Aaj kal Roshan khayali ka bara charcha hay Perwaz sahib or perwaizi sahiban bhi dawa kerty hain roshan khayali ka ore Molvi hazrat bhi dawa kerty hain roshan khayali ka..Zulmat khayali ka aaj tuk kisi nay dawa nahee kia hay. Iqbal ki poetry ko jub study kia jata hay tu lagta hay k Iqbal sahib pukkay thukky molvi lagty hain bulky mujhahid lagty hain freq sirf Dareeh or putkay ka hay . Iqbal ki poetry muslmanon ko Jihad or deen per amal kernay per ubharti hay aazadi per ubharti hay.jubkay Perwaiz ki roshan khayali Bush ya doosry powerfull logon ki ghulami sikhati hay
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
MUBAHISA: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
Collapse
X
-
Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
roshan khiyal huna koi buri baat nahi hay....
dunia main her lamha changing arai hay...aur humain bee apny aap ko change kerna hay.....iqbal sahib ka jo nazriya tha wo apni jaga theek tha lakin wakat ka takaza yehi hay k humain change huna chayee
kiun k change must hay ager hum khudh nahi hungy to koi dosera humain apny zoor sy change ker dy ga.
-
Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
Originally posted by Altafhussain View PostAaj kal Roshan khayali ka bara charcha hay Perwaz sahib or perwaizi sahiban bhi dawa kerty hain roshan khayali ka ore Molvi hazrat bhi dawa kerty hain roshan khayali ka..Zulmat khayali ka aaj tuk kisi nay dawa nahee kia hay. Iqbal ki poetry ko jub study kia jata hay tu lagta hay k Iqbal sahib pukkay thukky molvi lagty hain bulky mujhahid lagty hain freq sirf Dareeh or putkay ka hay . Iqbal ki poetry muslmanon ko Jihad or deen per amal kernay per ubharti hay aazadi per ubharti hay.jubkay Perwaiz ki roshan khayali Bush ya doosry powerfull logon ki ghulami sikhati hay
ab ye baat k Musharraf k views un k views say contradict kerte hain tou ham kahen gey k na tou hamari so called Islamic parties(most of them) aur na he Musharraf ..koi bhi apney views mein sahi nahi hai. Islam AITDAL ki baat kerta hai aur ye dono apni apni jaghon per extremist hain.. Iqbal ko aap in dono khanon mein say kisi mein bhi fit nahi ker saktey.
"All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
-
Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
Originally posted by Khalil View Postroshan khiyal huna koi buri baat nahi hay....
dunia main her lamha changing arai hay...aur humain bee apny aap ko change kerna hay.....iqbal sahib ka jo nazriya tha wo apni jaga theek tha lakin wakat ka takaza yehi hay k humain change huna chayee
kiun k change must hay ager hum khudh nahi hungy to koi dosera humain apny zoor sy change ker dy ga.
jahan change ki baat hai tou apni limits mein reh ker change lana ya change ko accept kerna kuch ghalat nahi hai. han ye k Roshan Khyali ko show kerne k liye ager koi out of way jaye tou uss ko aap change nahi keh saktey woh aik bhot barra Blunder hai change nahi
"All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
-
Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
Originally posted by Altafhussain View PostAaj kal Roshan khayali ka bara charcha hay Perwaz sahib or perwaizi sahiban bhi dawa kerty hain roshan khayali ka ore Molvi hazrat bhi dawa kerty hain roshan khayali ka..Zulmat khayali ka aaj tuk kisi nay dawa nahee kia hay. Iqbal ki poetry ko jub study kia jata hay tu lagta hay k Iqbal sahib pukkay thukky molvi lagty hain bulky mujhahid lagty hain freq sirf Dareeh or putkay ka hay . Iqbal ki poetry muslmanon ko Jihad or deen per amal kernay per ubharti hay aazadi per ubharti hay.jubkay Perwaiz ki roshan khayali Bush ya doosry powerfull logon ki ghulami sikhati hayThat's Enough...!!
Comment
-
Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
Originally posted by Khalil View Postroshan khiyal huna koi buri baat nahi hay....
dunia main her lamha changing arai hay...aur humain bee apny aap ko change kerna hay.....iqbal sahib ka jo nazriya tha wo apni jaga theek tha lakin wakat ka takaza yehi hay k humain change huna chayee
kiun k change must hay ager hum khudh nahi hungy to koi dosera humain apny zoor sy change ker dy ga.
androony khana un se bari koi siyahi naheen ....aaj iqbal k manany waly ko wo roshan khiali nazar arahi hy afsoos sad afsoos...kash khalil tum nay ye dawa hi na kiya hota k tum iqbal ki fan ho...aaj mujhy apni sari mehnteen aur wo sari behaseen jo ham roz kia karty thy sab ki sab baykar aur dobti hui nazar arahi hain....kash...ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
Originally posted by Altafhussain View PostAaj kal Roshan khayali ka bara charcha hay Perwaz sahib or perwaizi sahiban bhi dawa kerty hain roshan khayali ka ore Molvi hazrat bhi dawa kerty hain roshan khayali ka..Zulmat khayali ka aaj tuk kisi nay dawa nahee kia hay. Iqbal ki poetry ko jub study kia jata hay tu lagta hay k Iqbal sahib pukkay thukky molvi lagty hain bulky mujhahid lagty hain freq sirf Dareeh or putkay ka hay . Iqbal ki poetry muslmanon ko Jihad or deen per amal kernay per ubharti hay aazadi per ubharti hay.jubkay Perwaiz ki roshan khayali Bush ya doosry powerfull logon ki ghulami sikhati hayساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View PostIqbal deen-e-Muhammadi (s.a.w) kay roshan khayal hain aur Musharraf uncle deen-e-akbari kay roshan khayal hain.. simple" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
Originally posted by Khalil View Postroshan khiyal huna koi buri baat nahi hay....
dunia main her lamha changing arai hay...aur humain bee apny aap ko change kerna hay.....iqbal sahib ka jo nazriya tha wo apni jaga theek tha lakin wakat ka takaza yehi hay k humain change huna chayee
kiun k change must hay ager hum khudh nahi hungy to koi dosera humain apny zoor sy change ker dy ga.sigpic
Comment
-
Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
Originally posted by aabi2cool View Postmujhy sakhat afsoos hua k khud ko iqbal ka fan kahny wala aaj ye baat keh raha hy aaj us k nazdeek iqbal k nazriyat is qadar farsooda hogay hain k musharaf jaysay sia paraston k jin k nazriyat serf naam ki had tak roshan hain ...
androony khana un se bari koi siyahi naheen ....aaj iqbal k manany waly ko wo roshan khiali nazar arahi hy afsoos sad afsoos...kash khalil tum nay ye dawa hi na kiya hota k tum iqbal ki fan ho...aaj mujhy apni sari mehnteen aur wo sari behaseen jo ham roz kia karty thy sab ki sab baykar aur dobti hui nazar arahi hain....kash...
aaj main ager es baat per Iqbal k khilaf huwa hu to main ny Iqbal kee soch ke pairwee kee hay....Iqbal mashaALLAh buhat kuch hain mager sab kuch to wo bee nahi....Iqbal bee ghalt hu sakty hain.....
aur kia Iqbal sy aagy koi nai jasakta???? sitaroon sy agy jehan aur bee hain...
aap loag to phans ker reh gay hu molvi ezam main aap ko kia maloom k iqbal kia chaty hian...aur hamari qoam ka yeh almiaya hy k wo shakisiyat parsti per oter aati hy
Javid Iqbal ko abi tak iqbal ka bacha hee rakha hay aur osy apna zati makam kabi dia hee nahi jaisa k Iqbal farmaty thy....
so sad...........aap purany khiyalat k lag rahi hian mujy.....
Comment
-
Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
Originally posted by sccorpion81 View Postchange ... kis tarha ka change chatay hain aap .... Islam tu change nahien ho sakta kiun k wo tu apni jagha per mukamil hai....aur agar aap Islam per chalna chatay hain tu change ki koee rah nikal hji nahien sakti...aur Iqbal ka tu her lafz quran ki tarjumani kerta hai...
Khuda ny aaj tak os qoam kee halat nahi badli
jisy na hu khiyal apni halat k badalny ka....
shaid aap ny iqbal ko sara nahi para,.........................ager para huta to yeh baat na kehty...............roznama jang 10 november 2006 ka iqbal k bary main adition dekhain
LAG LOOO jay gee:comfort:
Comment
-
Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???
Originally posted by Khalil View Postmain ny aaj tak aap sy koi baat bee mutfiq nahi kee hay aur na hee mujy aap k nazyat sy koi dilchaspi hay.......
aaj main ager es baat per Iqbal k khilaf huwa hu to main ny Iqbal kee soch ke pairwee kee hay....Iqbal mashaALLAh buhat kuch hain mager sab kuch to wo bee nahi....Iqbal bee ghalt hu sakty hain.....
aur kia Iqbal sy aagy koi nai jasakta???? sitaroon sy agy jehan aur bee hain...
aap loag to phans ker reh gay hu molvi ezam main aap ko kia maloom k iqbal kia chaty hian...aur hamari qoam ka yeh almiaya hy k wo shakisiyat parsti per oter aati hy
Javid Iqbal ko abi tak iqbal ka bacha hee rakha hay aur osy apna zati makam kabi dia hee nahi jaisa k Iqbal farmaty thy....
so sad...........aap purany khiyalat k lag rahi hian mujy.....
aap aik taarf to iqbal k mukhalifat ki baat karty hain aur dosri taarf ye sabit karna chaty hain k jo aap souc rahy hian wohi iqbal ki souch thi... isy kehty hain daroogh go hafiza nabashid...
main aap ko dawat deta hon hon k sab se pehly roshan khiali ki tareef karoo phir us k bad iqbal k nazriyat ko apni ki gai us tareef par fitt karoo aur haan yaad rahy sari bateen dalail se karni hain......
aur aaj k bad aap iqbal ka fan hony ka haq bhi kho chuky hain aur main janta hon k aap ny kis qadar iqabl ko parha hy aap logon ko to ye naseehat karty hain k log lakeer k fakeer hain apni koi souch naheen rakhty magar aap ka apna haal sab se bura hy aap ny akhbar main aik columan par liya to apni souch us par muntaj kardi aap ny iqbal k bety ka ye dailogue tv par sun lia k logon nay aaj tak mujhy bara naheen hony diya to usi par iktifa karliya...
aao main aap ko dawat deta hon k aap ye sabit karo k k iqbal ussi souch k hamil thy jo aap kehty hain ya jo aap k nazariyat thy .. agar aap ny sabit kardia to main aap ki batoon ka tah dil qaileo mashkoor hon ga aur agar aap na kar pay aur yaqeenan naheen kar paien gay to phir aap ko apni iqbal dani se toba karni pary gi...ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
Comment