Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Islam ki Dawat ??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Islam ki Dawat ??

    Originally posted by Aanchal View Post
    lekan yeh humaye kesay pata chalna hai un kay mazhab main kia kia cheezian shamil hian ?:mm:
    Hmm...ager aap ko interest he aur aap janana chahti hein to yeh koi mushkil nahi he. Aap net se help le sakti hein, TV se help le sakti hein, aur sacred scriputes pe jo public debates hoti hein unhein attend ker sakti hein. Hamein gair-muzahib ka bhi mutaleya kerna chahiye is se hum similarities aur differences sort out ker saktay hein. Aap kisi Esai ko tub tak musalman nahi ker saktay jub tak aap ko Esaiyat ka pata na ho ga. So go and search out :)
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: Islam ki Dawat ??

      Originally posted by ummid View Post
      :clap: :rose
      :embarasse :embarasse
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: Islam ki Dawat ??

        Originally posted by munda_sialkoty View Post

        bilkul sahi....Mahabhata aur ramayana padhne se kuch nahi hota....even geeta bhi padhi jaa sakti hai....bibal bhi padhiye aur zaboor bhi.......bus maqsad sirf knowledge hona chahiye aur kuch nahi.....:rose hum ne yeh boks padhi hai lakeen translate ki hoi....start ki three books "sanskrit" aur "paali" jaisi lang. mein hai aap in ka translatation hi padhiye....:)

        Comment

        • #19
          Re: Islam ki Dawat ??

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          :embarasse :embarasse
          :embarasse :embarasse :embarasse

          Comment

          • #20
            Re: Islam ki Dawat ??

            Originally posted by ummid View Post
            bilkul sahi....Mahabhata aur ramayana padhne se kuch nahi hota....even geeta bhi padhi jaa sakti hai....bibal bhi padhiye aur zaboor bhi.......bus maqsad sirf knowledge hona chahiye aur kuch nahi.....:rose hum ne yeh boks padhi hai lakeen translate ki hoi....start ki three books "sanskrit" aur "paali" jaisi lang. mein hai aap in ka translatation hi padhiye....:)
            Bilkul sahi kaha ummid...Geeta, Vedas, Bible perhnay mein koi harj nahi. Lekin is se pehlay hamein Quran terjma aur tafseer se zaroor perhna chahiye which is the most important.

            I am damn sure, ager aap gair mazhab ka mutaleya karein ge to aap ka deen-e-islaam se lagao aur bhi ziada ho jaye ga.
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: Islam ki Dawat ??

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Bilkul sahi kaha ummid...Geeta, Vedas, Bible perhnay mein koi harj nahi. Lekin is se pehlay hamein Quran terjma aur tafseer se zaroor perhna chahiye which is the most important.

              I am damn sure, ager aap gair mazhab ka mutaleya karein ge to aap ka deen-e-islaam se lagao aur bhi ziada ho jaye ga.
              Aamir sahi kaha aap ne:thmbup: .......such ager aap ke pass knowledge hai tu aap kisi ko bhi chup kara sakte hain us ki foozol baato'n per....aap ke yahan ka tu nahi pata lakeen humare yahan ager aap ko apne + samne wale ke religon ki puri knowledge nahi tu log aap per haawi hone mein waqt nahi lagate....recently hi humari ke college freind ki shaid per kisi ladki ne kaha tha ke aap ke yahan per tu aap ke husband 4 shadiyaan karte hain...how poor...aap ko pata bhi nahi chalta hoga ke aap ke hubby ne kitni shadyan ki hai...ladkiyon ki kya value hai kuch nahi.....us waqt usey chup karane ke liye humari taraf se aik jumla kaafi howa ur wohh yeh tha "what about dhropati??????" (dhropati ne 5 pandu means 5 bhayon se aik saath shaadi ki thi..:D )

              Comment

              • #22

                Exactly...agree with you.

                Insaan ke ander kuch misconcept hotay hein jo study ke saath he door hotay hein. Pehlay mein samajta tha ke gair-musalmanon ki kitaab ko haath lagana bhi haram he, hamein derna chahiye, lekin dekha gaya he ke gair muslim Quran ki naoozbillah galat tashreeh ker ke pesh ker rahay hein, aur hamein is haal mein mustaad rehnay ki zarorat he, hamein prepared rehna chahiye. Us ke liye hamein un ke scriptures ka mutalia ki bhi zaroorat he.

                Jis larki ne aap se sawaal kia aap ne usay offensive reply kia...waise jawaab aap ka sahi tha, lekin aap us ke dimaag mein misconcept door kerne mein kaamyaab nahi hui hoon gi. Ager mein hota to usay logically bhi prove ker ke deta ke yeh kese sahi he aur us ka misconcept bhi door kerta. usay yeh baat clear ker deta ke islam mein insaaf pehlay he baki cheezein baad mein. Mein inshallah kooshish karon ga ke Quran ko tarjmay aur tafseer se perh loon, aur phir inshallah hinduism aur Christianism ka bhi mutaleya karon ga :)
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: Islam ki Dawat ??

                  hmmmmm Hazoor SAW kie zamane mein jab sahaba RA kisi ko dawat dete tu yeh kehte kie "aeyy logo hamre trh ho jao"
                  aaj ham es trh tu nehi keh sakte kue kie ham mein woh chese ha hi nehi jo ham unhe kehe kie hamre jese ho jao.....jese kie Aaamir ne kaha kie un ko Islam kie ese bate btao jo un kie or hamre mazhab mein ek ha..bht sehe bat kehe unho ne...or sath sath un ko moat kie bare mein btaie...or ese cheso kie bare mein un se discuss kare jin per Insana ko yeh yaqeen kerna pare kie yeh kam insan nehi ker sakta zaror es mein kisi or hasti ka taulq ha..jab ap es kism kie bate kare gaie tu InshAllah fir aesta aesta use islam kie dawat daie :)
                  Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                  Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                  Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                  Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                  Comment

                  • #24
                    Re: Islam ki Dawat ??

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Exactly...agree with you.

                    Insaan ke ander kuch misconcept hotay hein jo study ke saath he door hotay hein. Pehlay mein samajta tha ke gair-musalmanon ki kitaab ko haath lagana bhi haram he, hamein derna chahiye, lekin dekha gaya he ke gair muslim Quran ki naoozbillah galat tashreeh ker ke pesh ker rahay hein, aur hamein is haal mein mustaad rehnay ki zarorat he, hamein prepared rehna chahiye. Us ke liye hamein un ke scriptures ka mutalia ki bhi zaroorat he.

                    Jis larki ne aap se sawaal kia aap ne usay offensive reply kia...waise jawaab aap ka sahi tha, lekin aap us ke dimaag mein misconcept door kerne mein kaamyaab nahi hui hoon gi. Ager mein hota to usay logically bhi prove ker ke deta ke yeh kese sahi he aur us ka misconcept bhi door kerta. usay yeh baat clear ker deta ke islam mein insaaf pehlay he baki cheezein baad mein. Mein inshallah kooshish karon ga ke Quran ko tarjmay aur tafseer se perh loon, aur phir inshallah hinduism aur Christianism ka bhi mutaleya karon ga :)

                    Comment

                    • #25
                      Re: Islam ki Dawat ??

                      hmmmmm

                      Bohat syani hein aap :wk
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Islam ki Dawat ??

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        hmmmmm

                        Bohat syani hein aap :wk
                        woh tu hai........:lpop:
                        aap ko koi shak hai kya??????

                        Comment

                        • #27
                          Re: Islam ki Dawat ??

                          Originally posted by ummid View Post
                          woh tu hai........:lpop:
                          aap ko koi shak hai kya??????
                          aap mujay shaki mazaj samajti hein kia :blush:
                          :thmbup:

                          Comment

                          Working...
                          X