Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: zara goar tu kijye.......

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mubahisa: zara goar tu kijye.......

    Asalamaalaikum...

    khush rahiye......
    Allah hafiz.:rose

  • #2
    Re: zara goar tu kijye.......

    Originally posted by ummid
    Asalamaalaikum...

    khush rahiye......
    Allah hafiz.:rose
    interesting...baat to soochnay wali he.

    Yeh to bilkul aisa hi he jese Pakistan Ninshan-e-Haider sirf apne hi mulk ke jawano ko deta he aur kisi ko nahi :kr:
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: zara goar tu kijye.......

      Originally posted by ummid
      Asalamaalaikum...

      khush rahiye......
      Allah hafiz.:rose
      nobel prize woh deenay walye bhi khud hi or leenay walye bhi khud hi , ghar ki cheez ghar hi main rehti hai
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: zara goar tu kijye.......

        Originally posted by munda_sialkoty
        interesting...baat to soochnay wali he.

        Yeh to bilkul aisa hi he jese Pakistan Ninshan-e-Haider sirf apne hi mulk ke jawano ko deta he aur kisi ko nahi :kr:
        baat hansne ki nahi hai.........

        Comment

        • #5
          Re: zara goar tu kijye.......

          Originally posted by Aanchal
          nobel prize woh deenay walye bhi khud hi or leenay walye bhi khud hi , ghar ki cheez ghar hi main rehti hai
          kya is khayal ke saath hum life mein aage proceed kar sakte hain?????? ye bilkul waisa hi hai ke hum jid-w-jaihad karna chod ker yeh soach lein ke haar humara muqader hai kyun ke jung ka medaan bhi un ka sipahi bhi un ke aur hathiyaar bhi tu yeh soach liya jaye ke haar humari hi hai....hum aap ki baat se agree tu karte hain lakeen 1% se zyadah nahi........:)

          Comment

          • #6
            Re: zara goar tu kijye.......

            Originally posted by ummid
            kya is khayal ke saath hum life mein aage proceed kar sakte hain?????? ye bilkul waisa hi hai ke hum jid-w-jaihad karna chod ker yeh soach lein ke haar humara muqader hai kyun ke jung ka medaan bhi un ka sipahi bhi un ke aur hathiyaar bhi tu yeh soach liya jaye ke haar humari hi hai....hum aap ki baat se agree tu karte hain lakeen 1% se zyadah nahi........:)
            main nay yeh kab kaha ham kuch na karain ? :tauba tum nay waja poouchi or waja main nay batai jo mery nazdeek sahi lagi :lpop:......
            ab yeh kay is maslaye ka hal kia hai to agay barh kay sab is maslay ka hal soouchian .....aisay baat karnay say to kuch hona nahi ......

            acha tumharay nazdeek is ki kia waja hai ?
            Last edited by .; 10 August 2006, 09:33.
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: zara goar tu kijye.......

              Originally posted by ummid
              kya is khayal ke saath hum life mein aage proceed kar sakte hain?????? ye bilkul waisa hi hai ke hum jid-w-jaihad karna chod ker yeh soach lein ke haar humara muqader hai kyun ke jung ka medaan bhi un ka sipahi bhi un ke aur hathiyaar bhi tu yeh soach liya jaye ke haar humari hi hai....hum aap ki baat se agree tu karte hain lakeen 1% se zyadah nahi........:)
              Ummid baat ye nahi hai

              Mey is ki history ya maujooda halaat key baarey mey ziada nahi jaanti hun magar itna zaroor jaanti hun key Alfred Noble kaun tha aur ye "Noble foundation" bani kyoon thi--

              leykin ab jahan tak meyra khayal hai in sab cheezon key peechey politics hoti hai --kisi ko bhi jab noble prize miley ga to wo sirf us bandey ki kisi barhi acheivement per nahi miley ga balkey zaroor wahan kuch aur reasons hon gi

              is ki aik example

              shirin ebadi hai (From Iran) jis ko Noble peace prize mila tha jab key tab poori dunya expect ker rahi thi key ye prize John Paul II ko miley ga

              merey khayal mey Noble Prize hamara concern is liye bhi nahi hona chahiye key what muslims are doing is not just for getting Noble prize ......wat ever they do is for ALlah n for Muslim Ummah to reward to hamein Allah ki taraf sey miley ga inshAllah

              this is only how i see it

              plus aap khud socho kabhi ye log chahien gey Muslims ka naam kisi bhi achievement mey aye ...kabhi nahi ....
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: zara goar tu kijye.......

                Originally posted by barg.e.gul

                good replay :thmbup:

                muslaman aaj bhi buhat say aisay hian jo acha kaam kar rehay hain lekan unhay noble prize nahi milla ............waja ................deenay waley non muslims :p

                Abdull satar Eidhi bhi buhat acha kaam kar rehay hian unhay bhi nobel prize milna chaye na :mm:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: zara goar tu kijye.......

                  Originally posted by barg.e.gul
                  merey khayal mey Noble Prize hamara concern is liye bhi nahi hona chahiye key what muslims are doing is not just for getting Noble prize ......wat ever they do is for ALlah n for Muslim Ummah to reward to hamein Allah ki taraf sey miley ga inshAllah

                  this is only how i see it

                  plus aap khud socho kabhi ye log chahien gey Muslims ka naam kisi bhi achievement mey aye ...kabhi nahi ....
                  Good reply
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: zara goar tu kijye.......

                    Originally posted by Aanchal
                    good replay :thmbup:

                    muslaman aaj bhi buhat say aisay hian jo acha kaam kar rehay hain lekan unhay noble prize nahi milla ............waja ................deenay waley non muslims :p

                    Abdull satar Eidhi bhi buhat acha kaam kar rehay hian unhay bhi nobel prize milna chaye na :mm:
                    Bilkul milna chahiye...you know Abdul Satar Edhi ne apne aik interview mein bataya ke us ne last 60 saal se aik bhi chutti nahi ki...apni saari zindagi us ne insaaniyat ke naam ker di...Aisay be-loos insaan ka nobel prize pe pehla haq he :)
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: zara goar tu kijye.......

                      Originally posted by ummid
                      baat hansne ki nahi hai.........
                      Ummid bazahir to tumhein meri baat aik chutkula lagi lekin aap ke sawaal ka jawaab bhi isi chukulay mein tha :)
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: zara goar tu kijye.......

                        Originally posted by Aanchal
                        main nay yeh kab kaha ham kuch na karain ? :tauba tum nay waja poouchi or waja main nay batai jo mery nazdeek sahi lagi :lpop:......
                        ab yeh kay is maslaye ka hal kia hai to agay barh kay sab is maslay ka hal soouchian .....aisay baat karnay say to kuch hona nahi ......

                        acha tumharay nazdeek is ki kia waja hai ?
                        abhi hum is liye kuch nahi kaih rahe hain kyun ke hum is topic ko abhi padh rahe hai:) ........nobel prize se related her baat ki detail jub humare pass hogi tub aap ko zaror reply kareinge.......ab tak 758 individuals aur 18 organizations ko nobel award se nawaza ja chuka hai..yeh kaun hai aur inho'n ne kya kiya abhi hum yahein tak poahanche hain:( ...her chand ke hum padhte padhte thak gaye lakeen apni knowledge ke liye padh rahe hain .inshallah bauhat jald isi thread mein reply kareinge....thodi aur mohalat dijye bus ..shukriya.:lpop:

                        Comment

                        • #13
                          Re: zara goar tu kijye.......

                          Originally posted by barg.e.gul
                          Ummid baat ye nahi hai

                          Mey is ki history ya maujooda halaat key baarey mey ziada nahi jaanti hun magar itna zaroor jaanti hun key Alfred Noble kaun tha aur ye "Noble foundation" bani kyoon thi--

                          leykin ab jahan tak meyra khayal hai in sab cheezon key peechey politics hoti hai --kisi ko bhi jab noble prize miley ga to wo sirf us bandey ki kisi barhi acheivement per nahi miley ga balkey zaroor wahan kuch aur reasons hon gi

                          is ki aik example

                          shirin ebadi hai (From Iran) jis ko Noble peace prize mila tha jab key tab poori dunya expect ker rahi thi key ye prize John Paul II ko miley ga

                          merey khayal mey Noble Prize hamara concern is liye bhi nahi hona chahiye key what muslims are doing is not just for getting Noble prize ......wat ever they do is for ALlah n for Muslim Ummah to reward to hamein Allah ki taraf sey miley ga inshAllah

                          this is only how i see it

                          plus aap khud socho kabhi ye log chahien gey Muslims ka naam kisi bhi achievement mey aye ...kabhi nahi ....
                          good reply:thmbup: ..............hume aap ka jawab bauhat bauhat bauhat zyadah pasand aaya:D: ........... hum jaante hain ke musalman kisi bhi reward ke muhtaaj nahi lakeen ager hum is duniya mein rehte hain tu hume apna aap manwa ke rehna hai......apne wajood ko is maqam tak lana hai ke koi nazar andaz hi na ker sake aur is ke liye hume khud ko sabit karna ho ga...bus yahi hum chahte hain...aaj musalmano mein awareness bauahat kum hai....hum "Main" mein simat ker rah gaye....aur yahi concept badalna chahiye... education ab humari first priority nahi dete...abhi recently hi hum ne kahein padha tha aik shaks ke baare mein hume is waqt naam yaad nahi aa raha...khair unhein aik kitab pasand aa gai aur us kitab ko khareedne ke liye un ke pass paise nahi the..unho'n ne dookandaar se teen din ki muhalat mangi aur laot ker apna gher aur saz-w-saman baich diya aur teen dinu mein woh kitab hasil kar li:) ........ yeh jazba tha ilm hasil karne ka yeh log hum hi mein se the isi liye ab dukh hota hai ke hum kahan the aur kahan aa gaye...
                          (yahan ho sakta hai view ka clash ho....zarori nahi ke aap sub humari baat se agree karein..jo hume munasib laga hum ne kaha..aap ka is per raazi hona zarori nahi...:) )
                          thanx barg-e-gul ji hume aap ka reply waqai pasand aaya aur hume search karne ke liye aik new way mili..thanx a lot..
                          Last edited by ummid; 12 August 2006, 03:41.

                          Comment

                          • #14
                            Re: zara goar tu kijye.......

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            Ummid bazahir to tumhein meri baat aik chutkula lagi lekin aap ke sawaal ka jawaab bhi isi chukulay mein tha :)
                            well.!!hume sumjh aa gai thi:lpop: aisa is liye kaha ke aksar baat hansi hansi mein hi khatm ho jaati hai:blush: ...aur hum is topic per real mein discuss karna chahte hain..
                            khush rahiye..:)

                            Comment

                            • #15
                              Re: zara goar tu kijye.......

                              Originally posted by ummid
                              good reply:thmbup: ..............hume aap ka jawab bauhat bauhat bauhat zyadah pasand aaya:D: ........... hum jaante hain ke musalman kisi bhi reward ke muhtaaj nahi lakeen ager hum is duniya mein rehte hain tu hume apna aap manwa ke rehna hai......apne wajood ko is maqam tak lana hai ke koi nazar andaz hi na ker sake aur is ke liye hume khud ko sabit karna ho ga...bus yahi hum chahte hain...aaj musalmano mein awareness bauahat kum hai....hum "Main" mein simat ker rah gaye....aur yahi concept badalna chahiye... education ab humari first priority nahi dete...abhi recently hi hum ne kahein padha tha aik shaks ke baare mein hume is waqt naam yaad nahi aa raha...khair unhein aik kitab pasand aa gai aur us kitab ko khareedne ke liye un ke pass paise nahi the..unho'n ne dookandaar se teen din ki muhalat mangi aur laot ker apna gher aur saz-w-saman baich diya aur teen dinu mein woh kitab hasil kar li:) ........ yeh jazba tha ilm hasil karne ka yeh log hum hi mein se the isi liye ab dukh hota hai ke hum kahan the aur kahan aa gaye...
                              (yahan ho sakta hai view ka clash ho....zarori nahi ke aap sub humari baat se agree karein..jo hume munasib laga hum ne kaha..aap ka is per raazi hona zarori nahi...:) )
                              thanx barg-e-gul ji hume aap ka reply waqai pasand aaya aur hume search karne ke liye aik new way mili..thanx a lot..
                              You know ummid...jo bhi established nations hein, un mein is tarah ka jazba nahi he...infact jazba bhi thoora bohat ho ga, lekin wo loog jazbay se ziada sense use kerte hein. Aik planning ke teht chaltay hein...aur isi sooch ki hamein bhi zaroorat he
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X