GA MAGER JAWABAT DALAIL PER HON).AGER AIK BASHER ALLAH KO ALLAH HEE NA MANAY TOO ALLAH US KO APNI SIFT RABOOBIYYAT KAISAY ATA KERAY GA?
                MAIN NAY AAP KAY SAWAL KA JAWAB BHEE DAY DIYA AUR KUCH GUSTAKHANA SAWALLAT BHE KER DALAY AGER KOI CHEZ AAP KAY MIZAAJ KAY KHILLAF HAI TOO MAIN AAP KO ACHA SA JOK SUNA KER MUSKARANAY PER MAJBOOR KER DAITA HON TAKEH AAP JAN SACAIN WAR OF CIVILIZATION MAIN HER RISHTA HER LAFZ SOOCHNAY KA MUQAM RAKHTA HAI:
                JOCK: AIK BAAR AIK PAKISTANI MUSALMAN NAY AIK AMRICAN AORAT KAY AAS PAAS AIK KUTTAY KO MANDLATAY DAIKHA WOH SAMJHA YEH KUTTA US AORAT KO KATNA CHAHTA HAI US NAY US KUTTAY KO MAAR DIYA AGLAY ROZ AKHBAAR MAIN KHABER CHAPPI "A NATIONAL HERO SAVES AN AMERICAN LADY" US PAKISTANI NAY KAHA MAIN AMERICAN NAHI HON REPORT TEKH KI JAY UN KAY PRESS NAY LIKHA ''AFORIGIONER HERO SAVES AN AMERICAN GIRL" BUT PAKISTANI SAID THAT I BELONG TO PAKISTAN SO AMERICAN PRESS NAY LIKHA "AN PAKISTANI TERRORIST ATTACKS ON AMERICAN DOG" SO DEAR YEH AIK LATEEFA TU HAY MAGER SOACHNAY PER MAJBOOR BHI KERTA HAY HAMIEN EKHATAY HU KER KOI BHI KAM KERNA HAY SO APP BHI DLAEEL DEJYAY AOUR MIEN BHI DETA HU MAGER MUHABAT KO SATH RUKH KER .....................
                UMEED HAI KEH AB AAP MUJH SAY ZAROOR ITTEFAAQ KARAIN GAY AGER PHIR BHEE NAHI TOO AGAY CHALAIN
                AAP NAY KAHA KEH
                ''سوال کا سیدھا سیدھا جواب دیں کے یہ کہان لکھا ہے کہ ایک ماں صرف وہی عورت کہلا سکتی ہے جو کہ مسلمان ہے۔ آپ نے اس سوال کے جواب میں جو بھی آیت یا حدیث پیش کرنی ہے
                TOO IS KA JAWAB YEH HAI KEH
                ''
                MAIN YAHAN PER YEH ARZ KERNA CHAHTA HON QURAN PAK KA MIZAAJ IKHTESAR HAI(U CAN SAY QURAN IS THE BOOK OF SIGNS).HUM HADEES KAY ZAREEAY IS KO SAMJHTAY HAIN AUR HUM HADEES KO ASHAAB KAY ZAREEYAE SAMAJHTAY HAIN.AUR ASHAAB KI BATAIN ULMA SAMAJHTAY HAIN.ULMA AGAY AWAAM KO ASAN ALFAAZ MAIN SAMJHATAY HAIN.AB MAIN YEH HADEES
                ''JANNAT MAON KAY KADMOON TALAY HAI''
                PER HEE AAP SAY SAWAAL KERTA HON AGER KAFIR AORAT BHEE AUR MUSLMAN BAAMAL AORAT BHEE MAAN HAI TOO TAMAM AQAID AUR NAZRIAT BAATIL HAIN KION KEH ''ARASTOO'' NAY KAHA HAI KEH MAAN AFRAAD BANATI HAI AFRAAD QOM BANATAY HAIN AUR AIK QOM MASHRAY(SOCIETY) KO TAKHLEEQ KERTI HAI AGER MAAN AFRAAD KO YEH SIKHAY GEE
                ''KHUDA 3 HAIN TOO PEHLA AQEEDA JO KAINAAT KA KHALIQ HAI JIS KAY BEGAIR KOI BHEE CHEZ NA MUKAMAL HAI.AFRAAD KAY ZARIYAE PURAY MUASHRAY KO BUNYAADI TOR PER GALAT KER DAY GEE KION KEH UN KI MAAN HEE BUNYADAN GALAT THI.
                AB AAP KHUD INSAAF KEJIYAE IS HADEES KI ROOH SAY AAP KO KHUD APNA MATLAB LAINA HAI YA JO ULMA NAY BATAYA WOH LAINA HAI?
                PURI TAREEKH _E_ISLAM MAIN JAB BHEE MUSALMAN KISI SAY BAAT KERTAY HAIN TOO DALAIL KI BUNYAAD PER KARTAY HAIN NA KEH BAHAS KI BUNYAAD PEH (AGER ABHI BHEE AAP KO KOI ITRAAZ HAI TOO MAIN IS KI MAZEED WAZAHAT AAP KAY AGLAY SAWALLAT KO DAIKH KER COMPREHENSIVELY KER DON GA.
                Fight for Khilafah
                :insha:

                Comment

                • #23
                  Re: MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

                  Originally posted by Me Here View Post
                  Assalam-o-Alikum All.....!

                  mere khyal main her wo Aurat jo bacche ko birth de wo MAAN hai
                  MAAN.........ka matlab hi ye hai k wo aurat jo bache ko birth de wo MAAN hai.....

                  wat should i say more?
                  per koi aise Aurat jiski shadi nahi hoi zahir hai k she cant b a mother.....?:pagal:
                  mayb i m not getting ur ques in a rite way so plz xplain....if u r thinking i m not clear
                  ASSALAM_U_ALLAIKUM.
                  MERI BAHAN PLZ PLZ PLZ MIND NA KARAIN ABHI AAP KOI BAAT NA KARAIN KION KEH MAIN AUR ABID BHI APNI BAHAS MAIN BUHAT ADAY NIKAL GAY HAIN .
                  AGER AAP SAB KUCH SAMAJHNA CHAHTI HAIN TOO
                  AAP SAB KUCH START SAY READ KARAIN MAGER
                  ''AIK NEUTRAL AMPIRE KI TERHAN''
                  YANI HAQEEQAT PASAND BAN KER
                  PLZ
                  DONT MIND.
                  BALKEH U MUST READ
                  BECAUSE U R ALSO A GIRL AND WILL BE A...........
                  Fight for Khilafah
                  :insha:

                  Comment

                  • #24
                    Re: MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

                    Originally posted by Khalil View Post
                    bhai simple aap batain k aap kia chahty hian....kia kehty hian es bary main..
                    aur abid mera dost hay aur hamsaya hay hamari ger main be es k bary main baat hui thee....
                    dont mind plz..........ager koi lafz ghalt laga hu too.
                    SALLAM KHALIL BHI
                    YAAR BHI KER DEE NA AAP NAY GHAIROON WALI BAAT
                    YAAR BHI HUM SAB BHI BHI HAIN
                    BAS AIK BAHAS HO RAHI HAI
                    MAIN NAY AP KO SIRF ITNA KAHA THA KEH
                    AAP AUR ABID BHI APNAY BIYANAT AIK KER LAIN
                    AUR KOI AISI BAAT NAHI MERAY BHI.
                    ALLAH KA SHUKER HAI KEH
                    HUM SAB AIK JAGA HAIN AUR AIK DOIOSRAY KAY KHIALAAT SAMAJH SACTAY HAIN.NAHI TOO HUMM JAISAY GUMNAAM LOG KAHAN LIKHAIN GAY.
                    OTHER WAY
                    I LOVE U:rose
                    Fight for Khilafah
                    :insha:

                    Comment

                    • #25
                      Re: MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

                      Abdulwahab sahib

                      Meri sab sey pehley aap sey aik guzarish hai keh aap apney soch ka ehtesaab kijiye aur apney ilm ko kisi soojh boojh rakhney waley sey tasdeeq karwa lijiye uskey baad open places per uska parchar kiya kijiyey...

                      Sab sey pehli baat to yeh keh aap ney jo sawaal kiya hai, uski tashreeh mein khud hi bhattak gaey hain.

                      Har maan aurat hai magar har aurat maan nahin ho sakti!!!

                      Main aap ki soch per afsos kar sakta hoon keh aap kisi bhi aurat ko bitch ya kutiya ka alqab dein - kyun keh gandi auraton ka wajood Islam sey bohat pehley ka hai - magar dor-e-Islam mein kisi bhi shawahid sey yeh baat sabit nahin hoti keh gandah dhanda karney wali aurat ko itna ganda laqab diya jata ho - yeh aap jaisi soch aur ilm rakhney waley log hi dey saktey hain.

                      Allah Tala key nazdeek kaun qabil-e-bakhish hai - yeh aap nahin jantey - mumkin hai aik jissey aap bitch kehtey hon woh aap sey pehley bakhshi jaey - apni soch ko kisi meyaari kaam per lagaiyey aur aisi gandi sochon ko chhorr dijiye jin sey aap ko kuchh nahin milney wala!

                      Mujhey ba'hasiyat musalman aap per bohat sakht afsos ho raha hai keh aap apney ilm, apni soch ko aisi ghair-meyari baton mein sarf karna pasand kartey hain - yeh zehni pastgi ki janib jaaney ka raasta hai - issey tarak kar key koi meyaari kaam karney ki taraf apni soch laiyey to behtar hai - warna is tarha ki fazool postings ki gunjaish Pegham per nahin!!!
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #26
                        Re: MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

                        Originally posted by Masood View Post

                        MERA KEHNAY KA MATLAB SIRF ITNA THA KEH
                        ''AORAT AUR KUTTIA BARABER HAIN SIRF AOLAAD SAY MUHABBAT KAY LIHAAZ SAY''
                        MAAN WOH HAI JO BACHAY KI TERBIYAT ISLAMIC LIHAAZ SAY KARAY.
                        YAAD RAHAY SIRF OLAAD SAY MUHABBAT KAY LIHAAZ SAY KAHA GIA HAI.AUR YEH SACH BHEE HAI.
                        BILKUL ISI TERHAN JAISAY AIK MUSLIM AUR KAFIR AGER DOONOO APNA HER AMAL ISLAM KAY KHILAAF KERTAY HAIN TOO DONOO BARABER HAIN SIRF AMAL KAY LIHAAZ SAY''
                        YAAD RAHAY SIRF AMAL KAHA HAI .
                        AB AAP SAMAJH GAY HON GAY .AGER NAHI TOO ABID BHI SAY POOCH LAIN WOH AAP KOM SAB KUCH SAMJHA DAIN GAY.
                        WAISAY AAP KO START SAY PURA PERH LAINA CHAHIYAE THA BAJAY IS KAY KEH AAP SIRF AIK FIQRAY KO PERH KER MUJHAY DANTTAY.AGAY AAP KI MERZI HAI.
                        AUR AIK BAAT AUR SUNAIN JANAB MASOOD SAHIB
                        MAIN APNA YEH PEGHAM BUHAT SEE DOOSRI SITES PERE BHEE POOHANCHA CHUKA HON.
                        AAP NAY SIRF SAMJHA NAHI HAI.
                        AUR RAHI BAAT MERI SOOCH KI
                        TOO MR MASOOD SAHIB
                        ''MERI SOOCH YEH THI KEH AIK MUSLIM AORAT APNAY BACHAY KI TERBIYYAT ISLAMIC LIHAAZ SAY KARAY TAKEH WOH MAAN KEHLA SACAY''
                        AGAY AAP KI APNI SOOCH HAI.
                        Last edited by abdulwahab; 24 January 2007, 20:58.
                        Fight for Khilafah
                        :insha:

                        Comment

                        • #27
                          Re: MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

                          Originally posted by abdulwahab View Post
                          MERA KEHNAY KA MATLAB SIRF ITNA THA KEH
                          ''AORAT AUR KUTTIA BARABER HAIN SIRF AOLAAD SAY MUHABBAT KAY LIHAAZ SAY''
                          MAAN WOH HAI JO BACHAY KI TERBIYAT ISLAMIC LIHAAZ SAY KARAY.
                          AB AAP SAMAJH GAY HON GAY .AGER NAHI TOO ABID BHI SAY POOCH LAIN WOH AAP KOM SAB KUCH SAMJHA DAIN GAY.
                          WAISAY AAP KO START SAY PURA PERH LAINA CHAHIYAE THA BAJAY IS KAY KEH AAP SIRF AIK FIQRAY KO PERH KER MUJHAY DANTTAY.AGAY AAP KI MERZI HAI.
                          AUR AIK BAAT AUR SUNAIN JANAB MASOOD SAHIB
                          MAIN APNA YEH PEGHAM BUHAT SEE DOOSRI SITES PERE BHEE POOHANCHA CHUKA HON.
                          AAP NAY SIRF SAMJHA NAHI HAI.
                          Main abhi bhi yehi kahoon ga keh aap apni soch ko kisi meyaari kaam per lagiyey to shayid aap ka APNA bhala ho jaey - is tarha ki mumasilat dena aqalmandi nahin - balkeh zehni khalifshaar hai! - agar aap bohat sari sites per apna message dey chukey hain to iska matlab yeh nahin keh main Pegham per aisa message qabool kar sakta hoon jis mein insaaniyat ki toheen ho - so please aaindah aisi postings sey ijtinaab kijiye - shukriyah :rose
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #28
                            Re: MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

                            Originally posted by Masood View Post
                            Main abhi bhi yehi kahoon ga keh aap apni soch ko kisi meyaari kaam per lagiyey to shayid aap ka APNA bhala ho jaey - is tarha ki mumasilat dena aqalmandi nahin - balkeh zehni khalifshaar hai! - agar aap bohat sari sites per apna message dey chukey hain to iska matlab yeh nahin keh main Pegham per aisa message qabool kar sakta hoon jis mein insaaniyat ki toheen ho - so please aaindah aisi postings sey ijtinaab kijiye - shukriyah :rose
                            yaar BHI AAP IS WAQAT GUSSAY MAIN HAIN AAP AISA KERAIN AAP SIRF ABID BHI SAY POOCH LAIN BAS.............
                            MAIN AAP KAY LIHAAZ SAY PAGAL HON NA TOO AAP ABID BHI SAY POCHAIN YAAR BHI.
                            AAP AISA KERAIN KEH AAP START SAY SAB KUCH PERHAIN TOO SAHI YAAR BHI PLZ PHIR AAP KO SAB KUCH SAMAJH AA JAY GA LAKIN PLZ PURA PERHAIN.
                            Last edited by abdulwahab; 24 January 2007, 21:08.
                            Fight for Khilafah
                            :insha:

                            Comment

                            • #29
                              Re: MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

                              Originally posted by abdulwahab View Post
                              yaar BHI AAP IS WAQAT GUSSAY MAIN HAIN AAP AISA KERAIN AAP SIRF ABID BHI SAY POOCH LAIN BAS.............
                              MAIN AAP KAY LIHAAZ SAY PAGAL HON NA TOO AAP ABID BHI SAY POCHAIN YAAR BHI.
                              AAP AISA KERAIN KEH AAP START SAY SAB KUCH PERHAIN TOO SAHI YAAR BHI PLZ PHIR AAP KO SAB KUCH SAMAJH AA JAY GA LAKIN PLZ PURA PERHAIN.
                              Wahab sahib

                              Awwal to mujhey ghussa nahin afsos hai!

                              Dowm meri baat cheet mein Aabid bhai bhi hain aap unki fiker mat kiijiye agar main -as admin- koi action leta hoon to is liye keh mujhey MERI TEAM kehti hai. Ab is post per main mazeed koi baat nahin sunena chahta, siraf itna kehna chahoon ga keh aap likhney sey pehley soch liya kijiye aur aik bohat aham nuqta: har woh baat jissey aap haq samajhtey hain zaroori nahin doosrey bhi ussey haq samjhein - Thanx :)
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              • #30
                                Re: MUBAHISA: Kia Her Aorat ''maan'' Hai?

                                Originally posted by Masood View Post
                                Wahab sahib

                                Awwal to mujhey ghussa nahin afsos hai!

                                Dowm meri baat cheet mein Aabid bhai bhi hain aap unki fiker mat kiijiye agar main -as admin- koi action leta hoon to is liye keh mujhey MERI TEAM kehti hai. Ab is post per main mazeed koi baat nahin sunena chahta, siraf itna kehna chahoon ga keh aap likhney sey pehley soch liya kijiye aur aik bohat aham nuqta: har woh baat jissey aap haq samajhtey hain zaroori nahin doosrey bhi ussey haq samjhein - Thanx :)
                                ACHA TOO UONH KAHIN NA AP KO ABID BHI NAY KAHA HAI
                                ABID BHI NAY AB YAHI KEHNA THA
                                TEKH HAI MAIN KOI MAZEED POST NAHI KAROON GA LAKIN AIK BAAT YAAD RAKHAIN
                                KEH AAP LOGON KAY INKAAR SAY HAQEEQAT BADAL NAHI JAY GI.
                                LAKIN KABHI KHUD SOCHYAE GA IS PER LAKIN APNAY DAMAAG SAY NA KEH ''KISI AUR KAY''
                                ALLAH HAFIZ
                                Fight for Khilafah
                                :insha:

                                Comment

                                Working...
                                X