Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

    Agar Iqbal na hotey to hamari zaban o adab mey kya kami reh jaati?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Agar Iqbal na hotey...?

    ^^


    jaag jao logon!
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Agar Iqbal na hotey...?

      topic aap ny ejeeb dia hay..................................

      waisy ager Iqbal na huty to shaid main yehan na huta,,,,,

      Comment


      • #4
        Re: Agar Iqbal na hotey...?

        is shiddat-e-khuloos ka kya faaida Nadeem
        jis nay har aik dost ko bezaar kar dya

        Comment


        • #5
          Re: Agar Iqbal na hotey...?

          kion bhi:cc:

          Comment


          • #6
            Re: Agar Iqbal na hotey...?

            Originally posted by <<Muqadas>> View Post
            is shiddat-e-khuloos ka kya faaida Nadeem
            jis nay har aik dost ko bezaar kar dya
            Nadeem naam hee bewafai hay hay:na:

            Comment


            • #7
              Re: Agar Iqbal na hotey...?

              aray bahi ghalat post karde thi bait bazi main karni thi

              Comment


              • #8
                Re: Agar Iqbal na hotey...?

                :d :d

                Comment


                • #9
                  Re: Agar Iqbal na hotey...?

                  chaloo koi gal nahi hunda hy aisa v

                  Comment


                  • #10
                    Re: Agar Iqbal na hotey...?

                    Iqbal ka name lanay walay uska dia howa ders bhool jaatay hain.bulkay ignore kertay hain. Aik shar hay Iqbal ka,, Aa tujh ko bataon k taqdeerai ummam kia hay,,Shumseer wo sana awal ,tawous rubab aakhir
                    is share ka saf matlab hayk ..Allah say tauluq or Jihad orooj hay or music etc zawal hay ..khud daikh lu or kisi say pooch bhi lu.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                      Assalam-o-Alikum barg sis!:)



                      u've come with an intresting topic!:clap:
                      ager Iqbal na hooty to Pakistan ko separate country bananaey ka decision shaid liya hi na jata or ager liya jata to shaiod is main delay ho jata
                      wo ik buhat acchey SHAAIR they jinhe log aj bhi shoq se perhte hain ik aise shair jinho ne ishq/mohabbat se hatt ker sabaq amooz shaariri bhi ki:)

                      KHUSH RAHIYE:)
                      Last edited by Shaim; 27 October 2006, 15:42.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                        agar iqbal na hoty to urdu adab main to shayed koi kami na hoti han magar itna zaroor hy k ummate muslima aik bohat bary mufakar aur ummat main aik nai rooh pohnkny wali shaksiyat se mehroom reh jati. han albata 2 qoomi nazariye wali baat ka nata serf hazraty iqbal hi k sath jorna tareeki aytbaar se ghalat hy..iqbal se pehly bhi muslmano main ye nazariya mojood tha haal albata is ko shohrat iqbal hi k fikri pegham se mili.......
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          agar iqbal na hoty to urdu adab main to shayed koi kami na hoti han magar itna zaroor hy k ummate muslima aik bohat bary mufakar aur ummat main aik nai rooh pohnkny wali shaksiyat se mehroom reh jati. han albata 2 qoomi nazariye wali baat ka nata serf hazraty iqbal hi k sath jorna tareeki aytbaar se ghalat hy..iqbal se pehly bhi muslmano main ye nazariya mojood tha haal albata is ko shohrat iqbal hi k fikri pegham se mili.......
                          i agree with u bhai jaan

                          Comment


                          • #14
                            Re: Agar Iqbal na hotey...?

                            Originally posted by Khalil View Post
                            topic aap ny ejeeb dia hay..................................
                            is mey ajeeb kya hai?
                            waisy ager Iqbal na huty to shaid main yehan na huta,,,,,
                            chalein aap issi point ko explain ker dein..?
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mubahisa: Agar Iqbal na hotey...?

                              Originally posted by Me Here View Post
                              Assalam-o-Alikum barg sis!:)



                              u've come with an intresting topic!:clap:
                              ager Iqbal na hooty to Pakistan ko separate country bananaey ka decision shaid liya hi na jata or ager liya jata to shaiod is main delay ho jata
                              wo ik buhat acchey SHAAIR they jinhe log aj bhi shoq se perhte hain ik aise shair jinho ne ishq/mohabbat se hatt ker sabaq amooz shaariri bhi ki:)

                              KHUSH RAHIYE:)
                              nops i don't think so
                              ager wo na hotey to koi aur hota
                              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                              Comment

                              Working...
                              X