Re: MUBAHISA: Sir Sayed Ahmed khan Pakistani Hero...?
well Sir Sayed Ahmed Khan is our National hero.coz he provided the base for the demand of a separate homeland for muslims. How come one say that he cant be labelled as Pakistan's National Hero just becoz he didnt play a direct role in indepence movement. He played an indirect rather a vital role for the struggle for this homeland. I dont agree thet he was an INDIAN. He wasnt. woh mutheda hindustan k shehri thay ye theek hai lakin es tarah tou woh sab jo Pakistab k ban'ney se pehley es jahan-e-fani se rukhsat ho gaye hamarey hero nahi ho saktey. es tarah tou ham IQBAL ko bhi apna hero nahi keh saktey. aik fact ko koi deny nahi ker sakta k Pakistan ki base TWO NATIONS THEORY petr rakhi gae hai. tareekh ko perrhye aur ye baat saaf zahir hai k es nazreye k khaliq Sir Sayed Ahmed Khan thay.
Un k barey mein bhot sey logon ki ye bhi ghalat-fehmi hai k woh DEhriya type k insan thay. ham ney Sir Syed ki biography parrhi hai aur woh aik bilkul neutral writer ne likhi thi jis ne bhot clearly unn ki khubiyun aur kamzooriyun ko analyze kiya hai. He was a thorough Muslim. han jis zamaney mein unhon ney apni progressive movement start ki thi uss waqt k lehaz se woh waquii bhot advanced khyalat thay. yet God forbids he never made fun out of any Islamic principle.
kehne ka maqsad ye hai k ham apney National Heros ki list mein se unn logon ko kabhi kharij nahi ker saktey jinhon ne directly or indirectly Pakistan k ban-ney mein koi role play kiya hai.Ham tou ye kahen gey k ager Sir Syed Ahmed Khan nahi hotey tou tareekh ka rukh bhot muskhtlif hota.

Comment