Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ik Review: "In The Line of Fire"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ik Review: "In The Line of Fire"

    Originally posted by Spy009 View Post
    Gen. Musharraf sahib “In the Line of Fire” mein kahtey hain ke

    guzashta Pakistani Prime Minister Nawaz Sharif ko Kargil War ki puri jaankari thi,
    jab ke wahin Nawaz Sharif ne apni kitab “Gaddar Koun” mein iss waqiya ka zikr kiya hai, jismey wo kahtey hain ki unhen Kargil war ke baarey mein Bharat ke prime minister Atal Behari Vajpayee ne phone per di thi.

    Gen Musharraf sahib America ko yaqin dilatey hain ki Terorrism ko jad se mitaney ke liye wo puri tarah se unkey saath hain,

    wahin apney mulk ke kogon ko batatey hain ke America ko saath dena unki majboori hai.

    Haqeeqat mein Gen. Musharraf ka yeh kitab ek propaganda hai jisey aaney wale October 2007 ke election mein cash karana chahta hai.

    2007 elections walii baat thiik hai........
    Musharraf uncle ko kuch or nahi mila to unho ne ik book likh di or wo bhi jhooti?
    ager America ka sath dena majboori hai to usko political level tak q nahi rakha jata jahan tak majboori hai???
    q hamarey culture or lives mai american n western rang ghoolney ki koshish ki ja rahi hai?
    iska jawab q nahii dety musharraf uncle???

    he must give replies ........ a single book is not enough

    Comment

    • #17
      Re: Ik Review: "In The Line of Fire"

      Originally posted by abdulwahab View Post
      SALLAM
      CHALOO AIK MASLAY PER BAAT KERTAY HAIN.
      EID KAY BAAD MERRISGES KA SEASON HAI.
      ''SHAADI PER JAHEZ KION LIA JATA HAI''
      AGER YEH KAHA JATA HAI KEH ''MARD HAZRAAT ''KO JAHEZ KA LALACH HOTA HAI TOO PHIR
      LARKI KI SAASU MAAN KION LARKI KO JAHEZ KA TANA DAITI HAI HALANKEH WOH BHEE AIK AORAT HE HAI.?
      AUR AIK BAT AUR
      AAJ KA MARAD KAL AIK MILK PEETA BACHA THA.KIA US KAY DIL MAIN PAIDA HOTAY HI JAHEZ KI LALACH BHER GAI JAB KEH US WAQAT WOH APNA NAM BHEE NAHI JANTA THA YA PHIR US KI MOTHER NAY US KI TARBIYAT AISI KI HAI KEH US KO JAHEZ KI LALACH PER GAI?
      AUR JAB LARKAY KI MOTHER LARKAY KA ROOM NIA BANATI HAI TOO YEH KION KEHTI HAI KEH
      ''TERA YEH KAMRA TERI BEEWI APNAY SAMAN[JAHEZ] SAY HI BHARAY GI''
      KIA YAHAN MARAD LALACHI HOTA GHAI YA MAAN JO KEH KHUD PEHLAY AIK AORAT HAI''
      ''BBIAN'' YANI LARKIAN KIA KEHTI HAIN IS KAY BARAY MAIN?

      Walikum Assalam!

      jahez ki laalach..........
      jin logoon ki mentality kharab ho unhe jahez ki lalach hoti hai or is main mard or aurtain dono hi shamil hain.....
      apne baat ki aurat k tarbiyat kerne ki k ik maan apni tarbiyat se hi betey ko lalchi banaati hai...to abhi ik post mai apne kaha tha k "HUM KHUD HI AISE HAIN TO HUMIN GOVT KO BLAME NAHI KERNA CHAHYE"..........jab "HUM KHUD" ki baat aati hai to phir ik mature insaan apni sochoon ko khud hi pukhta kerta hai.........he must know wat is rong n wat is not?

      lakin phir bhi me ye kahoon gi k aurtain GHEEBAT n LAALACH mai mardoon se aagy hi hain........per jahez ka trend aj wo nahi jo kuch arsa pehle tha........aj logoon mai awareness hai they know that its an evil........or aj k zamany mai kam hi hoota hai k lerke waly lerki waloon ko koi jahez ki list thama dain.....

      per less developed areas mai aj bhi ye ik devil ki tarah zindagion mai shamil hai per this is due to un awareness......

      ik thread ka link de rahi hoon...apko is topic se related khaasi info mily gi n u can discuss this topic separetely here:

      http://www.pegham.com/showthread.php?t=13895

      Comment

      • #18
        Re: Ik Review: "In The Line of Fire"

        Originally posted by Ms.Khan View Post
        ان دی لائن آف فائر

        السلام علیکم!.... طلحہ السیف

        پہلے الفاظ بستر مرگ پر فاتح بیت المقدس سلطان صلاح الدین ایوبیؒ کے ہیں اور دوسرے اس کی موت کی خبر سن کر انگلستان کے بادشاہ رچرڈ نے کہے تھے۔

        جی ہاں! بات ہے امت مسلمہ کے سب سے بڑے المیے کی ، وہ المیہ جو کفار کو مسلمانوں پرغلبےکی راہ فراہم کرتا ہے ، جو مسلمانوں کی ذلت اور رسوائی کا سامنا مہیا کرتا ہے ، جو ہمیشہ سے ان کے زوال کا سبب بنتا چلا آیا ہے اور نہ جانے کب تک اس کا یہ منحوس نتیجہ تاریخ کے صفحات پر ثبت ہوتا رہے گا، المیہ ہے مسلمان حکمرانوں اور سردار وں کا کافروں سے تعاون کرنا اور ان کی خاطر اپنے مسلمان بھائیوں کا خون بہانا ،ہر مسلمان پر واضح ہے کہ ایسا کرنا ایک قبیح عمل ہے ایک برا فعل ہے ایک ذلت و رسوائی والا کام ہے اس لیے صلاح الدین ایوبیؒ کے خلاف کفار کے دست و بازو بننے والے کسی حکمران یا سردار کے یہ فخریہ الفاظ تاریخ میں درج نہیں کہ

        کسی دور میں بھی مسلمان حکمرانوں نے اپنے بھائیوں کا خون بہانے کو قابل عزت عمل نہیں گردانا کہ کہاہو!

        ان بدترین ،مکروہ ترین افعال کا حق الخدمت وصول کرنا کسی زمانے میں ایسا عمل نہیں رہا جس کا اعتراف کیا جاسکے کہ !

        رسوائیوں پر فخر کرنا اور ذلتوں کو مایہ فخر بتانا اسی ترقی یافتہ دور کی ہی شان ہے پہلے کبھی ایسا نہ تھا

        میں سب کچھ یہی ہے عشق کی داستانیں ، طبلہ و سارنگی سے قدیم شناسائی اور خاندانی تعلق، کتوں سے محبت، دین سے نفرت اور غالب حصہ میں ترقی یافتہ روشن خیال دور کا یہی تاریک فخر
        بدلتا ہے رنگ آسمان کیسے کیسے
        کل تک جو باتیں صرف چھپانے کے قابل سمجھی جاتی تھیں راز کہہ کر انکی حفاظت کی جاتی تھی اور دلوں میں یہ خوف جاگزیں ہوتا تھا کہ لوگوں کو پتا چل گیا تو کیا ہوگا؟ ذلت و رسوائی کا سامنا کرنا پڑے گا آج چشم فلک حیرانی سے دیکھ رہی ہے کہ ان باتوں کو کتنے اہتمام سے شائع کیا جاتا ہے اور کیسے ان پر فخر کیا جاتا ہے ۔
        بہر حال کچھ بھی ہو چند چیزیں خصوصیت کے ساتھ قابل توجہ ہیں

        (۱) کتاب کا نام....کتاب کا نام رکھا گیا ہے یعنی آگ کے بیچوں بیچ، بے شک اس میں جو کچھ لکھا گیا اکثر یاتو آگ کے بیچوں بیچ لے جانے والا ہی ہے یا کم از کم اس کے کنارے پر ضرور کھڑا کرنے والا ہے ہم تفصیل کیا بتائیں آپ کتاب لے کر پڑھ لیں اور قرآن پاک کا ترجمہ بھی، سمجھ میں آجائے گا کہ کتاب کا یہ نام کیوں رکھا گیا ہے، لگتا ہے کہ فاضل مصنف کو اس بات کا بخوبی علم ہے کہ جن باتوں کا اس کتاب میں اعتراف کیا جارہا ہے اور جن اعمال کو اجاگر کرنے کی کوشش کی جارہی ہے ان کا انجام قرآن و حدیث کی روشنی میں کیا ہے اس لیے انہوں نے کافی سوچ سمجھ کر یہ بلیغ نام منتخب کیا ہے، اللہ تعالی ان کی حفاظت فرمائے اور ہدایت نصیب فرمائے اور سے ہٹ کر پر آنے کی توفیق عطا فرمائے تاکہ وہ خود یا کوئی اور ان کے ایسے کارناموں پر بھی ایک بیسٹ سیلر کتاب لکھ سکیں۔

        (۲)

        (۳) اس کتاب میں ایک بڑی عجیب سی کشش ثقل پائی جاتی ہے جو ان تمام یا اکثر لوگوں کو کھینچ کر میڈیا کی طرف لے آئی جن کا اس کتاب میں ذکر ہے اور ان سب لوگوں کی زبان صرف ایک ہی لفظ تھا، جھوٹ جھوٹ جھوٹ
        امریکی نائب وزیرخارجہ رچرڈ آر مٹیچ (جو وجوہات تصنیف میں سب سے اوپر ہیں) نے کہا:

        بے نظیر بھٹو کا تبصرہ تھا

        مسلم لیگ ن کے ترجمان احسن اقبال نے کہا

        ایم ایم اے والوں نے کہا :

        واجپائی کھنکھنا یا:

        محسن پاکستان ڈاکٹر عبدالقدیر خان صاحب کی صاحبزادی نے کہا

        عسکری تجزیہ نگار کہہ رہے ہیں کہ خطرناک راز فاش کیے گئے ہیں، سیاسی تجزیہ نگاروں کا خیال ہے کہ سنگین سیاسی غلطی کی گئی ہے اور ایجنسیوں والے پریشان ہیں کہ ان کی سیکرٹ رپورٹیں غلط وقت پر منظر عام پر لائی گئی ہیں۔

        ہم نے امریکہ کی مدد کا فیصلہ خوف کی وجہ سے کیا تھا قومی مفاد کی بات وقتی بہانہ تھی

        میں پہلے مغرب کی نظر میں بہت غیر مقبول تھا نائن الیون کے بعد کے فیصلوں نے میرا امیج تبدیل کیا(یعنی ذاتی خوبیوں کا کوئی دخل نہیں میری مقبولیت میں)

        طالبان پاکستان کے حامی اور ان کی حکومت پاکستان کے مفاد میں تھی (پتہ نہیں کیوں ہم نے اس کے خاتمے میں اہم کردار ادا کیا)

        طالبان ایک بڑی طاقت ہیں دنیا کو جلد یا بدیر انہیں تسلیم کرنا ہوگا

        والدہ اچھی ڈانسر اور والد اچھے سارنگی نواز تھے

        عمر شیخ نے ڈینیل پرل کو قتل نہیں کیا بلکہ اپنے ساتھیوں کو بھی منع کیا تھا (اسے سزائے موت ذاتی دلچسپی کی وجہ سے سنائی گئی ہے....)

        آئی ایس آئی مجاہدین کے ساتھ اس وقت تک تعاون کرتی تھی جب تک امریکہ کی خواہش تھی اب اسے الٹے رخ چلنے کا کہا گیا ہے (جس پروہ تیزی سے گامزن ہے ۔مجاہدین پر آج تک ایجنسیوں کا ٹاﺅٹ ہونے کا طعنہ لگانے والے حضرات خصوصیت کے ساتھ اس بات پر توجہ فرمائیں اور اپنی بات سے رجوع کرکے ایمان بچائیں)

        کتاب میں اور بھی بہت کچھ قابل تبصرہ ہے لیکن جگہ کی تنگی کی وجہ سے اس سے صرف نظر لازمی ہے،
        کتاب اپنے مواد اور اثر پذیری کی بناءپر نوبل پرائز کی توقطعًا حقدار نہیں ہوسکتی لیکن اگر الفریڈ نوبل جیسے ہی ایک لیچنڈشخص گوئبلز کے نام کا کوئی ایوارڈ نکالا جائے تو وہ سب سے پہلے اس کتاب کو دیئے جانے کی پر زور سفارش کی جاتی ہے

        (نوٹ)اس تبصرے اور ابتدائی تمہید پر ہمیں کچھ نہ کہا جائے یہ باتیں ہماری اکیلے کی نہیں ہیں بلکہ بزرگ کالم نویس حضرات بھی اس موضوع پر سیر حاصل گفتگو کررہے ہیں پہلے ان سو پوچھا جائے (جزا کم اللہ خیرا)
        ٭٭٭

        [quote=Me Here;257800]Walikum Assalam!

        jahez ki laalach..........
        jin logoon ki mentality kharab ho unhe jahez ki lalach hoti hai or is main mard or aurtain dono hi shamil hain.....
        apne baat ki aurat k tarbiyat kerne ki k ik maan apni tarbiyat se hi betey ko lalchi banaati hai...to abhi ik post mai apne kaha tha k "HUM KHUD HI AISE HAIN TO HUMIN GOVT KO BLAME NAHI KERNA CHAHYE"..........jab "HUM KHUD" ki baat aati hai to phir ik mature insaan apni sochoon ko khud hi pukhta kerta hai.........he must know wat is rong n wat is not?

        lakin phir bhi me ye kahoon gi k aurtain GHEEBAT n LAALACH mai mardoon se aagy hi hain........per jahez ka trend aj wo nahi jo kuch arsa pehle tha........aj logoon mai awareness hai they know that its an evil........or aj k zamany mai kam hi hoota hai k lerke waly lerki waloon ko koi jahez ki list thama dain.....

        per less developed areas mai aj bhi ye ik devil ki tarah zindagion mai shamil hai per this is due to un awareness......

        ik thread ka link de rahi hoon...apko is topic se related khaasi info mily gi n u can discuss this topic separetely here:

        http://www.pegham.com/showthread.php?t=13895[/qu
        meri aik baat yaad rekhna
        is chez say koi inkaar nahi ker sacta keh maan ki tarbiyat ka bachay ki zindagi main bara amal dakhal hai.mujh ko aik baat batao
        kion aaj kay kisi jawan larkay ka ideal ''preeti'' ya''shahrukh'' hai kion un ki jaga ''muhammad bin qasim the great'' kion mahi hain.kion aaj ki jawan larkian apnay jismon ki namaish kerti hain.kion aaj ki jawan larkion mian ''hazrat fatima'' jaisi haya nahi hai.
        yeh sab maan ka kasor hai.aaj ki maan apni aolaad ki tarbiyat kay bajay apni azad khiyaali per tawajah daiti hai.aaj ki man ko koi kam nahi hai siway aik hussan ki namaish kay.
        islam kehta hai keh
        ''maan ki gaod bachay ki pehli daras gah hai''yeh man hi hai jo bachay ko ''alim banati hai''yeh maan hi hai jo bachay ko'' jahil ya koi chor banati hai''
        yeh alag baat hai keh humari aaj ki mothers kam zarfi aur kam aqlee ka saboot day ker sara ilzam ''qismat'' per daal daiti hain.
        hamray qaid ''muhammad ali jinah'' ki maan apnay hussan ki namash nahi kertin thi unhon nay jinnah ko islami lihaaz say rehna sikhaya aur jinnah nay hum ko pakistan diya allah kay fazal say
        daikhoo jaisi maan hoti hai waisi he aolad hoti hai
        shaan ki maan dance kerti thi aaj woh bhee dance ker raha hai
        jinnah ki maan nay dance nahi kiya tarbiyyt ki aur us ka phal hum sab ko mill gia.
        Fight for Khilafah
        :insha:

        Comment

        • #19
          Re: Ik Review: "In The Line of Fire"

          [quote=abdulwahab;257811]
          Originally posted by Me Here View Post

          i 100% agree with u here
          but wanna add 1 thing

          aksar aisa bhi hota hai k jab hum baligh hote hain to humin lagta hai k kuch traditions/thought hamari family ka part hain jinhe k hamari family ka part nahi hona chahye
          or aisa hum sirftab hi sochte hain jab hamara level of awareness ziada ho
          tab hum apne baroon ki soch bhi tabdeel kerna chahte hain or ghalat traditions ko part of life ban'ne nahi dete

          or ye ik acchi cheez hai
          aksar hamari families main ghalat n anti islam traditions follow ho rahe hote hain unkey against fight kerna hamara farz bhi hai or haqq bhi:)

          KHUSH RAHYE
          WASALAM:)

          Comment

          • #20
            Re: Ik Review: "In The Line of Fire"

            [quote=Me Here;263362]

            ASSALLAM_U_ALLAIKUM
            AAP NAY ANTI ISLAM WALI BAAT BILKUL SAHI KI HAI
            ISLIYAE HE TOO MERA YEH KEHNA HAI KEH AGER AAJ KI LARKI JO KEH KAL KI MAAN HAI AGER WOH PAGLOON KI TERHAN AZAAD PHIRAY GI AUR US LARKI KO KUCH PATA HI NAHI HO GA ISLAM KAY BARAY MAIN TOO WOH KAL JAB KHUD AIK MAAN BANAY GI TOO KAISAY WOH APNI OLAAD KI TERBIYAT ISLAM KAY LIHAAZ SAY KERAY GI?
            ZAHER HAI JAB US KO ISLAM KA KUCH PATA HI NAHI HO GA TOO WOH TERBIYAT BHEE TOO ''ANTI ISLAM'' HE KERAY GI NA.
            YEH BILKUL TEKH HAI KEH HAMARAY FAMILIES MAIN JO GALAT RAWAYAAT HAIN UN KO KHATAM KERNA HAMARA FARAZ HAI .
            PHIR MILAIN GAY
            INSHAALLAH.
            Fight for Khilafah
            :insha:

            Comment

            • #21
              Re: Ik Review: "In The Line of Fire"

              [quote=abdulwahab;263494]

              ji bilkul jo khud ISLAM ko nahi samajh sakte ya samajhna nahi chahte wo aagey kese spread ker pain ge jab wo uski ahmiayat se hi na-ashna hoon to?

              KHUSH RAHYE
              WASALAM

              Comment

              • #22
                Re: Ik Review: "In The Line of Fire"

                in the line of fire.
                Aik ghatia shakas ki intihai ghatia koshish paysa kamany kiliye:fuming:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23
                  Re: Ik Review: "In The Line of Fire"

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  in the line of fire.

                  Aik ghatia shakas ki intihai ghatia koshish paysa kamany kiliye:fuming:

                  Absolutely Rite!:thmbup: :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Line of Firehttp://www.dawn.com/2006/10/14/ed.htm#1
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    Working...
                    X