Originally posted by Aanchal
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
MUBAHISA: Sir Sayed Ahmed khan Pakistani Hero...?
Collapse
X
-
Re: national hero
Originally posted by ummid View Postsir sayad Ahmad khan "qoomi" hero hai... pakistaan ke National hero nahi.... woh Indian the...:)
jo bar-e-sagheer kay muslim the jinoo nay muslamnoo ki taraqi kay leye kaam kia woh pak kay bhi hero samjhaye jatay hian :rose
-
Re: national hero
Originally posted by Aanchal View Postqoomi ko to national kaha jata hai na ?:mm:
jo bar-e-sagheer kay muslim the jinoo nay muslamnoo ki taraqi kay leye kaam kia woh pak kay bhi hero samjhaye jatay hian :rose
national as a country humare dimag mein tha isi liye.... hume kaihna tha ke Sir sayaad sahib "muslim qoom" ke liye hero hai... he is not paakistani... yahan is thread mein hum bhi muslim qoom ke heros mein se kisi aik ka naam likhne aaye the per yahn sirf "paakistani national hero" ke naam likhne hain....
sorry!!
Comment
-
Re: national hero
Originally posted by ummid View Postsir sayad Ahmad khan "qoomi" hero hai... pakistaan ke National hero nahi.... woh Indian the...:)
Comment
-
Re: national hero
Originally posted by zapk7 View PostAb yeh sir syed ka qusoor to nahin hai na ke woh Pakistan bannay se pahlay wafat paa gaye thay.Bar-e-saghir main do qoumi nazarya ke baniyon main se thay aur yehi do qoumi nazariya baad main nazariya-e-Pakistan bana.Unki khidmaat unhain Pakistan ka sab se pahla hero banati hain.syed ahmad khan ka ye bohat bara kaam tha k unhoon ali ghar qayam kiya aur si ki jitni bhi tareef ki jay wo kam hy aur un ka ye karnam apni jaga bohat bara aur numaian hy magar mary nazdeek wo hero kehlany k musthik naheen na hi pakistan k aur nahi muslmano k......ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: national hero
Originally posted by aabi2cool View Postsyed ahmad khan ka ye bohat bara kaam tha k unhoon ali ghar qayam kiya aur si ki jitni bhi tareef ki jay wo kam hy aur un ka ye karnam apni jaga bohat bara aur numaian hy magar mary nazdeek wo hero kehlany k musthik naheen na hi pakistan k aur nahi muslmano k......
hum log waqai na shukre hain..kante daikh ker phool chor dene waale log....
kisi mein koi khaami nazar aaiy nahi ke bus us ke her acche kaam ko bhoola diya...
hero woh hota hai jo saari musibatein jhail ker koi azeem kaam ker jaye...
sir sayed Ahmad khan was one of them... jinho ne muslims ke liye bauhat kuch kiya sirf kitaabi kaam nahi...aaj jinhon ne qalmi taqat ka sahara liya unhe hero bana diya aur jinho ne amal kiya un ka kiya?? he was really great... koi maane ya na maane... not only I but there are lots of people who consider him as a reall hero...
thanxx..:)
Comment
-
Re: national hero
Originally posted by ummid View PostHE IS AN IDOL FOR MUSLIMS....:)
hum log waqai na shukre hain..kante daikh ker phool chor dene waale log....
kisi mein koi khaami nazar aaiy nahi ke bus us ke her acche kaam ko bhoola diya...
hero woh hota hai jo saari musibatein jhail ker koi azeem kaam ker jaye...
sir sayed Ahmad khan was one of them... jinho ne muslims ke liye bauhat kuch kiya sirf kitaabi kaam nahi...aaj jinhon ne qalmi taqat ka sahara liya unhe hero bana diya aur jinho ne amal kiya un ka kiya?? he was really great... koi maane ya na maane... not only I but there are lots of people who consider him as a reall hero...
thanxx..:)
kaysi hain aap , aap ny ye kion kaha k ham nashukry hain jab main ny tasleem kiya k syed ahmad khan ny bohat bara kaam kiya aur main ny un ki is khoobi ko bohat bara karnama bhi mana hy laikin baat ye hy k in sab k bawajood main un ko muslim hero naheen manta uar us k bohat se thoos saboot hain mary pass aik to unhooon ny quran ki tafseer aur tarjuma likha hy jo k sara sar quran ki tafseer naheen balk tehreef hy ... is k ilawa bhi un k zehan main engreezon ka ajeeb kisam ka rob tari tha jis ki bina par unhoon ny bohat se islamic aqaid ka inkaar kiya hy un main se aik basic aqeeda malaika ka inkaar bhi shamil hy,,,,,,ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: national hero
Originally posted by zapk7 View PostAb yeh sir syed ka qusoor to nahin hai na ke woh Pakistan bannay se pahlay wafat paa gaye thay.Bar-e-saghir main do qoumi nazarya ke baniyon main se thay aur yehi do qoumi nazariya baad main nazariya-e-Pakistan bana.Unki khidmaat unhain Pakistan ka sab se pahla hero banati hain.Last edited by aabi2cool; 17 November 2006, 20:31.ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: national hero
Originally posted by aabi2cool View Postaslamo alykom ummeed sister ,
kaysi hain aap , aap ny ye kion kaha k ham nashukry hain jab main ny tasleem kiya k syed ahmad khan ny bohat bara kaam kiya aur main ny un ki is khoobi ko bohat bara karnama bhi mana hy laikin baat ye hy k in sab k bawajood main un ko muslim hero naheen manta uar us k bohat se thoos saboot hain mary pass aik to unhooon ny quran ki tafseer aur tarjuma likha hy jo k sara sar quran ki tafseer naheen balk tehreef hy ... is k ilawa bhi un k zehan main engreezon ka ajeeb kisam ka rob tari tha jis ki bina par unhoon ny bohat se islamic aqaid ka inkaar kiya hy un main se aik basic aqeeda malaika ka inkaar bhi shamil hy,,,,,,
hum Allhamdulilah A1 hain....
kisi ki khoobiyon ka aitraaf karne ke baad yeh kaihna ke woh aisa nahi kahein na kahein us insaan ke liye dil mein shak paidah ker deta hai... i am sorry if i unconsiously hurt you... khamiyaan her insaan mein hoti hai hum ne kabhi un ke liye yeh statment nahi sunna na apne ustaad'on se aur na hi kisi aur se jaisi aap ne likha "angrezon ka aik ajeeb qism ka rob tha unhe"... bhai impress hone ke liye zarori nahi ke aap kisi muslim se hi impress ho... ilm ke liye tu aisa hai ke aap jayaz ilm hasil karo kisi se bhi... ilm ka dayrah bhi bauhat waseeh hai... any wayzz yeh aik alag topic hai.. woh angrezon ke kuch systems se impress the per woh un ke rob mein kabhi nahi aaye....
raha sawal is ke ke unhon ne quraan ka jo trjumma kiya woh kaisa tha aur kiya tha tu is ke baare mein hum kuch nahi jante aur na hi kuch kaheinge jub tak hum personaly un ka translated quraan perh nahi lete.. her insaan apne nazariye se sochta hai... lets see...
aur unhon ne ager kisi aqeedeh ko jhotlaya tu yeh un ka personal amal hai.. didi he forced any body tu refuse the "malakah's aqeedah"..aisa kahein nahi hoga her chand ke hum ne ye baat bhi kabhi sunni nahi phir bhi...
woh azeem the is liye nahi ke unhon ne '"ali gerh university" ki buniyaad rakhi balke is liye bhi ke unhon ne bauhat kuch prectically jhalia.....and its not easy...
Aap kabhi India aayega tu Ali grh university zaror jaiyega..people over there are really thank ful to Allah ke is sarzameen per itni azeem shaksiyat ne jnam liya...
kaihne ko bauhat kuch hai...per jitna zyadah likheinge utne hi log tanqeed ke paihloo nikal leinge.... so i stop here...
baaqi Allah her kisi ke dil ka haal janta hai un ke dil mein kya tha un hon ne kiya kiya aur kis aqeede se inkaar kiya yeh un ka aur Rub ka mamlah hai.. Alalh unhe maaf kare aur janat mein alah maqam naseeb kare.... unhon ne apni zaat se sirf aik do ko nahi kai ko faiz pohnchaya hai..aur beshak zariya banane waala Allah hi hai....
koi baat buri lagi ho tu tah-e-dil se maafi....
khush rahiye..
Allah haafiz..:roseLast edited by ummid; 17 November 2006, 20:36.
Comment
-
Re: Sir Sayed Amhad khan
main na in posts ko yaha move kia hai woh games ka section tha or behas-o-mubahisa main yeh post honi chaye the :rose
Comment
-
Re: Sir Sayed Amhad khan
Originally posted by Aanchal View Postmain na in posts ko yaha move kia hai woh games ka section tha or behas-o-mubahisa main yeh post honi chaye the :rose
its an intresting topic.......wasy bhi aj kal hamary heros kaafi discuss ho rahy hain n its nice 2 discuss our history as well:)
Comment
-
Re: Sir Sayed Amhad khan
Originally posted by Me Here View PostAccha kara.....
its an intresting topic.......wasy bhi aj kal hamary heros kaafi discuss ho rahy hain n its nice 2 discuss our history as well:)
urdu sey pear kernay waloon key samney app urdu zaban ko bigarney ki kohsish kudara na kejaeyehPeople should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
Comment