Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa: Islam aur Hakumat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Islam aur Hakumat

    Originally posted by Khalil
    aslam o alikum ...kafee behas hu rahi hay aur huti rahy gii natija nikly ga Zero

    hamisha kee tarah...

    hamara kaam elzam tarashi hay bus aik dosry per.aik dosry ko batoon sy nicha dekhana....

    main siraf yehan etna hee kahoonga k Insaan ka ekhtiar siraf apni NAAK k aagy nahi huta....apna hukam apna ekhtiar hum ksi per nahi THOONS sakty.
    hamara ekhtiar siraf apny oper hay...to kiun na apna aap theek kia jay..
    sab sy pehly jo b Islamic aqdar hain unain apny opper lagoon kia jay.
    siraf apny oper na k MMA kia ker raha wo kia ker rahy hain yeh kia ker rahy hain...
    yeh dekhna chayee k MAIN kia ker raha hun ..main un chezon per amal ker raha hun jo islam ny kaheen hain?


    nahi kabi b nahi hu sakta.....jab tak hum khudh apny aap ko na badlian...

    Plz elzam tarashi sy per haiz kerian aur siraf apny aap ko Theek karian.
    Khalil bhai app bhi jazabti ho rahay hain aur meri baat ko dosri tarf lagay hain ...........khair mai ap se itfaq karti hon kah elzam tarashi karnay se acha ha khud ko thekk kiya jay Per ajj kal balkay hamesha se maina mostly tahrero ma taqrero ma yahi suna kah humara mulk tariq iss liya nahi kar ya phir humara mulk ma ya kami ha woh kami ha Falan falan..............Jasay kah Masood bhai na kaha kah humary han hakomatay change hoti rahti hain Aur aien hukumran apni marzi se bana latay hain
    Aur Abbi bhai na ya kaha kah Ajj kal Allah ka nazam-e-hakumat ka bajay mugribi nizam qaim ha!!!!
    Jab Allah ka nazaam ko hi hakumat kay logo nay taarq kardiya ha tu KASay koi hakumat stable rah sakti ha.................Kasay aik unstable hukmat tarqi kar sakti ha ????????????????NAhi kar sakti possible hi nahi ha!!!!Mai sirf itni si baat point out karna chah rhi thi ...janti ho Humay kesi per Elzam tarshi karnay se pehlay khud ko theek karna chaiya per ya baat bhi tu galat nahi ha Khalil bhai kah Agar koi burai dekho tu ussay Hath se roko nahi karsakty tu zabaan se bura kaho aur agar ya bhi nhi kar saktay tu Dill ma bura manoo!!!Iss ma koi harj ki baat nhi......
    Mera critisize karna shayid app logo ko galat laga per Mai Aik fact discuss karna chah rhi thi ..........ya illzam tarashi nahi ha aik haqeeqat ha ...Jahan tak khud ko theek karnay ki baat ha tu or khud ko badlnay ki baat ha tu woh hum sab apni jagah thora ya zayda karnay ki kosish kartay hain .

    Comment


    • #17
      Re: Islam aur Hakumat

      Originally posted by Me Here





      Hum apne RELEGION ko choor ker taraqqi nahi ker sakte
      Hum apni tehzeeb ko choor ker taraqqi nahi ker sakte



      KHUSH RAHIYYE
      WASALAM:salam:
      N KEEP VISITING!:)
      :phool: Thanko For your Comments Me here jee:salam: :rose
      :mm: App nay sahi kaha Practical honay bohat zaroori ha Infradi tor per bhi aur Ejtmaiy tor per bhi

      Comment


      • #18
        Re: Islam aur Hakumat

        Originally posted by barg.e.gul
        fari jawab deyney sey pehley mey aap sey aik sawal poochun gi
        maujooda muslim hakumaton mey sey koi aik bhi hakumat aap ko kamyab lagti hai kaheen sey?
        ji is sawal ka jawab main deta hon k dunia k kisi bhi mulk main mukamal islami nizaam ya qanooon nafiz naheen hy...aur yehi almiya hy k hamary tamaam islami mulkoon ki hukomat to islami zaroor hy likin qanooon islami naheeen hy...:salam:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #19
          Re: Islam aur Hakumat

          Originally posted by munda_sialkoty
          Aap loog fashion mein un ki nakal kerneay ki baat kerte ho...kabi technology ko hasil kerne mein bhi un ki nakal karo...destructive purpose ke liye nakal na karo...constructive purpose ke liye to kar saktay ho na...hum loog apni identity banana chahtay ho, aur practically zero hein...is liye ziada baatein nahi karo...sirf ilm aur fanoon hasil karo...aur jub kisi mukaam pe pohanch jao to phir baat karo aagay ki
          hm janab App ki baton se app ki positive souch nazar arhi ha per agar app asa souchtay hain tu phir app ki souch kafi mahdod ha !!!!
          Kiun kah Mugrib nay Muslam Scientist ki theories aur unki ijadad se help la kar Tarqi ki ha................hum Apnay hi Dean ki aur Ancient Muslim scientist ki madad se behtar taleem aur Tecnology kaim kar saktay hain ???
          App ki baat bhi galat nhi ha kah hum ko constructive purpose ka liya Magrib ki nakal karni chaiya ...Ilam tu jahan se bhi milay ilam hota ha per Baat jo ma app se pouch rhi hon woh ya ha kah jab
          Aik Insaan Allah ka batay howay rastay ka hi inkar karday tu woh kamiyab kasay ho sakta ha jasa kah Masood bhai na kaha kah Hukumat badlti rahti ha aur jo ati ha aien ma apni marzi se tarmim kar dati hain.................ya galat ha aur asa iss liya ho raha ha kiun kah Quran ki iss Ayat ko hum bhool gay hain jes ma Allah nay ya farmya ha kah "
          Hum nay tum ko Zamin per Naieb/Khalifa bana kar bhaja ha"

          Wasa ya bbhi theek ha jab kesi makam per puhnch jao tab iss tarhana ki baat karon .....next time I will Per apni nachiz c aqal se Do Members ki baat se jo dimag ma baat ayi woh pouch li:embarasse

          Comment

          Working...
          X