Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ARTICLE: Chanda Maamo Khuda ke leye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Chanda Maamo Khuda ke leye

    oper shar kiye gay mazameen k bad khuch batoon ki wazahat karna chahon ga wo ye k khaleej time ny is saal bhi soudi arbia main ramzaan k chand ko khud soudi arbia k mahreen falkiyat k mutabik ghlat qarar de diya hy .
    aur rahi baar sarhad ki to sarhad main khuch makhsos log hain jo guzashta 55 saal se ummat main is mawaqon par tafarqa bazi ka baes ban rahy hain jab mulk main tamam makatb e fikkar k ulmah ki numaynda royat hilal commety bani hui hy to phir us se ikhtilaf karna shariyat aur ikhlakiyat dono ki rooh se bohat bara juram hy. hona to ye chaiye k ham in logon ko jo poury mulk se alehda mehaz apni zatti shaksi ana k baes intishaar ka baes banty un ko qably tazeer tehrain ulta ham un ki himayat kar k aik aysi commiti jis par sab logon k bilamoom aur soba sarhad k bhi aksar logon ka bilkhusoos ittifaq hy ko qably muzamat tehraty hain........
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #17
      Re: Chanda Maamo Khuda ke leye

      Originally posted by aabi2cool View Post
      oper shar kiye gay mazameen k bad khuch batoon ki wazahat karna chahon ga wo ye k khaleej time ny is saal bhi soudi arbia main ramzaan k chand ko khud soudi arbia k mahreen falkiyat k mutabik ghlat qarar de diya hy .
      aur rahi baar sarhad ki to sarhad main khuch makhsos log hain jo guzashta 55 saal se ummat main is mawaqon par tafarqa bazi ka baes ban rahy hain jab mulk main tamam makatb e fikkar k ulmah ki numaynda royat hilal commety bani hui hy to phir us se ikhtilaf karna shariyat aur ikhlakiyat dono ki rooh se bohat bara juram hy. hona to ye chaiye k ham in logon ko jo poury mulk se alehda mehaz apni zatti shaksi ana k baes intishaar ka baes banty un ko qably tazeer tehrain ulta ham un ki himayat kar k aik aysi commiti jis par sab logon k bilamoom aur soba sarhad k bhi aksar logon ka bilkhusoos ittifaq hy ko qably muzamat tehraty hain........
      bilkul teek kaha app ney

      soba serhad main her saal , ais wakat tafurqa pehlaya jata hay
      and sab sey zeada hansi mujeh us wakat aai thee
      jab AAj tv per aik swal key jowab per soba serhad key wazeray Ala ney kaha tha key serhad ki awam mazhab sey bohat zeada lagaoo rakhti hay is leya elan kia gia hay

      yani deen ki mohabat main 2 din pehlay hi Eid
      kia yeh wakey mohabat hay
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment


      • #18
        Re: ARTICLE: Chanda Maamo Khuda ke leye

        aap ny saheeh kaha filba ji ye waqehi hansany wali hi baat hy
        HAVE A NICE DAY

        ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
        عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح


        Comment


        • #19
          Re: ARTICLE: Chanda Maamo Khuda ke leye

          main khalil bhi ke rahy sy mukum itefaq kertaa hoon...
          aur abbicol nain tu kafi detail main jawab post ker diya hai..

          Ek saath eid .... yeh naya shosha media ke taraf sy choda giya hai
          per kiya sirf ek saath EID sey woh sary problems hal ho jain gey jo Ummat ko derpaish hain... kiya Eithad sirf siwiyan khanain ke liye hai..

          Dekhna chahiye ke shriyat main assal kiya hai... jab hadess ke mufhoom key mutabiq "chand dekh ker roza rekhan aur chand dekh ker eid" per amal kiya
          jaa rhaa hai tu logon ko ass main kiya problem hai..

          Peshwar main mery cousion rehty hain.. woh kehty hain key peshwar main
          bhi eid goverment of pakistan ke saath hoti hai.. sirf jo log Agencies.. liek Mehmand,bajor aur kuch qabili kum Ailm log hi eid kerty hain pehly

          aur un logon ke delaal Saudia Arab k saath EID hai..
          kiya ko ass amal ke shari delial dey saktaa hai yah sirf aisy he been bajya jaa rhaa hai


          Saudia ky pehly sey bany howy calender ke tafseel moonsighting .com
          per moojod hai .. ek dafa tu aisa bhi how ake 28 wain rozy ko wahan chand nazer a giya.......


          humra nazam drust hai .. zaroorat logon key diloon sey nifaq ko nikalnain ke hai
          munib-ur-Rehamn sahib per humain pora itemad hai...
          Zaid Hammid on Sawat War..
          A must Watch..

          Comment

          Working...
          X