Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

    Aaj kal Roshan khayali ka bara charcha hay Perwaz sahib or perwaizi sahiban bhi dawa kerty hain roshan khayali ka ore Molvi hazrat bhi dawa kerty hain roshan khayali ka..Zulmat khayali ka aaj tuk kisi nay dawa nahee kia hay. Iqbal ki poetry ko jub study kia jata hay tu lagta hay k Iqbal sahib pukkay thukky molvi lagty hain bulky mujhahid lagty hain freq sirf Dareeh or putkay ka hay . Iqbal ki poetry muslmanon ko Jihad or deen per amal kernay per ubharti hay aazadi per ubharti hay.jubkay Perwaiz ki roshan khayali Bush ya doosry powerfull logon ki ghulami sikhati hay

  • #2
    Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

    roshan khiyal huna koi buri baat nahi hay....
    dunia main her lamha changing arai hay...aur humain bee apny aap ko change kerna hay.....iqbal sahib ka jo nazriya tha wo apni jaga theek tha lakin wakat ka takaza yehi hay k humain change huna chayee
    kiun k change must hay ager hum khudh nahi hungy to koi dosera humain apny zoor sy change ker dy ga.

    Comment

    • #3

      Originally posted by Altafhussain View Post

      well Iqbal k Momin ka falsafa kahin bhi extremism ki taraf nahi jata. Jihad hamare deen ka bunyadi hisa hai lakin ham log es ka asal matlab nahi samjh patey. Jihad ye tou nahi hai k gun utha ker bahir nikal jao aur jo zara si bhi mukhalfat dikhaye uss ko shoot ker dou. Iqbal ki philosophy bhot simlpe yet very comprehensive hai. ye jo dharri ya patkey wali baat hai tou ham nahi samjhte k ye dou cheezen he sirf true muslim ki pehchaan hain..Iqbal nay so called Mulla aur Mujahid ka farq achhi tarah waziya kia hai.
      ab ye baat k Musharraf k views un k views say contradict kerte hain tou ham kahen gey k na tou hamari so called Islamic parties(most of them) aur na he Musharraf ..koi bhi apney views mein sahi nahi hai. Islam AITDAL ki baat kerta hai aur ye dono apni apni jaghon per extremist hain.. Iqbal ko aap in dono khanon mein say kisi mein bhi fit nahi ker saktey.
      "All I have learned from Life is that I know nothing."

      Comment

      • #4
        Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

        Originally posted by Khalil View Post
        roshan khiyal huna koi buri baat nahi hay....
        dunia main her lamha changing arai hay...aur humain bee apny aap ko change kerna hay.....iqbal sahib ka jo nazriya tha wo apni jaga theek tha lakin wakat ka takaza yehi hay k humain change huna chayee
        kiun k change must hay ager hum khudh nahi hungy to koi dosera humain apny zoor sy change ker dy ga.
        lakin humain nahi lagta k Iqbal k views aaj k dore mein apply nahi hote. dekhen life is not static. theek hai changes aana aik natural phenomenon hai lakin kuch baten esi hoti hain jo hamesha same rehti hain ham un mein change nahi la sakte. Iqbal ka pegham bhi tou change ka he pegham hai aur woh kabhi bhi daqyanusi nahi ho sakta

        jahan change ki baat hai tou apni limits mein reh ker change lana ya change ko accept kerna kuch ghalat nahi hai. han ye k Roshan Khyali ko show kerne k liye ager koi out of way jaye tou uss ko aap change nahi keh saktey woh aik bhot barra Blunder hai change nahi
        "All I have learned from Life is that I know nothing."

        Comment

        • #5
          Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

          yeh baat aap iqbal se poochiye :blush:
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            yeh baat aap iqbal se poochiye :blush:
            aager main sialkot main huta to Iqbal ka naam roshan ker daita.....aik tum ho jisy pata hee nahi k tum koon hu

            Comment

            • #7
              Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

              Originally posted by Altafhussain View Post
              Aaj kal Roshan khayali ka bara charcha hay Perwaz sahib or perwaizi sahiban bhi dawa kerty hain roshan khayali ka ore Molvi hazrat bhi dawa kerty hain roshan khayali ka..Zulmat khayali ka aaj tuk kisi nay dawa nahee kia hay. Iqbal ki poetry ko jub study kia jata hay tu lagta hay k Iqbal sahib pukkay thukky molvi lagty hain bulky mujhahid lagty hain freq sirf Dareeh or putkay ka hay . Iqbal ki poetry muslmanon ko Jihad or deen per amal kernay per ubharti hay aazadi per ubharti hay.jubkay Perwaiz ki roshan khayali Bush ya doosry powerfull logon ki ghulami sikhati hay
              Iqbal deen-e-Muhammadi (s.a.w) kay roshan khayal hain aur Musharraf uncle deen-e-akbari kay roshan khayal hain.. simple
              That's Enough...!!

              Comment

              • #8
                Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

                Originally posted by Khalil View Post
                roshan khiyal huna koi buri baat nahi hay....
                dunia main her lamha changing arai hay...aur humain bee apny aap ko change kerna hay.....iqbal sahib ka jo nazriya tha wo apni jaga theek tha lakin wakat ka takaza yehi hay k humain change huna chayee
                kiun k change must hay ager hum khudh nahi hungy to koi dosera humain apny zoor sy change ker dy ga.
                mujhy sakhat afsoos hua k khud ko iqbal ka fan kahny wala aaj ye baat keh raha hy aaj us k nazdeek iqbal k nazriyat is qadar farsooda hogay hain k musharaf jaysay sia paraston k jin k nazriyat serf naam ki had tak roshan hain ...
                androony khana un se bari koi siyahi naheen ....aaj iqbal k manany waly ko wo roshan khiali nazar arahi hy afsoos sad afsoos...kash khalil tum nay ye dawa hi na kiya hota k tum iqbal ki fan ho...aaj mujhy apni sari mehnteen aur wo sari behaseen jo ham roz kia karty thy sab ki sab baykar aur dobti hui nazar arahi hain....kash...
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #9

                  mary bhai aap nay apny sawal main kud hi jawab de diya hy .....:rose
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #10
                    Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    Iqbal deen-e-Muhammadi (s.a.w) kay roshan khayal hain aur Musharraf uncle deen-e-akbari kay roshan khayal hain.. simple
                    gud jawab :thmbup:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #11
                      Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

                      Originally posted by Khalil View Post
                      roshan khiyal huna koi buri baat nahi hay....
                      dunia main her lamha changing arai hay...aur humain bee apny aap ko change kerna hay.....iqbal sahib ka jo nazriya tha wo apni jaga theek tha lakin wakat ka takaza yehi hay k humain change huna chayee
                      kiun k change must hay ager hum khudh nahi hungy to koi dosera humain apny zoor sy change ker dy ga.
                      change ... kis tarha ka change chatay hain aap .... Islam tu change nahien ho sakta kiun k wo tu apni jagha per mukamil hai....aur agar aap Islam per chalna chatay hain tu change ki koee rah nikal hji nahien sakti...aur Iqbal ka tu her lafz quran ki tarjumani kerta hai...
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        mujhy sakhat afsoos hua k khud ko iqbal ka fan kahny wala aaj ye baat keh raha hy aaj us k nazdeek iqbal k nazriyat is qadar farsooda hogay hain k musharaf jaysay sia paraston k jin k nazriyat serf naam ki had tak roshan hain ...
                        androony khana un se bari koi siyahi naheen ....aaj iqbal k manany waly ko wo roshan khiali nazar arahi hy afsoos sad afsoos...kash khalil tum nay ye dawa hi na kiya hota k tum iqbal ki fan ho...aaj mujhy apni sari mehnteen aur wo sari behaseen jo ham roz kia karty thy sab ki sab baykar aur dobti hui nazar arahi hain....kash...
                        main ny aaj tak aap sy koi baat bee mutfiq nahi kee hay aur na hee mujy aap k nazyat sy koi dilchaspi hay.......

                        aaj main ager es baat per Iqbal k khilaf huwa hu to main ny Iqbal kee soch ke pairwee kee hay....Iqbal mashaALLAh buhat kuch hain mager sab kuch to wo bee nahi....Iqbal bee ghalt hu sakty hain.....

                        aur kia Iqbal sy aagy koi nai jasakta???? sitaroon sy agy jehan aur bee hain...

                        aap loag to phans ker reh gay hu molvi ezam main aap ko kia maloom k iqbal kia chaty hian...aur hamari qoam ka yeh almiaya hy k wo shakisiyat parsti per oter aati hy
                        Javid Iqbal ko abi tak iqbal ka bacha hee rakha hay aur osy apna zati makam kabi dia hee nahi jaisa k Iqbal farmaty thy....
                        so sad...........aap purany khiyalat k lag rahi hian mujy.....

                        Comment

                        • #13
                          Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

                          Originally posted by sccorpion81 View Post
                          change ... kis tarha ka change chatay hain aap .... Islam tu change nahien ho sakta kiun k wo tu apni jagha per mukamil hai....aur agar aap Islam per chalna chatay hain tu change ki koee rah nikal hji nahien sakti...aur Iqbal ka tu her lafz quran ki tarjumani kerta hai...
                          my dear Iqbal to yeh bee kehty hian
                          Khuda ny aaj tak os qoam kee halat nahi badli
                          jisy na hu khiyal apni halat k badalny ka....

                          shaid aap ny iqbal ko sara nahi para,.........................ager para huta to yeh baat na kehty...............roznama jang 10 november 2006 ka iqbal k bary main adition dekhain
                          LAG LOOO jay gee:comfort:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            mary bhai aap nay apny sawal main kud hi jawab de diya hy .....:rose
                            koi nahi dia kiun k aap ko samaj hee nahi aie:comfort:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Iqbal kis kism k roshan khayal thay???

                              Originally posted by Khalil View Post
                              main ny aaj tak aap sy koi baat bee mutfiq nahi kee hay aur na hee mujy aap k nazyat sy koi dilchaspi hay.......

                              aaj main ager es baat per Iqbal k khilaf huwa hu to main ny Iqbal kee soch ke pairwee kee hay....Iqbal mashaALLAh buhat kuch hain mager sab kuch to wo bee nahi....Iqbal bee ghalt hu sakty hain.....

                              aur kia Iqbal sy aagy koi nai jasakta???? sitaroon sy agy jehan aur bee hain...

                              aap loag to phans ker reh gay hu molvi ezam main aap ko kia maloom k iqbal kia chaty hian...aur hamari qoam ka yeh almiaya hy k wo shakisiyat parsti per oter aati hy
                              Javid Iqbal ko abi tak iqbal ka bacha hee rakha hay aur osy apna zati makam kabi dia hee nahi jaisa k Iqbal farmaty thy....
                              so sad...........aap purany khiyalat k lag rahi hian mujy.....
                              BETA :lpop: urtoon kitarah kosny deny se baat naheen banti ..
                              aap aik taarf to iqbal k mukhalifat ki baat karty hain aur dosri taarf ye sabit karna chaty hain k jo aap souc rahy hian wohi iqbal ki souch thi... isy kehty hain daroogh go hafiza nabashid...
                              main aap ko dawat deta hon hon k sab se pehly roshan khiali ki tareef karoo phir us k bad iqbal k nazriyat ko apni ki gai us tareef par fitt karoo aur haan yaad rahy sari bateen dalail se karni hain......
                              aur aaj k bad aap iqbal ka fan hony ka haq bhi kho chuky hain aur main janta hon k aap ny kis qadar iqabl ko parha hy aap logon ko to ye naseehat karty hain k log lakeer k fakeer hain apni koi souch naheen rakhty magar aap ka apna haal sab se bura hy aap ny akhbar main aik columan par liya to apni souch us par muntaj kardi aap ny iqbal k bety ka ye dailogue tv par sun lia k logon nay aaj tak mujhy bara naheen hony diya to usi par iktifa karliya...
                              aao main aap ko dawat deta hon k aap ye sabit karo k k iqbal ussi souch k hamil thy jo aap kehty hain ya jo aap k nazariyat thy .. agar aap ny sabit kardia to main aap ki batoon ka tah dil qaileo mashkoor hon ga aur agar aap na kar pay aur yaqeenan naheen kar paien gay to phir aap ko apni iqbal dani se toba karni pary gi...
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X