Ban on Kite flying lifted
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Updates:Ban on kite flying lifted
Collapse
X
-
Re: Updates:Ban on kite flying lifted
Originally posted by Xenya View PostBan on Kite flying lifted
LAHORE, Jan 4: According to an official announcement, Basant, an annual event which attracts tourists from the country and abroad, would be held in Lahore on Feb 25.
The kite flying, a major sport of the spring festival
-
Re: Updates:Ban on kite flying lifted
every year esa he hota hai. barrey claims kiye jate hain k heavy strings wagera legally allowed nahi hain lakin hota kiya hai k last day ban tou again nafiz ho jata hai lakin woh dorren jo trees and wires k sath uljhi reh jati hain kitney he logon k galon mein phir jati hain. remember last year aik buchi k galey mein dore phiri thi and aik youngman who was about to marry in a week ki death bhi esi dorre ki waja say hui thi. es k ilawa it's just a celebration full of stupidity esp at high levels"All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
-
Re: Updates:Ban on kite flying lifted
Originally posted by Gul-e-Lala View Postevery year esa he hota hai. barrey claims kiye jate hain k heavy strings wagera legally allowed nahi hain lakin hota kiya hai k last day ban tou again nafiz ho jata hai lakin woh dorren jo trees and wires k sath uljhi reh jati hain kitney he logon k galon mein phir jati hain. remember last year aik buchi k galey mein dore phiri thi and aik youngman who was about to marry in a week ki death bhi esi dorre ki waja say hui thi. es k ilawa it's just a celebration full of stupidity esp at high levels" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Updates:Ban on kite flying lifted
Originally posted by Xenya View Postaur phir bhi Musharraf kehtey hein key "apney culture ko promote karein jaisey basant" ........ un ki ye baat sun ker mey soch rahi thi key basant hamara culture kab sey ban gaya hai
Basant is part of our culture and it should be celebrated i think so may be all friends not agree to me
yehh alag baat heyy kehh iss dinn ko care kee sathh mananaaa chahieyy takeh kisee kism kaa nuksan naa hoo"Can you imagine what I would do if I could do all I can? "
Comment
-
Re: Updates:Ban on kite flying lifted
Originally posted by sarfraz_qamar View Postxenya aap see kiss nee kehh dia keh Basant our culture nahee heyy i can not agree u
Basant is part of our culture and it should be celebrated i think so may be all friends not agree to me
yehh alag baat heyy kehh iss dinn ko care kee sathh mananaaa chahieyy takeh kisee kism kaa nuksan naa hoo
paisay k elawa jaani nuqsaan bhi khoob hota hay is basant k mokay per, lekin insaani jaan se zyada apni chund lamhon ki khushi zyada important ho gaey hay .....
AUR JO AAP NEY KAHA K CARE K SAATH MANAEEY JAEY TO IS KHUSHI MEIN LOG ITNAY DEEWANAY HOTAY HAOIN K CARE WAGHERA SABHI BHOOLI HOTY HAY UNHEIN(NASHA KISI BHI SHAY KA HO BOHAT BURA HOTA HAY , AUR LOG IS TEHWAR KO BHI NASHA HEE TERHA APNATAY HAIN ) ...........JABHI TO JAANI NUQSAAN HOTA HAY ............Last edited by Eshaa Chaudhry; 11 January 2007, 01:43.sigpic
Comment
-
Re: Updates:Ban on kite flying lifted
Originally posted by Eshaa Chaudhry View PostShayad aissay hee kisi moqay k lieey ye muhawra kaha gaya k "ghar mein nahin daanay , Amman chali bhunwanay"....(log chahay bhookay mar rahay hon , taaleemi nizaam kitna bura KION NA HO...KISI K GHAR MEIN KHANAY KO KUCH NA HO.....WO POORA NAHI KER SAKTAY LEKIN BASANT ZARUR MANANI HAY :) )..Basant per laakhon rupiya laganay mein awam hakoomat sab hee ba khushi lagaen gay ...lekin us k elawa jo haal mulk ka hay usey nahin dekhein gay.......jo paisay ka ziyaan basant per karna hay us se kaeey gharon ki zindagee sudharee jaa sakty hay..............
paisay k elawa jaani nuqsaan bhi khoob hota hay is basant k mokay per, lekin insaani jaan se zyada apni chund lamhon ki khushi zyada important ho gaey hay .....
AUR JO AAP NEY KAHA K CARE K SAATH MANAEEY JAEY TO IS KHUSHI MEIN LOG ITNAY DEEWANAY HOTAY HAOIN K CARE WAGHERA SABHI BHOOLI HOTY HAY UNHEIN(NASHA KISI BHI SHAY KA HO BOHAT BURA HOTA HAY , AUR LOG IS TEHWAR KO BHI NASHA HEE TERHA APNATAY HAIN ) ...........JABHI TO JAANI NUQSAAN HOTA HAY ............sigpic
Comment
-
Re: Updates:Ban on kite flying lifted
Originally posted by sarfraz_qamar View Postxenya aap see kiss nee kehh dia keh Basant our culture nahee heyy i can not agree u
Basant is part of our culture and it should be celebrated i think so may be all friends not agree to me
yehh alag baat heyy kehh iss dinn ko care kee sathh mananaaa chahieyy takeh kisee kism kaa nuksan naa hoo"All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
-
Re: Updates:Ban on kite flying lifted
Originally posted by Xenya View Postaur phir bhi Musharraf kehtey hein key "apney culture ko promote karein jaisey basant" ........ un ki ye baat sun ker mey soch rahi thi key basant hamara culture kab sey ban gaya hai"All I have learned from Life is that I know nothing."
Comment
-
Re: Updates:Ban on kite flying lifted
Originally posted by Eshaa Chaudhry View PostShayad aissay hee kisi moqay k lieey ye muhawra kaha gaya k "ghar mein nahin daanay , Amman chali bhunwanay"....(log chahay bhookay mar rahay hon , taaleemi nizaam kitna bura KION NA HO...KISI K GHAR MEIN KHANAY KO KUCH NA HO.....WO POORA NAHI KER SAKTAY LEKIN BASANT ZARUR MANANI HAY :) )..Basant per laakhon rupiya laganay mein awam hakoomat sab hee ba khushi lagaen gay ...lekin us k elawa jo haal mulk ka hay usey nahin dekhein gay.......jo paisay ka ziyaan basant per karna hay us se kaeey gharon ki zindagee sudharee jaa sakty hay..............
paisay k elawa jaani nuqsaan bhi khoob hota hay is basant k mokay per, lekin insaani jaan se zyada apni chund lamhon ki khushi zyada important ho gaey hay .....
AUR JO AAP NEY KAHA K CARE K SAATH MANAEEY JAEY TO IS KHUSHI MEIN LOG ITNAY DEEWANAY HOTAY HAOIN K CARE WAGHERA SABHI BHOOLI HOTY HAY UNHEIN(NASHA KISI BHI SHAY KA HO BOHAT BURA HOTA HAY , AUR LOG IS TEHWAR KO BHI NASHA HEE TERHA APNATAY HAIN ) ...........JABHI TO JAANI NUQSAAN HOTA HAY ............
secondly meree khiall main yehh fazool kharchee nahee heyyy .........i think yehh taleem nizamm hoo yaa kuchh aorr hoo sabb prb hamaree country main kabhee bhee solve nahee hoo saktee yehh sabb kuchh chaltaa rehtaa hayy and it is part of life............
yehh basant hoo yaa koii cultural programs hoo yehh hamaree zindgee kee chotee chotee khushiann hain aorr inhee chotee chotee khooshion kee saharee hee zindgee guzar rahee hayyyyyy thats why i say it should be but with care...........
jahan tak care kaa talq heyy yehh abb hakoomat kee zimadare bantee heyy kehh wohh aisee iqdamat karee kehh koii masallaa naa hoo aorr yehh hamaree bhee zimadaree bantee heyyy kehh care see Basant celebrate karain..................
i hope now u agree me"Can you imagine what I would do if I could do all I can? "
Comment
-
Re: Updates:Ban on kite flying lifted
Originally posted by Gul-e-Lala View Postaap kesay kahen gey k Basant hamara culture hai?? koi misal?
aorr hamm 60 years see yeh basant manaa rahee hain now yehh hamaraa culture bann giaa heyy agar yehh hamaraa culture naa hotaa to itnee pabandee kee bawajood people iss celebrate kernaa kuunn chahteyy hainnn ............ kiaa aap kee pass iss cheeze ka jawab heyy"Can you imagine what I would do if I could do all I can? "
Comment
-
Re: Updates:Ban on kite flying lifted
Originally posted by sarfraz_qamar View Posti think joo bhee cheeze hamm koo iss mushkil door main thoree see khushee dee uss ko karnaa chahiey............
aorr hamm 60 years see yeh basant manaa rahee hain now yehh hamaraa culture bann giaa heyy agar yehh hamaraa culture naa hotaa to itnee pabandee kee bawajood people iss celebrate kernaa kuunn chahteyy hainnn ............ kiaa aap kee pass iss cheeze ka jawab heyy
Ignorance!" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment