Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bili Ke Gale Me Ghenti Kon Bandhe Gaa?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Bili Ke Gale Me Ghenti Kon Bandhe Gaa?

    Muslim mumalik ke hukmuran bhi unn leadron ke tarah corrupt aur doghla hai jo Musalman ko barood ke dher pe khara dekhna chahta hai. Wo doghle leaders apni pet bharne mein lage hai, har koi ek chhota chaprasi se le kar mulk ke president tak.

    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment

    • #17
      Re: Bili Ke Gale Me Ghenti Kon Bandhe Gaa?

      Originally posted by Masood
      Duniya mein siraf aik maslaa hai, tail. USA duniya mein tail ka istimaal karney wala sab sey bada mulk hai, unkey apney paas tail key bohat badey zakhaeer mojood hain, magar woh sab reserves hain. Jab tak Arab countries mein tail mojood hai, duniya mein dehshat-gardi ki jang hoti rahey gi. Hamarey bad-kirdaar hukmraan (chahey woh pak mein hon ya saudia mein) hawas mein khoey rahein gey. Islami mumalik mein ghurbat na ho agar yeh arab aur doosrey leaders apni aankhon per sey madhoshi ki ainak utaar phainkein. Magar ham bikhree hui soch rakhney wali kathputliyaan hain jo kisi doosrey key isharon peh naach rahi hain.
      Oil resources ka hee to masla hai sab ..!!! Saudi ka i dont know par yahan to ye loag samajh lain kai ghar kai paley huye hain amreca kai ...!! amrecan products par jaan deytey hain aur phir hawas per us sai bhi aag na bujhey to sharab mann pasand mashroob hai in ka ..!! ye kar raha hai aaj ka musalman bari bari baatein ham loag kertey hain aur harkatein ye sab :)

      Comment

      • #18
        Re: Bili Ke Gale Me Ghenti Kon Bandhe Gaa?

        Originally posted by ForumAdmin

        assalam alaikum

        mai 25 saal se saudi arabia me muqeem hoon. dubai kayee dafa ja chuka hoon. aur yeh sirf saudi, ya dubai ya arab mumalik par hi nahi khatam ho jata. duur kyun jaayen pakistani kya kisi se kam hain. saudi arabia me kam az kam yeh baat to hai ke yahan na to sharaab khanay hain, na discos hain, na cinema halls hain aur internet sites controlled hain (jitni fuhash sites hain sabhi banned/blocked hain, kya pakistani hakoomat un sites ko block nahi kar sakit).

        arbaab e hakoomat ko bura bhala kehnay se kuchh nahi hoga. hamein pehlay apnay aap ko badalna hoga.

        taalib e dua
        Last edited by zahid; 30 July 2005, 17:38.
        jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
        yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

        Comment

        • #19
          Re: Bili Ke Gale Me Ghenti Kon Bandhe Gaa?

          Asalam o Alikum
          Attached Files

          Comment

          Working...
          X