Assalamualaikum Members :):rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Batooni
Collapse
X
-
Re: Batooni
Asslam O Alaikum,
nice topic ..!! achi soch hai ..!!! Mujhey zayda kuch to shayad nahi kehna aye aur na bari bari baatein ban'ani aein par haan ye zaroor keh sakta hoon kai zayda kam ka to pata nahi par jahan bolna ho na wahan zaroor bolon ga khamosh nahi rahon ga aur na rehta hoon :) zabardast topic hai grt
Waslam jeetey raheyh
-
Re: Batooni
Mei bolti hoon buhut, aisa meri mama kehti hain.... magar mei her kisi se zada baat nahi kerti .....depend kerta hai ager koi mera frd hai yaan family member to mei oun se buhut batain kerti hoon. Ager koi colleague to bas point to point.
Ager kahi koi galat baat karey to phir ous ko bhi sahi baat zaroor batati hoon, chahey koi bhi ho, koi na samjhey yaan samajhne k qabil na ho to ousey ous ke haal per chor deti hoon. :)
Personally I feel, insan ko her kisi se khush mizaji se baat kerni chahiye, Insan ahzir demagh bhi rehta hai aur dosro se seekhta bhi hai. :)
kam bolney waley aur saroo rehen waley log mujhe pasand nahi :zuban:sigpic
Comment
-
Re: Batooni
insaan ko bilkul darmayaana rehna chahiye
na itna boley key saamney wala beyzaar nazar aye
aur na itna khamosh rahey key saamney wala apney aap ko deewaron sey baat kerta mehsoos karey" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Batooni
Originally posted by shywalekumsalam jeete rahen or khush rahen lekin aap ne mera likha hua apne naam se post kar dia ye to koi achi baat nahi na kiun kia esa? :hathora
Comment
Comment