Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shaadi ke baad ??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Shaadi ke baad ??

    aap sub ke replies perhay hein...Yeh wahid thread he jahan per sabi akalmand nazar aa rahay hein mujay :blush:

    keep it up ;)
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: Shaadi ke baad ??

      Originally posted by raby
      with family....i voted for that coz...... its fun living with family...you get to have loads of support arround when you need it.. you dont do any of the house work on your ownor hire a maid to do things for you.....when you live alone with you hubby or wife....you run out of thingsto sayto eachother.. in a famliy you can have loads of people to talk to ....always keeping busy.. when you are alone you tend to get bored easly...its like when you arent with famliy you are cut out from improtant famliy matters... its like youhave a life of your own....:ghug: :salam:
      strongly agreed :lpop:
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: Shaadi ke baad ??

        jointfamily system tab theek rehta hai jab har aik ka apna elahida kamra or zarorat ki cheezian to elahida elahida houn ...main nay kuch families deekhi jin main dadi, nani, dadai ki poori nasal, nani un kay bachoun kay bachoun kay bachoun hoo gay or ghar vohi hai choota sa .......youn nahi hona chaye jesay jesay abadi barhti ja rahi hai ghar ki ghar ko wassi kar deena chaye ...nahi to kuch families to alag rehain na ....

        aik masla yeh hota hai aik chachi kay bachay na parhtay houn to mami kay bachoun ko bhi nahi parhnay dain gay sab kheel main magan rehian gay ..

        yeh bhi deekha hai aisi kuch families main kamanay walye kam hotay hian or kahanay walye zaida ....
        joint family system acha to hai lekan jo khamiyan hain woh door ki jaye to theek warna seprate behtar hai ....miyan, biwi, saas, susar, nand(jaldi say us ki shadi kar kay usay apnay ghar bheej doo ..lol) dewar agar shadi nahi hovi to theek hai reh lay sath bhabhi kay kaam kar dia karey ga :tasali: agar shadi shuda hai to apnay ghar jaye apni begum ko sath lay kay :kr:
        :lpop:
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #19
          Re: Shaadi ke baad ??

          Joint Family System

          Aik sath rahay koi nahe tor sakta

          Aalag Aalag rahay toot jao gay

          Comment

          • #20
            Re: Shaadi ke baad ??

            Originally posted by Masood
            Agree - aap aik khali glas main pani bharein to kab tak pani bhartey jaein gey, aik waqt mein pani kinaron sey girna shuru kar dey ga. Isi tarha bardasht bhi hoti hai, agar kisi ko us key zabt sey ziyada aazmaya jaey to woh baghawat kar deta hai. Aankhon dekha haal hai keh saal-ha-saal ki bardasht key baad jab paimana labrez hota hai to phat jata hai.

            Yahan per jis bardasht ki baat ki gaee hai woh yak'tarfa nahin, balkey do'tarfa hai - agar dono taraf sey ho gi to koi kisi ko uskey zabt sey ziyada nahin aazmaey ga :)
            bardasht basically dono ko hi kerna chahye...
            i wud like to say..
            darguzr will be more convenient...
            koz... choti choti baten ignore ker ke hath pakarr ke saath le ker jeena ... saath nibhaatey huye jeena... zindagi hai .. werna shermindagi hai..
            aur rishton main shermindagi means... rishtey baraye naam hain.. wot u think??
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment

            • #21
              Re: Shaadi ke baad ??

              wud ne-body like to share ... ideas od Islam regarding this question... my knowledge is not enuff..i think so... nebody who feels... he/she can bring the aayaat from Quran regarding family life? and ahadith regarding same issue.. i ll be grateful to u all..

              n yeah .. thnx u all to be here... n share ur thoughts.. nice to read ya all... but ... what is bad in separate life style?
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment

              • #22
                Re: Shaadi ke baad ??

                Originally posted by Aania

                separate life style ki sab se bari soorat jo aaj kal nazar aa rahi hai wo yahi ke husband and wife and related to each other just by the name ......... aaj kal bas yahi dekhney mei aa raha hai .... ek hi chat ke neechey rehtey huwey bhi they hardly bother to talk to each other .... dono mei se koi ek bhi nahi chahta ke dosra ous ke zaati mamlat mei dhakal dai ....zaati mamlat ????? miyan biwi ke beech bhi zaati mamlat ek ajeeb se baat lagti hai na ??? magar yeh ab buhut aam si baat ho gayi hai ...shuroo mei couple yahi chahtey hain ke wo separate rahein takey ek dosrey ke sath zada waqt guzar sakein magar chand saal baad hi ek dosrey ko bardasht hi nahi ker patey ........ kiu ???
                may be the main reason is ke jab ek family mei sirf do log hon to oun ki expectation ek dosrey se buhu tzada hoti hain, zimedarina buhut zada hoti hain , jo shayed sirf oun do ke bass mei nahi hota and they start with sligth clashes and it goen on till they decide to live their life by their own with out any body's (hubby/wife) enterfarance. Jab ke ek joint familey mei jahan zimedarian zada hoti hain waha ounhein bant'ney waley bhi zada hotey hain ..... issi doran miyan biwi mei koi an-ban ho bhi jayeh to barey samjha ker baat ko sanbhal letey hain ........ jo sab separate family mei nahi hota .....
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: Shaadi ke baad ??

                  Originally posted by Sweet & Sour

                  :thmbup: :thmbup: Very much agree Saima. Yahan per aik aisi family ki zaroorat hai jahan per koi apni zaati ikhtilaf ki wajah sey guide na karey balkey is liye guide karey key kisi ko nuqsaan na ho, balkey kisi nuqsan key honey ko roka jaa sakey. Amooman hamarey haan yeh bhi dekha geya hai keh yehi log aag ko hawa detey hain, aur phir baat ziyada phail jati hai.

                  Lekin buzurg jo samajhney aur samjhaney ki taqat rakhtey hain, unki mojoodgi aik nemat hai...
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #24

                    hmmm yeah.. may be ... lekin in Pakistani society ... this thing happens??
                    next time .. i ll work on this issue..
                    the relation of husband -wife.. strength or stree for eachother.. :cc:
                    thinkin point girl... :cc:

                    A-to-Z ... shadi .. relation cudnt impress me yet.. by all the discussion n comments i got from u all... so .. marriage - relation = killing life n time n golas n killing peace n brain n hearts n trust... huh ... all in all ??

                    diamgh ki dahi= shadi .. or topics related to shadi - thingi .. huh

                    Visit My Early PS Work
                    You Are Welcome To Comment

                    Comment

                    • #25

                      kind of true ........ log sirf baat ka batangar banatey hain aur aag lagatey hain to aisi situation mein sab se zada sincere advise maan baap se mil sakti hain oun ke ilawa koi ghar ko bachaney ki koshish nahi kerta, sab bikherne mei madad zaror kertey hain ..
                      sigpic

                      Comment

                      • #26

                        it all depends wht you think marriage is and how u treat this relation and how u accept it negative ot positive same result u'll get.
                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: Shaadi ke baad ??

                          Originally posted by Sweet & Sour
                          kind of true ........ log sirf baat ka batangar banatey hain aur aag lagatey hain to aisi situation mein sab se zada sincere advise maan baap se mil sakti hain oun ke ilawa koi ghar ko bachaney ki koshish nahi kerta, sab bikherne mei madad zaror kertey hain ..
                          :thmbup: agree.

                          Aksar waldein yehi chahtey hain keh unki aulad apney ghar mein aabad rahey lekin aisey cases bhi dekhey gaey hain jahan waldein ney khud aisey mashwrey diyey hain jo baat ko mazeed bigarney ka sabab baney hain. Kya koi waldein aisey bhi ho saktey hain???? ya yeh ikka'dukka case hota hai?
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #28
                            Re: Shaadi ke baad ??

                            Originally posted by Masood
                            :thmbup: agree.

                            Aksar waldein yehi chahtey hain keh unki aulad apney ghar mein aabad rahey lekin aisey cases bhi dekhey gaey hain jahan waldein ney khud aisey mashwrey diyey hain jo baat ko mazeed bigarney ka sabab baney hain. Kya koi waldein aisey bhi ho saktey hain???? ya yeh ikka'dukka case hota hai?

                            i don't at all agree with this :na:
                            sigpic

                            Comment

                            • #29
                              Re: Shaadi ke baad ??

                              Originally posted by Sweet & Sour
                              it all depends wht you think marriage is and how u treat this relation and how u accept it negative ot positive same result u'll get.
                              ahaan... DEPENDS... hmmm :cc:
                              there is no-such-attractive-charm in this relation... seems like :khi:
                              see ya ne-ways... :) :lpop:
                              Visit My Early PS Work
                              You Are Welcome To Comment

                              Comment

                              • #30
                                Re: Shaadi ke baad ??

                                Originally posted by Masood
                                :thmbup: agree.

                                Aksar waldein yehi chahtey hain keh unki aulad apney ghar mein aabad rahey lekin aisey cases bhi dekhey gaey hain jahan waldein ney khud aisey mashwrey diyey hain jo baat ko mazeed bigarney ka sabab baney hain. Kya koi waldein aisey bhi ho saktey hain???? ya yeh ikka'dukka case hota hai?
                                never seen ne parents.. who ask their daughter to break up unless the conditions.. are wierd.. or life-killing issue...u know wot i mean...

                                hmm in case of boys... this logic... is somewot true.. n somewot not.. :)
                                Visit My Early PS Work
                                You Are Welcome To Comment

                                Comment

                                Working...
                                X