Assalamaikum
main aap ko is thread main aqwaal-e-zarain nahi suna rahi :p balkay us pay behas kay leye aik topic lai houn :D:
woh topic yeh hai kay yeh jo ham aksar sunhri batain, aqwal-e-zareen ya philsopher ki batain suntey or parhtay rehtay hain ...aap logoo ka kia khayal hai yeh hamarai amli zindagi main hamaray kaam ati hain ya yeh sirf kitaabi batain hain jo sirf kitaaboun main hi achi lagti hain amli zindagi main in pay amal karna buhat mushkil kaam hai /?

Comment