Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Batooni

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Batooni

    Assalamualaikum Members :):rose
    Attached Files


  • #2
    Re: Batooni

    Asslam O Alaikum,
    nice topic ..!! achi soch hai ..!!! Mujhey zayda kuch to shayad nahi kehna aye aur na bari bari baatein ban'ani aein par haan ye zaroor keh sakta hoon kai zayda kam ka to pata nahi par jahan bolna ho na wahan zaroor bolon ga khamosh nahi rahon ga aur na rehta hoon :) zabardast topic hai grt
    Waslam jeetey raheyh

    Comment


    • #3
      Re: Batooni

      Mei bolti hoon buhut, aisa meri mama kehti hain.... magar mei her kisi se zada baat nahi kerti .....depend kerta hai ager koi mera frd hai yaan family member to mei oun se buhut batain kerti hoon. Ager koi colleague to bas point to point.
      Ager kahi koi galat baat karey to phir ous ko bhi sahi baat zaroor batati hoon, chahey koi bhi ho, koi na samjhey yaan samajhne k qabil na ho to ousey ous ke haal per chor deti hoon. :)

      Personally I feel, insan ko her kisi se khush mizaji se baat kerni chahiye, Insan ahzir demagh bhi rehta hai aur dosro se seekhta bhi hai. :)

      kam bolney waley aur saroo rehen waley log mujhe pasand nahi :zuban:
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Batooni

        insaan ko bilkul darmayaana rehna chahiye
        na itna boley key saamney wala beyzaar nazar aye
        aur na itna khamosh rahey key saamney wala apney aap ko deewaron sey baat kerta mehsoos karey
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Batooni

          AOA,


          Ab ye samaj nain a rahyi k kam boloon ya ziyada?:cc:


          Sohail Abbasi.
          Apna haq ada karo.

          Comment


          • #6
            Re: Batooni

            hmmm Appni Family appney dosto'n kay sath bolti hoon lekin us kay ilwa kissi anjnabi kay sath bilkul bhi baat nahin karti chup kar kay bethi rehti hoon tab bus
            Zindagi Thak Gaye ..!!

            Comment


            • #7
              Re: Batooni

              Originally posted by jums
              Assalamualaikum Members :):rose
              walekumsalam jeete rahen or khush rahen lekin aap ne mera likha hua apne naam se post kar dia ye to koi achi baat nahi na kiun kia esa? :hathora

              Comment


              • #8
                Re: Batooni

                yeh aik insan main khas khasoosyat hoti hai aur kuch nahi main to bohat batooni hooN
                Allah

                Comment


                • #9
                  Re: Batooni

                  Originally posted by shy
                  walekumsalam jeete rahen or khush rahen lekin aap ne mera likha hua apne naam se post kar dia ye to koi achi baat nahi na kiun kia esa? :hathora
                  :cc:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  Working...
                  X