Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Updates:Ban on kite flying lifted

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Updates:Ban on kite flying lifted

    Ban on Kite flying lifted
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Updates:Ban on kite flying lifted

    Originally posted by Xenya View Post
    Ban on Kite flying lifted
    LAHORE, Jan 4: According to an official announcement, Basant, an annual event which attracts tourists from the country and abroad, would be held in Lahore on Feb 25.

    The kite flying, a major sport of the spring festival
    Punjab Govt ko innocent people ki laashen giraaney ka contract mila ho gaa .. Allah karey poora month Basant ka Punjaab main barishen hoti rahen aameen .. :dua
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment

    • #3
      Re: Updates:Ban on kite flying lifted

      Ameeeeeeeeen :dua

      leykin khairiat ki barishein hon :)
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Updates:Ban on kite flying lifted

        every year esa he hota hai. barrey claims kiye jate hain k heavy strings wagera legally allowed nahi hain lakin hota kiya hai k last day ban tou again nafiz ho jata hai lakin woh dorren jo trees and wires k sath uljhi reh jati hain kitney he logon k galon mein phir jati hain. remember last year aik buchi k galey mein dore phiri thi and aik youngman who was about to marry in a week ki death bhi esi dorre ki waja say hui thi. es k ilawa it's just a celebration full of stupidity esp at high levels
        "All I have learned from Life is that I know nothing."

        Comment

        • #5
          Re: Updates:Ban on kite flying lifted

          Originally posted by Gul-e-Lala View Post

          aur phir bhi Musharraf kehtey hein key "apney culture ko promote karein jaisey basant" ........ un ki ye baat sun ker mey soch rahi thi key basant hamara culture kab sey ban gaya hai
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Updates:Ban on kite flying lifted

            Originally posted by Xenya View Post
            aur phir bhi Musharraf kehtey hein key "apney culture ko promote karein jaisey basant" ........ un ki ye baat sun ker mey soch rahi thi key basant hamara culture kab sey ban gaya hai
            xenya aap see kiss nee kehh dia keh Basant our culture nahee heyy i can not agree u
            Basant is part of our culture and it should be celebrated i think so may be all friends not agree to me
            yehh alag baat heyy kehh iss dinn ko care kee sathh mananaaa chahieyy takeh kisee kism kaa nuksan naa hoo
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment

            • #7
              Re: Updates:Ban on kite flying lifted

              ^^ ye kab hua??
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Updates:Ban on kite flying lifted

                Originally posted by sarfraz_qamar View Post

                Shayad aissay hee kisi moqay k lieey ye muhawra kaha gaya k "ghar mein nahin daanay , Amman chali bhunwanay"....(log chahay bhookay mar rahay hon , taaleemi nizaam kitna bura KION NA HO...KISI K GHAR MEIN KHANAY KO KUCH NA HO.....WO POORA NAHI KER SAKTAY LEKIN BASANT ZARUR MANANI HAY :) )..Basant per laakhon rupiya laganay mein awam hakoomat sab hee ba khushi lagaen gay ...lekin us k elawa jo haal mulk ka hay usey nahin dekhein gay.......jo paisay ka ziyaan basant per karna hay us se kaeey gharon ki zindagee sudharee jaa sakty hay..............
                paisay k elawa jaani nuqsaan bhi khoob hota hay is basant k mokay per, lekin insaani jaan se zyada apni chund lamhon ki khushi zyada important ho gaey hay .....

                AUR JO AAP NEY KAHA K CARE K SAATH MANAEEY JAEY TO IS KHUSHI MEIN LOG ITNAY DEEWANAY HOTAY HAOIN K CARE WAGHERA SABHI BHOOLI HOTY HAY UNHEIN(NASHA KISI BHI SHAY KA HO BOHAT BURA HOTA HAY , AUR LOG IS TEHWAR KO BHI NASHA HEE TERHA APNATAY HAIN ) ...........JABHI TO JAANI NUQSAAN HOTA HAY ............
                Last edited by Eshaa Chaudhry; 11 January 2007, 01:43.
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Updates:Ban on kite flying lifted

                  ^^ Thumbs Up Eesha

                  ab to log is event key liye special dresses bhi banwatey hein
                  Last edited by Z.; 11 January 2007, 01:46.
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Updates:Ban on kite flying lifted

                    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                    Shayad aissay hee kisi moqay k lieey ye muhawra kaha gaya k "ghar mein nahin daanay , Amman chali bhunwanay"....(log chahay bhookay mar rahay hon , taaleemi nizaam kitna bura KION NA HO...KISI K GHAR MEIN KHANAY KO KUCH NA HO.....WO POORA NAHI KER SAKTAY LEKIN BASANT ZARUR MANANI HAY :) )..Basant per laakhon rupiya laganay mein awam hakoomat sab hee ba khushi lagaen gay ...lekin us k elawa jo haal mulk ka hay usey nahin dekhein gay.......jo paisay ka ziyaan basant per karna hay us se kaeey gharon ki zindagee sudharee jaa sakty hay..............
                    paisay k elawa jaani nuqsaan bhi khoob hota hay is basant k mokay per, lekin insaani jaan se zyada apni chund lamhon ki khushi zyada important ho gaey hay .....

                    AUR JO AAP NEY KAHA K CARE K SAATH MANAEEY JAEY TO IS KHUSHI MEIN LOG ITNAY DEEWANAY HOTAY HAOIN K CARE WAGHERA SABHI BHOOLI HOTY HAY UNHEIN(NASHA KISI BHI SHAY KA HO BOHAT BURA HOTA HAY , AUR LOG IS TEHWAR KO BHI NASHA HEE TERHA APNATAY HAIN ) ...........JABHI TO JAANI NUQSAAN HOTA HAY ............
                    u r right
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Updates:Ban on kite flying lifted

                      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                      xenya aap see kiss nee kehh dia keh Basant our culture nahee heyy i can not agree u
                      Basant is part of our culture and it should be celebrated i think so may be all friends not agree to me
                      yehh alag baat heyy kehh iss dinn ko care kee sathh mananaaa chahieyy takeh kisee kism kaa nuksan naa hoo
                      aap kesay kahen gey k Basant hamara culture hai?? koi misal?
                      "All I have learned from Life is that I know nothing."

                      Comment

                      • #12
                        Re: Updates:Ban on kite flying lifted

                        Originally posted by Xenya View Post
                        aur phir bhi Musharraf kehtey hein key "apney culture ko promote karein jaisey basant" ........ un ki ye baat sun ker mey soch rahi thi key basant hamara culture kab sey ban gaya hai
                        tab say jab say ham Roshan Khyal huwey hain
                        "All I have learned from Life is that I know nothing."

                        Comment

                        • #13
                          Re: Updates:Ban on kite flying lifted

                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                          Shayad aissay hee kisi moqay k lieey ye muhawra kaha gaya k "ghar mein nahin daanay , Amman chali bhunwanay"....(log chahay bhookay mar rahay hon , taaleemi nizaam kitna bura KION NA HO...KISI K GHAR MEIN KHANAY KO KUCH NA HO.....WO POORA NAHI KER SAKTAY LEKIN BASANT ZARUR MANANI HAY :) )..Basant per laakhon rupiya laganay mein awam hakoomat sab hee ba khushi lagaen gay ...lekin us k elawa jo haal mulk ka hay usey nahin dekhein gay.......jo paisay ka ziyaan basant per karna hay us se kaeey gharon ki zindagee sudharee jaa sakty hay..............
                          paisay k elawa jaani nuqsaan bhi khoob hota hay is basant k mokay per, lekin insaani jaan se zyada apni chund lamhon ki khushi zyada important ho gaey hay .....

                          AUR JO AAP NEY KAHA K CARE K SAATH MANAEEY JAEY TO IS KHUSHI MEIN LOG ITNAY DEEWANAY HOTAY HAOIN K CARE WAGHERA SABHI BHOOLI HOTY HAY UNHEIN(NASHA KISI BHI SHAY KA HO BOHAT BURA HOTA HAY , AUR LOG IS TEHWAR KO BHI NASHA HEE TERHA APNATAY HAIN ) ...........JABHI TO JAANI NUQSAAN HOTA HAY ............
                          sab see pehlay to baat yehh hey kehh aap ne joo misal pesh kee thee wohh iss cheezee per suit nahee kertee......
                          secondly meree khiall main yehh fazool kharchee nahee heyyy .........i think yehh taleem nizamm hoo yaa kuchh aorr hoo sabb prb hamaree country main kabhee bhee solve nahee hoo saktee yehh sabb kuchh chaltaa rehtaa hayy and it is part of life............
                          yehh basant hoo yaa koii cultural programs hoo yehh hamaree zindgee kee chotee chotee khushiann hain aorr inhee chotee chotee khooshion kee saharee hee zindgee guzar rahee hayyyyyy thats why i say it should be but with care...........
                          jahan tak care kaa talq heyy yehh abb hakoomat kee zimadare bantee heyy kehh wohh aisee iqdamat karee kehh koii masallaa naa hoo aorr yehh hamaree bhee zimadaree bantee heyyy kehh care see Basant celebrate karain..................
                          i hope now u agree me
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Updates:Ban on kite flying lifted

                            Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                            aap kesay kahen gey k Basant hamara culture hai?? koi misal?
                            i think joo bhee cheeze hamm koo iss mushkil door main thoree see khushee dee uss ko karnaa chahiey............
                            aorr hamm 60 years see yeh basant manaa rahee hain now yehh hamaraa culture bann giaa heyy agar yehh hamaraa culture naa hotaa to itnee pabandee kee bawajood people iss celebrate kernaa kuunn chahteyy hainnn ............ kiaa aap kee pass iss cheeze ka jawab heyy
                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment

                            • #15
                              Re: Updates:Ban on kite flying lifted

                              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                              i think joo bhee cheeze hamm koo iss mushkil door main thoree see khushee dee uss ko karnaa chahiey............
                              aorr hamm 60 years see yeh basant manaa rahee hain now yehh hamaraa culture bann giaa heyy agar yehh hamaraa culture naa hotaa to itnee pabandee kee bawajood people iss celebrate kernaa kuunn chahteyy hainnn ............ kiaa aap kee pass iss cheeze ka jawab heyy
                              yep....

                              Ignorance!

                              Working...
                              X