Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Women Protection Bill

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • MUBAHISA: Women Protection Bill

    Asalam alalikum,

    aap log kya kehtey hein is baarey mey -jitney bhi changes huye hein is law mey?

    kuch log is key against hein -- kuch is key favor mey? is mey to bohot confuse hun

    Akhir saari kahani kya hai
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Women Protection Bill

    Originally posted by Xenya View Post
    Asalam alalikum,

    aap log kya kehtey hein is baarey mey -jitney bhi changes huye hein is law mey?

    kuch log is key against hein -- kuch is key favor mey? is mey to bohot confuse hun

    Akhir saari kahani kya hai
    Kuchh btaein keh kya changes hui hai?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Women Protection Bill

      Originally posted by Masood View Post
      Kuchh btaein keh kya changes hui hai?
      Asal bill abhi text form mey nahi aya hai

      Hadood Ordinance law jo key Zia key daur mey bana tha, ye us law ki improved form hai(thats wat they say--)

      hadood Ordianance 1979 key mutabiq

      in a Rape case --- aik aurat jab court mey jaye to ussey issey prove kerney key liye 4 gawahon ko bhi pesh kerna hota tha (4 adult men)

      aur ye for sure tha key 4 gawah wo nahi la sakti thi phir us per court us aurat ko Zina key ilzam mey saza dey deyti thi

      yani key aik taraf to wo aurat rape victim hai aur uper sey gawah na pesh kereny ki surat mey zina victim

      totally unjust law--

      this is hw it looks like now

      The punishment for adultery, described in the bill as 'lewdness' has been cut from death to five years imprisonment and a Rs 10,000 (US $166) fine. In order to reduce accusations of adultery being used against women, a false accusation now carries a sentence of 10 years in jail.

      In cases of rape, judges will decide whether the trial will take place in a secular civil court or an Islamic court. Four witnesses to prove the crime are no longer required.
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Women Protection Bill

        To know the previous positions

        you may visit

        www.geo.tv/zs/

        Comment

        • #5
          Re: Women Protection Bill

          Asalam o Alikum .....

          Hudood Ordinance:
          Es may Changing ka Iktiyar na App kay Pass Hai Na Meray Na GOVT kay Pass Na Kesi Insan Kay Pass Yeh Allah ka Qanoon Hai es May Changing ka Iktiyar Allah kay Nabi S.a.w ko b nahe tha Yeh G.Musharaf Kon Hota Hai Changing kernay wala......

          Wrong Using :
          Es Bill ka Galat Istimal kia Giya es per IQBAL Nay kia Kub Kaha......

          Kis Darja Sada Hoey Faqihaan-e-Haram
          Kud Badaltey Nahe Quran ko Badal detay Hain...

          Yani Kud Theek nahe Hona Bill he Change ker dooo es Bill ka Galat Istimal jis nay kia un ko Change keroo Bill ko kiyoon change kia ??????

          4 Vitness Na Honay ki waja say Muqadma Nahe Ban sakta Lakin Aurat ko Zina kay case may Giraftar kerna es Qanoon may nahe tha yeh too Police nay es ka Galat Istimal kia Police ko q nahe Theek kertay ...... Kam Aqal Loog,

          Comment

          • #6
            Re: Women Protection Bill

            Originally posted by TheMask View Post

            Walikum Assalam!

            i 100% agreed wid ur views
            1stly we do consider our RELEGIOUS VALUES.....

            Comment

            • #7
              Re: Women Protection Bill

              i will not comment
              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

              Comment

              • #8
                Re: Women Protection Bill

                Originally posted by filbahere View Post
                i will not comment

                :mm:

                Comment

                • #9
                  Re: Women Protection Bill

                  @ The Mask

                  walaikum salam

                  to phir aap Hudood ordinance ko explain karein gey?

                  jo mey ney suna hai aur perha hai in different articles--us key mutabiq

                  Zia ul haq ney Islamalisation jo laya tha apney daur wo sirf apney rule ko prolong kerney key liye tha......issi ka aik hissa hudood ordinance hai

                  aur us mey tha kya ye mey ney uper post kiya hai
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Women Protection Bill

                    Xenya ji

                    I have deeply studied the hadood ordinance of 1979, lekin us mein bohat si kabahatein thein, islam ke naam per gair-islami kanoon-saazi thi. Bohat si masoom auraton ka istehsaal hua. Burai kum honay ki bajaye ziada hui. Us kanoon ke tehat rape victim ko legal protection aur justice ki bajaye akser o beshtar khud he cases ka samna kerna perta tha. Is liye bohat se rape-cases manzar-e-aam per bhi nahi aaye. Saza pe saza mili auraton ko. Go ke is law se bohat se aurat ki bajaye rapists ko protection mili.

                    Ub jo hadood ordinance pesh kia gaya he, us mein woman protection ziada he aur govt. ub bhi claim kerti he ke yeh islam ki asoolon per banaya gaya he. Then why to worry...carry on with the new one. We welcome the amendments :)
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Women Protection Bill

                      Rape cases mein ladkiyan hi media mein kyon aatei hain, rapist ka chehra bhi nazar nahin aata, Rape victim hi saari zindagi iss 'incidence' ke liye apne andar ek 'tiss' liye rahti hain jabke ladkon ko kuchh nahin hota...Kyon.

                      Law amendment ya conviction mein change honi chahiyie...change honey se kya...kuchh nahin hota.

                      aksar dekha gaya hai ke faisla der se hoti hai tab tak bahut kuchh ho jata hai, agar saza bhi hoti hai to minor,

                      major punishment ke haq mein aurtein hi nahin hain...wo kahti hain ke agar ek rapist ko phansi ki saza ho jaye to ho sakta hai wo rapist rape victim ko jaan se marney ki dhamki de, yaa maar bhi de

                      Who is responsible for this "Seksual harrasment".

                      Western Culture
                      Fashion
                      Ladkiyon ke kapde jo qad o qaamat and body language ko ujagar karti hain
                      Album songs, jisme item girsl chhotey chhotey kapde pehna kar dance karti hain
                      TV serials

                      qaanoon se kuchh nahin hota, ek baar jo loot gaya, qaanoon kya wapis la kar dega.
                      At last...ladkiyon ko apni security, apni hifazt khud karnic chahiyie,
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment

                      • #12
                        Re: Women Protection Bill

                        Originally posted by Spy009 View Post
                        Rape cases mein ladkiyan hi media mein kyon aatei hain, rapist ka chehra bhi nazar nahin aata, Rape victim hi saari zindagi iss 'incidence' ke liye apne andar ek 'tiss' liye rahti hain jabke ladkon ko kuchh nahin hota...Kyon.

                        Law amendment ya conviction mein change honi chahiyie...change honey se kya...kuchh nahin hota.

                        aksar dekha gaya hai ke faisla der se hoti hai tab tak bahut kuchh ho jata hai, agar saza bhi hoti hai to minor,

                        major punishment ke haq mein aurtein hi nahin hain...wo kahti hain ke agar ek rapist ko phansi ki saza ho jaye to ho sakta hai wo rapist rape victim ko jaan se marney ki dhamki de, yaa maar bhi de

                        Who is responsible for this "Seksual harrasment".

                        Western Culture
                        Fashion
                        Ladkiyon ke kapde jo qad o qaamat and body language ko ujagar karti hain
                        Album songs, jisme item girsl chhotey chhotey kapde pehna kar dance karti hain
                        TV serials

                        qaanoon se kuchh nahin hota, ek baar jo loot gaya, qaanoon kya wapis la kar dega.
                        At last...ladkiyon ko apni security, apni hifazt khud karnic chahiyie,

                        ye baat to thiik hai k ik cheez jo toot jae us per koi bhi qanoon banaya jae wo cheez or izzat wapis nahi aati
                        per ye bhi zaroori hai k koi qanoon banaya jae jis key tehat is tarah ki cheezon ko discourage kiya jae or Aurat ko security ko means kise k liye lerki ki izzat mazaq na rahy
                        per jo haddod humin ISLAM ne diin jesa k TheMask ne kaha humin uskey mutabiq chalna chahye widout any amendment

                        or jo factors apne bataya wo bhi sahee hain
                        aj kal lerkiyan khud hi factors provide ker rahi hain taky ye sab cheezin encourage hoon

                        Comment

                        • #13
                          Re: Women Protection Bill

                           کیا حدود کے ترمیمی بل سے عورتوں کو کچھ فائدہ پہنچے گا؟
                          جی ہاں (4516 votes)
                          27.1%

                          جی نہیں (10947 votes)
                          65.6%

                          معلوم نہیں (1232 votes)
                          7.4%
                          نتائج عوامي رائے کي سو فيصد نمائندگي نہيں کرتے

                          these r the results from www.bbcurdu.com

                          Comment

                          • #14
                            Re: Women Protection Bill

                            most of the people r on the view that these amendments have nothing 2 do wid women's benefit:blush:

                            Comment

                            • #15
                              Re: MUBAHISA: Women Protection Bill

                              but i don't agree with you sis
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X