Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aqwal-e-zareen

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aqwal-e-zareen

    Assalamaikum

    main aap ko is thread main aqwaal-e-zarain nahi suna rahi :p balkay us pay behas kay leye aik topic lai houn :D:

    woh topic yeh hai kay yeh jo ham aksar sunhri batain, aqwal-e-zareen ya philsopher ki batain suntey or parhtay rehtay hain ...aap logoo ka kia khayal hai yeh hamarai amli zindagi main hamaray kaam ati hain ya yeh sirf kitaabi batain hain jo sirf kitaaboun main hi achi lagti hain amli zindagi main in pay amal karna buhat mushkil kaam hai /?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Aqwal-e-zareen

    jo samajna nahi chahta, usay samjaya nahi ja sakta
    aur jo samajdaar he, usay samjanay ki zarorat nahi

    its all about your will and tendency whether you tend to opt the right way or not.
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Aqwal-e-zareen

      Originally posted by munda_sialkoty
      jo samajna nahi chahta, usay samjaya nahi ja sakta
      aur jo samajdaar he, usay samjanay ki zarorat nahi

      its all about your will and tendency whether you tend to opt the right way or not.
      batain to achi hi batai jati hain un main mera sawal yeh hai kay un pay amal karna kia itna asaan hai ?:)
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: Aqwal-e-zareen

        Walikum Assalam!

        `*`Welcome Back Aanchal sis!`*`
        :) :) :)



        Kuch log serious se dikhte hain per jab mushkil halaat a jain to unhe halaat se larna nahii aata.




        KHUSH RAHIYYE!
        WASALAM!:salam:

        Comment


        • #5
          Re: Aqwal-e-zareen

          Originally posted by munda_sialkoty
          jo samajna nahi chahta, usay samjaya nahi ja sakta
          aur jo samajdaar he, usay samjanay ki zarorat nahi

          its all about your will and tendency whether you tend to opt the right way or not.

          jo samajhdaar ho usey practical hooney k liye n zehn ki nashrunoma k liye ik khaas enviroment chahiye hoota hai takey uski samajhdaari ko encouragement miley or wo mazeed aagey berhe....warna wo bhi doosron ki company mai reh ker un hi jesa ho jata hai...her insaan k liye ENVIROMENT matter kerta hai
          wasey mera believe hai k life mai kuch bhi impossible nahi hoota.....sab ho jata hai mehnat n DUA se...to jo log samajhna nahi chahte unhe aisa bana dena chahiye k wo samajhne k qabil ho jain........mehnat buhat lagti hai per ho hi jata hai:)

          Comment


          • #6
            Re: Aqwal-e-zareen

            Last edited by ummid; 25 June 2006, 14:35.

            Comment

            Working...
            X