Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

    [quote=Khalil;266213]

    humain wakee poet kee koi zarorat nahi hay ..LAKIN Iqbal jaison kee hay jo humain apni pechan kara sakin....balky mery khiyal main to aap ko khudh aisa shair huna chayee........jo hamisha choti soch sochty hian,,,aap kia hayn???????
    aik aap yeh to nahi hian???

    yehi wakee aap to ghatian soch k malik hay...trucks pakistani road k shahzdy hain......aur shaid aap ko yeh pata na hu k main ny yeh shair ALLAH k liy likha hay ....kk wo kaha hay???
    aik to yeh sharion ka bara marz hay , un key ashar per koi baat keh do to bahi to us ko Allah ki taraf redirect ker detay haan

    "YOUN ZINDAGI GUZAR RAHA HOON TERAY BHAGAIR"

    yeh bataen key Allah key BHAGAIR app zindagi guzar kesay rahey haan

    kindly is tarah key ghatia sheeron ko Allah sey mansoob na kia kareen

    bahi is ki jaga app koi Ayat ya hadees likh deen to wo behtar hay

    mein to ghatia soch ka malik hoon lakin app ko koi bara pan ka saboot deen
    Last edited by tauruskhan; 1 November 2006, 14:12.
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

    Comment

    • #47
      Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

      Originally posted by filbahere View Post
      do you know Allama Iqbal
      no dought he was a great poet
      but do you know he was a drinker as well
      aik nakam wakeel etc etc

      malka bartania key marnay per kia kaha tha
      "
      utta garb sey aj saya khuda
      "
      means key malka bartania khuda ka saya thee
      astagfiruallah

      critics to yeh bi kehtay haan key Iqbal ney us wakat key ik mashoor shair name is wakat meray zehan main naeen hay ki shairi ko copy kia kerta tha

      but from my point of view he was a great poet and nothing else
      he was not a good leader , not a good lawyer

      actually jab hmm kisi ki tareef kerna shorow kertay haan to us key kharab pehloo khatam ker detay haan
      thats wrong

      but in poetry i admire him , but i don't think key ager wo na hota to urdu adab per zeada farak perta
      urdu adab per ager farak per sakta tha to wo ghalib ki shari na honey sey per sakta tha

      wasey mujeh yeh samj naeen ati , saray sharabi itni acchi shari kesay ker letay haan
      kia acchi poetry baghair sharab peay naeen ho sakti kia
      aap ki tamam batoon k jawab main serf aik hadeeth mubarka naqal karna chahon ga aur wo ye k NABI kareem saw ny farmaya jis ka mafhoom ye hy k insaan k jhoota hony kiliye itna hi kafi hy k suni sunaibaat ko agay muntiqal kardy......
      aap ny jo ilzamaat iqbal par lagay hain pehly to un ka koi thoos sabot aap k pass naheen aur bagair saboot aur shahdat k kisi bhi zinda muslim shaksiyat par tohmat lagana yaqeenan had qazaf ka baes hy likin aap ny to aik fout shoda shaksiyat par jo k koi aam hasti naheen un par aik byhoda ilzaam lagaya hy .halank NABI KAREEM saw k irshad hy k apny fout shudgaan ko achy tareeqy se yaad kiya karo...ab aap ka ye juram kitna qabeeh hy is ka fesla ALLAH HI K HAAN HOGA...
      baqi akhir main apny sab doston kiliye bilamoom aur aap kiliye bilkhosoos ALLAMA iqabl par banai gai aik web ka link de raha hon jis main pouri duniya se azeem logon ny mukhtlif zabano main iqbaliyaat par kaam kiya hy aur hazaroon kitabeen likheen hain. aur ye tehqeeq ka meydan iqbal ki hayat se laykar abhi tak jari hy abhi taklog iqbaliyaat aur un k falsafy ki tashreehat karrahy hain......
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #48

        Welcome to Allama Iqbal Site
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #49
          Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

          Originally posted by aabi2cool View Post

          Beshak Allah hi faisala kernay wala hay
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment

          • #50
            Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

            Originally posted by filbahere View Post
            naeen sab sey pehlay
            sach bolna and sonna and us ko bardasht kernay waley chaeein
            Sach sun'nay ka hausla hay:) ...lekin aap shayad sach k kuch ziyada hee baray alamberdaar saabit kernay ki koshish ker rahay hainb khud ko...Aiur usee mein maloom nahin ho pa raha k aap kia keh rahay hain ...jaaiey un ki books perhiey jaa k aur phir baat kijieey ga ......................:) :)
            Originally posted by filbahere View Post
            izzat kerni chayeh lakin yeh naeen key un ko khuda bana dena chayeh
            :) :) :) To Izzat hee ker lijiey wohee kafee hay...Nauz Billah humnay kab kaha k Khuda banaieey
            Last edited by Eshaa Chaudhry; 1 November 2006, 16:10.
            sigpic

            Comment

            • #51
              Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

              Originally posted by barg.e.gul View Post
              Urdu adab mey koi kami na hoti`??
              ji haan beshak urdu adab main iqbal k na hony se koi kami waqea na hoti kion k is shoby main degar shakhsiyat ny bohat kaam kiya hy likin iqbal ki inbferadiyat ye hy k unhoon ny ummte muslima main beydari ki aik nai rooh phonnki hy .agarcha is main bhi iqbal ny sahara apny kalam ko hi banaya hy likin serf urdu kalam ko naheen balk urdu se ziyada kalam iqbal ka farsi main hy.dosry lafzoon main ham uon kehsakty hain k bilashuba iqbal ny aik nai jehat main kaam kiya likin iqbal k kaam ko serf urdu adab ki tarqi ka baes naheen kaha jaskta aur mery khiyal main is urdu adam ki taraqi k zumry main iqbal ki takhsees saheeh naheen .han ummete muslima ki beydari main urdu aur farsi adab ka istimaal bilashuba iqbal hi ki khasosiat hy.......
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #52
                Re: Agar Iqbal na hotey...?

                Originally posted by filbahere View Post
                kash key app Quran perh letay , is sey zeada faida hota meray bahi
                MUJY Quraan aur Allama kee poetry main koi faraq nazer nahi ata...............

                aur bakee aap kee zehniyat ka pata chal gia hay lehaza....behas fazool hay...aur aap khush hujain aur dil hee dil main kaheen ..k main kamyaab hugia

                Comment

                • #53
                  Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                  Comment

                  • #54
                    Re: Agar Iqbal na hotey...?

                    Originally posted by Khalil View Post

                    thanx
                    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                    Comment

                    • #55
                      Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                      Originally posted by Me Here View Post
                      app ko kia hoa
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment

                      • #56
                        Re: Agar Iqbal na hotey...?

                        Originally posted by Khalil View Post
                        MUJY Quraan aur Allama kee poetry main koi faraq nazer nahi ata...............

                        KHL bhai..........i think ap ziada passionate ho gae.........
                        dekhin IQBAL hamarey liye qabil-e-izzat shakhsiyat hain,ik acche poet (i do agree unki poetry naseehatoon se bhari hoi hai)
                        per hum kabhi bhi unki poetry ko QURAN k sath na hi compare ker saktey hain or na us jesa keh sakte hain

                        QURAAN PAAK ik divine n revealed book hai jis main words as well as meanings sab kuch revealed hai........it means k wo ALLAH TAALA K APNE WORDS hain.......wo ALLAH TAALA ki ik buhaat MUQADDAS KITAAB jo hamarey liye ahkaam or naseehatoon se bhari hoi hai.......
                        hum NAUZUBILLAH kabhi bhi kise aam insaan ki kitaab ko ALLAH ki KITAAB k saath her giz compare nahi ker sakty.......
                        is baat ki ijazat to hamaari naqis aqal bhi humin nahi deeti

                        is baat per sochye samjhye to INSHALLAH apko sab baat khud hi samajh aa jae gi.

                        Comment

                        • #57
                          Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                          Originally posted by filbahere View Post
                          app ko kia hoa

                          kuch nahi..........:(
                          i want k hum sab discuss karin........per i dont want k hum saab larayan karin:(
                          ap sab loog araam se discuss kijiye.......fightings se baat solve nahi hoo gi berhti hi jae gi or humin her baat ka solution nikalna chahye......rite?

                          Comment

                          • #58
                            Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                            Originally posted by Me Here View Post
                            kuch nahi..........:(
                            i want k hum sab discuss karin........per i dont want k hum saab larayan karin:(
                            ap sab loog araam se discuss kijiye.......fightings se baat solve nahi hoo gi berhti hi jae gi or humin her baat ka solution nikalna chahye......rite?
                            bilkul rite
                            lakin main shayed ab baat na karoon
                            take care
                            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                            Comment

                            • #59
                              Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                              Originally posted by filbahere View Post
                              bilkul rite
                              lakin main shayed ab baat na karoon
                              take care

                              but this is also not the solution......
                              baat karin zaroor karin.......ise ko to debate kehte hain per ik dosre ki zaat per tanqeed mat karin......or aisa 2ono sides se ho raha hai:(

                              KHUSH RAHYE

                              Comment

                              • #60
                                Re: Agar Iqbal na hotey...?

                                Originally posted by Khalil View Post
                                MUJY Quraan aur Allama kee poetry main koi faraq nazer nahi ata...............
                                Please EDIT your post...

                                you know wat i mean.... and this was v disappointing....
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...