Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

    Originally posted by Aanchal
    nahi actually baat yeh bhi hoti hai kay jab aap ki tabeyat theek na hoo to aap ka kuch kahany ko dil nahi karta ...khana aap kay samnay bhi reakha hoo jo aap ki zarorat or sehat kay mutabaiq hoo to pher bhi aap ka dil nahi karta kahanay ko ...is leye husband sath hoo to aap ko kheela sakta hai na

    baby sirf maa ka nahi baap ka bhi hota hai :lpop:
    It reminds me the days when i was in hospital :khi: almost 6 months back mein hospital mein admit raha for 11 days...mujay hepatitis ho gaya tha...us dooran mere doost rahay mere saath hospital mein...koi mere liye kuch lata aur koi kuch...lekin me kuch bhi khaya na jata tha...i lived on drips and injections...doctors kehtay mere dooston ko ke ager isay utha he to isay kuch khilaoo...but that time i felt that as if I have engulfed some melt plastic :tauba dooston ke insist kerne pe mein kabi kabi unhein daant bhi deta tha ke khana mein ne he ke tum ne...apni tabiyat ko mein samajta hon ke tum...lehaza chup ker ke bethay raho...jub mein ne khana ho ga kha loon ga...don't bother me to eat.

    So i don't want the very same thing happen to someone's wife :khi: is liye behter he auratein khud food selection karein...better for them :lpop:
    :thmbup:

    Comment

    • #32
      Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

      Originally posted by munda_sialkoty

      aap ko kia howa tha ?:mm:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #33
        Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

        Originally posted by munda_sialkoty
        Hmmm...well i can imagine the pain that both the husband and wife might have passed through...appratently it seems cruel to deny from treatment by a male doctor...but personally I feel very bad that a male doctor examine a pregnent female...whehreas a birth matter is cocnerned, I would always prefer a lady doctor treat such cases...but if it is very much necessary i mean in case of paritoneal operation a male doctor can help...but for a normal delivery or veginal scisserian...i am totally not in favour that a male doctor handle such case. whatever you think, but this is what i think.
        yeh baat pher vohi a jati hai jo ham aik doosray thread main discuss kar rehay they woman or carrer ki ....jab carrere bananay hi nahi doo gay to kahan say doctors banain gee woh ?
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #34
          Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

          Originally posted by Aanchal
          aap ko kia howa tha ?:mm:
          Acute hepatitis :lpop:

          But alhamdullilah ub hum theek hein waise 11 days in hospital booltay nahi hein..hum un 11 days pe aik kitaab bhi likh saktay hein ager hamaray dimaag hamaara saath de to :lol
          :thmbup:

          Comment

          • #35
            Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

            Originally posted by Aanchal
            yeh baat pher vohi a jati hai jo ham aik doosray thread main discuss kar rehay they woman or carrer ki ....jab carrere bananay hi nahi doo gay to kahan say doctors banain gee woh ?
            Medical mein larkiyoon ka hona bohat zaroori he...and i am totally in this favour...ager mein larki hota to zaroor lady doctor banta :lol
            :thmbup:

            Comment

            • #36
              Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

              Originally posted by Aanchal
              Vomiting koi itna bara masla nahi hai kay is say babies pay koi effect parey ...yeh normal cheez hai aisi aurtoun main ......agar doctor say apna elaj karwati rehaian regular to yeh malsay hal hoo jatay hain na .....

              aik or masla bhi hai kay zaidatar loog kisi doctor kay paas janay ki bajaye vohan deehat ki jo bari aurtian hoti hain jesay daai waghera kehtay hian un say elaj karwati rehti hai ....aisi aurtian jin ki babies ko pedish say pehlay hi problem hoo to yeh daaiyan waghera to elaj nahi kar sakti na ..
              kuch cases buhat sensitive hoote hain jin main girls healthy diet honey k bawajood khaa nahii patiin.....or vomit ho jaati hai....daily or weekly doctor consultancy k bawajood!
              thatz y i added this factor

              Comment

              • #37
                Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                Originally posted by munda_sialkoty
                Sahi kaha...vomiting is also a factor that can be considered...but i think it remains in early period of pregnancy and then it becomes normal...and the expected girls tend to eat all the bad things (khati meethi imli type ki cheezein ) that are not good for health.

                sometimes it remains during thw whole period of preg.

                Comment

                • #38
                  Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                  Aania hamarey muashrey mein bohat sari baton per pardah daal diya jata hai - kuchh is liye keh apni nakami ko chhupaya jaey aur badnami na ho - kuchh is liye keh hamari sochon mein bhar diya geya hai keh aisi batein karna mayoob hai...

                  lekin sach yeh hai keh hamarey muashrey mein jahan insaan aflaas, nang, bhook aur mahol sey jang kar raha hai wahan per in baton ko ignore kar diya jata hai aur wahan per yehi batein ahmiyat bhi nahin rakhtin.

                  Kyun keh in baton ka ta'aluq awareness sey hai, awareness usi waqt hoti hai jab isko rosh'naas karwaya jaey. Lekin roshnee kahan phailai jaey? wahan to qadam qadam per ham logon ney andherey kar rakhey hain, aur agar koi kiran aa bhi jaey to ussey sharm-o-haya key pardon mein gum ker detey hain kyun keh hamarey haan pregnancy per baat karna to bohat hi buri baat hai - auratein sharm sey paani paani ho jati hain, maein apney beton ko apni biviyon sey door kar deti hain in ayyam mein, kisi qabil doctor key paas birth honey ki bjaey anparh aur jahil daiyon key hathey laga di jati hain - yeh sab kya hai? Safed jahalat!!!

                  Pregnancy key shuru sey leker aakhir tak aurat ko bohat khaas tawajoh ki zaroorat hoti hai. Ussey apney normal khaney sey kuchh ziyada khana parta hai, aik sehatmand bachey ki pedaish key liye zaroori hai keh aab-o-hawa, mahol, halaat saaz'gar hon aur yehi woh sab cheez hai jin sey hamari auratein door hain to phir aisa to hona hai.

                  Jahan per sarey mulk ki aik aik rag ko badalney ki zaroorat hai, wahan per auraton mein is cheez ki awareness bohat hi zaroori hai keh pregnancey mein ussey kin baton ki zaroorat hai - yeh beemari nahin (jo amooman pakistan mein ley li jati hai) balkey yeh aik nemat hai, iska khiyal rakhna bohat zaroori hai.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #39
                    Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                    Aano is baare mein hum kya kah sakte hain.....
                    sirf itna pata hai keh underweight bacchon ke liye sirf mama ki nutritionzz ko zimedar nahi tharaya ja sakta....aur bhi bauhat se social cause hote hain....aur strees jinse aik aurat before , during and after pregnency suffer kerti hai....jaise sirf "beta" ki paidaish per zor dena,husband ka wife ko physically ya mentally heress karna,wagairah.....ho sakta hia keh major causez yahi ho..aik aurat mashre mein khas ker humare mashre mein shaadi ke pahle apne papa(father) aur shaadi ke baad apne husband ki wajah se maqam paati hai...apni zaroryaat ke liye woh imhien rishton ki taraf dekhti hai....phir ager shaadi ke baad use woh moral support na mile to saari problem yahein se shoro ho jaati hai..yaanikhud per kum tawajah dena, khud hi ko underestimate karna, khana kum khana..bla bla bla.......aur ager aisi aurat ke qadmon talle janat uterne wali ho tu us ke bashinde per kyun nahi aser padeh ga....shaid is ka basic root muhabbat aur tawakjha ki kami hai hi hai...aur solution bhi yahi dono cheezein hain.......(that's what I think)

                    Comment

                    • #40
                      Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                      Originally posted by Me Here

                      sometimes it remains during thw whole period of preg.
                      Hmm...thanx for providing me this info
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #41
                        Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                        Originally posted by ummid
                        Aano is baare mein hum kya kah sakte hain.....
                        sirf itna pata hai keh underweight bacchon ke liye sirf mama ki nutritionzz ko zimedar nahi tharaya ja sakta....aur bhi bauhat se social cause hote hain....aur strees jinse aik aurat before , during and after pregnency suffer kerti hai....jaise sirf "beta" ki paidaish per zor dena,husband ka wife ko physically ya mentally heress karna,wagairah.....ho sakta hia keh major causez yahi ho..aik aurat mashre mein khas ker humare mashre mein shaadi ke pahle apne papa(father) aur shaadi ke baad apne husband ki wajah se maqam paati hai...apni zaroryaat ke liye woh imhien rishton ki taraf dekhti hai....phir ager shaadi ke baad use woh moral support na mile to saari problem yahein se shoro ho jaati hai..yaanikhud per kum tawajah dena, khud hi ko underestimate karna, khana kum khana..bla bla bla.......aur ager aisi aurat ke qadmon talle janat uterne wali ho tu us ke bashinde per kyun nahi aser padeh ga....shaid is ka basic root muhabbat aur tawakjha ki kami hai hi hai...aur solution bhi yahi dono cheezein hain.......(that's what I think)
                        Jahan tak stress ka taaluq he to is mein kisi had tak kaabu paya ja sakta he...stress mein akser o beshtar wohi loog mubtala hotay hein jo expectations ziada rakhtay hein...mein samajta hoon ke aik larki apni danai ko istamaal kertay huay apne ghar ke makeenon ke diloon per bohat achay tareekay se hukmarani ker sakti he...yeh kuch de aur kuch le wala chaker he...indeed is mein aurat ko ziada dena perta he...apni services, apna pyaar aur tawajo...lekin in return usay bhi kuch na kuch zaroor milta he, aur us kuch na kuch mein dilli skoon zaroor hota he jo stress ko door rakh sakta he...jo larkiyaan apne naye ghar over-expectations le ke aati hein wo ghalti kerti hein...they should minimize their expecations and be practicle in order to tackle wisely the upcoming social matters...They should extend more input and hope for the less output...is mein usay satisfaction milay gi...aur kisi ki mehnat kisi ki kooshish kabi raaigaan nahi jaati aur aik waqt aata he ke aurat ki is mehnat ka sila usay achay saas susar aur achay deewar aur nandon ki surat mein milta he...aur phir wo sub ko kehti he ke mere susraal walay bohat achay hein...lekin der-hakeekat wo khud achi hoti he...aur zahir he hubby is her first relation to get influenced...aur jo larkiyaan shadi ke forun baad pregnent ho ke bed ke saath chipak ke nakhray kerne lagti hein aur apne shoher ka moun dekhti rehti hein...aisi larkiyoon ke liye mushkilaat ka saamna kerna per sakta he...from both susralies and shoher.
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #42
                          Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                          Originally posted by Aania
                          Topic of the day is quite clear and thousand of us know the reasons... but nobody likes to to solve it

                          Pakistan main peda honey waley underweight bachon ki percentage 38 kion hai ??

                          People who have discussed this topic gave these reasons:

                          1) marriage of girl in early age.
                          2) hunger is a big factor.
                          3) the rate of underweight child-birth in poor families is 56% just in Pakistan
                          4) The environment of homes specially the care of woman under-pregnancy is rare in Poor families.
                          5) Stress is a big reason.
                          6) upcoming mother's food is under control of Mother-in-law and in-laws dont care much.
                          7) if the poor people has not more sources to feed their already born kids why do they go for more n more?
                          8) many more

                          so wot u guys think wot shud be the strategy to protect our society from this kind of conditions?

                          how can we (students/young people) do as a part of this critical society?

                          how can we make our olders understand the true reasons of this all and how can we make their treatment positive towards daughter-in-law and all new/old married-couples ?

                          what kind of act can make people think positively ?

                          so many questions ...
                          n so many reasons..

                          time to get solutions..
                          n give the right track to our society under Islamic-Conditions.

                          so lets discuss... :cc:

                          I disregard the point number 1... medically it is not proven that early age marriages are reasons for this...

                          Rest of the reasons are valid...

                          Paidaish k waqt bachouN ka.... aur maut k waqt barouN ka... underweight honay ka reason aik hi hay... Pakistan mein makhdoosh sehat-i-aamma ki soorat-i-haal...

                          in pakistani environment, ppl are very vulnerable to diseases... abhi last year winter ki baat hay.. karachi meiN kisi nay aik cheenk maar di.. poora karachi within a month flu meiN mubtala hogaya.. itna ziada k phir Health department ko bhi neend se jagna par gaya.. and they started sprays somewhere secretly, where karachi ppl couldn't see them :D

                          Pollutions, tension, depression, monetory difficulties... mal-nutrition, Pregnancy k douran ki bay qayedgiyaaN.... and the worst... .Pakistani food... Mirch masalay daaar... pakistani food is not good for a baby under development... but pakistani women can never give up the taste... :budhu:

                          Comment

                          • #43
                            Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                            Originally posted by Aik Lamha

                            jinaab.. ye issue dunya bhar main same hei... for-example...
                            jesye ke mian apni skool ki class mein lecture attend ker rahi hoon here in usa...
                            i observed this thing.. ke including professor... kisi aik ko bhi cheenk yaa khansi bhi aajyee to agley aik do week tak poori klass mein khansi n cheenkon ka daur rehta hai lazmi...

                            in case of underweight birth i think stress counts more than everything..
                            jitna zida mother ko before-after n under pregnancy khush rakho ge utney sehat-mand n khilkhilatey bachey hon ge .. this is for sure... n i have noticed it here..

                            koz dekho naa.. natural si baat hai..food definately count kerta hai ..

                            aik to aurat pe itna great time hota hai ke she is goin to be mom... right? ye khushi .. sab family ke liye khushi honi chahye lekin haasid(jealous people) exists... everywhere..

                            secondly... food counts... a lot... jab aap stree main nahen ho to bhook lagey gi ...
                            jab aap khush raho ge to mom ban-ney ke time mein jo natural stress hota hai definately kam ho jaaye gaa
                            right ?

                            the attention n care of husband counts a lot... :cc:
                            is ke barey main phir baat kerti hoon ... soon :lpop:

                            Visit My Early PS Work
                            You Are Welcome To Comment

                            Comment

                            • #44
                              Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                              Originally posted by Masood
                              Aania hamarey muashrey mein bohat sari baton per pardah daal diya jata hai - kuchh is liye keh apni nakami ko chhupaya jaey aur badnami na ho - kuchh is liye keh hamari sochon mein bhar diya geya hai keh aisi batein karna mayoob hai...

                              lekin sach yeh hai keh hamarey muashrey mein jahan insaan aflaas, nang, bhook aur mahol sey jang kar raha hai wahan per in baton ko ignore kar diya jata hai aur wahan per yehi batein ahmiyat bhi nahin rakhtin.

                              Kyun keh in baton ka ta'aluq awareness sey hai, awareness usi waqt hoti hai jab isko rosh'naas karwaya jaey. Lekin roshnee kahan phailai jaey? wahan to qadam qadam per ham logon ney andherey kar rakhey hain, aur agar koi kiran aa bhi jaey to ussey sharm-o-haya key pardon mein gum ker detey hain kyun keh hamarey haan pregnancy per baat karna to bohat hi buri baat hai - auratein sharm sey paani paani ho jati hain, maein apney beton ko apni biviyon sey door kar deti hain in ayyam mein, kisi qabil doctor key paas birth honey ki bjaey anparh aur jahil daiyon key hathey laga di jati hain - yeh sab kya hai? Safed jahalat!!!

                              Pregnancy key shuru sey leker aakhir tak aurat ko bohat khaas tawajoh ki zaroorat hoti hai. Ussey apney normal khaney sey kuchh ziyada khana parta hai, aik sehatmand bachey ki pedaish key liye zaroori hai keh aab-o-hawa, mahol, halaat saaz'gar hon aur yehi woh sab cheez hai jin sey hamari auratein door hain to phir aisa to hona hai.

                              Jahan per sarey mulk ki aik aik rag ko badalney ki zaroorat hai, wahan per auraton mein is cheez ki awareness bohat hi zaroori hai keh pregnancey mein ussey kin baton ki zaroorat hai - yeh beemari nahin (jo amooman pakistan mein ley li jati hai) balkey yeh aik nemat hai, iska khiyal rakhna bohat zaroori hai.

                              lekin haqeeqat chup to sakti nahen..
                              well y people forget..
                              ke roz e hashr to bachat nahen ho gi na bad-salooki .. aur beja zulm ki ... phir is ko ghalti maan ker tasleem ker ke sudhar ki raah pe chal ker ... kion nahen ji saktey log??

                              Visit My Early PS Work
                              You Are Welcome To Comment

                              Comment

                              • #45
                                Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                                Originally posted by Aik Lamha
                                abhi last year winter ki baat hay.. karachi meiN kisi nay aik cheenk maar di.. poora karachi within a month flu meiN mubtala hogaya.. itna ziada k phir Health department ko bhi neend se jagna par gaya..
                                Yeh cheenk ka ilzaam kisi pe kyoon laga raha he...zaroor yeh tera hi kaarnama he :na:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X