Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

    har saal naya baby jo a jaye ga pher yehi haal to hona hai .....

    khoorak ka malsla nahi hai deehat main loog to zaida fresh ghiza hi khatay hain ....

    doctors ki kami hai .....zidatar deehat kay loog apni begum ka male doctor say elaj nahi karwana chahtay....chaye biwi ki condition jitni bhi serious hoo ....

    female ko agar proper knoweldge milti rahi is baray main to pher aisay bachoun ka ratio kam hota jaye ga ...
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #17
      Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

      Originally posted by baykamal
      Salam

      aur under wieght k liay aik ehtiat hay k maaN k zachagi ki frequency bohat zyada hay agar aur kuch nahi sirf islamic system ko apna lia jaayai aur maaN apnay paida shuda bachay ko 2 saal takk feed karay to iss say uss k zacha honay maiN kuch time milay ga aur rehabilitation ka process b sahi taur say poora ho ga..
      Baykamal
      deehat main itnay pesay nahi hotay logoo kay paas kay dabbay ka doodh afford kar sakian ....is leye vohan pay aisa nahi kaha ja sakta kay feder ka doodh peenay say aisay hain bachay ...
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #18
        Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

        Originally posted by Me Here
        Nice topic Aanuu:phool:

        The reasons u mentioned above can be the reasons behind this strategy.........
        we cant select any1 4om these bcoz it depends upon the family n upon the conditions.......some girls may have so much vomitings during the period that they cant eat much food although resources r available.......
        so many reasons can b there

        what we can do 2 solve this prob is 2 provide a girl healthy food n make her relax.......n can do pray 4 her........:blush:

        OR kiya kariin?
        Vomiting koi itna bara masla nahi hai kay is say babies pay koi effect parey ...yeh normal cheez hai aisi aurtoun main ......agar doctor say apna elaj karwati rehaian regular to yeh malsay hal hoo jatay hain na .....

        aik or masla bhi hai kay zaidatar loog kisi doctor kay paas janay ki bajaye vohan deehat ki jo bari aurtian hoti hain jesay daai waghera kehtay hian un say elaj karwati rehti hai ....aisi aurtian jin ki babies ko pedish say pehlay hi problem hoo to yeh daaiyan waghera to elaj nahi kar sakti na ..
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #19
          Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

          Originally posted by Aanchal
          us kay shouhar namdaar ka :khi:
          Shoher namdaar ho ga

          I think aap ne zumadaar likha ho ga...dekhiye...ager shoher sara din office mein rahay ga to wo yeh zumadari khaak puri karay ga...bivi ko khudh chahiye ke wo khudh apni khuraak ka khyaal rakhay...inni si baat shoher per choornay ka kia maksad
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

            [quote=Aanchal]har saal naya baby jo a jaye ga pher yehi haal to hona hai .....

            quote]

            Dil ko lagti he baat bakri ki :khi:

            Hamaray mulk mein rawaaj he...naye saal ka calander aaye na aaye...neya bucha ghar mein zaroor aa jata he :lol

            Aap ne bilkul sahi point out kia :thmbup:
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

              Originally posted by Aanchal
              deehat main itnay pesay nahi hotay logoo kay paas kay dabbay ka doodh afford kar sakian ....is leye vohan pay aisa nahi kaha ja sakta kay feder ka doodh peenay say aisay hain bachay ...
              aap ne baykamal ki baat ko sahi tarah se follow nahi kia shayad
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                Aanchal...are you in favour ke auratoon ko pregnancy ke dooran male doctors se apna medical examination (check up) kerwatay rehna chahiye???
                :thmbup:

                Comment

                • #23

                  Originally posted by munda_sialkoty
                  Shoher namdaar ho ga

                  I think aap ne zumadaar likha ho ga...dekhiye...ager shoher sara din office mein rahay ga to wo yeh zumadari khaak puri karay ga...bivi ko khudh chahiye ke wo khudh apni khuraak ka khyaal rakhay...inni si baat shoher per choornay ka kia maksad
                  Office main hota hai koi mulk say bahir nahi hota kay woh biwi ka khayal na reakh sakye ...
                  yeh koi sahi excuse nahi hai ji...!!!
                  wesay to saas ya maa hi aisi aurtoun kay khanay peenay kha khayal reakhti hain ,,agar woh nahi bhi hai ya houn bhi to shouhar k zimmadari zaida hoti hai ...
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #24
                    Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    aap ne baykamal ki baat ko sahi tarah se follow nahi kia shayad
                    or aap nay mere
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #25
                      Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      Aanchal...are you in favour ke auratoon ko pregnancy ke dooran male doctors se apna medical examination (check up) kerwatay rehna chahiye???
                      agar aap ki begum or honay walay bachay ko khtra hoo to aap elaj nahi karwaoo gay apni begum ka kisi male doctors say ????

                      wesay to hona yeh chaye lady doctors zaror honi chaye har elakay main .....lekan koi serious problem hoo jaye to is main koi boorai nahi kay kisi male doctors say elaj karwa lia jaye ........male doctors jo hotay hain un kay sath koi nurse ya koi lady health worker zaror sath khari hoti hai woh ko akeelay main us ka elaj nahi kar raha hota ..

                      aik banda deehat ka tha us ki begum kay han baby honay wali the us ki begum ki halat kafi serious hoo gai kisi taraha aik hospital pouncha to pata chala vohan male doctor hai us nay saaf mana kar dia .........us nay kaha mere biwi mar jaye lekan apnai begum ka elaj kisi male doctor say nahi karwaoun ga!!!....aap paata nahi woh aurat bachi hai ya mar gai hai ....
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #26
                        Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                        after reading u all ... a point came to my mind

                        what u guys wud like to say abt
                        separate married couple life?
                        n couple .. living in a big/small mixed family??
                        how these points affect on an upcoming mom dad's lives??
                        Visit My Early PS Work
                        You Are Welcome To Comment

                        Comment

                        • #27
                          Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                          Originally posted by Aanchal
                          Office main hota hai koi mulk say bahir nahi hota kay woh biwi ka khayal na reakh sakye ...
                          yeh koi sahi excuse nahi hai ji...!!!
                          wesay to saas ya maa hi aisi aurtoun kay khanay peenay kha khayal reakhti hain ,,agar woh nahi bhi hai ya houn bhi to shouhar k zimmadari zaida hoti hai ...
                          Ager shoher apni bivi ko tamam us ki zarooriyat muhaiya ker deta he...phir to bivi ki zamadaari hi reh jati he ke wo khud apna ehsaas kerte huay apni diet ka khyaal rakhay...her bunda apne mazaaj ko khud samaj sakta he ke kub usay khana he aur kub nahi...shoher ager zabardasti khilaye ga to phir vomiting wala silsila hi start ho ga aur kuch nahi :lol
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            Ager shoher apni bivi ko tamam us ki zarooriyat muhaiya ker deta he...phir to bivi ki zamadaari hi reh jati he ke wo khud apna ehsaas kerte huay apni diet ka khyaal rakhay...her bunda apne mazaaj ko khud samaj sakta he ke kub usay khana he aur kub nahi...shoher ager zabardasti khilaye ga to phir vomiting wala silsila hi start ho ga aur kuch nahi :lol
                            nahi actually baat yeh bhi hoti hai kay jab aap ki tabeyat theek na hoo to aap ka kuch kahany ko dil nahi karta ...khana aap kay samnay bhi reakha hoo jo aap ki zarorat or sehat kay mutabaiq hoo to pher bhi aap ka dil nahi karta kahanay ko ...is leye husband sath hoo to aap ko kheela sakta hai na

                            baby sirf maa ka nahi baap ka bhi hota hai :lpop:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #29
                              Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                              Originally posted by Aanchal
                              agar aap ki begum or honay walay bachay ko khtra hoo to aap elaj nahi karwaoo gay apni begum ka kisi male doctors say ????

                              wesay to hona yeh chaye lady doctors zaror honi chaye har elakay main .....lekan koi serious problem hoo jaye to is main koi boorai nahi kay kisi male doctors say elaj karwa lia jaye ........male doctors jo hotay hain un kay sath koi nurse ya koi lady health worker zaror sath khari hoti hai woh ko akeelay main us ka elaj nahi kar raha hota ..

                              aik banda deehat ka tha us ki begum kay han baby honay wali the us ki begum ki halat kafi serious hoo gai kisi taraha aik hospital pouncha to pata chala vohan male doctor hai us nay saaf mana kar dia .........us nay kaha mere biwi mar jaye lekan apnai begum ka elaj kisi male doctor say nahi karwaoun ga!!!....aap paata nahi woh aurat bachi hai ya mar gai hai ....
                              Hmmm...well i can imagine the pain that both the husband and wife might have passed through...appratently it seems cruel to deny from treatment by a male doctor...but personally I feel very bad that a male doctor examine a pregnent female...whehreas a birth matter is cocnerned, I would always prefer a lady doctor treat such cases...but if it is very much necessary i mean in case of paritoneal operation a male doctor can help...but for a normal delivery or veginal scisserian...i am totally not in favour that a male doctor handle such case. whatever you think, but this is what i think.
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Discuss>> Pakistan main underweight bachon ki pedaiish 38% kion??

                                Originally posted by Aania
                                after reading u all ... a point came to my mind

                                what u guys wud like to say abt
                                separate married couple life?
                                n couple .. living in a big/small mixed family??
                                how these points affect on an upcoming mom dad's lives??
                                Well a husband has to be wise enough to keep a certain symetry and balance between relations...If the both husband and wife are coopertive then it doesn't matter where they live .... in joint family system or separate...but lack of understanding can surely produce problems.
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X