Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: zara goar tu kijye.......

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: zara goar tu kijye.......

    Originally posted by ummid
    well.!!hume sumjh aa gai thi:lpop: aisa is liye kaha ke aksar baat hansi hansi mein hi khatm ho jaati hai:blush: ...aur hum is topic per real mein discuss karna chahte hain..
    khush rahiye..:)
    Jaanta hoon...lekin me to apna opinion de chuka :)
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: zara goar tu kijye.......

      Originally posted by ummid
      abhi hum is liye kuch nahi kaih rahe hain kyun ke hum is topic ko abhi padh rahe hai:) ........nobel prize se related her baat ki detail jub humare pass hogi tub aap ko zaror reply kareinge.......ab tak 758 individuals aur 18 organizations ko nobel award se nawaza ja chuka hai..yeh kaun hai aur inho'n ne kya kiya abhi hum yahein tak poahanche hain:( ...her chand ke hum padhte padhte thak gaye lakeen apni knowledge ke liye padh rahe hain .inshallah bauhat jald isi thread mein reply kareinge....thodi aur mohalat dijye bus ..shukriya.:lpop:
      chaloo theek hai tum bhi parhoo ham bhi parhtay hain pher bad main ham loog hi is maslay ka hal nikal laian gay :D

      http://www.factmonster.com/spot/99nobel1.html
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #18
        Re: zara goar tu kijye.......

        Originally posted by munda_sialkoty
        You know ummid...jo bhi established nations hein, un mein is tarah ka jazba nahi he...infact jazba bhi thoora bohat ho ga, lekin wo loog jazbay se ziada sense use kerte hein. Aik planning ke teht chaltay hein...aur isi sooch ki hamein bhi zaroorat he
        Salam..

        Comment


        • #19
          Re: zara goar tu kijye.......

          I can c your point sis :)

          hamein hi kuch kerna hai, aaj Muslim Ummah ko her field mey professional chahiyein
          medicine mey,IT mey,Commerce mey,Education mey,law mey etc

          individually we can bring a little change and these little changes will gather for a big change inshAllah

          aik aur soch jo key hum logon ko dey saktey hein wo ye hai key make them realize that " you and only you can bring a change...."
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #20
            Re: zara goar tu kijye.......

            Originally posted by ummid View Post
            abhi recently hi hum ne kahein padha tha aik shaks ke baare mein hume is waqt naam yaad nahi aa raha...khair unhein aik kitab pasand aa gai aur us kitab ko khareedne ke liye un ke pass paise nahi the..unho'n ne dookandaar se teen din ki muhalat mangi aur laot ker apna gher aur saz-w-saman baich diya aur teen dinu mein woh kitab hasil kar li:) ........
            un ka naam "Ibn-e-khasab Amtufi (567 hijri)...aur us kitab ki qimat 100 dinar thi.........:)

            Comment


            • #21
              Re: zara goar tu kijye.......

              Originally posted by barg.e.gul View Post
              I can c your point sis :)

              hamein hi kuch kerna hai, aaj Muslim Ummah ko her field mey professional chahiyein
              medicine mey,IT mey,Commerce mey,Education mey,law mey etc

              individually we can bring a little change and these little changes will gather for a big change inshAllah

              aik aur soch jo key hum logon ko dey saktey hein wo ye hai key make them realize that " you and only you can bring a change...."
              exactly....:thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: zara goar tu kijye.......

                Originally posted by ummid View Post
                Salam..
                I think you took me a lil wrong. Inspiration to hum kisi gair muslim se bhi le saktay hein. Aur Quran ke baray mein koi shak-o-shubay ki gunjaish he nahi, i think yeh mention kerne ke zaroorat bhi nahi, yeh to aik understood si baat he :) Muslims need to unite....i agree with you.
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: zara goar tu kijye.......

                  Originally posted by barg.e.gul View Post
                  Ummid baat ye nahi hai

                  Mey is ki history ya maujooda halaat key baarey mey ziada nahi jaanti hun magar itna zaroor jaanti hun key Alfred Noble kaun tha aur ye "Noble foundation" bani kyoon thi--

                  leykin ab jahan tak meyra khayal hai in sab cheezon key peechey politics hoti hai --kisi ko bhi jab noble prize miley ga to wo sirf us bandey ki kisi barhi acheivement per nahi miley ga balkey zaroor wahan kuch aur reasons hon gi

                  is ki aik example

                  shirin ebadi hai (From Iran) jis ko Noble peace prize mila tha jab key tab poori dunya expect ker rahi thi key ye prize John Paul II ko miley ga

                  merey khayal mey Noble Prize hamara concern is liye bhi nahi hona chahiye key what muslims are doing is not just for getting Noble prize ......wat ever they do is for ALlah n for Muslim Ummah to reward to hamein Allah ki taraf sey miley ga inshAllah

                  this is only how i see it

                  plus aap khud socho kabhi ye log chahien gey Muslims ka naam kisi bhi achievement mey aye ...kabhi nahi ....
                  i completly agree with u:)
                  baat soochne wali zaroor hai sis but we know well the reason:)

                  Comment

                  Working...
                  X